Masha allah tabarakallah brother apne sabkuch ache se samjhaya Jazakallahu khair lekin apne jo b bataya vo practically ek dafa karke dikhayen jaisa k book kaise krna h aur vahan taxi food & tourism ziyarat each & everything aapne kaise kia vo details denge to humare liye bht asani hogi aur apko hmre umrah ka b ajar milega
Mein ne bhi kya with family but honestly suggest you to go with group max 80 to 90 k Off season for 2 weeks that's better bcoz food is very expensive in makka
Maine khud kiya 15 days k liye hotel flight and visa sab pakad kar 56000/-. Details mein process jaanna hai to reply karein main guide kar dunga Insha Allah
12500/- hi hai visa apne jiyada diye mai before 2 months higaya thaa aur is se sadta hi kharch hota hai ,madina me bhi saste hotel hai 50/60 riyal room ka mai 45 riyal me 5 bed ka liya tha
In case i have booked the ticket before collecting the Visa, but when i will reach to take Visa, that time Visa not provide by agent or centers, what will happen of my booked ticket ?
Bhai Mai umrah visa le liya hun,aur Delhi se ticket book kar Raha Jeddah ke liye direct wala nhi kar ke 1,stop wala kr raha sasta ho raha isliye to Riyadh me layover hai 3 hrs ka to jb Mai book krne ja raha to Aisa likh ke aa raha Transit visa required ,ye kya hota hai umrah visa se Kam nhi chalega kya Transit visa bhi Lena padega kya
Bhai agar transit visa se jana hai to abu dhabi or jo bhi coutry ja rahe ho uska bhi visa lena padega na. Aur agar ek shaks ko jana hai 8 din ke liye to kitna kharcha aa sakta hai?
Bhai main gaya tha jan mein 15 days with visa return flight aur hotel total budget aaya mujhe 56000/- . Jisko bhi jaana hai please reply i will suggest the whole process. Even i can help you for visa in cheap rate market price say kam
The major expense i.e Visa & flight, rest is Hotel, food and transportation. You’ll find good hotel deals on Booking.com( approx - $25 a day) and for food, there are many cheap restaurants. around the city. city bus was free in Makkah at my time.
Beware of agent, reputed aur registered agents se hi package lena chahiye jinka track record acha ho, aur self umrah se zyada agent ke through umrah hai for people without experience
Bhai sab apne 3 sathi ke sath 200000 lakh me trip banayi 7 days ki waise to tour organisation Wale 70000 thousand ka package 15 days ka dete hi hai to 10000 thousand save kiye apne par 8 days ka loss bhi hua apka Aisa Mera personal view hai tour se arrange kiye hote to better hota
Wo tamam log jo Makkah ma Haj ya Umra kana jata hai Kaaba ka opp photo Lata hai wo shwputeb ka liya dikhava ka liya visit kart hai aisa logo ka na he Haj our Umra khubul hota hai ibadat dikhava ka kaam ya naam nahe
Jeddah airport se sharing taxi milegi, train bhi le sakte ho. Mekkah me Careem app se taxi book kar sakte ho aur free bus service bhi hai, food ke liye bahot se restaurants hai
Iska price sun kar mere ko jhatka laga kun ke me abhi umra me hun aor ham 3 bande hy aor har bande ka package 3lac ka liya he ham se aor hotels bhi door hy makka aor medina me 15-20 mint lagte hy waha jane me. bohut bara scam hua hy. idhar log ibadat k liye aty hy bohut khush hoty he lekin yr agents k kartoot ke waja se mood kharab kar dety hein
Bhai 2 lak 3 logo me divide Karo to 66.666 rupya huta 1 person 85 me agent lakar jata hai 15 days ke liye aur aap ka tor 8 days ka tha jisme har chiz khud ko mange karna hai isse acha agent ke troo travel karna mere hisab se zayada acha hai bina tionson ke jisne Kai faide hai rehana kahana Londry aur guide ke locals toor 18 hazar ke liye ittna tionson palna sahi hai kya sorry for comment ❤
Aapne saari baat achhi batai lekin do jgh aap chook gye..pehla visa aapne mhnga liya 12k around easily mil jaata hai..doosre madinah makkah ke muqable sasta hai..hotels bhi aur khajoor aur dusri ashya bhi
As salamu alaikum a very help full vdo but aapne ye nhi bataya k visa kis se stamp karwaege ye it was very important point but aapne vdo me isko clear nhi kia
السلام علیکم و رحمتہ اللہ وبرکاتہ ،،ہم بھی عمرہ کر کے آئے ہے ،،35 دن میں ہمارا کرچا 20،0000 روپس آیا ہے اور ہم بہت اچھے سے کے آئے ہے ماشاء اللّٰہ ،،ہوٹل بھی ہمکو 1 مہینے کے لیے 1300 ریال میں ملا اور مدینے میں بھی ہمکو ہوٹل 60 ریال روز کو ملا
Khulla tazad hai bhai ye to umrah visa travel company se le rahe ho jo sab se main cheez hai aur video bana rahe ho k travel agent k baghair umrah karo 😂😂
Jazakallahukhair its a very informative video inshallah me and m family will perform umrah and hajj do remember us in your prayer aameen
Mujha tab lega gi JB mien wehaan SA k ok aeon gi
Jazakallah khair Bhai Allah sab ki naseeb mein yeh din dikhae Ameen
YaSalaam. MashAllah Faisal beta. This is Fayaz Ahmed. Remember we met in Madina. Good job. Barak Allahu feek from Bombay.
