Allah tala ne is dor m hame Shaikh Abu Zaid Zameer Hafeezullah k zarye se Elm Ki methas ataa Ki ... aur deen Ki samjh ko Aasan kar diya Shukr Alhamdulillah
Shaikh. Waqaie ilmi batun ko kaafi ache andaz mein samjhate hain. Shaikh talib e ilmun I liye.. Allah k taraf se ek niyamat hain Shaikh k durus sun k waqie ilmi mithas mahsoos hoti hai. 👍💚
Me bht pareshan tha is masly ko leker. Allah abu zaid sahab ki umer daraz karey bht acha smjhaty hain .. ❤️ Allah hum sb ko apni namazun ko sahi krny ki taufeeq ata farmaen . Ameen
Mashallah !! perfect answer and explaination about Rafulyaden. 👍 Best video to share with our Muslims who are misguided and confused about Rafulyaden. May Allah(swt) shows them the right path and also to follow the Sunnah of Prophet Muhammad(pbuh). Ameen!!
Aaj ek hanfi bhai ne tareeq jameel sahab ki video dikhayi jisme who kaherahe hien k rafulyadayn mansooq ho gaya hai my unhen ye video bhejunga jawab me
*249 सही हदीस रफ़अयदैन करने की।* -------------------------------------------------- 🔳 *रफ़अ़ यदैन यानी दोनों हाथों को कन्धों या कानों तक उठाना* 🔳 सहीह अहादीस से नमाज़ में रफ़अ़ यदैन 4 मक़ामात पर साबित है: 1) तकबीर-ए-तहरीमा के वक़्त 2) रूकूअ़ में जाते वक़्त 3) रूकूअ़ से सिर उठाने के बाद 4) तीसरी रकअ़त के लिए खड़े होने पर नाफ़ेअ़ रिवायत करते हैं कि अब्दुल्लाह इब्न उमर (रज़ि0) तक्बीरे तहरीमा के वक़्त रफ़अ़ यदैन करते और जब रूकूअ़ करते तब और जब ‘समि अ़ल्लाहु लिमन हमिदह’ कहते तब और जब दूसरी रकअ़त से (तीसरी रक्अत के लिए) खड़े होते तब रफ़अ़ यदैन करते, और अब्दुल्लाह इब्न उमर (रज़ि0) फ़रमाते कि नबी ﷺ ऐसा ही करते थे. (सहीह बुख़ारी ह0 739) 👉🏿सहाबा (रज़ि 0) से इसका सुबूत👈🏿 वैसे तो तक़रीबन 50 सहाबा (रज़ि0) से रफ़अ़ यदैन का सुबूत मिलता है लेकिन सिर्फ़ कुछ मशहूर सहाबा का ही ज़िक्र किया जा रहा है. इस बारे में ख़ुद इमाम शाफ़ई फ़रमाते हैं कि " रफ़अ़ यदैन की रिवायत सहाबा की इतनी बड़ी तादाद ने बयान की है कि शायद इससे ज़्यादा तादाद ने कोई दूसरी हदीस बयान नहीं की. "(नैलुल औतार 2/3/9) ✳अबू बक्र (रज़ि0) : सुनन बैहक़ी 2/73 ✳उमर (रज़ि0) : सुनन बैहक़ी 2/23, नस्बुर राया 1/416 ✳अली (रज़ि0) : इब्न माजा ह0 864, अबू दाऊद ह0 739, मुस्नद अहमद 3/165, सुनन बैहक़ी 2/74 ✳अब्दुल्लाह इब्न उमर (रज़ि0) : बुख़ारी ह0 739, मुस्लिम ह0 390, इब्न माजा ह0 858, तिरमिज़ी 255, इब्न हिब्बान 3/168 ✳अबू हुरैरह (रज़ि0) : मुस्नद अहमद 1/93, इब्न ख़ुज़ैमा ह0 693, जुज़ रफ़अ़ यदैन इमाम बुख़ारी ह0 19,22 ✳अब्दुल्लाह इब्न अब्बास (रज़ि0) : मुसन्नफ़ अब्दुर रज़्ज़ाक़ 2/69, मुसन्नफ़ इब्न अबी शैबा 1/234,जुज़ रफ़अ़ यदैन इमाम बुख़ारी ह0 21 ✳अनस (रज़ि0) : इब्न माजा ह0 866, सुनन दार क़ुतनी 1/290, मुसन्नफ़ इब्न अबी शैबा 1/235 ✳अबू मूसा अशअरी (रज़ि 0) : सुनन दार क़ुतनी 1/292 ✳जाबिर (रज़ि0) : इब्न माजा ह0 868, मुस्नद सिराज ह0 92 ✳उम्मे दरदा (रज़ि0) : जुज़ रफ़अ़ यदैन इमाम बुख़ारी ह0 25 ✳मालिक बिन हुवैरिस (रज़ि0) : मुस्लिम ह0 864,865, बुख़ारी ह0 737 ✳वाइल बिन हुज्र (रज़ि0) : मुस्लिम ह0 896, इब्न माजा ह0 867, मुस्नद हमीदी 2/342 ✳अबू हुमैद सअ़दी (रज़ि0) : अबू दाऊद ह0 730 ✳अब्दुल्लाह इब्न ज़ुबैर (रज़ि0) : सुनन बैहक़ी 2/74 ✳अबू सईद ख़ुदरी (रज़ि0) : जुज़ रफ़अ़ यदैन इमाम बुख़ारी ह0 18,61 ✳अब्दुल्लाह इब्न अम्र इब्न आस (रज़ि 0) : सुनन बैहक़ी 2/74 ✳अब्दुल्लाह इब्न जाबिर (रज़ि 0) : सुनन बैहक़ी 2/75 ✳सहल बिन सअ़द (रज़ि 0) : तिरमिज़ी ह0 256, इब्न हिब्बान ह0 1868 ✳अबू क़तादा (रज़ि 0) : तिरमिज़ी ह0 256, अबू दाऊद ह0 730 ✳मुहम्मद बिन मस्लमह (रज़ि 0) : तिरमिज़ी ह0 256, इब्न हिब्बान ह0 49 ✳अबू उसैद (रज़ि 0) : तिरमिज़ी ह0 256, सुनन बैहक़ी 2/101 ✳सलमान फ़ारसी (रज़ि 0) : जुज़ रफ़अ़ यदैन इमाम सुबकी पेज 12 👉🏿सहाबा (रज़ि 0) का इज्मा👈🏿 जब उमर (रज़ि0) ने मस्जिद नबवी में आम सहाबा के सामने रफ़अ़ यदैन से नमाज़ पढ़ाई तो सारे सहाबा ने कहा कि बेशक रसूलुल्लाह ﷺ उसी तरह हमें नमाज़ पढ़ाते थे जिस तरह आपने पढ़ाई - (सुनन बैहक़ी 2/23, नस्बुर राया 1/416) इसी तरह अबू हुमैद सअ़दी (रज़ि0) ने जब 10 सहाबा की मौजूदगी में रफ़अ़ यदैन के साथ नमाज़ पढ़ाई तो सारे सहाबा ने कहा कि बेशक रसूलुल्लाह ﷺ इसी तरह हमें नमाज़ पढ़ाते थे- (अबू दाऊद ह0 730) इन दोनों वाक़यात में किसी भी सहाबी ने यह नहीं कहा कि रफ़अ़ यदैन मन्सूख़ हो चुका है या रसूलुल्ल्लाह ﷺ तकबीर-ए-तहरीमा के अलावा कभी रफ़अ़ यदैन नहीं करते थे, बल्कि सबने यही कहा कि रसूलुल्लाह ﷺ इसी तरह हमें नमाज़ पढ़ाते थे, जो इस बात की खुली दलील है कि रफ़अ़ यदैन पर सारे सहाबा का इत्तिफ़ाक़ था और इस तरह रफ़अ़ यदैन पर सहाबा का इज्मा साबित होता है. 👉🏿अइम्मा-ए-किराम और उलमा हज़रात की गवाही👈🏿 ⏩इमाम शाफ़ई (रह0) - " जो शख़्स नमाज़ के शुरू, रूकूअ़ से पहले और रूकूअ़ के बाद रफ़अ़ यदैन करने वाली हदीस सुन ले तो उसके लिए हलाल नहीं कि वह इस पर अमल न करे और इस सुन्नत को छोड़ दे." (तबक़ाते शाफ़ई अल कुबरा 1/242) ⏩इमाम अहमद (रह0) - " जो लोग नमाज़ में रफ़अ़ यदैन नहीं करते हैं उनकी नमाज़ नाक़िस है." (अल मन्हजुल अहमद 1/159) ⏩इमाम बुख़ारी (रह0) - “अहले इल्म में से किसी से भी नबी ﷺ से रफ़अ़ यदैन छोड़ने की कोई दलील नहीं है. इसी तरह किसी सहाबी से भी रफ़अ़ यदैन न करना साबित नहीं है.” (जुज़ रफ़अ़ यदैन पेज 1) ⏩इमाम बैहक़ी (रह0) - “रफ़अ़ यदैन चारों खुलफ़ा-ए-राशिदीन, तमाम दूसरे सहबा और ताबिईन से साबित है.” (सुनन बैहक़ी 2/81)
