9 moharram || Khayam-e-hussaini || nogwan sadat || Uttar Pradesh india ||
ฝัง
- เผยแพร่เมื่อ 7 ก.พ. 2025
- Nogawan me 9 moharram me nanhe nanhe azadar e hussain raat bhar jaag kr or kai din ki kadi mehnat k baad khayame hussaini lagate hain or raat bhar bethe rehte hain aas pass ke har mazab k log gaon wale zaraat karne nogawan ki basti me aate hain basti wale unki khidmat me lag jate hain tabaruk ka bhi kafi accha intezaam rehta hai video ko zada se zada share kren or apni duwaon me yaad rakhe