WASK Bhai, agar birds ko PMV ya salmonella hua hai to first unka treatment with antibiotics hona chahiye. ek bar wo recover ho gaye lakwe se fir app ye suppliments normal pigeons ki hi tarah use kar sakte hai. par first unko antibiotics ka treatment complete karo aap.
@@javeedna Agar salmonella infection hai to 15 din tak antibiotics dena hoga, first 7 din de fir 2 din gap with multi vitamin or liver tonic then again 8 days, agar normal infection hai GI tract ka to just 3-5 days. all depend on kind of infection.
@@javeedna Depend ke disease konsa hai, salmonella ko zayada din dena padta hai antibiotics 15 dino tak, aur other diseases me just 3/5 din antibiotics treatment me thik ho jate hai
Mashallah Mujahid Bhai
First Like
Thanq bhai
Mujju bhai sukhe k upar dalo
Jald hi ajayegi bhai
Vaccine k upar video banao
Ok. July me hi vaccination ho gaya hai farm par sare birds ka. Next vaccination time video banata hoon.
Bhai breeding season kb hota h
Breeding season after monsoon start hota hai October-November se. Monsoon season ye resting period hota hai.
Bhai ye Emune kaha milenge
Veterinary medicine shop par aap ko mil jayega
Asw bahisab ye medicine laqwe huwe khabutre desaqte hai bahi
WASK Bhai, agar birds ko PMV ya salmonella hua hai to first unka treatment with antibiotics hona chahiye. ek bar wo recover ho gaye lakwe se fir app ye suppliments normal pigeons ki hi tarah use kar sakte hai. par first unko antibiotics ka treatment complete karo aap.
@@AceFarm kite deen antibiotics deni hai bahi
@@javeedna Agar salmonella infection hai to 15 din tak antibiotics dena hoga, first 7 din de fir 2 din gap with multi vitamin or liver tonic then again 8 days, agar normal infection hai GI tract ka to just 3-5 days. all depend on kind of infection.
@@javeedna Depend ke disease konsa hai, salmonella ko zayada din dena padta hai antibiotics 15 dino tak, aur other diseases me just 3/5 din antibiotics treatment me thik ho jate hai
@@AceFarm ek dum perfect