Bhaijaan aapka bahot bahot shukriya....Allah aapke ilm me izaafa......or aap aise hi logon ke beech right ilm pesh karte rahein.... Aameen ! Wamaa alaina illa l balaagh
Sahi bukhari ne pura chapter bandha hai juzzrafulhidyn... Yeh ghoro ki dum wali jo hadith hai woh salam ferte waqt jo log hath uthate hai apni jango se uske liye hai...
Ahlehadees are Ahle sunnat waljamat Ahle hadees Are Ahle jannat Allah k fazal wa Karam Saay So join the jamaat ahlehadees 🤝🤝🤝🤝🤝🤝🤝 If you are intelligent
28:35 Could you please refer the timeline? Previously raulllah did rafulyadain then left it Or previously he did rafulyadain then left it but then again did it in some other timeline
Sahe hadees proved Rafaidan by 1) Abdullah bin Omer, 2) Abdullah ibn Abbas, 3) Anas ibn malik, 4) malik ibn Oawis, 5) Abu Umaid As Saeed Vs One Zaif Hadees by Ibn Masoodh (ruku may Dono ranokay beech may haath rakte tha) after Saadh R.A beaten his son for doing same & said before we use to do but nabi forbiden and said catch knees...If u masook rafaidan many sahabies, if one does not do it will not become mansook, like omer r.a use to read different sana in salah but many sahaba use to read sana subhanakallah, that means reading sana cannot be mansook. Completely avoiding saying mansook is a major mistake.
assalamualaikum warehmatullahe wabrakatuhu..ek swal he Kya ye link mil skti he jisme Saudi aalimo ka fatwa he ki Abu zaid zameer Sahab se ilm seekh skte he iske bare me koi btaye...plzz..
That means you are not Sunni because you are ready to leave this sunnah sometimes means you are not following our prophet rather you following imam abu hanifa.
I would request everyone to do rafa yadain at least once in there life , it is a sunnah of prophet Muhammad ( pbuh ) . Maulana Anwar shah Kashmiri ( ra ) a hanafi , deobandi scholar , said 23 companions did this is proved from authentic prove.
@Mohammed Usaid Khan tarke raful yadin also prove with authantic hadis and from khulfa e rashidin as well.and its also sunnah but raf ul yadin is manshok
@Mohammed Usaid Khan Namaz mai jahan aek rukun sy dosray rukun ki taraf jaty howy raful yadin Karen wahan ikhtilaf hai or witar or eid mai kisi rukun ki taraf jaty howay nahi karty balky us waqat raful yadin khud aek rukun ki hasiyat hai. Or agr raful yadin mansokh nahi to ap sajday sy sar uthaty howay koi nahi karty us mai q manskoh manty ho jb k us mai bhi raful yadin sahih hadis sy sabit hai us mai q nahi karty us waqat raful yadin na karnay mai app hadis k chornay waly q nahi. or witar or eid ke raful yadin ki hadis mai taaruz nahi jb k rukuh or sajday mai jaty howy raful yadin ki hadis mai taaruz hai. Ya hai ap ki bath ka jawab.
@Mohammed Usaid Khan Ya bhi ap ki kam ilmi hai warna sajday sy sar uthaty howy raful yadin pahly sunnat tha bad mai mansokh hoga ya app k yahan bhi ya wala raful yadin manskoh hai or is ki mansokhiyat mai ijma bhi hai. Prh ya sawal kaisay k q sunnat mansokh nahi ho sakti.
@Mohammed Usaid Khan Namaz mai jahan aek rukun sy dosray rukun ki taraf jaty howy raful yadin Karen wahan ikhtilaf hai or witar or eid mai kisi rukun ki taraf jaty howay nahi karty balky us waqat raful yadin khud aek rukun ki hasiyat hai. Or agr raful yadin mansokh nahi to ap sajday sy sar uthaty howay koi nahi karty us mai q manskoh manty ho jb k us mai bhi raful yadin sahih hadis sy sabit hai us mai q nahi karty us waqat raful yadin na karnay mai app hadis k chornay waly q nahi. or witar or eid ke raful yadin ki hadis mai taaruz nahi jb k rukuh or sajday mai jaty howy raful yadin ki hadis mai taaruz hai. Ya hai ap ki bath ka jawab.
