Jio Fiber Prepaid Vs Postpaid Which is Better ? | Jio Fiber Installation Detailed Explained
ฝัง
- เผยแพร่เมื่อ 10 ก.พ. 2025
- Jio Fiber Prepaid Vs Postpaid Which is Better ? | Jio Fiber Postpaid Plans Detailed Explained
Buy Postpaid Connections at Discounted Prices mdeal.in/c_6Cq...
Jio Fiber Installation • Jio Fiber FREE Install...
Are you confused about choosing between Jio Fiber Prepaid and Postpaid plans? Do you want to know the difference between the two and which one is better for your needs? If yes, then this video is for you.
In this video, I will compare the Jio Fiber Prepaid and Postpaid plans in terms of their benefits, features, prices, and validity. I will also tell you how to save money and get a free 4K set-top box with the Jio Fiber Postpaid plans. You will also learn about the new entertainment plans that Jio has launched for both Prepaid and Postpaid users.
By the end of this video, you will be able to decide which Jio Fiber plan is best suited for your home or office. So, watch this video till the end and don’t forget to like, share, and subscribe to my channel for more such videos.
The plans and offers may change from time to time, so please check the latest details before making a decision. I am not affiliated with Jio or any other company mentioned in this video. This video is for educational and informational purposes only.
#jiofiber #jiofiberinstallation #jiofiberplans
Maine 2 din pehle jio fiber lagwa Diya hai.
1) request dalne ke bad bahot fast service mili aur vendor ne fiber lagwa Diya.
2) woh bola prepaid available nahi hai toh mujhe postpaid lagwana pada.
3) abhi Maine post paid wala 707₹ (30mbps) including GST per month ka plan lagwaya hai 6 months k liye, isliye mujhe router aur set top box free mil Gaya aur 6 month ke 4200₹ Dene pade.
Ab 6 month ke bad 707₹ Mai set top box aur fiber dono chalega 30mbps par.
Uske baad chod hogi 800 1000 rs mahine ke bharne padenge
I don't think so, kyu ki jio ki app par ek month ka 30mbps wala plan 599 Mai dikh Raha hai, baki dekha jayga 6 month baad.. abhi to pehla month chal Raha hai😄@@devankdev6867
@@devankdev6867😮😮Kyo bhai
Bhai sab aise hii bol te hai available nahi mujhe Airtel vaale ne bola ke prepaid available nahi mein bola usko Mera padosi ke ghar Airtel prepaid hai fir ek dum se uski personality hii chage ho gyi fir mere saamne natak kr Raha hai phone PE baat kar ke 😂😂😂Same scene mere ek dost ke saath or hua usne bola Thik hai hame nahi chahiye Airtel fibre fir Airtel vaale ne phone PE baat karne ka natak Kia or prepaid kar dia😂😂😂😂
Unko average revenue per user increase krna hai isliye postpaid lagwa rahe hai.. jis se agent bhi zyada commision kama Raha hai@@prashantsunariya7986
00:01 Difference between Jio Fiber prepaid and postpaid
00:54 Jio Fiber postpaid offers free installation and router with some conditions
01:55 Jio Fiber offers extra validity for 6 and 12 months prepaid plans
02:52 Jio Fiber postpaid offers OTT benefits and live TV channels
03:43 Jio Fiber offers prepaid and postpaid plans with various subscription options and unlimited calling.
05:27 Jio Fiber Prepaid vs Postpaid billing cycle explained
06:19 Consider prepaid or postpaid connection based on flexibility and billing options.
07:11 Postpaid is a better option for Jio Fiber.
thanks bro
Gajab ka mehnat
00:01
I think prepaid gives you more freedom if you don't want OTT subscriptions
Yes bro 😢 postpaid kabhi kabhi bahut bill aata hai
@@arpanabhavre4287postpaid me hota kya hai
@@arpanabhavre4287haa bro🙂
@@arpanabhavre4287 bro kitna bill ataa hai ?
