Sir me kisi job m nhi hu kya mujhe bhi form m kuch update karna h fir se ya pahle jo h ussi k according rakhna h naye shire se to kuch nhi karna h plzz bataiye sir
Sir from bhara tab ssoid dusari thi ab m tusari bana liya ab us ssoid ka malum nahi hai mere ko lekin mere pass form ka application no. Hai m kese karu
Or sir kya ham centre ke liye koi options nhi hai jo ham apni choice ke hisab se centr bhar de kyunki sir agar koi Delhi rah raha ho or centre Ganganagar aae isliye
Main central govt employee hu … and maine not applicable hi kiya hua hai phle se…. Bcz vo ministerial employees raj govt or municipality ke hone chahiye only… kya mujhe kuch change krna h … pls reply
sir jab hmne iska form fill kia tha tab hm graduaction ke final yaer me the aur 14 may ko jab pichli sal ye exam huii thi to hm ineligible the kyuki hmari graudtion ki exam hi complete nhu hui thi .............. par ab jab 23 march ko exam hogi to hmne apni graduction bhi complete kar li to kya sir ab mai eligible ho jaunga ya n hi please sir doubt clear kijiye
Agar koi central government me h to kya compulsory h edit krna... because us job ka State govt me koi benefit to milta nahi...ya central govt job walo ko b koi chhut milegi
Ministerial employee rajasthan me kisi bhi department ka hoga kya? M treasury department me ministerial employee hu, aur mne pehle ME category bhar di thi wo ab htaani pdegi kya??
सर जब फॉर्म भरा था तब सभी जगह नो लिखा था क्योंकि बेरोजगार थे लेकिन आ अब जूनियर अकाउंटेंट में फाइनल सलेक्शन हो गया है लेकिन ज्वाइनिंग नहीं हुए हैं तो मुझे कुछ चेंज करना है या पहले वाला ही सही हैं ... pls btaye kya Krna hai
Abhi b clear nh huye….. Me education department me ministial employee hu Ab muje kaha kaha kya kya update krna h Kyu ki na to local na hi municipal me ME hu Par aata to ME me hi hu (education department) Krupaya path pradarshit kare
Agar aap govt job me hai or LDC or fourth grade par hai to unko ministerial employee ka option choose karna hai......agar govt job me nahi hai to not applicable aayega
Sir muje bhi batana ki mai koi service mai nahi hu or form apply kiya abhi us mai kuch change karna hai kya
Sir agar government job me na jo or not applicable likha kya fir bhi form reopene karna hai
Sir me kisi job m nhi hu kya mujhe bhi form m kuch update karna h fir se ya pahle jo h ussi k according rakhna h naye shire se to kuch nhi karna h plzz bataiye sir
Nhi bhai
@@prahladsingh6366 to kuch bhi nhi karna h
Admit card pahle vale form se hi issue hoga
Sir from bhara tab ssoid dusari thi ab m tusari bana liya ab us ssoid ka malum nahi hai mere ko lekin mere pass form ka application no. Hai m kese karu
Form fill hore h kya notification kb aaya
Sir mene application form Deka vha tho not applicable he jo shi tho he......fir bhi kya correction kru ?
Sir koi post office me GDS ki post par hai to usko bhi sarkari vibhag wale me yes Krna hai kya ? Please reply
Or sir kya ham centre ke liye koi options nhi hai jo ham apni choice ke hisab se centr bhar de kyunki sir agar koi Delhi rah raha ho or centre Ganganagar aae isliye
Railway employee ko govt job wale option m yes tick Krna h kya sir please reply
Main central govt employee hu … and maine not applicable hi kiya hua hai phle se…. Bcz vo ministerial employees raj govt or municipality ke hone chahiye only… kya mujhe kuch change krna h … pls reply
Mera Rajasthan govt me medical department me join kr liya h mene.... Jab form bhra tha tabb nhi thi govt job...uje kya krna pdega sur
Sir post preference change ho skti hai kya
Mujhe bhi yhi Krna h kse kre
Pta ho to btao koi
Sir post preference change kar sakte h kya
Sir, rajasthan high court mai hu mai tho vo is मंत्रालय में आता हैं ky Ji
Sir m rajsthan high court me junior assistant ki post pr hu to kya mujhe ME krna pdega
Or sir kya mujhe me quota milega ?
