Bohut hi thrilling story hai Rohit bhai ❤ apki har ek story ka koi jawab nhi aur upar se apki awaz ka kya hi bt hai waow , sundarban jungle k bagh toh uttrakhand jungle k bagho se v jda intelligent aur vayankar hai 👍
Sundaravan has always been home to man eaters since inception.. sometimes I feel it’s more dangerous than any forest in India. Only 1 man survived out of 6, purely tigers home. Nice story Rohitbhai
Itna dard bhari kahani to pahli baar suna.har kahani ke peechhe ek background bana hota h lekin kisi ko bhi pata nahi hota siway iswar ke mouth usako waha Tak pahucha hi deti h
Bhai ji love you lekin story 2 se 3 part me hony chahiye 1 part ke bad jo dusre part ka intjar rahta vo bahot hi achha hota vo sabdo me nhi likh satka plz bhai ji ❤❤❤
Kitne bewakuf log thye, yeah to common sense hai baccha baccha bhi janta hai ki tigers ki hearing capacity bohut zeyada hota hai, phir bhi Pani me bhagne ki kiya zaroorat thi. Bekar me kitne log mare geye. So sad, awesome story telling, ❤❤
Haa koi aavaj to sunai de rahi he but jugnu ki he ya airplane jese dikhane vale fudak fudak uadate he brown color ke hote he vo bhi esi hi aavaj karte he raat ko
Baapre bohot hi bhayanak , wo jo dost bach gaya wo to ghar aker bhi kai raate so nhi paya hoga zindagi bhar bhool nhi payega bus sabra ki wajah se zinda bach gaya.
Without proper protection or geological information such type of money making criteria After all go to death. It's error. Means whatever happened to be happened. Very good story
Me roj parindo ko dana pani deti hu..yaha gilahariya bhi dana khane aati he..mere ghar ke garden me ek anar ka ped he ..gilahari anar me chhota chhed karke anar ke sare dane kha jati he..fir yeh bina dane vale anar me mejo parindo ko dane dalati hu vaha he le jakar vo anar me stor kar deti he..pura anar mene anaj ke dano se bhara dekha....me us gilahari par vari gai...dane me 40feet undi chhat par rakhe pot me dalati thi..ek ek dan kekar usane stor kiya apne future ke liye kash insan bhi ese apne aale vale kal ko bhi secure karte to mahengai ki maar thodi kam lagati...mere to saval he ki mahengai badhi he ki logo ke mauj sokh ke liye kharche badhe he ? Har halat me bechara middle class insan pisata he...bhagan sabhi jivo ki muskeli der kare..
@@Noor-GURUspenish flue ki historic chek kariye mil jayegi..aur tiger prawn ki images bhi mil jayegi..esi to kai stories mil jayegi jo akal ke darmiyan..ya mahamari ke darmiyan animal insan ke mtrut sarir kha kha ke maneater ban jate the..bura kage to mafi chahungi🙏
Marane se pahele hi maut ko experience karna ....can't saying....bahot khatanak khauf ki story..imagination ke bad hi camment likh rahi hu...paheli comment meri ese hi hoti he lekin usake bad ki har comments imagination se hi hoti he
Rohit Tum ismein barbar swadisht rakt bol rahe ho Insan ka Insan ka rakt swadisht kyon hota hai kyunki Insan ka rakt namkin hota hai uske gosht ka resha bada Barik hota hai lekin vah namkin bahut hota hai to Bagh Jo Jungle mein hota hai usko pashuon ke rakt mein Namak nahin milta insani rakt mein namak milta hai vah namkin hone ki vajah se vah aadamkhor ho jata hai use kisi aur rakt aur gosht mein maja nahin aata isliye usko aadamkhor kahate Hain main masala jo hai vah Namak ka hai Ravi Rajput from Muzaffarnagar UP
FULL STORY EK PART MEIN SUNANE KA IDEA BOHOT HI ACHHA HAI ROHIT BHAI EK PART MEIN HI POORI STORY SUNANA CHAHIYE.
