Bhai maine apna pehla hair patch lagwaya tha 1 hafta pehle glue method use kar ke 2-3 din toh ekdam theek or normal feel hua 4th din mujhe sarr mein itching jaisa feel hone laga maine kaffi hadd tak ignore karne ki koshish kari par hata sarr khujli karne ko dil kare jaa rha tha Mujhe neend bhi nahi aa rahi thi phir maine hair patch utar dia khud hi glue bohot tight tarike se lagi hui thi Maine pura head clean shave kardia ab Par ab bohot regret hota hai ki baal nahi hai or patch lagana bhi successful nahi raha Kya tapping method use karne se thoda kam itching hoga? Ya phir taping method use karke 2-3 din baad khud se hi jab pareshani ho toh nikal kar patch khud laga saku?
Itching hoti hai summers mein zyada. Dettol paani mein daalke wash kar sakte hai , scalp protector use kar sakte hai. Head massager se tap karke massage kar sakte hai. Athletes ke liye issue hai ise use karna... Itching and sweat wo nhi jhel sakte zyada. Asli problem garmi ki hai...Sardi mein jannat hai bhai ye
Mere dost ka bhai khud doctor hai pg kr rh h ...wo khudh ganja h or hair patch use krta hai Majne pucha aapne hair transplant q nhi krwaya to bole ki risky h or medicine Leni padhti hai jisse sexual desire khtm hone lagti hai or result aacha nhi aata hai.... Wavy or curly type k hair aate h...
Vicky Bhai aap kafi cooperative nature k ho..... Maine jitne bhi aapse sawal kiye WhatsApp pe aapne ache se margdarshan diya.... Apka bahot bahot shukriya..... Ishwar apko lambi umar de
Bhai hair transplant ek baar karwa kar 10-15 saal chalta hai aur hair patch ke jaisa roj roj pareshani nhi hota...hair patch 15k me acha nhi at least 30k me acha milta hai aur uska cost har saal badhta hi jayega...hair transplant me nahate time koi problem nhi aur koi extra weight sar par nhi rahta...khujane ka bhi problem nhi... successful hair transplant is always better than hair patch...mai khud patch use karta hun 1 saal se...pareshaan ho chuka hun...side hair chipak jata hai....shampoo karne me problem....hair patch is temporary solution...hair transplant is permanent solution
Mujhe hair patch kholne or lagane or hair remove karne me bahut tention lgta h ۔۔۔isme bahut time barbaad hota hai ۔۔۔ isme 1 hour lg jata hai pura procezer krne me
Bhai aapne kha se hair transplant karwaya tha ...... Patch use kru ya transplant karwau.... Doctor bolte h ki transplanted hair jhadte nhi h ye sahi h kya
Hair patch walon ki shaadi nhi hoti bolte naqli bal hai mazaak banate hai log ek to kisa mere idhr hi hua suhag rat me dulhan bhag gyi hair patch nikl gya bohot logon ne maza lya
Thanks for making this video Vicky bhai.
इससे बहुत लोगों को अपना निर्णय लेने में सहायता मिलेगी ✌️
Sahi baat boli hain, I also recommend hair patch
Bhai cap vs hair patch bhi boldijyena kon better hai
Ok in next
Most Required Information 👍
Thnks
मैं मिराज का हेयर पैच पिछले 2 साल से यूज कर रहा हूं..
मुझे कभी कोई दिक्कत नहीं हुई.. किसी को भनक भी नहीं लगता 😂😂😂
Good information Vicky bai👍🏻👍🏻 nd ur Looking nice
Thnks brother
Tranprent budget mee front hair patch ke liye tape konsa le garmi mee pasina ayega only tape use karni hai bina glue kee please reply
Dada ..hair patch tho Cold weather mai thik hai...but Summer ⛱️ mai...is ko jhalna bahut mushkil hai.pasina or pasina nahi hoga kiya?
Nahi aisa kuch nhi h, air flow hota h isme
Thank you for sharing the information bhai..Much helpful 🎉🎉
Hair patchy is best option.. I am also using from 14 months..