Yes I remember, jazak allah
Shukriya bhai aap se inspired hokar hamne bhi khud se umrah kiya❤
summary....
if u r going for the first time, go through agent, then u will get experience, u will explore there and get better ideas for next time....
Absolutely.........
Masha allah tabarakallah brother apne sabkuch ache se samjhaya Jazakallahu khair lekin apne jo b bataya vo practically ek dafa karke dikhayen jaisa k book kaise krna h aur vahan taxi food & tourism ziyarat each & everything aapne kaise kia vo details denge to humare liye bht asani hogi aur apko hmre umrah ka b ajar milega
Insha allah Zaroor
Mein ne bhi kya with family but honestly suggest you to go with group max 80 to 90 k
Off season for 2 weeks that's better bcoz food is very expensive in makka
Maine khud kiya 15 days k liye hotel flight and visa sab pakad kar 56000/-. Details mein process jaanna hai to reply karein main guide kar dunga Insha Allah
Pl.guide.
@@s.a.khan.9231 individually bht kam mein ho jayega per head all include kar k visa flight hotel 55k mein ho jayega. Mumbai to Riyadh flight return
12500/- hi hai visa apne jiyada diye mai before 2 months higaya thaa aur is se sadta hi kharch hota hai ,madina me bhi saste hotel hai 50/60 riyal room ka mai 45 riyal me 5 bed ka liya tha
Assalamauleykum
Aap ke Agent ka number milega ?
Bhai mujhe bhi Jana he kya aap mujhe thora guide kr denge
Kaunsa hotel liya tha aapne
Apne 12500 ka visa kaha se liya hai aor apne Jo madina aor macca me hotel liya hai uska naam batao mujhe family ke sath Jana hai
@@s.rshaikh336 visa chahiye to mil jayega 13000 mein with insurance within 24hr visa mil jayega
JazakAllah Khair duwa kijiye ki hmlg ko bhi umraah krne ki naseeb ho
Inshallah next years ❤
Masaha Allah
Ummm b 8 din k lie jiean ga app umara sath chliean plzzz ummm ko b idea o jea ga
Easemytrip is also one of the options to book cheap flights
Bhut shukriya bhai ye sab batane k liye
I’m glad
MashaAllah, JazakAllah
To bhai single sirf visa leke jana best hai ya package leke jana sahi hai
Great job
thanks
Transit visa le k kasa jaye ..btaye details me
Bahi das din k lie Kylie umara sath b chla jiean umm KO terqa b AE jea ga plzzz appp KO neeki b mrlangi
In case i have booked the ticket before collecting the Visa, but when i will reach to take Visa, that time Visa not provide by agent or centers, what will happen of my booked ticket ?
Jazakallah khair
Brother Kiya ham wahan Jakar Baat karke Hand to Hand Cheap and Best Hotel Book Kar sakte Hain Ya nahi....?
Yes, kar sakte hai per ye ek hectic process rahega hotel dhundne ka
Very informative
Mai bhi khud agent ke bina jake aya hu 9 din. Kal aya hu ab aapka video dek raha hu
Muje 13000 me mila tha visa
Assalamualaikum. Can you plz provide your social media handle. I need some Guidance
Kitna kharch hua?