Assalamualaikum warehmatullaahi wabarakatuhu. I want to know why rafulyadain is mandatory if it does not comes under those things that invalidates or nullifies the prayer?? I am not against it, in fact I always do it but still I want to know why it is mandatory, because there are so many sunnah in the prayer which if not done won't invalidate our prayer. jazakAllaah khair.
There are many Sunnah which are never left by Rasoolallah.. and we must follow them.. Abdullah Ibne umar Kankariya marte they jo Rafayldain 🙌 me susti karte they..
Walaekumussalam warahmatullahi wabarkatuh... And one of the reasons is that we should do it every time is that we should beautify our Salah by following the sunnah, or else there are many things we may leave in Salah and our Salah will still be valid... For example:- Dua in between 2 sajdah and many more... I hope this helps you understand better... And Allah knows best...
hazrat abu ibne masood r.a ki hadis ya hai k kya mai tumhy nabi s.a.w.s ki namaz na batao parh rafyul yadeen kya parh bad mai nahi lotaya. ya inhonay nabi ka tariqa bataya hai apnay pass sy nahi
@@bajwa9687 imam tirmizi r.a nay hasan or imam shakir r.a kay nuskhay k mai hai k ya sahih hai. or mujhay ap sy janany ki zarorat nahi kay ya hadees sahih hai ya zaeef. wasy bhi app ny hadis ko sahih ya zaeef khanay mai bhi taqleed hi ki hai. timizi ka elawa nisai, abu daud wagaira mai bhi tark e rafulyadin ki hadis hai or dusray sahaba r.a sy
@@bajwa9687 or ap ny ilm mai izafae k tor sy ya bhi bata don kay imam tirmizi nay tark e rafulyadin ko aksar sahaba o tabiyeen ka amal bataya hai.zahar bath hai sahaba ny nabi s.a.w.a ko tark e rafulyadin karty dekha hoga or tabiyeen ny sahaba sy suna or unko aisa karty dekha hoga. or aek bath kay khulfa e rashidin sy bhi tark e rafulyadin hi sabith hai.
"Rafa ul yadain" ki Authentic (Sahih) daleel (refrences) major hadees ki kitabo se 👇👇👇 . Sahi Bukhari: 735, 736, 737, 738, 739 Sahi Muslim: 390 a, 390 b, 391 a, 391 b Sunan Nasai: 1025, 1144, 1057, 1059, 1088, 1159, 1263, 1265, 876, 877, 878, 880, 881, 889 Abu Dawud: 721, 726,*727*, 730, 739, 744, 745, 957 Jaame Tirmidhi: 255, 256, 304 Musnad Ahmad : [1512] Ibn e Majah: English: Vol 1, Book 5, Hadith 858, 859, (862, 863),864, 866, 867, 868, 1061 Arabic: Book 5, Hadith 907, 908, (911, 912), 913, 915, 916, 917, 1114 Muwatta Malik: English: Book 3, Hadith 17 Arabic: Book 3, Hadith 163 Ibn e Hibbaan: 1864 Sunan Al Kubra Baihaqi, Vol 2, Page 75, hadees- 2355. Daleel (refrences) check karne ke liye is application ka use kare 👇👇 play.google.com/store/apps/details?id=com.greentech.hadith Alhamdulillah sari Daleel (refrences) Authentic (Sahih) hai, agar aap ko kahi kuch galat lage to saabit kare, ham apni islaah karne tayyar hai. Research and #share.
Rafulyadain, aur baghair rafulyadain dono sabit hai, to na krne walon pe tankeed nhi krna chahiye, kyunki ye Allah hi behtar janta hai konsa sabit hai, dalail to dono ke hain❤
2+1 MATLAB ... 2 rakat pad kr salam...fir 1 rakat pad kr salam,,,,,2nd types h 3 rakat ...jisme lagatar 3 rakat padhna h ...ek tasajud or ek salam se namaj khatam Krna h
@@ruksanasayyed9005 Assalamualaikum warahmatullahi wabarkatuhu... I know the two types to pray witr can you please enlighten me with the third type to pray witr...
12 minute per... Hadis Mafhoom Sahaba namaz pad rahe te.. To nabi صلى الله عليه وسلم ne deka aur farmaya rafayedein na karo jaise SHARARATI GHODE DHUM HILATE HE(Aam Ghode ki baat nahi).. 1. Namaz pad rahe te to ye eid ki namaz nahi 100% 2. Witer raat me padhi jyati he. to ye namaz witer bhi nahi thi.. 3. Ager ye eid ki namaz farak nahi to Aap juma ki 2 rakat hoti he usme kyu Zayid takbirat nahi kerte. Yaani eid ki namaz ek alag khas he. 4.witer me 3 magrib bhi 3 to iska tarika kyu alag he. Kyu k ye aam namazon se alag he. 5. Hukum aam ghodon ki tarah nahi kaha gaya Sharati ghodon ki tarah. Sharati Ghode dun k saat badan koi na koj hissa jarur HILATE he wahi aam Ghode Sirf dhum HILATE he... Jab rafayedein kerte he haathon k saat badan bhi HILATE he(body k 2 hisse) Hathon k saat ruku me jana (hath bhi hile aur badan bhi) Aage to Aap samaj jayange. Aur jo Salam me mana he O bhi aise hi he... Hath hilane k saat apna chehra bhi HILATE he (body k 2 hisse)
Mr. Zameer May be you are not aware of this Hadith, Please check this is Sahih Hadith. Grade : Sahih (Darussalam) Reference : Sunan an-Nasa'i 1184 In-book reference : Book 13, Hadith 6 English translation : Vol. 2, Book 13, Hadith 1185 It was narrated that Jabir bin Samurah said: "The Messenger of Allah (ﷺ) came out to us and we were raising our hands during the Salah. He said: 'Why are you raising your hands while praying, like the tails of wild horses? Stay still when you are praying.' "
Ullemaon ka bas ye kaam bacha hai ke ek seedhe saadhey Musalman ke Deen ko aur bhi mushkil kar dein. Shayad is hi liye Allah swt ne Quran mein kaha hai ke Allah ko extreme nahi pasand. Wallaho Alam. Allah aasani karey
Jara seene per hath bandhne ki bhi tafseer bata den aik baat wazeh ker dena chahta hun ki aap mujajdid allama nasir albani ne kaha hai ki seene per hath bandhna bilkul sarasar galat amal hai ab aap isko wazeh bataiye
mere Nabi sal'lalaho alihi wasal'lam ney rafaidain bhi kya aur nahi bhi kia - aaj ALLAH PAK ney mere Nabi sal'lalaho alihi wasal'lam dono sunaton ko zinda rakha hua hai - ek sunnat ehl e hadees poori kerty hain aur dosri deoband sunni. itna pyaar hai mere ALLAH ko apnay Nabi sal'lalaho alihi wasal'lam se k har ek ada zinda rakhi hui hai. jo witar mey rafaidain kerta hai wo bhi Nabi sal'lalaho alihi wasal'lam ki sunnat puri kerta hai.. witar mey hi sahi.. aur aam tor per nahi kerta tou wo bhi Nabi sal'lalaho alihi wasal'lam ki sunnat ko zinda kerta hai.. Jo behas kerta hai aur in baaton pey larta hai ALLAH us se khush nahi, JAZAKALLAH o khair
aek hadis imam sahfi r.a or imam ahmad ibne hanbel r.a poori karty hain dosi imam abu hanifa ra or imam malik ra. na kay ya gair muqallid.ya sarf fitna hi phlaty hain.