How much did it cost!
This is worst I used it since 5 years
It has really bad experience
@@d0minic46 35000/-
@@AbdulBasit-bh7pk what happened??
@@Pawan_350 itching and baldness increasing
Servicing and anybody recognise you easily I think bald is far better than patch
Meine tohh yehh notice kiya jinke surf aage se baal gyee huee haii unka hi transplant aacha hota haii...jinke crown pe b baal udd gye hain unka transplant karana bekar haii volume naii milegaa tohh kya fayda😅
Yes
@@vickytrueexperiencebhai aap aage kitne saal tak patch lagao gai?
Bhai maine apna pehla hair patch lagwaya tha 1 hafta pehle glue method use kar ke
2-3 din toh ekdam theek or normal feel hua 4th din mujhe sarr mein itching jaisa feel hone laga maine kaffi hadd tak ignore karne ki koshish kari par hata sarr khujli karne ko dil kare jaa rha tha
Mujhe neend bhi nahi aa rahi thi phir maine hair patch utar dia khud hi glue bohot tight tarike se lagi hui thi
Maine pura head clean shave kardia ab
Par ab bohot regret hota hai ki baal nahi hai or patch lagana bhi successful nahi raha
Kya tapping method use karne se thoda kam itching hoga? Ya phir taping method use karke 2-3 din baad khud se hi jab pareshani ho toh nikal kar patch khud laga saku?
Same bhai
Maine abhi 3 din phle lagaya hu
Bhut itching ho rha hai or kabhi kabhi sar dard v Karta hai
Mai soch rha hu nikal ke rakh dene ka
Yaar itching ka solution hai Dettol se headwash , scalp protector, head massager se tapping on head. And summers mein taping hi zyada kargar hai
Sir please tell me hair patch hair line ko cover ku nhi kar paata ???
Bhaiya kya clipping system me koi side effects h
Nahi
Very nice information sir
Thnk
Prabhas Sir, Mahesh Babu Sir also uses hair patch
Yes
Vicky bhai bht helpful video h
Thnks
Nice
Bhai mai to tape method me use karta hun or srif winter me use karta hun ya party me Jana hai to night me nahi to aise bald hi rahta hun
aap garmi mai kya patch kholke rakte hai
@@abhik0730 ha bald hoke gumta hun bindas no tension
@@abhishekmalviya9738 to ap kya sirf shadi functions mai hair patch pehente ho ?
@@abhik0730 bhai summer ke time Mai patch nahi pahnta agar summer me khi sadi me Jana hai to patch laga leta hun winter me humesa pahnat hun
@@abhishekmalviya9738kis state sai ho?
विक्की भाई मेरे सिर में जहा baldness है वहा पर छोटी छोटी फुंसी है क्या मैं पैच यूज कर सकता हु
Pahle skin treatment le lo bhai, usko thik karwao. Then uske baad hair patch use karlo
Bhai alopecia totails mai hair patch lagva sakte hai
Good
Hair patches ke side effects hota hai kya kuch rashes, itching aur koy please inform
Itching hoti hai summers mein zyada. Dettol paani mein daalke wash kar sakte hai , scalp protector use kar sakte hai. Head massager se tap karke massage kar sakte hai. Athletes ke liye issue hai ise use karna... Itching and sweat wo nhi jhel sakte zyada. Asli problem garmi ki hai...Sardi mein jannat hai bhai ye
Mere dost ka bhai khud doctor hai pg kr rh h ...wo khudh ganja h or hair patch use krta hai
Majne pucha aapne hair transplant q nhi krwaya to bole ki risky h or medicine Leni padhti hai jisse sexual desire khtm hone lagti hai or result aacha nhi aata hai....
Wavy or curly type k hair aate h...
Absolutely right brother
Helmet lagakar factory me kaam kar sakte hai
Hair transplant is far better for confidence bro don't misguide.