Bro does prepaid contain live tv channels cause we r taking setup box also !?
Bhai jab postpaid me pehle use hota he baad me pay to phir pehle plan kyu lena padta he 😢😢😢😢
Postpaid wala terminate hogya, return krege toh kuch refund milega ya nhi?
Good ❤
Lot of thanks ❤❤❤
Bhai plz reply mera bill overdue aya h ₹843.64 k toh ya bill pay krne k baad mera wapus wife chlne lag jaega ?? Ya plan recharge krna padega
Bhai m agar kisi bhi company ka postpaid broadband leu aur bill na du to kya hoga 🙏🙏
Kuch nhi hota bro
Policewale aur Jio wale tumhare ghar mein ghus ke pel denge!
Palanty lgti hai
Bhai mujhe batao maine to prepaid kah ke hi lageaya tha 6months ka 30mbps bina kisi ott ke but ab mai use kar rha hu to vaha postpaid likh rha hai aisa kyu par
Postpaid ko prepaid me convert Kar sakti Hai Kiya
no
Bhaiya muja akk comfuns ha huma setup box humasha apana gat per rakna ha to prepaid ya postpaid la comment please🙏
Bhai woh postpaid connection lagwaane par 6 maheene k pese phle dene padenge ya 6 maheene baad
Pehle paise dene hoge agar aap 599 wala plan lere ho toh 4240 dene hoge 6 mahine ke advance me connection lagwane ke pehle
@@krrxsh ye bataiye
Prepaid ka monthly fees kitna hai
@@krrxsh
to Bhai postpaid matlab bad me bill ayega to badme paysa dena ayasa na , agar postpaid me bhi pehle payse dene pare to kaheka postpaid hua
Thar means jio fiber postpaid is actually prepaid ( ak tarike se prepaid to ho gya 😮😮)
?????????
@@MLDOPRoniMandalcorrect they are clearly fooling and cheating customers
Bhai mein prepaid connection kese le
Well I don't need any ott subscription so I will prefer prepaid connection iven if it costs more initial charges during installation because prepaid gives full freedom if I want to recharge or not
very very helpful video and detail video [ cleared my all doubts]
I am from chennai ,five days back i got jio prepaid 399plan 30 mbps three months plan with 1500 for installation and 3 month charge total 2900something ,after three months i have to pay 470😢
18% + GST is also Added 😅
Live. TH-cam tv pe dekne konsa plan accha hai
Hlo sir mere postpaid recharge 431 ayya hain aur jab mene bill bhar dya to kya iske baad recharge vv alag se kervana hoga
Not needed
Postpaid is best if u want setup box & tv too.
About airtel fibre❤😊
Bro a person telling me ki airfiber ke sath new sim denge or uspe vhi recharge kaam krega jo hum airfiber ke liye krenge, esa bhi hai kya
Bhaia mei apne area ke jio opreators ko contack kiya aur voh keh rhe h ki prepaid nhi h idr butuje aise lag rha h ki mere sth koi trick ho rhi h plz guide me
@@nikhilbagul780 nhi bhai ye jio valr bol rhe h ki prepaid band hogya h
@@nikhilbagul780 bhai han orepaid officially band nhi hua hai yeh shyd inka fayda ho kuch mene postpaid fiber lgvaya h
Bhai prepaid band nahi hua hai unlog ka ye trick hai jio wale log ka post paid me jada fayda hota hai me unhe bolo ki mere bagal me ek dost ne prepaid hi liya ha @@Pankaj001x
What's the additional cost for extra wire??
Well explained 👍👍
Bhai agar Postpaid me 6 month khatam jaye ga to next month se paise automatic paise ktenge kya
koi mujhy yh batt smjae gaa ki jb hm postpaid me bhi phele plan k liy pay kr rhe hai tb hmara month end bill ku generate hoga or vo ku hoga ?
