Jaliyon Par Nigahain Jami Hain by Muhammad Anas Attari | New Naat 2020 | Kids Madani Channel

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 4 ก.พ. 2025
  • New Naat 2020: Jaliyon Par Nigahain Jami Hain | Faslon Ko Khudara Mita Do | Muhammad Anas Attari Naat 2020 | Anas Attari Naat Madani Channel | Latest Naat 2020 | New Kalam 2020 | Naat Sharif | News Kids Naat - Kids Madani Channel
    Kalam/Naat: Faslon Ko Khudara Mita Do Jaliyon Par Nigahain Jami Hain
    Program: Islam For Kids
    Host: Muhammad Abid Attari Madani
    Vocals: Muhammad Anas Attari
    Production: Kids Madani Channel
    Jaliyon Par Nigahain Jami Hain Lyrics:
    Faslon ko khudara mita do
    Rukh say parda, ab apne hata do
    Apna jalwa, kisi main dikha do
    Jaliyon per nigahein jami hain.
    Gous ul Azam ho, Ghouse ul Wara ho
    Noor ho noor salle ala ho
    Kiya bayan aapka martaba ho
    Dastageer aur mushkil kusha ho
    Aaj deedar apna kara do.
    Jaliyoon per nigahein jami hain…
    Wajd main aaye ga sara aalam
    Jab pukarein gay, Ya Ghous e Azam
    Woh nikal aayein gay jaliyoon say
    Aur kadmoon main gir jayein gay hum
    Phir kahein ge, ke bigri bana do.
    Jaliyon per nigahein jami hain…
    Shidat e gham say, ghabra gaya houn
    Ab to jeenay say tang aa gaya houn
    Har taraf app ko dhoundta hoon
    Aur eik eik say yeh phuchta hoon
    Koi paigham ho to bata doon.
    Jaliyoon per nigahein jami hain…
    Aik mujrim siyah kar houn main
    Har khata ka saza war houn main
    Meray charoon taraf hai andhera
    Roshni ka talab gar houn main
    Eik diya hee samajh kay jala do
    Jaliyon par nigahein jami hein…
    Fiqr dekho khayalat dekho
    Yeh aqeedat yeh jazbat dekho
    Main houn kiya meri auqat dekho
    Samnay kiski hai zaat dekho
    Aie Adeeb apnay sir ko jhuka do
    Jaliyon per nigahein jami hain
    Jaliyoon par nigahein jmi hain
    Faaslon ko khudara mita do
    Rukh say parda, ab apne hata do
    Apna jalwa, kisi main dikha do
    Jaliyon per nigahein jami hain.
    About Kids Madani Channel:
    Kids Madani Channel aims to serve humanity by publishing authentic knowledge about Islam for children and parents and to create awareness about the true essence and values for strengthening families and relationship bonds in society.
    Like, Share, Comment & Subscribe Kids Madani Channel: madani.co/kids...
    #Naat #MuhammadAnasAttari #KidsMadaniChannel

ความคิดเห็น •