Very informative video 👍👍
Thnks
Vicky bhai patch hi bdia h vrna medicine hi khate reh jaege
Yes
Bhai please make a video on clip system hair patch 🙏
Ok
Airport aeroplane me hair patch laga kar Janna allowed hai ya nahi please bataiye
Tape ki vgeh se scalp to damage ni ho jyegi
No
Scalp ksesave rhegi
Hair patch is perfect solution.
Brother Australian hair patche kitna chalta
Contact me 8076161501 (watsapp)
Thanks bhaiya
Nice Video Bro
Thnks
Thnks for video sir❤
Thnks
Vicky Bhai aap kafi cooperative nature k ho..... Maine jitne bhi aapse sawal kiye WhatsApp pe aapne ache se margdarshan diya.... Apka bahot bahot shukriya..... Ishwar apko lambi umar de
Thnks keep supporting
Bhai hair patch loon ya hair clip system main jaon
Front Hairline Pr Lga Sakte Hai Kya Bhai Hair Patch
Ha use frontline hair patch kehete hai
@@kishan_p3232 ok
kaha se karna chahiye sr?
Bhaiya traya medicine oil kaisa or kya hai video bahut ata hai traya ka
big kitne din chalegee
Patch best h
Bhai clip acha hai fix mera thoda sa avi hair loss hua hai 1inch approx
Hairpatch is best option.
Transplant karne se medicine lena padega life time nahi to nahi rahega hair.
Yeah absolutely
Bhai hair transplant ek baar karwa kar 10-15 saal chalta hai aur hair patch ke jaisa roj roj pareshani nhi hota...hair patch 15k me acha nhi at least 30k me acha milta hai aur uska cost har saal badhta hi jayega...hair transplant me nahate time koi problem nhi aur koi extra weight sar par nhi rahta...khujane ka bhi problem nhi... successful hair transplant is always better than hair patch...mai khud patch use karta hun 1 saal se...pareshaan ho chuka hun...side hair chipak jata hai....shampoo karne me problem....hair patch is temporary solution...hair transplant is permanent solution
Bhai mujhe abhi 2 din hi hue hai mai pareshan ho gya hu
22000 ka lagaya hu
Mai ab isko drop karne ka soch rha hu
Isse accha mai phle hi tha
Maine karvaya h hair nahi aaye.
@@suniljha6908problem Kiya hua
@@nitinraina1788Bhai kitne din ho gaye.....?
Kis clinic se karwaya tha
Hair transplant is so risky those who have weak eyes its damage retina and it also cause neuro problem in head too😢
Brother aap ka clinic hai
😂😂 kuch mahina ya kuch saal baad aap khud hi jaoge hair transplant karwane. 100%
Mujhe hair patch kholne or lagane or hair remove karne me bahut tention lgta h ۔۔۔isme bahut time barbaad hota hai ۔۔۔ isme 1 hour lg jata hai pura procezer krne me
Yes but after 4-5 months you'll do it within 30-40 mins
Main 4 year sy use kar rha hun but main 10 mint main mantain kar leta hun
Mai use kr rha hu 2 years se
Plz plz plz don't take transplant.... 9 hrs operation very painful operation, 1 lakh waste hue , 1 saal dawai, 3 saal baad bhi side effects hain
Bhai aapne kha se hair transplant karwaya tha ......
Patch use kru ya transplant karwau....
Doctor bolte h ki transplanted hair jhadte nhi h ye sahi h kya
Hair patch walon ki shaadi nhi hoti bolte naqli bal hai mazaak banate hai log ek to kisa mere idhr hi hua suhag rat me dulhan bhag gyi hair patch nikl gya bohot logon ne maza lya
Apne life partner ko pahle hi clear batao bhai. Dhoke me mat rakho. Hair patch is just a part of life style.
khopdi me chhed karwana to kuchh jyada hi extreme hai.
apko knwledge nhi hai
Hair patch walo ko log bolte hai nakali bal lagwa rakhe hai
Meri umar 25 sal hai mai use kr sakta hu kya bhai
Yes Contact me 8076161501 (watsapp)
Brother aap ka clinic hai