Dusre month ke liye generate hoga
Because jio is cheating customers
Same confusion yr pehle bhi pay kar rhe hai 3-6 months ka aur fhir badh mai bill kaise generate ho rha 🥲
@@pragati9821Same question 😭
Bhai mai agar postpaid connection leta hu 599 wala 6 month ka to paise pahle jama hoga ki month k last m bharna hoga
@@_nextfall_bro advance dena hai to postpaid kese hua? Vo bhi to fir prepaid hi hogya ek tarike se
@@karndang3627 Same mai v wahi soch rha hu
Bhaii difference toh pata chal gya par mne 599Rs ka krwaya jo ki prepaid ka tha par esme Netflix aur Prime video ka nhi h toh wo kaise le plz batao
Hi bro 6months postpaid recharge kiya.. 15 days free likha tha.. agar 20 ko expire hoga toh uske baad 15 din extra milega kya?
bhai mene bhi yhi socha lekin muje nhi mila 15 din extra
Can we convert postpaid to prepaid??
Postpaid bill problem he GST ke sath plan aata he 18% tum use karo ya na karo bill to bharna hi padta he ager bill nahi bhara to Aur call karke pareshan karenge Apna cibil bhi down karta he jyada use nahi karte ho to prepaid best
Oho
Bhai bo ott apps smart TV pe chalane ke liye kya setop box lena parega
Please reply
198rs wala plan prepaid me kar sakte hai kya ?
Mene flipkart se recharge Kiya 839 ka 20 supercoin se cut ho gye or 819 account se lekin recharge successful hua hi nhi payment pending bta rha hai please help refund kaise milega yar recharge successful ho jae
Flipkart fraud hai
Bhai mein abhi multifi broadband use kar rha hu... Udhar freefire aur pubg mein mujhe 70ms ping milta h... Next month airtel lunga... Tab ping kitna milega?
28-48
Is Jiofiber available in your area??
@@shivakartikeya5687 yes
Bhai ye postpaid mai 1st time lagwana hai kya kare ?
OTT mein kitne users log in kar sakte hai parallel ?
bhai 3month key bad postpaid connection cancel toh ho jayga agr hum use kerna ni chate hi toh
Prepaid ager 6 month ka plan le to kya installation and fiber charge dena hoga kya
😢Hnn
Bhai jio air fiber ka prepaid connection kaise le ?🙏
Prepaid me live TV channel nahi aate kya bro matlab hum setup box bhi lete na usme saare channels nahi rehte ?
Same doubt
Bhaiya Maine abhi book Kiya hai main to post paid lunga
Bhai agar pre paid mein router bapas karna hai to koi days limit rheti hai kya ya phir kabhi bhi vapas kar sakte hain
Jab marji
Par router wapas kyo karna hai ?
12 mahine ka 599 ka plan lene par Kya har mahine bill benega ya phir 599 me 12 months ka ho gayeja
599 × 12
We will get unlimited data in that plans??
Yes bro unlimited data
No Brother, presently 1100gb data.
@@gayandarpan8437nhi bhai kyu fake news spread krrr rahe ho
Agar prepaid main channels nahi milta toh setup box opt karne ka kya fayda?
East of the west prepaid is best
Bhai tv se connect kar sakte hai kya
Can we change postpaid into prepaid
Bhaijaan ek baat batana yaha postpaid me bill nhi bhrenge to account deactivate hi jaayega ky..
Case ho jayega aur jail jana padega fir woh paisa bhi le lenge aur apko jurmana dena hoga court bhi jaoge 😂
@@MEMES-onINTERNET maina suna woo wifi bee Laker jate hai 😂😂
@@basit7902 leke nahi cheen ke 😂
Postpaid 399 wale plan me setup box me youtube to clega
Dodega
I took post paid, but I paid 2012 Rs, I selected 3 months plan, 30 Mbps, how much average bill will I get?