सर मेरा जूनियर अकाउंटेंट में सिलेक्शन हो गया है लेकिन अभी तक जॉइनिंग नहीं मिली है तो सरकारी सेवा के रूप में प्रतिस्थापन में yes ya no ky fill kre
Kya option bhr h aapne
Sir...form edit ka option nai show ho rha h ssoid mai toh ??
Sir education department me h probation me to ME me to not applicable or government job me yes aayega na
Vancancy kam ho jayegi kya isse?? Govt employees include karne k bad
Hello sir. Mere recruitment me Form show nahi ho raha hai. Kya kru sir
सर में गवर्नर जॉब में लग गया correction करना पड़ेगा क्या
सर मैं फॉर्म भरते समय 2022 में govt job me nhi था। अब 3rd grade teacher hu, तो मुझे क्या क्या संशोधन करवाना पड़ेगा????
Same problem
Sir mere application no ni h vo msg delete ho gya to sir form ko re open kese kre
Sso me hoga
Sir mera govt job me final selection ho gya hai but joining nhi Hui hai to mujhe bhi edit karna hai kya
अब आपकी तबीयत कैसे है सर
Sir ab mai jvvnl me hu
Konse quote me hu
Sir haryana govt job ke कर्मचारियों ko kya fill karna hai
धन्यवाद गुरुजी 🙏🏻
Sir nagar palika me posted IA(informatic assistant) bhi nagar palika subordinates me aate h kya
Sir me electricity department me junior assistant hu kya me ME option me bhar sakti hu
Sir, me central government me hu to mujhe wha yes krna hoga kya
Ya sirf state government walo k liye yes/No ka option hai
Good morning Sir. .,🙏
Good morning 🙏
Sir edit ka option nhi aa rha h...kaha se hoga
Sir jr accountant m selection ho gya h but joining nhi hui h to govt employees m yes kre ya no
Sir jo sarkari job me nahi h unko nahi krna kya
Sansodn kb se stat h
Sir muje kuch change nhi krna fir bhi kuch ya finally submit krna he kya
sir jab hmne iska form fill kia tha tab hm graduaction ke final yaer me the aur 14 may ko jab pichli sal ye exam huii thi to hm ineligible the kyuki hmari graudtion ki exam hi complete nhu hui thi .............. par ab jab 23 march ko exam hogi to hmne apni graduction bhi complete kar li to kya sir ab mai eligible ho jaunga ya n hi please sir doubt clear kijiye
Sir kya samant student bhi apni choice change ker sakte h kya name dob etc
Sir
Ex serviceman ki age kaya hai. First notification me 3 sal ki chhute di gai thi
Contractual basis pe ho to sir
Sir mene brithdate wrong likhi ti kya change ho skta h
Sir me to kisi job me nahi hu to kya mujhe bhi Cheng krne ki jarurat hai kya
Sir.. safhai karmchari bhi isme bhar sakte hai kya?
Sir me CRPF me hu to mujhe ME pr tick Krna h kya ya fir not applicable Krna h
Apko not applicable par hi karna hai....
Sir mai revenue department me ministriyal employee hu .
Mujhe kram sankha 01, 02 ,03 kis par check karna hai
Dubara form kb niklenge sir eo k
सर स्थाई कर्मचारी में जिनके 2 साल हो गए उनको हा करना ह क्या
Sir aadhar card me mobile number change krva liye h or form fill krte time number alag the to form me vaps number change kr skte h kya
Mere sath bhi behan aisi hi problem ho gyi h ..smjh nhi aa rha abb kya kre
No
Sir samjh nhi aa raha hai kya aap help kar skte ho please
Sir pahle berojghar tha ab junior accountant m final selection huaa hai or esi month jonig hai to change krna hoga plz marg dhran kre...
