QAZA NAMAZ RULES - Syed Abid Hussain Zaidi

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 18 ธ.ค. 2024

ความคิดเห็น • 22

  • @Aftaarshah
    @Aftaarshah ปีที่แล้ว

    Suban Allah

  • @zainulabbas110
    @zainulabbas110 3 ปีที่แล้ว

    Mashaallah

  • @saraabidi9032
    @saraabidi9032 5 ปีที่แล้ว +3

    Behtreen, Jazakallah

  • @gulshanhussaina.s2723
    @gulshanhussaina.s2723 5 ปีที่แล้ว +2

    Mashĺlah

  • @saltanatfatima8359
    @saltanatfatima8359 4 ปีที่แล้ว

    Salaam Alaikum ji bahut Shukriya aapka

  • @gaushussain2054
    @gaushussain2054 3 ปีที่แล้ว +2

    Salam alaikum meri namaz bahut chuti hai maloom nahi kaise maloom hoga kitni kaza huwi hai aur kaise padhni hai kya din me kisi bhi time padh sakte hai aur kya magrebain ko din me padh sakte hai

  • @nabaatfatima2706
    @nabaatfatima2706 3 ปีที่แล้ว

    Salaam.Hum Apni Qaza Namaazein More than 1one year baith kr pardh rahe thay tou qubool nhi hogi.

  • @seemanaqvi9313
    @seemanaqvi9313 ปีที่แล้ว

    Agha mere sath ye hua hai ki cancer ki bimari ke ilaj me bahut weakness ki wjh se baith kr namazein padi lekin ab mai theek hun . Ab ye yad nahi ki kitni baith kr padi ab kya karu?

  • @mohdhussain3373
    @mohdhussain3373 4 ปีที่แล้ว +2

    Shukurya😚❤❤❤

  • @noorfatemanaqvi9227
    @noorfatemanaqvi9227 4 ปีที่แล้ว

    Salam
    Molana marhumeen ke liye qaza namaz or roze rakhvane he to apki nazar me ho to bolna🙏🙏🙏🙏🙏🙏

  • @ahmadH8149
    @ahmadH8149 10 หลายเดือนก่อน

    Fajir ki Zemaz ki bad fair ki Qza karsakta hy or Har Ada nemaz ki bat Qza nemaz Kar saktahey ya nahey

  • @ajmalshah4772
    @ajmalshah4772 3 ปีที่แล้ว

    jis ko ilam na ho k romzan k rozy us k qaza hn ya ni yad na ho us surat ma kia hukam hy

  • @shabbirhussain7149
    @shabbirhussain7149 2 ปีที่แล้ว

    Salam, kiya agar qaza namazoon ki taadat ka yaqeen na ho to niyyat mafizzimma ki kar saktain hain ya agar yaqqen bhi ho to niyyam qaza namazoon ki magizzimma ki niyyat kar saktain hain.

  • @ajazhussain4532
    @ajazhussain4532 2 ปีที่แล้ว

    AK seawall h Moulana K ak Maulana n padha K agar apke vajib roza qaza H. To mustahab roza rakhe to zehan m vajib roze ki niyat kar le ar ap ak sath kai vajib roze ki niyat kar K mustahab roza rakhe ga to US ke vajib roze bhi mukammal ho jaye ga

  • @shabnamrizvi703
    @shabnamrizvi703 3 ปีที่แล้ว

    سلام علیکم
    ہم اپنی قضا اور واجب سب نمازیں کرسی اور ٹیبل پر پڑھتے ہیں لیکن ہم کھڑے ہو کر پڑھتے ہیں جب بیھٹتے ہیں تو کرسی پر بیھٹتے ہیں کیونک ہمیں نیچے جھکنے میں سجدہ کرنے میں چکر آتا ہے۔
    کیا میری نماز سہی ہے؟؟

  • @qasimzaidi8690
    @qasimzaidi8690 4 ปีที่แล้ว +2

    Assalam o alaikum, Jazakallah alkhair! Kitne loag aapki in videos ko dekh ker aur sunn ker hidayat pa chukay hongay. Allah aapko khush aur aabad rakahy.
    Mera ek sawal hai. Kia qaza e umri namaz bagher tasbeeh e Fatima perhi jasakti hai? Kiyun ke ada wajib mai to hadith ki ro se tasbeeh zaroori hai.

    • @ziaalvi8706
      @ziaalvi8706 ปีที่แล้ว

      قضاء روزے کے احکام پر کوئ ویڈیو ھے پلیز

  • @madihasana5524
    @madihasana5524 5 ปีที่แล้ว +1

    Rozy ki qaza Kiya hy

  • @saliminayat7481
    @saliminayat7481 3 ปีที่แล้ว

    Salamun alaikum
    Kya qaza namaze baith kar padh sakte hai

  • @zahranasiry8840
    @zahranasiry8840 4 ปีที่แล้ว

    Asalamulaikum agha sahab! Agha sahab meri question ka plz answer keejiye
    Agha sahab Keeya namaz zohar Kay waqt ( maghreebain kee qaza namaz pad saktay hay????
    Isi tarha Keeya namaz fajar Kay baad zohar kee qaza namaz padh saktay hay???
    Keeya din Kay kisi bee waqt qaza namazain padh saktay hay Yaa nahee
    Har wajib namaz kee qaza ko bee uskay muqarara waqt par padhay?????

  • @saltanatfatima8359
    @saltanatfatima8359 4 ปีที่แล้ว

    Maulana Sahab yah bataiye ki log Jaise yah Kahate Hain yah Mal kar liya to 50 sal ke Ibadat Ka Sila Mila Amal kar liye To Sare Gunah Maaf Ho Gaye To Aisa Hota Hai

  • @silsilaaabdia9181
    @silsilaaabdia9181 5 ปีที่แล้ว +1

    Unda