Same here
470.80 rs
Bhai maine bhi postpaid connection Lagaya Hua Hai jio fibre ka 3 Sal se use kar raha hun Koi dikkat Nahin Hai mast setup box Mila Hai 4K 399 + 200 Ka Plan liya hai maine koi dikkat nahin hai
399 ke plan me setiap milta hai ya 599
Bhai agar kahin bahar Ho to internet chalana hai alag se recharge karvana padta hai phone mein
@@islamicshorts592 599 ke plan ma
Muje sirf 3,se 4 mobile connect ,,or ek laptop ,, konsa lu prepaid ya postpaid
Post
Prepaid acha rahega... post paid me bill bhot jada aayega
@@shree020 q sir ? apka aa rha hai ? 599 ka 706aftr GST , then kitna ajyga or q ayga yada ??? If v pay timely
Bro mujhe 30mbps wla plan use krna h (399) wo bhi bs teen mahine ke liye kya me post paid plan le paunga?
30mbps vala plan minimum 6 months ka hai
@@abhijeetvishwakarmaa
Postpaid me or prepaid me konsa me ?????
Prepaid me router ka charge lgta hai ya nhi?
Bhai ek question please reply karna jo jio setup box me 599 wala plan me star sport channel full hd me chalte he kya ..
Sab kuch chalta hai
@@anujgoswami5769 bhai konsa subscription he hotstar ka bta do pls
@@anujgoswami5769 Bhai star Hindi full hd chal rha he kya
Bhai main pre-paid connection lena chaita hu lekin ye log bol rahe hain ki pre-paid connection dena bandh ho gaya hain
Isliye urgency mujhe postpaid lena para ,
Kya aap confirm karke bata sakte hain ki pre-paid connection sach main bandh hua hain ki nahi
Haa mere yaha bhi bol rahe prepaid bandh hogya h
Last year Maine postpaid lagwaya tha lekin jab 1 month ke liye recharge nhi karwaya tab bhi bill generate ho rha tha phir account deactivate hogya aur jio wale connection router nikal ke legaye
@@AnuragKumar12307 hn Bhai Mera bhi yhi haal h mne June month m bilkul bhi ni chlaya fir bhi bil 334 ka aaya soch rha hu prepaid le lu
@@rupamsinhaa speed kesi hai ? & bill yad to nhi ata agr timely pay kru , plz ans ,🙏🙏 or 599 after gst707 , bill khud hi postpaid me yada bhej dete hai kya ?? Aisa hoskta hai ??
Same mere yhn jharkhand me bhi yahi bol rhe jio wale
Bhai postpaid me to baad me bill dete hai to pese pehle ko bhare mtlb pehle bhi pese fo aur baad me bhi
Sir mere area me bsnl 3G ata hai to kya me bsnl sim lelu please 🙏 reply me 😢😢😢
Mt le bhai 😂 filhaal ruk ja October me jab inka 4G rollout hoga tab lena , sala mere yaha 4G network hai per OTP tak jaldi nahi ata 😑 thoda wait karo October Tak
Do we have to pay minimum 599 for 6 months+gst upfront?
spiderlink wifi ka banao
Please koi mujhe btao ke kya mai prepaid me 399₹ wala plan ek mahine ke liye le sakta hoon kya installation time par 😢
Han vhai le sakteh ho
Jio fiber me preped connection band kar rahe hai
Kya jio fiber work karta hai rain mein?
why will it won't work
its wire based system
or also if you opt for air fiber then also it will work
same like DTH
Ok thanks for information, i meant to say that if our area doesn't has electricity in rainy season then how will the jio fiber box will get Electricity or it will work without electricity
@@Gtajijeje but for running router(device at your end)you need an inverter or router ups
If there is no electricity internet will always work , only if wire breaks it will not work
vendor have generator to run system when there is no electricity
@@movieskakhajana4259 ok thanks
Prepaid is best
Why?
Sir postpaid may keya first recharge ka pay immediately karna parta hay on 30mbps plan
Plz reply 🙏🙏🙏
Bhaiyo secure tarika prepaid hai par scam or free me chalane ke liye postpaid lelo bill mat bharna 😅😂🤣❤️❤️🇮🇳🇮🇳
Post paid lene ka baad prepaid shift ho sakte h kya?
