नवतारा/नक्षत्र ज्योतिष की कम्पलीट जानकारी। NAVTARA JYOTISH FULL DETAILS
ฝัง
- เผยแพร่เมื่อ 10 ก.พ. 2025
- Solved Astro Science
Astro Madhav Mukund Rai
aanjneya Astro
नवतारा ज्योतिष की कम्पलीट जानकारी। Navtara Jyotish full details
Navtara Astrology full details
Navtara jyotish full information
Navtara Astrology full Information
Navtara jyotish
Navtara Astrology
Nakshtra jyotish
Nakshtra astrology
Shivji ka janm nakshtra
Ramji ka janm nakshtra
Hanuman ji ka janm nakshtra
Krishanji ka janm nakshtra
Remedies of Vipat Tara
Remedies of Pratyari Tara
Remedies of Vadh Tara
Remedies of Vipat nakshtra
Remedies of Pratyari nakshatra
Remedies of Vadh nakshtra
#astrology #nakshtra #astro #madhamukundrai #aanjneyaastro
#solvedastroscience
CONTACT - 9755655368
VIDEO LINKS ABOUT NAVTARA JYOTISH
• नवतारा ज्योतिष। नक्षत्...
• नवतारा ज्योतिष का आधार...
• नवतारा ज्योतिष। नक्षत्...
www.facebook.c...
Good video ❤
Exlent sir a hi batane k liya mera se 3300 rs liya gaya 4 din ka class m . or app 33 minit pe atna kuch samgha diya thanku u so much sir .
Thanks for your valuable comment 👍
Pure u tube me aapke jaisa koi nahi samjhata
आपका बहुत बहुत धन्यवाद गुरुजी आपने बहुत अच्छे तरीके से समझाया है और बहुत सरल तरीके से मैं आपका दिल से आभार प्रकट करता हूं
Bahut hi acchi Tarah Se samjhaya hai bahut bahut dhanyvad
Bohot acchi jankari di
Very nice 🎉
Dhanyawad guruji
Best information
Dhanyvad
Valuable knowledge. Many many thanks 🙏
Jai guruji namskar atynt hi bidhtapurn gyan ke liye annt namskar
Excellent informative video.
Really, useful & informative video.
Thank you, sir.
इस विश्लेषण के लिए बहुत बहुत धन्यवाद जी
Percentage wise result..unique thing in this video👌
Namskar.guruji.very.good.Gaide
धन्यवाद आपके इस ज्ञान के लिए 🙏🙏🙏 जय श्री राम
Very nice information mukund rai sir ❤👍
Thank uou guruji for this i fo.
I just wa t to know mera 2nd house me rahu adra nakshtra me hai to kya mai adra nakshtra ka jap karke money gain kar sakti hoo?
बहुत सुन्दर परसतुती 🙏
जय श्री राम 💐🙏
हुदय शे धन्यवाद सर 🙏
Superb 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Thank you Sir 🙏
Bhut Sundar hai
Thanku nice information
So clear video .. thank you sir 🙏🏻
Thank you guru ji 🙏
Ye hee param satye jyotish he ❤❤❤
Sir ji aap ne knowledge achi share kiya hai....poorvaphalguni nakshatra aa rha janam nakastra se 27th vruksh ashok tree hai par gnati karak mercury to kya green colour leaves ka pass me rakhna sahi fal dega aur animal me femal rat hai use kaise use kiya jaye
Ashok tree ki sewa karna hai, Atmitra pashu ki sewa uski photo ya teddy ya statue Ghar par office me aur Favorable Direction mein rakhna hai
Very fine Guru ji parnam
Very nice sir 🙏🏻❤
जय श्रीराम जय हिंद वंदेमातरम
Sir Janam taare to activate karna chahiye ya shant ? Please advice 🙏
Neutral Rakhiye
Jabardast video hai ekdam nai jankari mili hai 👍
Sir Mrigshira nakshatra k lord Mangal hey magar aap ne bola moon. E confudition hey mujhe. Please clear kar di giye ga mujhe.
