Ham log hmesha sardiyon me banate hai or isme khoya bhi dala jata hai or ye bahot testy banta hai Rava ya atta ka use nhi krte sirf anda ghi khoya sugar dry froot 😊
Bht bht shukariya suji k bagair banaya hua ap Insha Allah Apki recipe k sath try karaingay. wok r steel spatula kahan SE Lia hai BHT Acha hai? Jazak Allah khair
Ande ka halwa banana bahot asan hai bas sahi tips or sahi trick maloom honi chahiye hmare yahan mithai ki Shop hai dada pr dada k zamane se hamare yahan ledies ko bhi banana aata hai
Hamari shop pr ande k halwe me sirf Anda,ghee, khoya,sugar,mewa yahi 5 chizon se tayyar kiya jata hai dhoodh rava besan wagaira nhi dala jata ❤agar Aap isme dhoodh ka use krogi to bahot mehnat se banta hai isliye khoa ka use kre bahot testy banega ❤
Great Masha Allah!!
I cooked it in the middle of the night this tastes good !! & Can cut your craving
Bhot laajavaab bna tha mene bnaya tha thanks for recipe ❤
Aaj tak ki sbse tasty recipe mane download krke rkhi h❤
Jazaq Allah
buhut hi achchi receipi hai
Yummy recipe thanks for the sharing
Thank you too
Allah hafij
Masallha bahtho accha ha
Bahut badiya
Yummy 🤤
Masha Allah very nice 👍
Nice mujhe bhi ande ka halwa banana aata hai per alag tarike se❤❤❤
Masha Allah 🥰
Ma sha Allah 😋 jazak Allah ❤
Waaah ekdum जबरदस्त
Very nice ❤
Mashallh super hai
I will try this recipe
Hope you enjoy
Aap ki recipe kamal ki lagi, zaroor try karunga, allah aap lo zazaekher ata farmaey
Jazaq Allah..aameen
Wow 👌 very good 😊
assalam walekum full watch ke sath my friend Allah aapko kamyabi Naseeb kare aamin ❤️❤️❤️👍🏻
Jazaq Allah aameen Allah swt aapko bhi tamam khushiyon se nawaze aameen
Wow masha allah lajbab ❤
Sundar,🤩
Very nice recipe
Me ne bhi banaya bahut testy h
Jazaq Allah
Masha Allah
ماشاءاللہ
Egg halwa wo bhi itna dilicious aap ke haton me to jadu hai aapi
Thank you dear 🥰
زبردست
Very good recipi.
Mashallah very nice recipe stay connected
Thank you, I will
Apne bhi acha banaya hai 😊😊
Jazaq Alllah
Mashallah very tasty yummy recipe 😋😋😋 v m re
Jazaq Allah Khair!
Good 🎉👍 good 100purests
Thanks for liking 👍
Ham log hmesha sardiyon me banate hai or isme khoya bhi dala jata hai or ye bahot testy banta hai Rava ya atta ka use nhi krte sirf anda ghi khoya sugar dry froot 😊
Rava dalne se ye soft aur danedar banta he
Happy Rakesh bandhan All world brother’s this is my favorite Holiday’s god bless all brother’s,
Very tasty 👌👌👌👌
Alhamdulillah. This recipe worked. Jazakallah. ❤
Masha Allah 🥰
Ware gud madam ji
Wowwww💞💞😍🙏😍
Very tasty 😊
Mashallah 🎉
We're good subhanlla
Mawa
Welldone dear🤤👍
Thank you 😊
🎉🎉🎉
Good👍
Very tasty
MashaAllah
Mash Allaha
Bht bht shukariya suji k bagair banaya hua ap Insha Allah Apki recipe k sath try karaingay. wok r steel spatula kahan SE Lia hai BHT Acha hai? Jazak Allah khair
Jazaq Allah for liking, Market se kharide he lekin aapko Online bhi mil jayenge
Ye to mere mammi bhi banate hai😊
Masha Allah 🥰 mammi ki hi recipe h
Zabrdast yummy 😋 New friend 😋😍
Thanks and welcome
Super
Thanks
Bina mahanat kuch nhi miltaa
Mashallah zabardast halwa my new friend like b sabscraib done 👍✅
Yahan pakistan me bhi ye halwa banta hai bohot mazedar banta hai
Masha Allah
❤
Baji khowa ki jagah condensed milk use karenge tho chalega kya?
