Seher, Uss munivar ka naam tha Maharishi Vedvyaas. Aur Bhagwan Bal Ganesh ne jo kitaab likhi thi, uss kitaab ka naam hein - MAHABHARAT... HINDUSTAN ka itihaas. " OM JAI GANESH ".........
Ganesh ji ne 10 din tak lgatar mahabharat likhi thi isliye unka sarir garm pad gya tha isliye vyas ji ne unhe ndi(river)me nehlaya....isliye ganesh visarjan 10we din hota h..🙏🕉
Ye actually ek failai hui kahani hai bas, Mahabharat me aata hai ki Vedvyas ji khud ye likhe aur apne shishyo ko sunaaye bhi.. likhne me lagbhag 3 saal lagaye the.
Ye koi kahani nhi h...ganesh ji ne hi mahabharat likhi thi aur vyas ji bolte gye...😐 10 din lge the ganesh ji ko likhne me isliye...ganesh visharjan 10we din hota h..
@@Ri_shabh42 Mahabharat me hi likha hai ki 3 saal laga tha likhne me Vedvyas ji ko, Parv aur shlok du Mahabharat se to maanoge? Khud Vedvyas ji to jhuth nahi bolenge ki kitne saal lage aur kaun likhe?
@@Ri_shabh42 Ganesh Visarjan/Vishwakarma Visarjan/Durga Visarjan/Kaali Visarjan/ityadi ye sab manaya jaata hai ye samjhaane keliye ki jo bhi banta hai vo ek din vahin mil jaata hai jinse vo banta hai jaise murti (pehle mitti ki banti thi jo bas vohi murti visarjit hoti thi) murti banate samay pani aur mitti ka prayog hota hai isliye visarjan pani me daalke jin tatv se vah bana hai ushi me vileen ho raha iska prateek bhi hai ye aur ye is seekh keliye bhi hai ki aapko murti se moh nahi rakhni balki murti me jiska chhavi dekhe ho us ishwar se bhakti rakhni hai. Mein Karnataka me rehti hu jahan aksar yahan teesre din Ganesh Murti Visarjan hota hai, kahin 7 din me kahin 11 din to kahin 21 din me.. ye sankhya shubh ank kaunsa maan raha samaaj ispe nirbhar karta hai.. iska Book likhne/na likhne se lena dena nahi. Mahabharat jab Vedvyas ji likhe vo Jay Samhita ke naam se likhe, aage Vaishampayan ji Janmejeya ko jab ye sunaaye tab unke bhi aapasi charcha (prashn/uttar) milaake ye Bhaarat kehlai fir aage chalke Mahabharat kehlai.. Vaishampayan ji bhi isey "Maharishi Krishndvaypayan Vyas (Vedvyas) likhit Pandav Draupadi jeevan charit (biography)" kehte hai. Ganesh ji ka varnan nahi aata hai.. aap khud Mahabharat padhiye khaskar BORICE manuscripts based wala (baaki versions ke anusar bhi Vedvyas ji hi likhe the Jay Samhita/Mahabharat almost 3 saal lagaake)

Your educated north indian..... 🙏❤
Jai Ganesh ❤🎉
Jai Shri Ganesh
Thanks Aap dono ko ye video ke liye...
Jay Ganpati Bappa morya 🥰🙏🎉💝🤝🇮🇳
Ganesh ji hi ne mahabhrat granth likhy thay wahi is series me dikhaya gaya hai reallity itihaash hai
Jay shree ram ❤❤❤❤❤
🌹👌🏻👌🏻👌🏻👌🏻👌🏻🚩jay shree Ganesha 🙏🏻
Wo book 📚 Mahabharata katha hai 🙏 aur bhagwan Ganesh ji ne ye book swarg lok mai likha tha ..earth pe nhi
ABE BEWAKOOF YE UTTRAKHAND MAIN LIKHA GAYA THA BEWAKOOF PATA HAI NAHI COMMENT KAR RAHA HAI
PATA KUCH HAI NAHI PAHLE PATA KAR BHAI MERE
HA Bhai Uttarakhand me likha gaya ta ❤
Uttarakhand ke mana gaon mein sarasvati nadi ke kinare gufa mein likhi gayi thi Mahabharata aur us Granth ka asli naam Jaya sanhita hai
Bhai Earth par uttrakhand mai likha.... aaj bhi mandir hai vaha
MAHABHARAT SCRIPTURES HAI YE VED VYAS JI BHAGWAN GANESH SE LIKHWAYE THE 😊😊😊😊❤❤❤
Jay jay ganpati ji❤
Ganesh ji ko ekdant bhi kaha jata h..🙏🙏💖
Sbase pahle dev me puje jane wale Ganesh ji hi
Jai Shree Ganesh ❤🙏🥺
Jai shree ganesha ❤❤❤
Is cartoon ka naam bal ganesh hai happy Ganesh chaturthi ❤❤❤❤❤
Didi mahabharat bhi shree ganesh ne hi lekheti❤
Om namah Shivay❤
Iske bad se hi Ganesh ji ko ek danth bola jata hai❤❤
Story shi hai
Jai ho Ganesh ji ki jai ho 🌹🙏
AEK danta Ganesh ji🥺🚩💌
The nahi... Hai.... Bappa mere humesha sab par Aashirwad rakhe...