Nakshtra Lord Mangal Devta Moon
Om Namah Shivay
Very good
Yadi bhai bhahan vipat tara me aa raha hai toh iska remedy kya hoga?
Nakshtra Lord ke Attributes ko Use karein but don't eat food Attribute
@MadhavMukundRai Nakshatra ke Food attribute bhi hote hai? Ye toh kahi dikha nahi
Sir ek video is subject pr v banaye
सर कर्क लग्न में शनि सबसे मारक गह है, और नवतारा मिलान से जैसे आप ने समझाया तो शनि देव , 4 नं का क्षेम तारा बन रहे हैं जब कि आप का नवतारा मिलान यहां पे बिल्कुल ग़लत हों रहा है 🙏🙏
Navtara Milaan galat nahin hai. Marak grah achhe Tara mein ho to Marakata kam ho jati hai
Gru ji , Jamn Tara is moon and atimitra is sun ... and of sun is of tula and neech tab Kaya karna hai....
Please Contact us 9755655368
श्रीमान जी पंचांग से प्रतिदिन के तारा और नक्षत्र कैसे देखें।
Apke aas pas koi bhi pandit ji se poochh lijiye wo Bata denge ya youtube par bahut videos hain is par
Sir ati Mitra nakshtra r kundli k bura bhaw k dono ek ho to kiya fal milega please bataye
Results me antar ayega
Sir mere pati vipat tare m h m unke ati Mitra m ab Kiya kre apne sahi kaha unka sab sahi h pr mera sab galat please is pr rk video banaye
I will Try please wait
Namaskar 🙏... Sir mere husband ka shravan hai and mera uttrashdha.... Unke liye mera nakstra 27th hai... Mere unka shrwan nakstra 2nd hai? Any benifit for us?
Apko paisa ayega Husband ko khush Rakhne se Husband ke liye aap unke atimitra ho unhe support kariye Bahut Labh Hoga
👍👍👍
Esa kse ho skta hai,meri kundli me sbse yogkarak sun, Mars and Jupiter h, lekin is pdhti me ye teeno 3,5,7 me aate hai jo ki hanikarak hai .kiski mane kiski nhi
Apni Life me results check kariye Sab spasht ho jayega Yogkarak yadi 3,5,7 hain to unke achhe results me kami aayegi
Sar Shri Krishna 16 kalaon se paripurn the 52 Kala to first time sun rahe hain ?
Mujhse Bolne me chook hui hai Darasal Kalayein 16 hi Magar unhe 64 Vidyaon ka Gyan Tha.
Kritika nakstrh ka animal konsa he
th-cam.com/video/MKFHxjYhinw/w-d-xo.html
Kundli se dwkhe to mera shani marak hai, jabki navtara se dekhein to mitra hai, to decesion kaeise lein
Please wait till next video
Lagnesh ka mitra 3,5,7 tara swami ho to , jaya fal denge
Please do Deep Read to Horoscope for conclusion
ravana ke janam nakshatra kya hai?
Chitra
@@MadhavMukundRai Indrajit/megnath ke janam nakstar kya hai?
Sar Duniya ke jitne bhi jyotishi Hain vah Bhagwan Ram ka Janm kark lagn aur Pushya Nakshatra batate Hain
Duniya ke sabhi jyotishi nahin 20% jyotishi Pushya batate hain Magar 80% Punarvashu Batate hain
Mera mat hai ki kark lagn uday ke samay janm hua hai isliye kark lagn uday ke samay pehla nakshtra Punarvashu hi hoga Doosra yah ki bhagwan Ram ka ek naam bhi Punarvashu hai Teesra Punarvashu yani Punah Basane wala TO Bhagwan ne yahi kiya hai 🙏
जिसे D.O.B का पता नहीं उसे चंद्र नक्षत्र का कैसे पता होगा 🙏🙏🙏
Uske liye dusri Vidhi apnani padti hai
Mrigshira ke lord mangle hai,na ki chandra h
Ha Ji mangal hi hain Nakshtra Lord but Devta Chandradev hain Theek se poora concept samjhaiye Galat Comment se log confuse ho jate hain 👍
Navtara backbone system according to dasha batayee!!