Ji bilkul dal sakte ho lekin phir cheeni kam daliyega
Ise thali me jama k katli cut ki jati hai 😊😊❤
Khoya matalab mava jo milk ka hota hai
Kya isme milk upar se add kr sktey h agr kam lge to
Yes dear 🥰 sabhi cheezon ki quantity apne hisab se kam ya zyada kar sakte ho
I can't thank you enough i was looking for a tasty and easy halwa recipe and you uploaded it 💜
Can i make this without khoya
Yes
Mam ye halwa bhagole me bana sakte h plz reply me
Bilkul bana sakte hein
Mawa bolte hai
Kuch log isme besan dalte hai 😊
Ji han
Sister ye kitne din tak rakh sakte hain
Without khoya ko aap 2 hafto se zyada waqt tak rakh sakte hein and with khoya 1 week
Khoya kya hota h
Mawa मावा
Ab halwe ki sari chiz ek jaan hogyi hai 😂
Halwe me se ande ki smell to nahi aati h na
Bilkul nahi
Madam aapane Anda Jo Banaya vah Hamen Nahin Aata Hamen sikhaiye please
Esme sugar nahi dalna hai
Matlab
Thank you 😊
You're welcome 😊
assalam walaikum aap sangli se ho kya
Indore se
Plz btaye..
Recipe follow karen bohot zabardast banega
Khoya na ho to kya kre??
Khoya skip kar sakte he..ya ise recipe ko try kijiye...th-cam.com/video/dWcrxzkNpRQ/w-d-xo.html
Market se le kar aye
Batter ✅️ better❎️
Asalam o alikum sister
Walekum assalam
Ande ki mehak to nhi ayegi..
Bilkul bhi nahi ayegi
Please reply
Smell aati h
Thoda aaram aaram se bolo express gadi ki tarah fast....
Ok 😊
Appi ji aap mujh bna kr bhai do ye halba
😊
Itna Tej bola hai ki Hamen Kuchh samajh hi nahin Aaya😢
Sorry next time I remember 😊
koi mehnet nahi hi
@@simpy716apne bilkul sahi kaha dear..
Madam andey ka halwa banana aasan nahi he bahut mehnat lagti he banate hue zindagi nikal gayi
Is recipe ko follow kijiye kam quantity me jald ban jata hai
Ande ka halwa banana bahot asan hai bas sahi tips or sahi trick maloom honi chahiye hmare yahan mithai ki Shop hai dada pr dada k zamane se hamare yahan ledies ko bhi banana aata hai
Hamari shop pr ande k halwe me sirf Anda,ghee, khoya,sugar,mewa yahi 5 chizon se tayyar kiya jata hai dhoodh rava besan wagaira nhi dala jata ❤agar Aap isme dhoodh ka use krogi to bahot mehnat se banta hai isliye khoa ka use kre bahot testy banega ❤
🤮🤮🤮
Kitna fast bolti h ap...non stop...atleast saans to lelo
Ji achha 😊
Are band karo ye sab kya laga rakha hai. Band karo abhi hamare tyohar chal rahe hai. To thoda band karo ise.
Toh bhai dekh kyun rha hai. Caption nhi padhna aata kya??
To mt dekho na..dekh kyu rhe ho bhai
Very tasty
Khoya kya hota h
Mawa (dried milk) jisse mithai banti he
@@CookingwithSayyada ok
Mava jo milk ka hota hai