No
Agar humare area ki electricity chali jaye toh jio fiber chalta hai kya agar humare paas wifi powerbabk hai toh
Yes
SIDHI BAAT NO BAKWAS....JIO BHAIYA
Latrine ke baadshah jio fibre
agar badme chorna pare postpaid toh kya karna hota hain plz rpl
Call castomer care 7day ago upto billing day
Postpaid 6 month ke bad prepaid plan Lena ja sakta hei kya ?
No, postpaid can't be migrated into prepaid
@@abhijeetvishwakarmaa kyo
@@gaurav8267 filhal to aisa hi hai kyu ka jawab to jio vaalo ke paas bhi nahi hai
@@abhijeetvishwakarmaato kya postpaid me bill advance me aata hai kya , maine suna hai billing ko leke bahut tang ho jata hai customer
@@gaurav8267 ek mahine baad aata hai bill aur 10 din ka time hota hai bill bharne ke liye
Bhai log jese prepaid me disconnect karne par router wapas karke 500 refund miljata hai wese postpaid pe disconnect karne par kya router leke kuch refund hota hai...
Rply..
Tumhe refund nhi milega kyunki router tumhara nhi hai, postpaid mein customer ko router lease pe milta hai. Jab tak recharge karwaonge tab tak router tumhara warna company wapas Lejayegi
@@Gtajijeje or jisne pre to post migrate kia ho or use 1500 Milne ho ? milege n ? & sab kehrhe hai post me bill yada ata hai ?? Q ? Agr timely pay kre to q ayga? 599 ka 706 bethte? & 100 late pymnt hai to log bolrhe 1000 tak ata hai
@@Varun25799 bro sirf naam ke liye postpaid bolte, warna toh paise phlehi lete hai, aur haa migrate karne ke liye 1500 ka paise jo prepaid mein diya hai woh wapas milega, aur paise toh waise bhi postpaid mein kum h....
@@Varun25799 postpaid mein bill kum aata hai prepaid mein jyada aata hai lekin prepaid ka ek advantage hai ki agar recharge nhi karwana toh mat karwao, but postpaid mein bill tumhara every month compulsory generate hoga aur fir tumhe bill pay karna hoga...
@@Gtajijeje Tx for replying , sir if I migrate to jio postpaid, to muje 599/ vala 1 mnth ka Krna hoga ya 3/6mnth ka ?
2:52 miserable 😢
Partham ❤❤❤❤❤
Hamare ghar ke pass jio ki speed slow h toh kya fiber mein achii spead milegii
Netspeed chek Karo aghr 5g main 100 MB PS se jyada hoga to 30 Mbps se armse chalhaega lekin usse kamm he ap le sakti ho but speed steble Nehi rahega bro
@@santanukumarpradhan4002 Bhai wo jio fiber ki baat krr raha hai AirFiber ki nhi
Fiber ma stable and constant speed heee milti hai kyuki ye wired connection hota hai
@@X___biggestfanofcricket sir speed of postpaid ?? & 599 plan total 707₹ , if ve pay timely then no high bill?? only 100₹ lpc hai , I c cmnts that 1k bill ajata hai
@@Varun25799 Bhai 6/12 months ke plan lene ke baad free ma installation hojati hai or set-top box bhi free ma milta agar wo OTT apps and TV channels wale plans opt kar raha hai or pill ₹707 heee ata hai ha lekin first bill ma thoda high aata hai agar 1,11,21 ko install nhi hua hai connection or speed constant milti hai or achi speed milti hai latency bhi low raheti hai or Mera Ghar ka electricity bill 2-2.5k Tak aajata hai kyuki hamare ghar AC and TV chal raha hota hai
Chote ustad air fibre mere 6 months pure hone wale h ab band karwana h kase hoega
Nhi hoga
Jio join never works most of the time
Wo only same fiber network mein chalega
postped sahi nai h
Kyo
Prepaid 399rs wala ka 12 month k kitna total price cost
5640rs
@@abhijeetvishwakarmaa dedo chalo
@@smalltownvlog1 Laao Gpay apna 😂😂
@@smalltownvlog1 😂😂
@@abhijeetvishwakarmaa
Hello Prepaid 399 rs wala 3 month ka kar sakte hai kya ??????
