[Live Hajj-24] Finally Volunteers in Mina to Help Haji | How we reached? | 11th Dhul Hijjah 1445
à¸à¸±à¸‡
- เผยà¹à¸žà¸£à¹ˆà¹€à¸¡à¸·à¹ˆà¸ 24 พ.ย. 2024
- Finally Indian Volunteers reached Mina to support our Indian Hujjaj who faced much problems, casualties, Heat Stroke.
Important Place Locations: www.google.com...
‎Follow the Aftab Footnotes channel on WhatsApp: whatsapp.com/c...
#hajj2024newsupdatetoday
#IndianHajTragedy
#Mina
#Arafat
ð‡ðšð£ð£/ð”ð¦ð«ðšð¡ ð¦ðž ðˆð¬ððžð¦ðšðšð¥ ð¡ð¨ð§ðž ð°ðšð¥ð¢ ððšð¦ðšð¦ ð³ðšð«ð¨ð¨ð«ðšð ð¤ðž ð¬ðšð¦ðšð§ ð¤ð¢ ð€ð¦ðšð³ð¨ð§ ð€ðŸðŸð¢ð¥ð¢ðšððž ð‹ð¢ð§ð¤ð¬:
ð—˜ð—µð—¿ð—®ð—º ð—³ð—¼ð—¿ ð— ð—²ð—»
amzn.to/3VQpb9Y
amzn.to/3NYMLzr
ð—˜ð—µð—¿ð—®ð—º ð—•ð—²ð—¹ð˜
amzn.to/3Ben5qA
amzn.to/3NP2d0V
ð—¦ð—¹ð—¶ð—»ð—´ ð—•ð—®ð—´ ð—³ð—¼ð—¿ ð—ºð—²ð—» - amzn.to/3VOw8Iv
ð—¦ð—¹ð—¶ð—½ð—½ð—²ð—¿ ð—³ð—¼ð—¿ ð— ð—²ð—» ð˜ð—¼ ð˜„ð—²ð—®ð—¿ ð—¼ð—» ð—˜ð—µð—¿ð—®ð—º - amzn.to/3Bgs4Hv
ð—¨ð—»ð—¶ð˜ƒð—²ð—¿ð˜€ð—®ð—¹ ð—”ð—±ð—®ð—½ð˜ð—¼ð—¿ ð—³ð—¼ð—¿ ð— ð—¼ð—¯ð—¶ð—¹ð—² ð—–ð—µð—®ð—¿ð—´ð—¶ð—»ð—´ - amzn.to/436BzEV
ð—£ð—¼ð˜„ð—²ð—¿ ð—•ð—®ð—»ð—¸ - amzn.to/3pVy8CG
ð—£ð—¼ð—¿ð˜ð—®ð—¯ð—¹ð—² ð—ð—®ð—»ð—®ð—ºð—®ð˜‡ - amzn.to/41mFsUW
ð—¦ð—ºð—®ð—¿ð˜ ð—§ð—®ð˜€ð—¯ð—²ð—²ð—µ ð—–ð—¼ð˜‚ð—»ð˜ð—²ð—¿ - amzn.to/3BanURy
ð’ð¥ð¢ð§ð ððšð ðŸð¨ð« ð°ð¨ð¦ðžð§ - amzn.to/3NSG5CA
ð—¦ð—¹ð—¶ð—½ð—½ð—²ð—¿ð˜€ ð—•ð—®ð—´ ð—³ð—¼ð—¿ ð—²ð˜ƒð—²ð—¿ð˜†ð—¼ð—»ð—² - amzn.to/3M9WWjf