Bhai kaise apply krte batao bhai Allah ta'la uski jaza dega
Kitna kharch hota he or kaise
In Pakistan it cost 3.5lac approximate from tour agent and we go in 2.5 lac in oct for 10 days
Skyscanner kb final payment py jao to visa card ah jb payment krty ho to extra money cutting krna bcz international payment kr rhy ho ap Skyscanner ko
Ma shaa allah
Jzk allh bhai
Flight ticket apni mobile par kese nikalen
Is k liye kiya lition chaye nikal ne k liye
mobile me app download karlo, Makemytrip,Skyscanner,Gobibo. Aur flight search karne per jo sasta mile usse book karlo. koi aur requirement nahi hai
Kya tourist visa se umrah kar sakte hai
Alhamdulillah mera umra ho Gaya 07/11/2024ko
Bhai Mai umrah visa le liya hun,aur Delhi se ticket book kar Raha Jeddah ke liye direct wala nhi kar ke 1,stop wala kr raha sasta ho raha isliye to Riyadh me layover hai 3 hrs ka to jb Mai book krne ja raha to Aisa likh ke aa raha Transit visa required ,ye kya hota hai umrah visa se Kam nhi chalega kya Transit visa bhi Lena padega kya
transit visa 3rd country jaate time lagta hai, jab saudi se koi aur country jaa rage ho to
@@Explore_with_Faisal to mere case me nhi lagega na Transit visa q ki Mai to umrah ke liye ja raha
Masha Allah
Bhai agar transit visa se jana hai to abu dhabi or jo bhi coutry ja rahe ho uska bhi visa lena padega na.
Aur agar ek shaks ko jana hai 8 din ke liye to kitna kharcha aa sakta hai?
Bahrain se jao
To Bhai jab tour agent se visa loge to tour agent ki support se hi gaye individual umra per nahin Gaye
bhai bina tour agent kai khud hajj kr skte hai kya jese khud umrah hota hai wese Hajj bhi ho skta h kya ??
Nahi, Hajj committee aur quota based hota hai Saudi Govt se issued.
Bhai ramzan me 30 days ka umrah ke bare me bato plz
Ap kaha se ho Faisal bhai
Thxz a lot bhaiya for information
Apne taxi wagaira ka nahi bataya ki jeddah se taxi aur makka se madina aur madina se fir jeddah kaise ana. Jana h
Public transport bus service hai, private taxi bhi kar sakte ho per, private me sharing wali taxi mat karna scam hota hai
Kaunsi taxi safe rehti hai@@Explore_with_Faisal
Umrah visa 12/13 hazar me milta hai bhai
Koun se website se umrah 7 days ka book kare
Bhot bhot sukriya bhai
Bhai main gaya tha jan mein 15 days with visa return flight aur hotel total budget aaya mujhe 56000/- . Jisko bhi jaana hai please reply i will suggest the whole process. Even i can help you for visa in cheap rate market price say kam
Bhai shaheb,how to meet you?Pl.give your mobile no.
Assalamu alaikum.. kuch idea do hame bhi
Bro please suggest
Yes plz suggest
Bhai mujhe jana hai suggest kijiye
I have 2 Umrah visa of mine and my mom from Qatar i have taken, what is the expenses for 10 days can u recommend something please
The major expense i.e Visa & flight, rest is Hotel, food and transportation.
You’ll find good hotel deals on Booking.com( approx - $25 a day) and for food, there are many cheap restaurants. around the city. city bus was free in Makkah at my time.
Assalamualaikum,
Kya hum haram me free ho ja sakte hai ? Ya koi entry fees or documentation hota hai?
haram me jaane ke liye koi enyry fees nahi hai, ahram pehne logo ko entry milti hai
Single girl ja skti umrah pe immigration tw ni problem kerti?
