Kalam bhai Subah Mein uthkar sabse pahle aapka news Ka Intezar karta hun fir bhi aap comment Ka Jawab Nahin de rahe hain Mera puchna hai ki Jiska reconciling Mein dot ful kar diya hai usko Niyukti Patra nahin mila hai is Kya Hoga Kuchh bataiye Sar bahut jyada pareshan hai
Sir apka pension share me kam h ,employer share me jyada h ye kaise mera iske viprit h please comment sir ❤
From Bgp
Dues hoga
Dues? Mera employer share Rs550 & pension share Rs1250 every year
Nov 2024 tak update h sir!❤
@Ayushrajgn2lm oh
Bank me loan chal raha hota hai to bank account dusare district me transfer kar sakata hai please say
Bank se pata kijiye
Sir mera bank add nhi hai, uske baad department ka bhi kuch kaam hota hai ?
Account number add karwaye
Pension ka withdrawal kar sakte h kyaa sir
Ham process kiye hai successful hone par information di jayegi
Excellent
Thanks
Kalam bhai Subah Mein uthkar sabse pahle aapka news Ka Intezar karta hun fir bhi aap comment Ka Jawab Nahin de rahe hain Mera puchna hai ki Jiska reconciling Mein dot ful kar diya hai usko Niyukti Patra nahin mila hai is Kya Hoga Kuchh bataiye Sar bahut jyada pareshan hai
Dobra re councelling me doubtful clear hone ke baad appointment latter milega
Sir provisional appointment letter mil gay ab kay aur kuch milega
Final letter 29 se milega
Mashaal 2024 me bachchon ka online registration kaise karana hai isper video banaiye sir
Yes jajur
Dikha nehi raha hai ... Invalid fikha raha he lekin Member UAN/online service click karke details dikha ra he
Server problem bad me try kijiye
@kalamcreator ok Sir... Server thik hone k bad akbar kindly reply kijiye
Forget password ka option nahi a raha ha Sir
Kal video upload ki jayegi
10x sir
@@mdraziahrar3672 most welcome
OTP dal ne keliye option nehi de raha hai....
Dobra try kijiye
Mera invalid UAN/password bta rha hai khul hi nhi rha hai qya kre?
Kuchh mistake ho raha hai
Forgate bhi nhi ho rha hai kaise kre?
Baki share karna se niklega Jo sarkr deti h
Step by step niklega
Pura balance nhi show ho Raha hai kya kare?
Dues hoga
Sir pension wala amount ko zara clear kijiye
Department share se hi pension me add hota hai
Kitana Paisa nikal sakte hai
लिंक पर क्लिक करें विडियो देखें बताए गए हैं।
th-cam.com/video/qhk2-xQsFBk/w-d-xo.html
Uan number kaise nikale sir
Links par click kar video dekhne
th-cam.com/video/B5Iw38vXDNs/w-d-xo.html
Nhi mil Raha hai
Thanks sir 🙏
Forget password ka option kahan show kr rha hai. Kaise change karenge.
Kal video banakar upload kar denge
Ok thank u
Most welcome
ईपीएफ से कितना पैसा निकाल सकते हैं
Video me process batayenge hai
th-cam.com/video/MdNqS4hCXac/w-d-xo.html
Total EPF ka paisa kaise nikale
Employee+Employer+Pension ka total amount
Step by step niklega