Rong post paid Airfiber 1000gb AND
Pripad 3300gb EVERY MONTH
Himansu Bhai
MTNL ke bare kuch boliye
News dijiye mtnl ka
Postpaid mai agar bill payment naa kre too wooo wifi wapas lekee jatte hai ?
Nhi lekin agar bill na do to data milna stop ho jata hai or wahi rakha rahta hai.
Me sochra air fibre liya he mene ...free installation....3 mahina plan.....bad me recharge nahi krvaunga...bhake hi net band hojaye
Or muft me settop box chalata rahunga@@RGGAMING__886
Bhai hamare yaha prepaid nahi hai
You Are So Handsome Man Killer Look Hero I Love You Himanshu ❤💘
I think act fiber net is better
Postpaid mein 1 month ka recharge kara sakte hain
399rs+gst gst kya hai
71₹ Total = 470₹
3:12 iii8
Live TV injoy karo aur internet ka maja bhi Lo Aisa Suvidha prepaid Mein Nahin Hai Bhai itne kam price mein comment Karke Jarur batana aap Logon Ne kaun sa connection Lagaya
Postpaid mein bill cycle ka ek dhoka hai.
Prepaid best bro no one thach
Postpaid don't take
Why
Maine postpaid ka 3000 Bil banana aur paise hi payment nahin kiya unhone bola civil kharab ho jaega to maine kah diya kah do main government job mein hun vaise bhi. Jamuna berojgar tha to Ek Bar Bank Mein loan Lene Gaya 90000 ka loan HDFC Khali de rahi thi de rahi thi unhone Mera Dibba bhi apna Wi-Fi ka chhodkar Gaye Dhai mahine ke bad connection with Kat Diya
@@educationalvideosandfact.6182 sir 706₹ vale plan me bill yada a
q ata hai agr time se pay kre ???
Bill yada ata hai kya isme or q
Or speed theek hai n isme
@@Varun25799 bill Kisi Ne Bhi Jyada Nahin Aata agar aap time per payment kar rahe hain usmein due date mention hoti hai agar postpaid connection Hai To 10 Din Ka time Hota Hai Uske bhitar payment karna Hota Hai Agar aapane advance mein payment kar diya hai 6 mahine ka ya 12 mahine mahine ka to Aapka Ek 4 Sal Ka validity ho jata hai Agar aapane 12 mahine ke bad continue karna hai 13 mahine ke liye 13 Mahina Jab beet jaega tab aapse payment liya jaega aur Bil ki due date Rahegi Uske bhitar aapko payment karna hoga
@@Varun25799 Airtel ki speed jio se acchi hai aur customer care services bhi achcha hai
Bhai customer care number?
Ye galat information de raha hai
Postpaid plans mai 3300 gb data nahi milta
Sirf 1000gb data milta hai
Aur set top box bhi usi router ke 30mbps ke speed pe chalta hai
Ye postpaid plans kuch kam ke nahi
AISA SIRF AIRFIBER MEI H
Jio Fiber ma 3300gb data milta hai bhai mein khud use krta hu or Mera Ghar ka 2 months pahale usage 1000 gb cross kr gya tha
@@X___biggestfanofcricket sahi kaha bhai
@@X___biggestfanofcricket🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏 postpaid me 3300gb hai ?? & 706₹ plan m bill yada ata hai ??? & Postpaid speed kesi hai
@@Varun25799 Bhai speed and data 3300gb heee milta hai monthly or agar aapna connection 1,11,21 ko install krwaya tuo bill 706 heee ayega or koi or date par tuo first bill ma unn days ka bhi charge add hoga first bill ma
Post paid
Ulta kyu bata rahe ho bhai