Bahot Achha explain kiya aapne. Aaplog actual kaam karte ho, plant me kaam karna bahot tough hai aur usko explain kar k aap knowledge share kar rahe ho woh bahot achhi baat hai. Thank you so much. Rotork ka koi ek wiring diagram, terminal number k saath explain kijiye please. Ex- 100B0000
@@sugar_technicals Sir... torque aa gya hai ...humlog ko open krna hai ...abhi open 12% hai...humlog ko fully open krna hai...dcs se nhi ho raha hai...motor se bhi nhi ho raha ...manual kr rhe hai... handle ghuma k ....open kr rhe hai...bahut time lag raha hi ..kuch idea bataye...pls

When you explain so well , your channel is surely bound to grow.
Tnx dear
Aap log behatar insan h jo is madhyam se sikha rahe h wo log lucky h jo aap logo k sath kam krte h
Nice
Most informative video sir
Very..good sir keep it up
Thank you sir ❤❤
Very nice 👌🙏
एकच नंबर सर
Super information given sir
Sir please aap iska internal Electrical and mechanical components wiring or wiring bataiyae❤❤❤❤Love from Bihar❤❤ 5:52
Thik hai... jab hum isko pura kholege tab video bhi bana lege
Excellent explanation
Thank you
Bahut badhia but phase sequence change kara ke batate to naye bande log confuse nahi hote
Dear phase sequence k liye puri valve assembly kholni padti... Next time wo bhi bana dege
Sir please ek video 3 elements aur drum level troubleshooting pe video bhi banayiye.
Sir actuator ka mechanical and electrical kam kaha se shikh sakte hai? Please inform me
Mov me kitna signal aata hai?
AI signal kon sa hai bhai
Sir very good explain.sir total how many signals in mov please tell,including i/0 d/0
Ek bar video fir se dekho... usme sare signal details bhi hai aur unka terminal no bhi hai
Fir bhi koi dought ho to btana
Thank you for your information sir instrument technician vacancy?
सभी rotark MOV में AI, AO, होगा
Nahi... Customer requirement par company provide karati hai
Sir isme torque ko kaise hta skte hai...???...Abhi torque hai to ...dcs, local se operate nhi ho raha hai...manual handle krna padta hai....
To torque hatao mat... Torque arrow agar 60 pe hai to 90 kar do... Bikul hatane ke liye torque wali limit hi hatani hogi
@@sugar_technicals sir...hum sirf operator hai...
@@sugar_technicals Sir... torque aa gya hai ...humlog ko open krna hai ...abhi open 12% hai...humlog ko fully open krna hai...dcs se nhi ho raha hai...motor se bhi nhi ho raha ...manual kr rhe hai... handle ghuma k ....open kr rhe hai...bahut time lag raha hi ..kuch idea bataye...pls
Handle se thoda open kro... Uske bad operate ho jayega motor se bhi... Try kro
@@sugar_technicals thik hai...
जय श्री राम
Jai shree Ram
❤
Please talk english or tranaslate english