ð—”ð—¯ð—®ð˜†ð—® ð—¡ð—®ð—ºð—®ð˜‡ ð—³ð—¼ð—¿ ð—Ÿð—®ð—±ð—¶ð—²ð˜€ - amzn.to/42zxmKp
ð—˜ð—µð—¿ð—®ð—º ð—–ð—¹ð—¼ð˜ð—µð˜€ ð—³ð—¼ð—¿ ð—¹ð—®ð—±ð—¶ð—²ð˜€ - amzn.to/3LLbYKJ
ð—›ð—¶ð—·ð—®ð—¯ ð—•ð—¼ð—»ð—²ð˜ ð—–ð—®ð—½ ð—Ÿð—®ð—±ð—¶ð—²ð˜€ - amzn.to/3pptqgv
ð—¦ð—¹ð—¶ð—½ð—½ð—²ð—¿ ð—³ð—¼ð—¿ ð˜„ð—¼ð—ºð—²ð—» - amzn.to/3MiiA4X
ð—¦ð˜‚ð—»ð˜€ð—°ð—¿ð—²ð—²ð—» ð˜ð—¼ ð—¯ð—² ð˜€ð—®ð—³ð—² ð—³ð—¿ð—¼ð—º ð˜€ð˜‚ð—»ð—¹ð—¶ð—´ð—µð˜ - amzn.to/42BhSF9
ð—–ð—¼ð—ºð—ºð—¼ð—» ð—–ð—µð—²ð—®ð—½ð—²ð—¿ ð—šð—¼ð—´ð—´ð—¹ð—²ð˜€ - amzn.to/44Lqhri
ð—Ÿð—®ð—¿ð—´ð—² ð—–ð—µð—²ð—°ð—¸-ð—¶ð—» ð—§ð—¿ð—¼ð—¹ð—¹ð˜† ð—•ð—®ð—´ - amzn.to/3o5WFEL
ð—–ð—®ð—¯ð—¶ð—» ð—§ð—¿ð—¼ð—¹ð—¹ð˜† ð—•ð—®ð—´ - amzn.to/3If0vSN
=================================
ð•ð¥ð¨ð ð ð¢ð§ð ð†ðžðšð«
ð—šð—¼ ð—£ð—¿ð—¼ ðŸðŸ ð—–ð—®ð—ºð—²ð—¿ð—® - amzn.to/3LQkU1C
ð—šð—¼ ð—£ð—¿ð—¼ ð—”ð—°ð—°ð—²ð˜€ð˜€ð—¼ð—¿ð—¶ð—²ð˜€ - amzn.to/3Mwnag6
ð—¥ð—¼ð—±ð—² ð—ªð—¶ð—¿ð—²ð—¹ð—²ð˜€ð˜€ ð— ð—¶ð—° - amzn.to/3nIhB4q
ð—•ð—¼ð˜†ð—® ð—ªð—¶ð—¿ð—²ð—± ð— ð—¶ð—° - amzn.to/3Ovwjab
ð—£ð—¼ð—°ð—¸ð—²ð˜ ð——ð—𗜠🮠ð—–ð—®ð—ºð—²ð—¿ð—® - amzn.to/3VMdKjj
ð——ð—𗜠ð—šð—¶ð—ºð—¯ð—¹ð—² ð—³ð—¼ð—¿ ð˜€ð—ºð—¼ð—¼ð˜ð—µ ð˜€ð—µð—¼ð˜ð˜€ - amzn.to/3VMegOh
ð—¦ð—®ð—»ð——ð—¶ð˜€ð—¸ ð—¦ð—— ð—–ð—®ð—¿ð—± - amzn.to/3M9AGob
ð—§ð—¿ð—¶ð—½ð—¼ð—± ð—³ð—¼ð—¿ ð—œð—½ð—µð—¼ð—»ð—² - amzn.to/3VQxQt0
ð—œð—½ð—µð—¼ð—»ð—² ðŸðŸ¯ ð—½ð—¿ð—¼ ð—ºð—®ð˜… (ðŸ±ðŸðŸ®ð—šð—•) - amzn.to/3WaUvjF
ð—–ð—¼ð—¹ð—¼ð—¿ð—²ð—± ð—Ÿð—¶ð—´ð—µð˜ - amzn.to/45fE8qm
ð—¦ð˜ð˜‚ð—±ð—¶ð—¼ ð—Ÿð—¶ð—´ð—µð˜ - amzn.to/430Mwbo