Video is already available please search my channel
राहु के नक्षत्र से पहले (27 व) मंगल का नक्षत्र आता है भाई। ना के चंद्र का नक्षत्र
Theek se suniye aur Theek se samajhiye
श्री राम का जन्म पुष्य नक्षत्र में हुआ है , न कि पुनर्वसु में।
Vidwano ke do mat hain Magar Mujhe Bhagwan ne Yahi Bataya hai
Rahu ka ati mitre nakshtra is Mars
अपने जैसे कहा कि लग्न से दूसरा भाव धन देता हैं यदि मेष राशि का लग्न हैं तो इस लग्न में अश्विनी,भरनी,कृतिका के स्वा 2 नक्षत्र आ गए अब वृषभ राशि में कृतिका के 3 चरण जो विपत तारा में रोहिणी के चार चरण क्षेम तारे में और 2 पद मृगशिरा नक्षत्र के प्रत्यारि तारे में आ गए।
कहने का तात्पर्य मेरा ये हैं कि वृषभ राशि में क्षेम तारे का मंत्र जाप करे या मेष लग्न में जो शुक्र का भरनी नक्षत्र का मंत्र जाप करे ये उलझन वाला सवाल हो गया।
जैसे मेरा जन्म तारा शतभिषा नक्षत्र का तीसरा चरण जो कुंभ में आता हैं उस हिसाब से मेरा सम्पत तारा पूर्वाभाद्र पद नक्षत्र हुआ जो गुरु का नक्षत्र हैं चंद्र कुंडली में।
ये समाधान कैसे करे अति सोचनीय प्रश्न हैं मेरे लिए भी और जो आपका वीडियो देख रहे हैं उनके लिए भी।
कृपया मार्ग दर्शन करने की अनुनय विनती हैं आपसे।जवाब जरूर दीजियेगा, उत्तरोत्तर की प्रतिक्षा में।
2nd House ko Activate karna hai to Rohini Nakshtra ke Mantrajaaap vrash me chandra uchh bhi hota hai Magar apke case me Shukra Sampat Tara hai Shukra ke mantra ka jaap karne se vrash rashi aur Shukra dono ek sath activate honge. Mantrajaaap ke sath Wife ko khush rakhna jaruri hai.
कला ६४ होती है न कि ५२।
Ha ji bolne me chook hui hai 64 vidyayein 16 kalayein Bhagwan Shri Krishna ko aati thi. Aap bhi Apni jankari sahi karein 64 nahin 16 kalayein
27:02
Swami alage h devta alage h
Ha ji
श्री हनुमान श्री राम के दास है न कि मित्र।
Shri Ram ne Hanuman ji ko kahin Daas kaha ho to batayein balki Shriram ne hanuman ji kaha रघुपति कीन्ही बहुत बड़ाई। तुम मम प्रिय भरतहि सम भाई।"
27 va nakshtra (ATI Mitra ):hamesha good nahi hai information saahi nahi hai !!
Contact us - 9755655368 whtsapp
Please, focus on this.
Hamesha Mitra kyu nhi please explain if you know it
कैसे यह तो बताओ जी ।मित्र मित्र ही होता भले आठ बारह मे आये ।तब वह आठ बारह भाव का अच्छा फल देता
6 8 12 भाव में मित्र नक्षत्र है तो वह अच्छा रिजल्ट नहींदेगा
Bhagwaan ram ka नक्षत्र पुष्य है
Mujhe to bhagwan ne Punarvashu Bataya hai
Aaj तक तो punarvasu nakshtra सुनते आए है, और तिथि नवमी
Rahu ka karak tatva kya hai
Grand father, Foreign, Online ,Electronics, Barley, extension, illusion, focus, unfocused....Many karaktatwa have Rahu
Thank you ❤sir
Thankyou so much sir 🙏🙏