Bahot hi heart touching story
Bohut hi thrilling story hai Rohit bhai ❤ apki har ek story ka koi jawab nhi aur upar se apki awaz ka kya hi bt hai waow , sundarban jungle k bagh toh uttrakhand jungle k bagho se v jda intelligent aur vayankar hai 👍
Bahot hi jabardast hai ye kahani,par agar koi nahi Bach Paya toh kahani kisne batai
Jo bhi story sunate ho mja a jata h thanks 🙏🙏🙏🙏❤❤❤❤
Super kahani hai
Full thrilling and sad story.
Awesome story Rohit Bhai. It was thrilling experience
Sundaravan has always been home to man eaters since inception.. sometimes I feel it’s more dangerous than any forest in India. Only 1 man survived out of 6, purely tigers home. Nice story Rohitbhai
बिल्कुल रीयल सीस्टोरी
Bahot hi khatarnak hai......😮😮
bohat he dangerous story aur dardnaak jo shaks bach kar aaya os ne baki zindagi kase guzaari hogi soch kar bhe ?
ROHIT BHAI DO YAMDOOT STORY KA ALL PART BHI UPLOAD KIJIYE.AAPKI HUNTING STORIES SUNANE KA ANDAZ BOHOT HI ACHHA HAI.
Awesome story. Ye wala bohot jyada thrilling hai 👌👌👌
Bhoti nice story❤. Aksar sundar ban mein aisi ghatnayein hoti rahiti hai.
Dengras sundarban k hangal bhut hi sandar or threeling story Rohit bhiya ❤❤❤, 🐯🐯
Its very nice story
Jai Mata di
Fantastic video
Very nice story ❤
Very good story Bhai aap kheriyat se he 💐🪷🌻🌼🌴🌲🌳
Oh
Dil hi beth gaya
Dar k mare nind hi ud gai
Log kaise survey karte h sunder ban m😢
Rato ki nind to ud jati he darr ke mare ab to din ki nind bhi furrr ho jati he darr se..rohit bhai yeh kya mahol bana rakha he wilderness me
Very sadest story
Very Very nice 👌 story
Im the first viewer keep it up rohit ji
Full story in one episode is nice concept🎉
Very thrilling & dangerous story .
Very nice and thrilling story.
Very nice
Super
Nice story 👌
Good bhaiya ji namaste 🙏
Bahut achi kahani ❤❤
Boom 💥💥💥
Itna dard bhari kahani to pahli baar suna.har kahani ke peechhe ek background bana hota h lekin kisi ko bhi pata nahi hota siway iswar ke mouth usako waha Tak pahucha hi deti h
जबरदस्त ❤❤❤
Nice story
Nice story ❤😊
Very terrifying situation 😮
Nice ! " ❤ "
Inviting you to come to Sunderban❤
Bhai ji love you lekin story 2 se 3 part me hony chahiye 1 part ke bad jo dusre part ka intjar rahta vo bahot hi achha hota vo sabdo me nhi likh satka plz bhai ji ❤❤❤
Very nice story bro gn
आजकल सुंदरबन के विभिन्न स्थानों पर ऐसे बाघ के हमले की वास्तविक कहानियाँ सुनने को मिल सकती हैं।
Khatarnak 😮
Vakai behad khatarnak rahi he yeh story
@@sheetalumrania6458 Escape se bhi danger hai ....
@@sheetalumrania6458to 6
Wilderness me aaye aur bina darr ko feel kiye jaye esa ho hi nahi shakata..aur rohit ji esa hone bhi nahi denge...
👌👌👌👌👌👌
Bohot dard bhri khani😭😭😭😭😭
Wow very nice story bro ❤
Ram ram bhai ko❤
Bhai nice story par jaldi upload Kiya karo ❤❤
Osm story bro
Odisha state ❤ you
There are uncountable stories in uttrakhand besides other dense forest
Super bhai gujrati
Nice bro 👌
Namaste sir 🎉🎉
Asi story achi lagti he....