♥ *********************************************** ♥
🛑Kindly subscribe my channel, Like and share the videos with your friends and family.🛑
♥ *********************************************** ♥
ð—£ð—¹ð—²ð—®ð˜€ð—² ð—³ð—¼ð—¹ð—¹ð—¼ð˜„ ð—®ð—»ð—± ð—°ð—¼ð—»ð˜ð—®ð—°ð˜ ð—ºð—² ð—¼ð—» ð—¯ð—²ð—¹ð—¼ð˜„ ð—±ð—²ð˜ð—®ð—¶ð—¹ð˜€:
My Instagram: ð—µð˜ð˜ð—½ð˜€://ð˜„ð˜„ð˜„.ð—¶ð—»ð˜€ð˜ð—®ð—´ð—¿ð—®ð—º.ð—°ð—¼ð—º/ð—®ð—³ð˜ð—®ð—¯ð—³ð—¼ð—¼ð˜ð—»ð—¼ð˜ð—²ð˜€
My Facebook Page ð—µð˜ð˜ð—½ð˜€://ð˜„ð˜„ð˜„.ð—³ð—®ð—°ð—²ð—¯ð—¼ð—¼ð—¸.ð—°ð—¼ð—º/ð—®ð—³ð˜ð—®ð—¯ð—³ð—¼ð—¼ð˜ð—»ð—¼ð˜ð—²ð˜€
My Twitter Account ð—µð˜ð˜ð—½ð˜€://ð˜ð˜„ð—¶ð˜ð˜ð—²ð—¿.ð—°ð—¼ð—º/ð—®ð—³ð˜ð—®ð—¯ð—³ð—¼ð—¼ð˜ð—»ð—¼ð˜ð—²ð˜€
ð—˜ð—ºð—®ð—¶ð—¹ ð—œð—±ð˜€:
aftabfootnotes@gmail.com
help.aftabfootnotes@gmail.com
business.aftabfootnotes@gmail.com
==========================================================
ð—£ð—¹ð—²ð—®ð˜€ð—² ð—°ð—µð—²ð—°ð—¸ ð—¼ð˜‚ð˜ ð—¯ð—²ð—¹ð—¼ð˜„ ð—½ð—¹ð—®ð˜†ð—¹ð—¶ð˜€ð˜ð˜€ ð—³ð—¼ð—¿ ð—®ð—ºð—®ð˜‡ð—¶ð—»ð—´ ð—°ð—¼ð—¹ð—¹ð—²ð—°ð˜ð—¶ð—¼ð—»ð˜€ ð—¼ð—³ ð˜ƒð—¶ð—±ð—²ð—¼ð˜€:
✅ ð—›ð—®ð—·ð—·-ðŸ®ðŸ¬ðŸ®ðŸ® ð— ð—²ð—ºð—¼ð—¿ð—¶ð—²ð˜€ ð—£ð—¹ð—®ð˜†ð—¹ð—¶ð˜€ð˜
• Hajj-2022 Videos Playlist
✅ ð— ð—®ð—¸ð—¸ð—®ð—µ ð—ð—¶ð˜†ð—®ð—¿ð—®ð˜ ð—£ð—¹ð—®ð˜†ð—¹ð—¶ð˜€ð˜
• Makkah Ziyarat Playlist
✅ ð— ð—¶ð—¾ð—®ð˜ ð—®ð—¿ð—¼ð˜‚ð—»ð—± ð˜ð—µð—² ð—›ð—®ð—¿ð—®ð—º ð—¦ð—µð—®ð—¿ð—¶ð—³ ð—³ð—¼ð—¿ ð—¨ð—ºð—¿ð—®ð—µ ð—£ð—¹ð—®ð˜†ð—¹ð—¶ð˜€ð˜
• All Miqat of Makkah fo...