Ahle hadees bhaiyu se sawal hai ke aap kaba ke imam ku sahi samajte hai tu kyu 20 rakaat taraveeh nai padte jab ke kaba me 20 rakaat taraveeh huti hai, jab ahle hadees sahi hai tu aap kaba me 8 rakaat padakar bata dijiye jab aap ki baat sach samajte
kyuki haram aur masjid-e-nabwi ek aalami jagah hai.....isliye wahan 20 rakat taraweeh hoti hai 10 or 10 kar ke....kyuki duniya bhar ke log wahan jate hain kisi ko 8 se zyada bhi padhna hota hai....jisko hum log jayaz kahte hain....magar han sunnat na samjha jaye usko kyuki sunnat 8 rakat hai jaisa ki sahih bukhari hadees no. 2013 me Ummul momineen Aisha radhiallahu anha ne riwayat kiya hai....ki Allah ke rasool 11 rakat se zyada nahi padhte the.... Aur yahi amal arab me aksar masjidon me hota..... wallahualam.....
Assalamualaikum warahmatullahi wabarkatuhu... Brother see this video for better understanding... th-cam.com/video/L8_--TtOfZA/w-d-xo.html I hope it helps and May Allah give Nek hidayat to all of us... Ameen❤
These hanfis especially from our sub continent are hard core followers of their desires. They just say Muhammad Rasool but in thier heart but hate to follow him fully.
Allah tala ne is dor m hame Shaikh Abu Zaid Zameer Hafeezullah k zarye se Elm Ki methas ataa Ki ...
aur deen Ki samjh ko Aasan kar diya Shukr Alhamdulillah
Shaikh. Waqaie ilmi batun ko kaafi ache andaz mein samjhate hain. Shaikh talib e ilmun I liye.. Allah k taraf se ek niyamat hain
Shaikh k durus sun k waqie ilmi mithas mahsoos hoti hai. 👍💚
Aye Allah zameer sahab ki in koshishon Ku kamiyab kar dunya o akhirath me unse razi hoja ameen
aamin
Aameen
Ameeeeeeeeen
Aameen
Aameen
Me bht pareshan tha is masly ko leker. Allah abu zaid sahab ki umer daraz karey bht acha smjhaty hain .. ❤️ Allah hum sb ko apni namazun ko sahi krny ki taufeeq ata farmaen . Ameen
Aameen
Bhai ap q preshan hore the eng ali mirza ki sun lete preshani dor hojati foran
@@rizwanshah9709 Er. mirza jahil Kazzab he.
Aaj ke daur ka fitna he. Woh Manhaj e Salaf se hata hua he.
@@rizwanshah9709 jahil he wo jo munazara krne ke liye bulata he lekin khud farar hojata he
@@ely_471 😂😂
Alhamdulillah..Kaafi confidence aagya inka ye bayan sun kr☺️☺️
Masha Allah
Allah Ta'aala Shaikh Abu Zaid Zameer ko Umr Ilm Aur Risq mein Barkat ataa farmaye Aameen Ya Rabbal Aalameen...
Aameen
Aameen.aameen
Mashallah !! perfect answer and explaination about Rafulyaden. 👍
Best video to share with our Muslims who are misguided and confused about Rafulyaden. May Allah(swt) shows them the right path and also to follow the Sunnah of Prophet Muhammad(pbuh). Ameen!!
Aameen
Allah aap k ilm Mai izaafa kare
aameen
Aaj ek hanfi bhai ne tareeq jameel sahab ki video dikhayi jisme who kaherahe hien k rafulyadayn mansooq ho gaya hai my unhen ye video bhejunga jawab me
Isko kahte Hain ilm mashallah
Ma sha ALLAH amazing explanation....May Allah Almighty protect u from evil eye sheikh Mohtarram
Masha Allah, he has alot of knowledge!