Mic konsa use kar rhe ho bhai
Boya
Return flight makah se alag se karni hai yah wapas jiddah aana hai
return flight jeddah se
Sukuriya mere bhai banane k liye
Bhai 195000 me 3 logon ka package umrah agent de hi rhe hain
Kitne din ka de Rahi h
15
Beware of agent, reputed aur registered agents se hi package lena chahiye jinka track record acha ho, aur self umrah se zyada agent ke through umrah hai for people without experience
Now can we apply umra e-visa individually???
yes, if you want to apply for e visa by your own you need to have US or schnegan visa stamped on your passport
Aap kahan se ho
bhai visa kahan se liya tha ?
koi bhi saudi govt registered agent se visa mil jayega
@Explore_with_Faisal bhai Saudi embassy ki website pe to bohot purani list uploaded hai...aapke paas koi new updated list milegi
Kiya umraha pr jane k liye passport banana jaruri he..
haan zaruri hai
Ji ha.bna pasport k ap India se bahar nhi ja sakti
India Se Dubai Visit visa
Dubai se umrah ke liye ja sakte hai ?
yes
12500 VISA COST
Kahan se milrha hai?
Bhai saab aap hi ek tour agency shiru kro
Accha bai agar koi dost ho tho kahi b reh sakte hai kya bina hotel k
Dammam pe reh sakte hai kya
Uske liye i guess alag visa lagega (Vistor visa) Umrah visa pe nai hoga, plz enquire at saudi govt website
Sir,kolkat se umrah visa sasta kaise milega.
Koi authorised Umrah tour agent se lena padega
If you want I can assist you with the visa along with insurance. Below the market price
Yes,I want.Please give mobile no.
@@Skvlogss01 mobile no.bataiey bhai sb.
Thanks bro
Welcome
Bhai Transit visa/flight main bhi ek problem hai..... U need a proper Umra Visa to perform UMRAH...😊
You don’t need umrah visa while in transit, a person i met there just applied for transit visa and performed Umrah
What about food bhai?
There are many restaurants around with different cuisine types, most of them are cheapet and have great taste
Aapne Makkah se Madina travel kaise kiya?
By Bus, SAPTCO, usper bhi video banaya hai
Bhai sab apne 3 sathi ke sath 200000 lakh me trip banayi 7 days ki waise to tour organisation Wale 70000 thousand ka package 15 days ka dete hi hai to 10000 thousand save kiye apne par 8 days ka loss bhi hua apka Aisa Mera personal view hai tour se arrange kiye hote to better hota
Me2.
Tour agent ke through jana hi sahi hai
😂😂😂😂😂
Aour umrah 18 din ke liye 80000 rs
@@Explore_with_Faisal waqt badal diya jazbaat badal diye...
Bhai iska matlab aap ko mahga pada khud se jana?
Wo tamam log jo Makkah ma Haj ya Umra kana jata hai Kaaba ka opp photo Lata hai wo shwputeb ka liya dikhava ka liya visit kart hai aisa logo ka na he Haj our Umra khubul hota hai ibadat dikhava ka kaam ya naam nahe
Visa easily 12k mai available hai
Kahan se? Pls guide
@@foodsanta6040 in kolkata ... May tour operators available 12k INR
@@foodsanta6040 kolkata me available hai many tour operators hai
6500 umrah visa
Airport se makka hotel kaise jaye???
Makkah me bohat hotel h
@@mohdshaikh6898 bhai transportation k baare mein puch raha houn airport se makka hotel kaise jaye???
Sharing taxi from jeddah airport to Makkah
Mai 1 month ke liye jana chahta hu
Tour agent se jau or personal jau?
Tour agent se Umrah package sahi rahega,
Mashallah
Bhai... jedda se makkah kaisa jana hai. Makkah k hotel se haram tak Cab milega? Food k baare me kya
Jeddah airport se sharing taxi milegi, train bhi le sakte ho. Mekkah me Careem app se taxi book kar sakte ho aur free bus service bhi hai, food ke liye bahot se restaurants hai
Can we do umrah through tourist visa?
Yes you can
Iska price sun kar mere ko jhatka laga kun ke me abhi umra me hun aor ham 3 bande hy aor har bande ka package 3lac ka liya he ham se aor hotels bhi door hy makka aor medina me 15-20 mint lagte hy waha jane me. bohut bara scam hua hy. idhar log ibadat k liye aty hy bohut khush hoty he lekin yr agents k kartoot ke waja se mood kharab kar dety hein
wo tour agent ko report kare taake next time kisi aur ko na phasa sake, also plz make other people aware of this
95.000 me 15 din ka umrah
89000 me 20 days in Ramadan
Pakistani logon k rate aise. Hi ye bhai India k rates bata rahe hain currency jo 3 Guna giri hui h usi hisaab se sab hota h
Bhai sahab ye indian price hai
Madeena cost kam hai bhai
Kahan?