भाई नोटिस को दुबारा पढ़ उसमें लिखा लोकल सेल्फ यानि नगरपालिका से संबंधित कार्मिक की बात हो रही हैं उनको आरक्षण जो देना है
Mene form bhar rakha tha exam ni diya tha , ab de sakta hu kya
Sir ME education me ministrial employee hu hamare ky aana chahiye
Sir mere form m by mistake married status ho gya or husband name ho gya it is possible to correct this mistake
husband ka name bi mistake se hi bhar diya tha kya....waw
😂😂😂
Sir kya sb ko krna jaruri hai kya koi bhi changes ni h fir bhi recheck krna hai yaa vese hi ye
Sabhi ke liye nahi hai ...jinhe change karna hai
पोस्ट की प्राथमिकता गलत भर दी है इसमें मेरिट किस आधार पर बनती है एक साथ बनती है या दोनों की अलग अलग बनती है
Mere bhi problem hai
Abhi ye edit option nahi hai
@@Rasbabadeepaksir मेरिट एक साथ बनती है eo ro दोनों के अलग अलग बनतीहै
Agr from me dono Shi hai to edit krne jrut thod sir fr se ye bhi btao sir
Nahi hai fir
Agar koi central government me h to kya compulsory h edit krna... because us job ka State govt me koi benefit to milta nahi...ya central govt job walo ko b koi chhut milegi
Apko change karne ki jarurat nahi hai ....not applicable aayega
Sir form bharte time me berojgar tha lekin oct 2023 me govt. Teacher ban gya hu kya muje change karna hoga
Ministerial employee rajasthan me kisi bhi department ka hoga kya? M treasury department me ministerial employee hu, aur mne pehle ME category bhar di thi wo ab htaani pdegi kya??
Hatane ki jarurat nahi hai....wo sahi hai
@Rasbabadeepaksir ok sir tq
Sir mai sc category se hu koi service mai nahi hu to kya muje bhi change Krna hoga
@@shrestbhati8089 ME fill kia h to hta do, selection ho gya to court k chkkar katne pdenge
Bilkul bhai hatani padegi,,,,,kyunki reservation nahi milta hai treasury aur education department ko,,,,
Sir me AVVNL me jr accountant hu to kya me ME category me samil hu please reply
सर जब फॉर्म भरा था तब सभी जगह नो लिखा था क्योंकि बेरोजगार थे लेकिन आ
अब जूनियर अकाउंटेंट में फाइनल सलेक्शन हो गया है लेकिन ज्वाइनिंग नहीं हुए हैं तो मुझे कुछ चेंज करना है या पहले वाला ही सही हैं ... pls btaye kya Krna hai
Bhai mil jayegi join q presan ho a edr vese hi post km hai
Agar change ho sakta hai to kar dena
@@Rasbabadeepaksir but sir abhi junior Accountant ki joining to hue hi nahi kese edit kru ki govt. Employe hu. ...pls suggest me
@@KULDEEPJr.A.7877aapne edit kiya h
Mera bhi selection ho gya h but joining nhi hui h
Sir कैटिगरी में कोई परिवर्तन नहीं कर सकते क्या ??
Nursing department b ministrial department m aata h kya
Hello Sir mujhe aapse baat krni hai,,,,to kaise baat kru,,,, please reply
Sir me government job me nhi hu to kya mujhe bhi correction karna padega kya?
Only nager Palika ke hi employee apply krne ka option h
Sir me only tyrai hi kr rhi hu to konsa option pr click kre
th-cam.com/video/tAlCBlGUHrw/w-d-xo.htmlsi=h7ahUHdRVsJOnDQB
Sir apne purane wale eo ro ke nagarpalika question ke test series ke playlist kyu delete krdi channel pe se
Apko sir ka course chaiye kya
@kksaini-vy2np yes
Sir me 3rd gread teacher hu........isme mujhe kya karna h
Apko kuch bhi nahi karna....not applicable aayega
Post preference change kr sakte he kya ?
