In today's world har kisi ko movie dekhne ka time hai mobile chalne ka time hai surah baqrah padhne me sirf 2 Ghanta lagte hai alhamdulillah mai khud daily padhti hu. Ager ham 2 Ghante apne us rab ki bargah me betay yaqinan duniya aur akhirat 2no sawar jayegi. Ho sakta hai kisi ko shuru me 3 ghanta lag jay per us se jyda nai lagta. Har kisi ko padhna chahiye bhuat relaxed feel karoge aap sab. Inshallah hajat bhi puri hogi jo ap chahenge. Akhri 2ayat to daily adat bana lena chahiye padhne ki bhuat fazilat hai.
Surah baqrah ap kisi bhi time parh sakty ho, koi masla ni hai or baki wazaif bhi bhly jaari rkhain Bs jab bhi surah baqrah parhain tou pury dilse parhain
Agr Roz parh sakty hain toh roz parhain Ni parh sakty roz toh chand ki first date se parhain pury 7 din k liye Or agr aise bhi na parh sakain toh raat sony se pehly surah baqrah ki akhiri ki 2 ayaat parh lain
@@sarahussain-fy8ibwa alikum mussalam ap ko be as salam mu alikum ALLAH ka shokar hai ap sonay beshak bil kol sahi kha ap na ALLAH PAK sub per reham farmay ALLAH PAK sub ko hadyat atta farmay A MEEN SOM A MEEN ALLAH PAK sub ko qauran PAK parnay our ous per amal karnay ki toufaq atta farmay A MEEN SOM A MEEN khush rahay salamat rahay ALLAH PAK ap ko khush rakhay salamat rakhay hafizo aman ma rakhay ALLAH PAK ap ko our taraki atta farmay bohat shokaria dua ma yaad rakhay ga bohat achi batay batai hai ap na ALLAH PAK ap ko jazay khair atta farmay A MEEN SOM A MEEN 🤲🤲🤲
@@ShaheryarAhmed-n8t bhaijan, ap sirf 5 minutes surah albaqarah parhlen, MAGAR DAILY, CHORHNA NAHI KABHI ap sirf itna parho jitna daily manage karsakte ho. CHorhna nahi. Aur han, nihayat khushu aqeedat ke saath parhna. Sab se barhi baat - Allah se dua karo ke surahalbaqarah, astaghfar aur zikr ki taufeeq de hamesha hamesha. albaqarah ke fazeelat hai hadeeth shareef mein, (mafhoom) ke is ka parhna barkat lata hai, aur chhorhne se dukh hota hai. Allah hum sub ko taufeeq de, Ameen.
baz log kitne khush naseeb hain ke kum umri se achchaaee ke taraf khud bhi atay hain aur dawat bhi dete hain, may Allah give you all good, Ameen.
Aameen
@@sarahussain-fy8ib I pray to Allah that He inspires you and everyone reading this, to pray for me, Ameen.
Beautifully explained little teacher❤
In today's world har kisi ko movie dekhne ka time hai mobile chalne ka time hai surah baqrah padhne me sirf 2 Ghanta lagte hai alhamdulillah mai khud daily padhti hu. Ager ham 2 Ghante apne us rab ki bargah me betay yaqinan duniya aur akhirat 2no sawar jayegi. Ho sakta hai kisi ko shuru me 3 ghanta lag jay per us se jyda nai lagta. Har kisi ko padhna chahiye bhuat relaxed feel karoge aap sab. Inshallah hajat bhi puri hogi jo ap chahenge. Akhri 2ayat to daily adat bana lena chahiye padhne ki bhuat fazilat hai.
Beshak
Dear surah baqara daily asar ke time parhe uske sth Baki wazifa na karey jaise surah Yasin ha ..?
Surah baqrah ap kisi bhi time parh sakty ho, koi masla ni hai or baki wazaif bhi bhly jaari rkhain
Bs jab bhi surah baqrah parhain tou pury dilse parhain
Beshak mashallah ❤❤
Nice ❤
🎉🎉🎉🎉 VAALAIKUMSALAM VARAMATULL VABARAKTU 🎉🎉🎉🎉🎉 ALHAMDULILLAH 🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉
Nice ❤I'm uk🇬🇧🇵🇰❤️
Allah pak aapke haq me behtar karen or acha life partner mile
Aameen
Mashallah ❤
Kitne days parhni ha
Agr Roz parh sakty hain toh roz parhain
Ni parh sakty roz toh chand ki first date se parhain pury 7 din k liye
Or agr aise bhi na parh sakain toh raat sony se pehly surah baqrah ki akhiri ki 2 ayaat parh lain
@sarahussain-fy8ib muje bandish ke lye parhni ha
@sarahussain-fy8ib main pehle 7 din tak daily parho bandish ke lye to shae ha ..??
@@MarviMemon-c9h han parhain
@@MarviMemon-c9h han sahe hai bs dihan se parhni hai jab aas paas koi bhi na ho
Any time can read surah bagrah pls reply😢
Yes ,you can read it at anytime
But still if you want effective and fast results then try to read it at last part of night
@@sarahussain-fy8ibLast part time tahajud time..??
मैं अबरार इण्डिया से❤
❤❤
Kya ham in a week complete kr sktey hain starting nain?
Yes
❤❤❤❤❤❤❤❤❤
🎉😢🎉😢🎉
🌍@🌍🌙✈
🌹🌹👌👌💚💚🍇
Jiyaul
Madam puri padni hai ya akhri do ayat
Akhiri do ayaat bhi kafi hain wou bhi parh sakty hain ❤
@@sarahussain-fy8ibjazakAllah
@@sarahussain-fy8ibwa alikum mussalam ap ko be as salam mu alikum ALLAH ka shokar hai ap sonay beshak bil kol sahi kha ap na ALLAH PAK sub per reham farmay ALLAH PAK sub ko hadyat atta farmay A MEEN SOM A MEEN ALLAH PAK sub ko qauran PAK parnay our ous per amal karnay ki toufaq atta farmay A MEEN SOM A MEEN khush rahay salamat rahay ALLAH PAK ap ko khush rakhay salamat rakhay hafizo aman ma rakhay ALLAH PAK ap ko our taraki atta farmay bohat shokaria dua ma yaad rakhay ga bohat achi batay batai hai ap na ALLAH PAK ap ko jazay khair atta farmay A MEEN SOM A MEEN 🤲🤲🤲
@@ShaheryarAhmed-n8t bhaijan, ap sirf 5 minutes surah albaqarah parhlen, MAGAR DAILY, CHORHNA NAHI KABHI
ap sirf itna parho jitna daily manage karsakte ho. CHorhna nahi. Aur han, nihayat khushu aqeedat ke saath parhna.
Sab se barhi baat - Allah se dua karo ke surahalbaqarah, astaghfar aur zikr ki taufeeq de hamesha hamesha.
albaqarah ke fazeelat hai hadeeth shareef mein, (mafhoom) ke is ka parhna barkat lata hai, aur chhorhne se dukh hota hai.
Allah hum sub ko taufeeq de, Ameen.
@@SM_Umair ok jazakAllah bhaijaan
بہن نمبر دے دو بہت ضروری بات کرنی ہیں
Gmail krain
sarahussii965@gmail.com