12000 me chahiye visa to let me know
Bhai muje visa chahiye 4 persons ka
Bhai muje visa chahiye 4 persons ka
12500 me milta h visa.. Maine last week liya h
Kis website se
@@kashifansari3323 agent k through
12500/- ka hai, jisne Diya visa usne 500/- fees include hai
It’s good, phir mujhe mahenga pada hai
Aap kya krte ho, aap?
Bhai 4 din ka layover nhi milta kabhi 😅😅😅😅😅😅😅
15000 indian rupees?
yes
Bhai 2 lak 3 logo me divide Karo to 66.666 rupya huta 1 person 85 me agent lakar jata hai 15 days ke liye aur aap ka tor 8 days ka tha jisme har chiz khud ko mange karna hai isse acha agent ke troo travel karna mere hisab se zayada acha hai bina tionson ke jisne Kai faide hai rehana kahana Londry aur guide ke locals toor 18 hazar ke liye ittna tionson palna sahi hai kya sorry for comment ❤
Bhai agent se Umrah sasta padta aur in future aapko agar Umrah Packages chahiye to hamse contact jarur kare....
Hii
@@Parrotworld-l3s Assalam alaikum...ji bataye
Kiya pekege he 15 din ke liye
AAP ka nambar bhejiye
Nambar
Umrah visa 3000 me lagta hai bhai konsi duniya me ho.
Bhai 20 din ka umrah visa kitne rupees ka lagta hai????
Tu lagwa de
Pakistan me hai 😂
By Train
मैंने 11000 रूपए में लिया था 2024 मे
Kitne Ka Veeza Hai
Kam Kharch Me Umra Kaise Karen
70kl hazaar me to tour agent 15 din ka umra karwa rahe hain
Kaun kara raha hai agent ka numbr dijiye
Asslamualaikum
I am travel agent agr kis ko jana ho tho contact kr stka h
Umrah visa with insurance and fees rs.12500
Bhai is chakkar me mat pado aas paas ke taur operator se ke zariye jao, sasta bhi hota hai aur asaaani bhi
11500 ka umra visa hai
Share details please. I need 2 visa’s.
Aapne saari baat achhi batai lekin do jgh aap chook gye..pehla visa aapne mhnga liya 12k around easily mil jaata hai..doosre madinah makkah ke muqable sasta hai..hotels bhi aur khajoor aur dusri ashya bhi
Pakistan currency ya Indian currency yeh bhi toh batado bhai.
Indian
YE Sab Karne Se Acha Dunki Marke Chale Jana 😂😂😂😂
As salamu alaikum a very help full vdo but aapne ye nhi bataya k visa kis se stamp karwaege ye it was very important point but aapne vdo me isko clear nhi kia
E visa milta hai paper print nikal ke wahi kaam ayega
❤
السلام علیکم و رحمتہ اللہ وبرکاتہ ،،ہم بھی عمرہ کر کے آئے ہے ،،35 دن میں ہمارا کرچا 20،0000 روپس آیا ہے اور ہم بہت اچھے سے کے آئے ہے ماشاء اللّٰہ ،،ہوٹل بھی ہمکو 1 مہینے کے لیے 1300 ریال میں ملا اور مدینے میں بھی ہمکو ہوٹل 60 ریال روز کو ملا
Hotel name bata sakte ho aap?
Khulla tazad hai bhai ye to umrah visa travel company se le rahe ho jo sab se main cheez hai aur video bana rahe ho k travel agent k baghair umrah karo 😂😂
Umrah travel agent ke bina hai jo package hota hai travel agent ka uske bina, Visa is a part of travel.
ek bar jak aane je baad khud ja saktehe ! varna banda mushkil me aajayega
🎉
Jisko bhi visa chahiye only 13000/- mil jayega with insurance. Intrested person please contact
Mobile number
Through agent he theek hai. Bhai mairay.
No travel agent will help you do Umrah. They are just travel agent to book hotel and process visa
Bahut mehnga pada he aapko 8 din ke liye 66000/ ke aas pas
Yes, tour agent se sasta padta hai.