Abhi aisa koi option nahi hai....
Sir form bhrte time jo num the wo wali sim bnd ho gyi..abb sim change krli h ..isse problem hogi kya .. please btaiye tension ho rhi h
Sir mein minstrial employee hu govt polytechnic clg mein toh muje me select kr chaiye ya nhi
Sir m education department m senior assistant hu. Raj ministerial employees service m aate hain....kya option 2 bhar skte hain ?
Bhi tune yes kiya ya no
@BhanjiQuotes hm bhai yes kiya tha
Sir mein court me probation par hu m kya ME bhar skta hu ya sirf nagarpalika department wale hi bhar skte h ME
Sir ro ka exam kab h
Sirji me nagar nigam me job he tik he to muje ye btao ki me kisme bru 1 me ya 2 me bs ye bta dijiye
Tsp ka change hoga ya nahi
Sir hm aapse phone pr baat kr skte h kya
Sir meri sso I'd jisse form fill Kiya tha vo open nahi ho rahi or registration number bhi nhi hai to mera admit card kese niklega
Mere pas bhi nhi kya kre
Sir mera roll number galti se 2nd year ka dal gaya h isme
3rd year ka nhi bhara h sir kya isme koi dikkat hogi kya
Abhi b clear nh huye…..
Me education department me ministial employee hu
Ab muje kaha kaha kya kya update krna h
Kyu ki na to local na hi municipal me ME hu
Par aata to ME me hi hu (education department)
Krupaya path pradarshit kare
Apko option 1 par click karna hai or baad me govt job me yes karna hai
@@Rasbabadeepaksir par me local self department se nhi hu to 1 par kese hoga sir
Sar koi chij nahin karvana ho to bhi jakar wapas form bharna to nahin hai Na
Sir mere roll number me mistake h to change kr sakte he kya
Form wapas apply karna pade ga kiya jesne pahle exam deya hai
Preference change नहीं कर सकते क्या सर
Aapne kya di h...
Me bhi change karna chahta hu
@Polhis0797 ro भर दिया पहले
@@kkg1361 mujhe bhi eo bharna h koi chans ho to batana
Nahi....abhi iska option nahi hai
Edit karne ka option hi nahi arha he
Sir maine form bhara tha jab job mai nhi tha but abb court/Dlsa mai ldc hu toh muje kya karna hai
Haa apko change karna hai ministerial employee karna hai...
Sir court me ldc hu mujhe krne h kya m us samay service nhi lga tha
Sir jis ka form shi h उसे टोडी kuch kr na h
Nahi
Yearly income below 2.5 lakh..me kya karna hai....out of rajsthan students.
Abhi usko change nahi kar sakte hai
Sir.at present m railway m job krta hu
Kya mujhe form m ME Krna hoga ya nhi
Sir me vdo hu to kis option pr click krna hoga
Local self govt wale option par karna hai
@@Rasbabadeepaksir sir m teacher hu to mujhse konse option pr click Krna h
Sir me education department m hu kya correction karna h
Nagar palika sanvida par ho to kya kare
Sir mujhe category Chang krni h
Abhi nahi kar sakte hai
Sir me government employee nahi hu or mere no applicable likha hai or dusra me NO likha hai kya mujhe bhi correction karna hoga kya please bataye.
Fir apka form correct hai
Sir m govt employee nhi hour dono jagah maine no bhara hua h kya mujhe phir se form me not applicable bharna hoga..?
Nahi apko kuch nahi karna hai
समझ नहीं आ रहा है सर, डीटेल में सरल तरीके से बताओ
Agar aap govt job me hai or LDC or fourth grade par hai to unko ministerial employee ka option choose karna hai......agar govt job me nahi hai to not applicable aayega
Edit kese kre ye koi nhi bata rha
Muje tsp se non tsp karwana है हो jaayena kiya