Part me story kam achi lagti he
Nice bro
❤❤❤❤
❤❤❤❤❤❤❤❤
Oh my God,kitni bhayanak hai rongte khde ho gye
💐❤️🌹
Top level ka kissa hai
Rohit bhai sunderbans ki aur bhi kahani batana 😮
😮😮😮
China sea food ne mene bahot dekha he tiger prawn
Yaar ap baat ziada lambi kr dety ho...stories achi Hoti Hain...lkn kaam ki baat p concentrate krain....from Jhelum
❤❤❤ 🎉🎉🎉
Kitne bewakuf log thye, yeah to common sense hai baccha baccha bhi janta hai ki tigers ki hearing capacity bohut zeyada hota hai, phir bhi Pani me bhagne ki kiya zaroorat thi. Bekar me kitne log mare geye. So sad, awesome story telling, ❤❤
খুব দুঃখজনক ঘটনা।
Is video ke andar jo juganu ki awaaz a rahi hai na Raat ke andhere mein jo bolate Hain vah bahut pyari hai 2 minut 21 second ki video per
Haa koi aavaj to sunai de rahi he but jugnu ki he ya airplane jese dikhane vale fudak fudak uadate he brown color ke hote he vo bhi esi hi aavaj karte he raat ko
Aaj Mera 1st like❤
Nepal
Maut key सौदागर है ye sunderban के adamkhor bagh, भयानक..😮😮
Baapre bohot hi bhayanak , wo jo dost bach gaya wo to ghar aker bhi kai raate so nhi paya hoga zindagi bhar bhool nhi payega bus sabra ki wajah se zinda bach gaya.
Sundarban ka jungle toh utrakhand ko bhi fail kr deta h khbi khbi 😢😢
Without proper protection or geological information such type of money making criteria After all go to death. It's error. Means whatever happened to be happened.
Very good story
Namaste sabhi viewers ko🙏
From where this story belongs?
ये सुंदरबन में हीयह संभव
Bhai 3 4 episode bana vo...
Me roj parindo ko dana pani deti hu..yaha gilahariya bhi dana khane aati he..mere ghar ke garden me ek anar ka ped he ..gilahari anar me chhota chhed karke anar ke sare dane kha jati he..fir yeh bina dane vale anar me mejo parindo ko dane dalati hu vaha he le jakar vo anar me stor kar deti he..pura anar mene anaj ke dano se bhara dekha....me us gilahari par vari gai...dane me 40feet undi chhat par rakhe pot me dalati thi..ek ek dan kekar usane stor kiya apne future ke liye kash insan bhi ese apne aale vale kal ko bhi secure karte to mahengai ki maar thodi kam lagati...mere to saval he ki mahengai badhi he ki logo ke mauj sokh ke liye kharche badhe he ? Har halat me bechara middle class insan pisata he...bhagan sabhi jivo ki muskeli der kare..
tell the sources of all these stories ,otherwise they will all be treated for entertainment .
He never tells
Jo bhi ho rohit sir ji is grate...yeh talent bhi sab me kaha hota he ...sir ji ki mostaly story true hoti he ...
@@Noor-GURUkisi ki mahenat par pani dalane vali comments kyu bhai ?
@@Noor-GURUspenish flue ki historic chek kariye mil jayegi..aur tiger prawn ki images bhi mil jayegi..esi to kai stories mil jayegi jo akal ke darmiyan..ya mahamari ke darmiyan animal insan ke mtrut sarir kha kha ke maneater ban jate the..bura kage to mafi chahungi🙏
Ok 1918 horrible era
Marane se pahele hi maut ko experience karna ....can't saying....bahot khatanak khauf ki story..imagination ke bad hi camment likh rahi hu...paheli comment meri ese hi hoti he lekin usake bad ki har comments imagination se hi hoti he
Spanish flue
7th
Sakib khan
To bhai ye english me bol rahe kyaa??????????
Hindi me bol rahe hai matru bhasha hi achhi
Rohit Tum ismein barbar swadisht rakt bol rahe ho Insan ka Insan ka rakt swadisht kyon hota hai kyunki Insan ka rakt namkin hota hai uske gosht ka resha bada Barik hota hai lekin vah namkin bahut hota hai to Bagh Jo Jungle mein hota hai usko pashuon ke rakt mein Namak nahin milta insani rakt mein namak milta hai vah namkin hone ki vajah se vah aadamkhor ho jata hai use kisi aur rakt aur gosht mein maja nahin aata isliye usko aadamkhor kahate Hain main masala jo hai vah Namak ka hai Ravi Rajput from Muzaffarnagar UP
Bolne ka Tarika aawwz bilkul achi nahi h sorry bhai
❤
❤