Ma sha Allah Tabarakallah
Tabarakallah
Allah bhai ko lambi umar ataa karey....Aur ilm ka minaar bana dey Aameen ya rabb In sha Allah
Aameen
Jazak Allah khair Shaikh
Jazakallahu khair har masle me bahut ache andaaz se samjate hain dalail ke saath
Allah Rabbul Aalmeen Aap ko jajaye khair de Aameen
Jazakallah khair Shaikh sahab
Allah aapkii Umar daraz kare
Kya baat he Abu zaid zameer sb ,
Masla hi hal kar diya
Sab confusion Dur kr diye . sukriya kese Ada Karu ! ❤
Mashaaalah Mashaaalah allah paak shaikh kay ilam may or izafa karay ameen ya rabbul alameen
Love u shaikh 😘😘😘😘
jazakallah maulana allah paak aapki aur aapke ilm ki hifazath karen.ameen
Masha allah.best explaination with examples
Masha Allah saikh ,Allah haq ko kamyabi de
بارك الله فيك شيخ
mashallah
from, pakistan
Allah aap ko bahut jada ilm de Aamen
*249 सही हदीस रफ़अयदैन करने की।*
--------------------------------------------------
🔳 *रफ़अ़ यदैन यानी दोनों हाथों को कन्धों या कानों तक उठाना* 🔳
सहीह अहादीस से नमाज़ में रफ़अ़ यदैन 4 मक़ामात पर साबित है:
1) तकबीर-ए-तहरीमा के वक़्त
2) रूकूअ़ में जाते वक़्त
3) रूकूअ़ से सिर उठाने के बाद
4) तीसरी रकअ़त के लिए खड़े होने पर
नाफ़ेअ़ रिवायत करते हैं कि अब्दुल्लाह इब्न उमर (रज़ि0) तक्बीरे तहरीमा के वक़्त रफ़अ़ यदैन करते और जब रूकूअ़ करते तब और जब ‘समि अ़ल्लाहु लिमन हमिदह’ कहते तब और जब दूसरी रकअ़त से (तीसरी रक्अत के लिए) खड़े होते तब रफ़अ़ यदैन करते, और अब्दुल्लाह इब्न उमर (रज़ि0) फ़रमाते कि नबी ﷺ ऐसा ही करते थे. (सहीह बुख़ारी ह0 739)
👉🏿सहाबा (रज़ि 0) से इसका सुबूत👈🏿
वैसे तो तक़रीबन 50 सहाबा (रज़ि0) से रफ़अ़ यदैन का सुबूत मिलता है लेकिन सिर्फ़ कुछ मशहूर सहाबा का ही ज़िक्र किया जा रहा है. इस बारे में ख़ुद इमाम शाफ़ई फ़रमाते हैं कि " रफ़अ़ यदैन की रिवायत सहाबा की इतनी बड़ी तादाद ने बयान की है कि शायद इससे ज़्यादा तादाद ने कोई दूसरी हदीस बयान नहीं की. "(नैलुल औतार 2/3/9)
✳अबू बक्र (रज़ि0) : सुनन बैहक़ी 2/73
✳उमर (रज़ि0) : सुनन बैहक़ी 2/23, नस्बुर राया 1/416
✳अली (रज़ि0) : इब्न माजा ह0 864, अबू दाऊद ह0 739, मुस्नद अहमद 3/165, सुनन बैहक़ी 2/74
✳अब्दुल्लाह इब्न उमर (रज़ि0) : बुख़ारी ह0 739, मुस्लिम ह0 390, इब्न माजा ह0 858, तिरमिज़ी 255, इब्न हिब्बान 3/168
✳अबू हुरैरह (रज़ि0) : मुस्नद अहमद 1/93, इब्न ख़ुज़ैमा ह0 693, जुज़ रफ़अ़ यदैन इमाम बुख़ारी ह0 19,22
✳अब्दुल्लाह इब्न अब्बास (रज़ि0) : मुसन्नफ़ अब्दुर रज़्ज़ाक़ 2/69, मुसन्नफ़ इब्न अबी शैबा 1/234,जुज़ रफ़अ़ यदैन इमाम बुख़ारी ह0 21
✳अनस (रज़ि0) : इब्न माजा ह0 866, सुनन दार क़ुतनी 1/290, मुसन्नफ़ इब्न अबी शैबा 1/235
✳अबू मूसा अशअरी (रज़ि 0) : सुनन दार क़ुतनी 1/292
✳जाबिर (रज़ि0) : इब्न माजा ह0 868, मुस्नद सिराज ह0 92
✳उम्मे दरदा (रज़ि0) : जुज़ रफ़अ़ यदैन इमाम बुख़ारी ह0 25
✳मालिक बिन हुवैरिस (रज़ि0) : मुस्लिम ह0 864,865, बुख़ारी ह0 737
✳वाइल बिन हुज्र (रज़ि0) : मुस्लिम ह0 896, इब्न माजा ह0 867, मुस्नद हमीदी 2/342
✳अबू हुमैद सअ़दी (रज़ि0) : अबू दाऊद ह0 730
✳अब्दुल्लाह इब्न ज़ुबैर (रज़ि0) : सुनन बैहक़ी 2/74
✳अबू सईद ख़ुदरी (रज़ि0) : जुज़ रफ़अ़ यदैन इमाम बुख़ारी ह0 18,61
✳अब्दुल्लाह इब्न अम्र इब्न आस (रज़ि 0) : सुनन बैहक़ी 2/74
✳अब्दुल्लाह इब्न जाबिर (रज़ि 0) : सुनन बैहक़ी 2/75
✳सहल बिन सअ़द (रज़ि 0) : तिरमिज़ी ह0 256, इब्न हिब्बान ह0 1868
✳अबू क़तादा (रज़ि 0) : तिरमिज़ी ह0 256, अबू दाऊद ह0 730
✳मुहम्मद बिन मस्लमह (रज़ि 0) : तिरमिज़ी ह0 256, इब्न हिब्बान ह0 49
✳अबू उसैद (रज़ि 0) : तिरमिज़ी ह0 256, सुनन बैहक़ी 2/101
✳सलमान फ़ारसी (रज़ि 0) : जुज़ रफ़अ़ यदैन इमाम सुबकी पेज 12
👉🏿सहाबा (रज़ि 0) का इज्मा👈🏿
जब उमर (रज़ि0) ने मस्जिद नबवी में आम सहाबा के सामने रफ़अ़ यदैन से नमाज़ पढ़ाई तो सारे सहाबा ने कहा कि बेशक रसूलुल्लाह ﷺ उसी तरह हमें नमाज़ पढ़ाते थे जिस तरह आपने पढ़ाई - (सुनन बैहक़ी 2/23, नस्बुर राया 1/416)
इसी तरह अबू हुमैद सअ़दी (रज़ि0) ने जब 10 सहाबा की मौजूदगी में रफ़अ़ यदैन के साथ नमाज़ पढ़ाई तो सारे सहाबा ने कहा कि बेशक रसूलुल्लाह ﷺ इसी तरह हमें नमाज़ पढ़ाते थे- (अबू दाऊद ह0 730)
इन दोनों वाक़यात में किसी भी सहाबी ने यह नहीं कहा कि रफ़अ़ यदैन मन्सूख़ हो चुका है या रसूलुल्ल्लाह ﷺ तकबीर-ए-तहरीमा के अलावा कभी रफ़अ़ यदैन नहीं करते थे, बल्कि सबने यही कहा कि रसूलुल्लाह ﷺ इसी तरह हमें नमाज़ पढ़ाते थे, जो इस बात की खुली दलील है कि रफ़अ़ यदैन पर सारे सहाबा का इत्तिफ़ाक़ था और इस तरह रफ़अ़ यदैन पर सहाबा का इज्मा साबित होता है.
👉🏿अइम्मा-ए-किराम और उलमा हज़रात की गवाही👈🏿
⏩इमाम शाफ़ई (रह0) - " जो शख़्स नमाज़ के शुरू, रूकूअ़ से पहले और रूकूअ़ के बाद रफ़अ़ यदैन करने वाली हदीस सुन ले तो उसके लिए हलाल नहीं कि वह इस पर अमल न करे और इस सुन्नत को छोड़ दे." (तबक़ाते शाफ़ई अल कुबरा 1/242)
⏩इमाम अहमद (रह0) - " जो लोग नमाज़ में रफ़अ़ यदैन नहीं करते हैं उनकी नमाज़ नाक़िस है." (अल मन्हजुल अहमद 1/159)
⏩इमाम बुख़ारी (रह0) - “अहले इल्म में से किसी से भी नबी ﷺ से रफ़अ़ यदैन छोड़ने की कोई दलील नहीं है. इसी तरह किसी सहाबी से भी रफ़अ़ यदैन न करना साबित नहीं है.” (जुज़ रफ़अ़ यदैन पेज 1)
⏩इमाम बैहक़ी (रह0) - “रफ़अ़ यदैन चारों खुलफ़ा-ए-राशिदीन, तमाम दूसरे सहबा और ताबिईन से साबित है.” (सुनन बैहक़ी 2/81)
Bhaijaan aapka bahot bahot shukriya....Allah aapke ilm me izaafa......or aap aise hi logon ke beech right ilm pesh karte rahein....