One of my fav. Cartoon ❤
🕉️ shree ganeshay namah:
गणपति बप्पा मोरया,
Reaction on bal ganesh all movie
This is the Mahakavy Mahabharata
Isliye Ganesh ji ki murti ka ek dat tuta hua hota h notice kro statue ko ❤
Ye Mahabharat ka granth h
❤❤
❤❤❤❤ Ammi se Sikho Sanskar Chunni Lekar Baithi hai
Mythological story of how Mahabharat was written? 13:53
Kiua aup ko india utsa lagta ha up ka reaction ham ros dekhta ho buhot utsa lagta ha ham indian ha assam ka
Ye vedvyas g the ...... Bahabharat me ye devi satyavati ke putra the aur bhishm ke soutele bhai the
Hi hallo mammiji and cute seher good evening
It's not story , it's Hindus history
Belkul Mahabharata Ganesh ji ni likhy thy qiyon ki Ganesh ko wardhan Mela Howa tha Ki tmse bare budeman koi nhn Hoga
Radhe Krishna video India Gujarati please 😍
Buddhiman thy nehi budhiman hai
Allah tala se dua nahin chahie , Dharti ko flat batane wale
Ye actually ek failai hui kahani hai bas, Mahabharat me aata hai ki Vedvyas ji khud ye likhe aur apne shishyo ko sunaaye bhi.. likhne me lagbhag 3 saal lagaye the.
Ye koi kahani nhi h...ganesh ji ne hi mahabharat likhi thi aur vyas ji bolte gye...😐 10 din lge the ganesh ji ko likhne me isliye...ganesh visharjan 10we din hota h..
@@Ri_shabh42 Mahabharat me hi likha hai ki 3 saal laga tha likhne me Vedvyas ji ko, Parv aur shlok du Mahabharat se to maanoge? Khud Vedvyas ji to jhuth nahi bolenge ki kitne saal lage aur kaun likhe?
@@pallavi.bharati to btao fir ganesh visarjan kyu manate h??...
@@Ri_shabh42 Ganesh Visarjan/Vishwakarma Visarjan/Durga Visarjan/Kaali Visarjan/ityadi ye sab manaya jaata hai ye samjhaane keliye ki jo bhi banta hai vo ek din vahin mil jaata hai jinse vo banta hai jaise murti (pehle mitti ki banti thi jo bas vohi murti visarjit hoti thi) murti banate samay pani aur mitti ka prayog hota hai isliye visarjan pani me daalke jin tatv se vah bana hai ushi me vileen ho raha iska prateek bhi hai ye aur ye is seekh keliye bhi hai ki aapko murti se moh nahi rakhni balki murti me jiska chhavi dekhe ho us ishwar se bhakti rakhni hai. Mein Karnataka me rehti hu jahan aksar yahan teesre din Ganesh Murti Visarjan hota hai, kahin 7 din me kahin 11 din to kahin 21 din me.. ye sankhya shubh ank kaunsa maan raha samaaj ispe nirbhar karta hai.. iska Book likhne/na likhne se lena dena nahi. Mahabharat jab Vedvyas ji likhe vo Jay Samhita ke naam se likhe, aage Vaishampayan ji Janmejeya ko jab ye sunaaye tab unke bhi aapasi charcha (prashn/uttar) milaake ye Bhaarat kehlai fir aage chalke Mahabharat kehlai.. Vaishampayan ji bhi isey "Maharishi Krishndvaypayan Vyas (Vedvyas) likhit Pandav Draupadi jeevan charit (biography)" kehte hai. Ganesh ji ka varnan nahi aata hai.. aap khud Mahabharat padhiye khaskar BORICE manuscripts based wala (baaki versions ke anusar bhi Vedvyas ji hi likhe the Jay Samhita/Mahabharat almost 3 saal lagaake)
@@pallavi.bharatiApna gyan apne paas rakh
I want to marry ❤❤❤❤❤ me 💘
Wahi hai mahabharat jise Ganesh ji likh rhe hai har har Mahadev
Ye Story Nhi hai ye real me happen hua hai
Jai Ho Vignaharta Shree Ganesh Ji maharaj🙇♀
Inka daant parshuram ne ghusse me apne farse se tod diya tha