✅ ð— ð—®ð—±ð—¶ð—»ð—® ð—ð—¶ð˜†ð—®ð—¿ð—®ð˜ ð—£ð—¹ð—®ð˜†ð—¹ð—¶ð˜€ð˜
• Madina Al Munawwara Zi...
✅ ð—›ð—®ð—·ð—·-ðŸ®ðŸ¬ðŸ®ðŸ¯ ð—Ÿð—®ð˜ð—²ð˜€ð˜ ð—¨ð—½ð—±ð—®ð˜ð—²ð˜€
• Hajj-2023 Videos Playlist
✅ ð—”ð—¹ð—¹ ð— ð—¶ð—¾ð—®ð˜ ð—¼ð—³ ð— ð—®ð—¸ð—¸ð—®ð—µ ð—³ð—¼ð—¿ ð—¿ð—²-ð—¨ð—ºð—¿ð—®ð—µ
• All Miqat of Makkah fo...
✅ ð— 𘆠ð—¦ð—µð—¼ð—¿ð˜ð˜€ ð—©ð—¶ð—±ð—²ð—¼ð˜€
• AF Shorts
Thanks
ð—”ð—³ð˜ð—®ð—¯ ð—™ð—¼ð—¼ð˜ð—»ð—¼ð˜ð—²ð˜€
Super man sir ji
Aziziya. 301
Mina. 272.
Alhamdulillah. Bahot aasani se saare arkaan. Ada. Ho gaya. Tha. Hamara
Yes 10th zil hijja was such a difficult day for senior citizens... ek bhi volunteer nahi tha jamarat se return wale road pe.... bohot death hui bcoz of thirst and heat... there was no one to guide.. senior citizens were crying in front of us but educated hone ke bawajood humlog kitni mushkil se tent mein pohonche😢... police ko english bilkul nahi aati and maktab number bol ke kisi ko faida hi nahi .. kisi ko kuch nahi pata tha second day we got to see few volunteers alhamdulillah..
Pak walo ne bahut madad ki logo ki
Masha allah sub han allah mere bhai khushrahe kamyabi kare
Allah apke naik irado me apko kamyaab kare inshallah
Jo point main bolna chahti thi sare kamiyon ko aap ne raise kiya allah aap ko jazaye khair de
Great job Aftab bhai Allah aapko hamesha shehat 17:19 mand rakhe
Mashaallah nice
Ye ti bhot un un logo ki himmat he jo log itny preshani me bhi unky arqan pury huy ab jo haji baki hey Allah khyr se unki vatan vapsi ho .....
MashaAllah aapne itni mushkilo ke bavjood haji logon ki khidmat kari Allah aapki khidmat apni bargah me qubul farmaye or iska behtar azar de jazakallah khair.
अलà¥à¤²à¤¾à¤¹ आपको इसका बेहतरीन नजर दे आमीन
MashAllah Allah aap ko sehat dey bohat acha kaam kar rahey hey
Allah apko apne maqsad me in sha Allah Zarur kamyaab karega...hum sab ki duayen hain apke sath...
Salam brother from India…7 of my family members are in hajj this year and they are facing many difficulties…can you please make a separate video on what are the possible problems during Meena stay and how to solve without any help especially the transport issues…May Allah bless you
Nice Work bhai â¤â¤â¤â¤ subahan allah â¤â¤â¤â¤
*Masha ⤠Allah â¤*
Mashallah. ... This is called humanities
MashaAllah
Allah taala Aap ko khush rakhe Aameen summa aameen
India mai protest kro hujj comittee k khilaf
Best vlogger watching your vlog like a see of reality Makkah ....â¤
माशाअलà¥à¤²à¤¾à¤¹ â¤
बेशक आप की टीम इस नेक काम में कामयाब होगी इंशालà¥à¤²à¤¾à¤¹ ðŸ‘
शोà¤à¤¬ 🇮🇳 इंडिया
Bahot badiya bhai well done
Jazakala khar
Mashallah... May Allah bless both of you and your family
Amen summa amen
Ya alha ho ya alha alha app ke kam ko kobl fama amen
Masha Allah,you are doing a great job..Alhumdulillah.