Aameen !
Wamaa alaina illa l balaagh
Masha Allah ❤
Sahi bukhari ne pura chapter bandha hai juzzrafulhidyn... Yeh ghoro ki dum wali jo hadith hai woh salam ferte waqt jo log hath uthate hai apni jango se uske liye hai...
*JAZAKALLAH KHAIRAN W AHSAN ALJAZA SHAIKH MOHTHERAM*
*ALLAH AAP KO APNE HIFZO AMAAN MEN RAKHKHE*
*AATHIULLAH W AATHIUR RASOOL*
*RABBI ZIDNI ILMA*
zazak allah zameer sahab
Allah aapki mehnat ko kabool kare aur allah aapke sare gunahon ko maaf kare aur aapko jannatul firdous de
Jazak Allah khair
Allah apko lambi umar ata frmaye
Jis tarah Hazrat Umar R.A ko dekh kar shaitan rasta badal deta tha usi tarah hanfi ulma shaykh Abu zaid ko dekh kar bhag jaate hai.
Jazakallah khair ❤️
Ahlehadees are
Ahle sunnat waljamat
Ahle hadees
Are Ahle jannat
Allah k fazal wa Karam Saay
So join the jamaat ahlehadees 🤝🤝🤝🤝🤝🤝🤝
If you are intelligent
Bahot itminan Baksh Explanation ❤
Allah apke amal ko qabool karre ameen
Mashaallah sheikh bhot sahi kaha apne Jazakallah khair
shareef alhamdulilla bahuth clear see batatei confidence aaya
Mashaallah jazakumallahu khaira
Excellent Arguement.
ماشاءاللہ
28:35 Could you please refer the timeline? Previously raulllah did rafulyadain then left it
Or previously he did rafulyadain then left it but then again did it in some other timeline
Ek baar firse suno wo hadees jo hai ibn Masood wali
Wo agar shi hoti to usme Rafa ul yadein mansookh ka hukm nhi
Ho sakta Kabhi chode honge ek baar
@@mohammednaved9078 video ki timeline comment kar do please. I'll refer it again
Uske thoda pehle se suno
Shaikhsahab kya aapki aqeede ki koi website hai?plz reply
Islamiclectures.net par aap ko aqeedah ke dars dastiyab hain.
Barakaruhu fi ilmik
Jazak Allah Khair 🌷
Zameer Saab photh achaa samjaathe hhin maashaa allaah
Haiz ki halat me ya jama k baad talaq dy to kia talaq hoti hai??????
Assalam alaikum warahmatullahi wabarkatuhu
Pls bataiye 4 rakat main kitni baar rafulyadain kia jata h explain kar dijiye
10 bar shuru wala niyat bandhne wala bhi isme hai
mashaallah allah aapke ilm mene or ijafa kre
aameen
JazakAllahu khair.
jazakallah
اللہ ابوزید ضمیر رحمت اللہ کو لمبی زندگی دے آمین
Alhamdulillah mai ahale Hadis hun Ahale hadis ka matlab hota hai quraan Aur hadis per Amal karne wala
Quran Aur Sahee Hadith ❤Pe Amal Karne Wala
Aur Manhaj e Salaf pe chalne wala
Sahe hadees proved Rafaidan by 1) Abdullah bin Omer, 2) Abdullah ibn Abbas, 3) Anas ibn malik, 4) malik ibn Oawis, 5) Abu Umaid As Saeed
Vs One Zaif Hadees by Ibn Masoodh (ruku may Dono ranokay beech may haath rakte tha) after Saadh R.A beaten his son for doing same & said before we use to do but nabi forbiden and said catch knees...If u masook rafaidan many sahabies, if one does not do it will not become mansook, like omer r.a use to read different sana in salah but many sahaba use to read sana subhanakallah, that means reading sana cannot be mansook. Completely avoiding saying mansook is a major mistake.
Hanfi fique ajaibat se bahri Pari hai.quran aur hadees se kuch Lena dena nahi yeh to unani ilm parhte hain nake quran aur hadees.
assalamualaikum warehmatullahe wabrakatuhu..ek swal he Kya ye link mil skti he jisme Saudi aalimo ka fatwa he ki Abu zaid zameer Sahab se ilm seekh skte he iske bare me koi btaye...plzz..
Mulana bayan taweel may karu
Rafa ul Yadein is Sunnah.....However, not performing it sometimes doesn't make a person sinful.....but it is better to do it always
Yes because it is not proven from Authentic hadiths that Prophet Muhammad sallahu Alahie wasallam prayed without out doing Rafa Al Yadeein.
That means you are not Sunni because you are ready to leave this sunnah sometimes means you are not following our prophet rather you following imam abu hanifa.
@@abdulrahmanmohamad8370Plz ask your imam. So many hadith have on this.
And who told u that ?
Prophet Muhammad saw ordered to do rafulyadain to a sahabi (Malik ibne huwairas )
Jazak Allahu khairan kaseera
masallah
Agr pehly nhi tha or bad main krne lage to phir sajdon main q nhi krte ap?
Assalam wallekom Bhai jazzakalahhokher
Kya Eid ki Namaz Hadees main Alag Se Bataye gaye hai ?
Is Raf'ul-yadayn fard is salaah invalid with it
In a hadith of Rafa yadain. Prophet Muhammad (pbuh) said, Pray as you have seen me praying. Then we should do it.
Masha allah
Mashallah jazzak Allah
From Pakistan
Jazak allah
Allahu akbar ☝️ mashaallah saikh
I would request everyone to do rafa yadain at least once in there life , it is a sunnah of prophet Muhammad ( pbuh ) .
Maulana Anwar shah Kashmiri ( ra ) a hanafi , deobandi scholar , said 23 companions did this is proved from authentic prove.
likn malana anwar shah kashmiri ra ka fatwa bhi tark e rafulyadin hi ka hai.
or is tark e rafulyadin pay unhonay dalail bhi deyan hain
@Mohammed Usaid Khan
tarke raful yadin also prove with authantic hadis and from khulfa e rashidin as well.and its also sunnah but raf ul yadin is manshok
@Mohammed Usaid Khan
Namaz mai jahan aek rukun sy dosray rukun ki taraf jaty howy raful yadin Karen wahan ikhtilaf hai or witar or eid mai kisi rukun ki taraf jaty howay nahi karty balky us waqat raful yadin khud aek rukun ki hasiyat hai.
