Ahmedabad Dholera Expressway || Latest Progress Update Dholera Expressway Gujarat

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 26 ธ.ค. 2024

ความคิดเห็น • 13

  • @durgeshdave685
    @durgeshdave685 6 วันที่ผ่านมา +8

    Dholera se bhavnagar tak ke update ka video babao please

  • @djhack007
    @djhack007 6 วันที่ผ่านมา +1

    Very good 👍 please carry on 🙏

  • @lakshayrana6348
    @lakshayrana6348 4 วันที่ผ่านมา +1

    Gorakhpur shamli expressway any update ?

  • @piyushtekade3915
    @piyushtekade3915 5 วันที่ผ่านมา +1

    Dholera smart metropolitan city population 5 crore hone chahiye.

    • @dhruvtyagi2852
      @dhruvtyagi2852 3 วันที่ผ่านมา

      Bhai kaise baat kar rha hai? Delhi hi bana de isko! Yeh well planned cities hai bhai jisme limited population exist kare. Is se fyada yeh hoga ki Infrastructure bhot easily scalable and maintainable hoga. Plus uneven resources division na ho. Aur ek shehar par pura bhoj na aaye. Chinta mat kar bhai 26 smart cites planned hai. Plus Old Metropolitan cities mein Kaam chalu hai. Population evenly divide hogi

    • @piyushtekade3915
      @piyushtekade3915 2 วันที่ผ่านมา +1

      @dhruvtyagi2852 but dholera smart metropolitan city ki area 923 sqkm hogi yaane ki woh bahut badi city banegi.

    • @dhruvtyagi2852
      @dhruvtyagi2852 2 วันที่ผ่านมา

      @@piyushtekade3915 Haan toh voh vha pe max 30L tak ki hi abadi basane ka plan hai. Bhot jyada ki nhi ho pa rha 50. Is se jyada basana shehar exploit karne vali baat hai bade bhai. Delhi, Mumbai ko dekho. Apni capacity se jyda janta ko laad rakhe hai. Is se kya hai uneven resources distribution honi hogi shuru. Aur yeh jitna bada area liya hi industries ke liye hai. Bade Bade plant setup honge. Aur yeh koi aise vaise logo ke liye nhi ban rhi. Yeh dedicated city hai with dedicated purpose. Plus itni badi jagah highways aur metro ka bhi provision deti hai. Plus Railways ka bhi

  • @kuldeepsolanki107
    @kuldeepsolanki107 6 วันที่ผ่านมา

    Good update 👍

  • @radomGyan
    @radomGyan 4 วันที่ผ่านมา

    Its only 4 lane expressway? Ideally to 6 ya 8 lane homa chahiye… tabhi to 120 se car chalegi otherwise traffic congested ho jayega.

  • @RAHULKHAN-te4fn
    @RAHULKHAN-te4fn 6 วันที่ผ่านมา +1

    Tum pehle Delhi Mumbai express jnpt spur ka update to pura karo beech beech mein idhar udhar bhag jate ho😡😡😡

    • @Infraliveindia
      @Infraliveindia  6 วันที่ผ่านมา +6

      Bhai Hmare bhi Ghar Parivaar h...kuch Personal kaam bhi rahta h.... kosis karte h lgatar update de par bech me koi urgent kaam se shoot nhi ho pata h...1 din me 1 video shoot hota h,hme location par bhi jana hota h under construction road par transport ka problem bhi rahta h. Aap samaj sakte ho 1 package 30 km shoot karna kafi mushkil hota h|

    • @djhack007
      @djhack007 6 วันที่ผ่านมา

      ​@@Infraliveindiai understand 😌

    • @djhack007
      @djhack007 6 วันที่ผ่านมา +3

      ​@@Infraliveindia i understand 😌