Az-Razvi Darul Ifta Markaz E Ahle Sunnat Bareilly Shareef

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 5 ต.ค. 2024
  • Kya Farmate Hai Ulma E Deen Wa Mufti'yan E Sharah Mateen
    Iss Masle Me Ke Masjid Sarkari Zameen Parr Tamir Hai
    Aur Kharij E Masjid Tameer Ke Waqt Aa Samaj
    Krr Tameer Kiya Gaya Tha Ki Iss Waqt Me Taharat Khana
    Aur Wazu Khana Aur Haus Aur Janaza Ki Namaz Ada Ki Jayegi
    Aur Upper Ki Jo 2Floor Hai Isme Shadi Ka Haal Aur
    Madresa Banaya Jayega Isi Qari E Masjid Ke Teres Pe
    Mobile Network Tower Bhi Laga Hua Hai Jiske Jawaz
    Ka Fatwa Bhi Maujood Hai
    Aur Shadi Haal Banane Hi Ki Niyyat Se Iss Kharij E Masjid
    Ke Hisse Me Aane Jaane Ke Liye 2Bahar Se Alag SeediyN Bhi
    Banayi Gyi Hai Aur Jumu'ah Wa Eid Ki Namaz Ke Liye
    Awam Ko Aane Aur Jaane Ke Liye Masjid Ke Andar Seedi Aur
    Darwaze Bhi Maujood Hai Aur Haal Ki Shuruwad
    Ab Tak Iss Liye Nahi Kii Gyi Thi Ke Khareej E Masjid
    Androni Hisse Ka Tameer E Kaam Baqi Tha Haal Ki Booking
    Ke Jo Bhi Aamdani Hogi Woh Madrese Ke Aqrajat Pura Karne
    Me Istemal Kiya Jayega

ความคิดเห็น • 1

  • @arshadrabbaani67
    @arshadrabbaani67 2 ปีที่แล้ว

    السلام علیکم ورحمتہ اللہ وبرکاتہ
    ،میں أہل سنت والجماعت بریلوی مسلک و عقیدہ کا ماننے والا ہوں میرا پڑوسی میرے ساتھ ہماری مسجدکے امام کے پیچھے پنج وقتہ نمازیں پڑھتے ہیں، لیکن انکے لگاؤ اور تعلقات مرکز نظام الدین کے تبلیغی ودیوبندی جماعتیوں کے ساتھ ہے انکا رہن سہن اٹھنا بیٹھنا جماعت والوں کے ساتھ ہے
    تو کیا پڑوسی اور ایک گاؤں کے رہواسی ہونے کی وجہ سے انکے گھر شادی بیاہ مرنی جینی میں جانا انکے سکھ دکھ میں ساتھ رہنا شریعتا جایز ہے یا نہیں،
    کیا انکے یہاں کھانے یا انکو دعوت دیکر بلانے سے ہمرا ایمان چلا جاءےگا
    کیا دیوبند ادارے سے جڑے ہوتے سبھی مسلمان کافر ہیں۔؟
    قرآن واحادیث سنت و شریعت کی روشنی میں مدلل جواب مطلوب ہے