Or agr raful yadin mansokh nahi to ap sajday sy sar uthaty howay koi nahi karty us mai q manskoh manty ho jb k us mai bhi raful yadin sahih hadis sy sabit hai us mai q nahi karty us waqat raful yadin na karnay mai app hadis k chornay waly q nahi.
or witar or eid ke raful yadin ki hadis mai taaruz nahi jb k rukuh or sajday mai jaty howy raful yadin ki hadis mai taaruz hai.
Ya hai ap ki bath ka jawab.
@Mohammed Usaid Khan
Ya bhi ap ki kam ilmi hai warna sajday sy sar uthaty howy raful yadin pahly sunnat tha bad mai mansokh hoga ya app k yahan bhi ya wala raful yadin manskoh hai or is ki mansokhiyat mai ijma bhi hai.
Prh ya sawal kaisay k q sunnat mansokh nahi ho sakti.
@Mohammed Usaid Khan Namaz mai jahan aek rukun sy dosray rukun ki taraf jaty howy raful yadin Karen wahan ikhtilaf hai or witar or eid mai kisi rukun ki taraf jaty howay nahi karty balky us waqat raful yadin khud aek rukun ki hasiyat hai.
Or agr raful yadin mansokh nahi to ap sajday sy sar uthaty howay koi nahi karty us mai q manskoh manty ho jb k us mai bhi raful yadin sahih hadis sy sabit hai us mai q nahi karty us waqat raful yadin na karnay mai app hadis k chornay waly q nahi.
or witar or eid ke raful yadin ki hadis mai taaruz nahi jb k rukuh or sajday mai jaty howy raful yadin ki hadis mai taaruz hai.
Ya hai ap ki bath ka jawab.
Very nice video ❤️❤️👍
Aslamu aleikum Kay kesi imaam k piche jo rafa yaden nhi krte ho kya US imaam k piche rafayden krne vale ki namaaz jayz h ya nhi
Ho jati hai
Assalamualaikum warehmatullaahi wabarakatuhu.
I want to know why rafulyadain is mandatory if it does not comes under those things that invalidates or nullifies the prayer??
I am not against it, in fact I always do it but still I want to know why it is mandatory, because there are so many sunnah in the prayer which if not done won't invalidate our prayer.
jazakAllaah khair.
There are many Sunnah which are never left by Rasoolallah.. and we must follow them..
Abdullah Ibne umar Kankariya marte they jo Rafayldain 🙌 me susti karte they..
Walaekumussalam warahmatullahi wabarkatuh...
And one of the reasons is that we should do it every time is that we should beautify our Salah by following the sunnah, or else there are many things we may leave in Salah and our Salah will still be valid... For example:- Dua in between 2 sajdah and many more... I hope this helps you understand better... And Allah knows best...
Leaving sunnah knowingly and carelessly is not allowed.
Kya Takbeer e Ulah aur Raful Yadayn main farak hai ?
hazrat abu ibne masood r.a ki hadis ya hai k kya mai tumhy nabi s.a.w.s ki namaz na batao parh rafyul yadeen kya parh bad mai nahi lotaya.
ya inhonay nabi ka tariqa bataya hai apnay pass sy nahi
Zaeef hai bhai yh hadith
@@bajwa9687
imam tirmizi r.a nay hasan or imam shakir r.a kay nuskhay k mai hai k ya sahih hai.
or mujhay ap sy janany ki zarorat nahi kay ya hadees sahih hai ya zaeef.
wasy bhi app ny hadis ko sahih ya zaeef khanay mai bhi taqleed hi ki hai.
timizi ka elawa nisai, abu daud wagaira mai bhi tark e rafulyadin ki hadis hai or dusray sahaba r.a sy
@@bajwa9687
or ap ny ilm mai izafae k tor sy ya bhi bata don kay imam tirmizi nay tark e rafulyadin ko aksar sahaba o tabiyeen ka amal bataya hai.zahar bath hai sahaba ny nabi s.a.w.a ko tark e rafulyadin karty dekha hoga or tabiyeen ny sahaba sy suna or unko aisa karty dekha hoga.
or aek bath kay khulfa e rashidin sy bhi tark e rafulyadin hi sabith hai.
@@islamzindabadchannel bgair reference k bat nh krty bhai
Aur ap zra is hadis mey baki imamo k comment prhain aur imam tirmzi k hasan khny k mutalik b prhain apko pta chl jye ga
"Rafa ul yadain" ki Authentic (Sahih) daleel (refrences) major hadees ki kitabo se 👇👇👇
.
Sahi Bukhari: 735, 736, 737, 738, 739
Sahi Muslim: 390 a, 390 b, 391 a, 391 b
Sunan Nasai: 1025, 1144, 1057, 1059, 1088, 1159, 1263, 1265, 876, 877, 878, 880, 881, 889
Abu Dawud: 721, 726,*727*, 730, 739, 744, 745, 957
Jaame Tirmidhi: 255, 256, 304
Musnad Ahmad : [1512]
Ibn e Majah:
English: Vol 1, Book 5,
Hadith 858, 859, (862, 863),864, 866, 867, 868, 1061
Arabic: Book 5,
Hadith 907, 908, (911, 912), 913, 915, 916, 917, 1114
Muwatta Malik:
English: Book 3,
Hadith 17
Arabic: Book 3,
Hadith 163
Ibn e Hibbaan: 1864
Sunan Al Kubra Baihaqi, Vol 2, Page 75, hadees- 2355.
Daleel (refrences) check karne ke liye is application ka use kare 👇👇
play.google.com/store/apps/details?id=com.greentech.hadith
Alhamdulillah sari Daleel (refrences) Authentic (Sahih) hai, agar aap ko kahi kuch galat lage to saabit kare, ham apni islaah karne tayyar hai.
Research and #share.
Kas aise class me Allah hame v mauka de baith kar padhne ka
Gumrah hanfi bid'ati muqallido ko kitni hi daleelein de do magar magar wo apna muqallid hona hi sabit karega
Rafulyadain, aur baghair rafulyadain dono sabit hai, to na krne walon pe tankeed nhi krna chahiye, kyunki ye Allah hi behtar janta hai konsa sabit hai, dalail to dono ke hain❤
Ab ye puri video dekhen rafa yadain mansukh nhi hai, chorna jaez nhi
@hanzalatalib2046 raful yadain na krne pe namaz nhi hogi kya?
Kya Witar Namaz ke 1 se jyada tarike hai ?
Haaan
2+1 MATLAB ... 2 rakat pad kr salam...fir 1 rakat pad kr salam,,,,,2nd types h 3 rakat ...jisme lagatar 3 rakat padhna h ...ek tasajud or ek salam se namaj khatam Krna h
Haa 3 tarika hai
@@ruksanasayyed9005 Assalamualaikum warahmatullahi wabarkatuhu...
I know the two types to pray witr can you please enlighten me with the third type to pray witr...
@@YusufShaikh-xd1vvyes third way the hanafis pray
12 minute per...
Hadis Mafhoom
Sahaba namaz pad rahe te..
To nabi صلى الله عليه وسلم ne deka aur farmaya rafayedein na karo jaise SHARARATI GHODE DHUM HILATE HE(Aam Ghode ki baat nahi)..
1. Namaz pad rahe te to ye eid ki namaz nahi 100%
2. Witer raat me padhi jyati he. to ye namaz witer bhi nahi thi..
3. Ager ye eid ki namaz farak nahi to Aap juma ki 2 rakat hoti he usme kyu Zayid takbirat nahi kerte. Yaani eid ki namaz ek alag khas he.
4.witer me 3 magrib bhi 3 to iska tarika kyu alag he.
Kyu k ye aam namazon se alag he.
5. Hukum aam ghodon ki tarah nahi kaha gaya Sharati ghodon ki tarah.
Sharati Ghode dun k saat badan koi na koj hissa jarur HILATE he wahi aam Ghode Sirf dhum HILATE he...
Jab rafayedein kerte he haathon k saat badan bhi HILATE he(body k 2 hisse)
Hathon k saat ruku me jana (hath bhi hile aur badan bhi)
Aage to Aap samaj jayange.
Aur jo Salam me mana he O bhi aise hi he...
Hath hilane k saat apna chehra bhi HILATE he (body k 2 hisse)
Hazrat Ali r.a ki hadees Sunan Ibn e Maja Hadith no 864 rafayadain ke talluq se
Kya Eid ki Namaz Khaas hai ya AAM ?
Ap he bataye
Good information
Mr. Zameer May be you are not aware of this Hadith, Please check this is Sahih Hadith.
Grade : Sahih (Darussalam)
Reference : Sunan an-Nasa'i 1184
In-book reference : Book 13, Hadith 6
English translation : Vol. 2, Book 13, Hadith 1185
It was narrated that Jabir bin Samurah said:
"The Messenger of Allah (ﷺ) came out to us and we were raising our hands during the Salah. He said: 'Why are you raising your hands while praying, like the tails of wild horses? Stay still when you are praying.' "
May be you are not aware of context of the Hadith which you have pasted.
Alhamdhulillaah
Ma saha allah.
Shaikh Sahab end krdya... Masha ALLAH, Jazak ALLAH
Ullemaon ka bas ye kaam bacha hai ke ek seedhe saadhey Musalman ke Deen ko aur bhi mushkil kar dein.
Shayad is hi liye Allah swt ne Quran mein kaha hai ke Allah ko extreme nahi pasand.
Wallaho Alam.
Allah aasani karey
Jara seene per hath bandhne ki bhi tafseer bata den aik baat wazeh ker dena chahta hun ki aap mujajdid allama nasir albani ne kaha hai ki seene per hath bandhna bilkul sarasar galat amal hai ab aap isko wazeh bataiye
ya us par bath yaqinan nahi karen gay
mere Nabi sal'lalaho alihi wasal'lam ney rafaidain bhi kya aur nahi bhi kia - aaj ALLAH PAK ney mere Nabi sal'lalaho alihi wasal'lam dono sunaton ko zinda rakha hua hai - ek sunnat ehl e hadees poori kerty hain aur dosri deoband sunni.
itna pyaar hai mere ALLAH ko apnay Nabi sal'lalaho alihi wasal'lam se k har ek ada zinda rakhi hui hai.
jo witar mey rafaidain kerta hai wo bhi Nabi sal'lalaho alihi wasal'lam ki sunnat puri kerta hai.. witar mey hi sahi.. aur aam tor per nahi kerta tou wo bhi Nabi sal'lalaho alihi wasal'lam ki sunnat ko zinda kerta hai..
Jo behas kerta hai aur in baaton pey larta hai ALLAH us se khush nahi, JAZAKALLAH o khair
aek hadis imam sahfi r.a or imam ahmad ibne hanbel r.a poori karty hain dosi imam abu hanifa ra or imam malik ra.
na kay ya gair muqallid.ya sarf fitna hi phlaty hain.
Ap b apne ap main thek ho bhai
He is very great drama actor. Can he prove reciting surah fatah in funeral prayer from Prophet (PBUH)., it is Sahabah amal.
Sunan Nisai 1989
Sahi Bukhari 1335
And respect every creation ¡
Beshak.
Sajde ka Rafayadain karna hai ke nahi?
Rafayadain karte waqt kya padhna chahiye, hadees mein kya alfaz aayen hain?
Ahle hadees bhaiyu se sawal hai ke aap kaba ke imam ku sahi samajte hai tu kyu 20 rakaat taraveeh nai padte jab ke kaba me 20 rakaat taraveeh huti hai, jab ahle hadees sahi hai tu aap kaba me 8 rakaat padakar bata dijiye jab aap ki baat sach samajte
kyuki haram aur masjid-e-nabwi ek aalami jagah hai.....isliye wahan 20 rakat taraweeh hoti hai 10 or 10 kar ke....kyuki duniya bhar ke log wahan jate hain kisi ko 8 se zyada bhi padhna hota hai....jisko hum log jayaz kahte hain....magar han sunnat na samjha jaye usko kyuki sunnat 8 rakat hai jaisa ki sahih bukhari hadees no. 2013 me Ummul momineen Aisha radhiallahu anha ne riwayat kiya hai....ki Allah ke rasool 11 rakat se zyada nahi padhte the....
Aur yahi amal arab me aksar masjidon me hota.....
wallahualam.....
Assalamualaikum warahmatullahi wabarkatuhu...
Brother see this video for better understanding...
th-cam.com/video/L8_--TtOfZA/w-d-xo.html
I hope it helps and May Allah give Nek hidayat to all of us... Ameen❤
These hanfis especially from our sub continent are hard core followers of their desires.
They just say Muhammad Rasool but in thier heart but hate to follow him fully.
They follow Abu Hanifa, Not Sunnah 😂
❤️
Jin hadis ki bunyad par rafayadain Kiya jaata hai Kya wo hadeesen imam Abu Hanifa ko nahi malum thi?
Subhanallah