Bhai apky zriye hmy bhot madad mili he. Allah sbko haj krna nasib kry
Abba ka mil gaye hai alhamdulillah
Mashallah Aftab bhai Allah aapko Khoob sehat De Din dugni Raat chaugni tarkki Karenâ¤â¤â¤â¤â¤â¤â¤â¤Aamin
Allah hajiyo k sath sath aftab Bhai ki Hifazat kare
Masha allah
Muze aisa moka kab milenga😢
Assalamu alaikum bhi Allah tala aapko hajiyon ki madad karne ke liye aur toffeek dey aur dua Ki guzarish ki ham bhi Haj kar sake
Dear Aftab you are right.Last year we faced same thing and suffered a lot.Indian Hajj commission zero.
Mere Ammi Abbu bhi hajpe gaye huwe. Bhut bura management, ek member missing hai. Koi nai puchne wale. Police bahut rude treat krre, Allah rehm kre sab haji per. Mere ammi Abbu aur tamam haji sab shi salamat apne ghr jaye. Ameen. Indian haj communit plzz do something. Allah ka khauf krlo
Mere bhi abbu ammi gye hue hain kaafi pareshan hain koi na language samajh rha h
Ù…Ø§Ø´Ø§Ø¡Ø§Ù„Ù„Û ØªØ¨Ø§Ø±Ú© Ø§Ù„Ù„Û Ø¨Ûت خوب جناب کاش ÛŒÛ Ø§Ø¬Ø§Ø²Øª Ú©Ù„ مل جاتی آپ Ú©Ùˆ تو جس بے بسی Ú©Û’ عالم میں انڈین Øجاج Ú©Ùˆ دیکھا بÛت دکھ Ûوا میں پاکستان سے ÛÙˆÚº Ù¾Ú†Ú¾Ù„Û’ سال Øج پر تھا اور Øجاج Ú©ÛŒ مشکلات Ú©Ùˆ سمجھ سکتا ÛÙˆÚº Ø§Ù„Ù„Û Ú©Ø±ÛŒÙ… آپ Ú©Ùˆ صØت تندرستی عطا Ùرمائیں اور آپ Ú©ÛŒ Ù…Øنت قبول Ùرمائیں آمین
Bhai mai bhi meri ammi ke saath jin ki umer 70+ hai arahon inshallah.. Umeed hai aap se mulaqat hogi..
Assalamualaikum warehmatullahi wabarakatuhu
Allah aap logo ko is ka behtareen jaza ataa farmaaye.....Allah aap ki naslo se hajioon ki khidmat ka aur Deen ka kaam le.. aameen
Jazakallah-u-khairan kaseera
Kitni achi vedio banayi apne
Me hajj par hu is saal indians ko bahot hi zyada dikkat hui he.khas buzurg ko.
Jazakallahu Khairan kaseera....Bhai... raising voice for Hajis...Allah hamari government aur haj committee ke karkun ko hidayat se nawaze aur agar thodi bhi gairat in logon me bachi ho toh ...Next year achchi facility provide karen
..Even Pakistani government is providing excellent facilities at cheaper rate
Meri maa Ko talaash kijiye
JazakAllah Brother,Allah paak es kaam ke liye aap ko jaza ata farmaye bhule huye Hujjaj ko un ki manzil tak phuchana Khidmate Khlaq se badh ker koi kaam nahi Brother zaroor es ke liye awaz buland karnaðŸ™ðŸ¤²â€¦
Ye taklif jimmedaro ne di he
Bhai Aap apne Videos ke Through ye message dijiye ki Next Year Jo bhi Haji Aane wale hain wo pahle hi apne apne State Hajj Committee me Strictly ye baat karke aayein. Ki aisi Situation hoti hai to Sare log ek ho karke Action lenge ya whatever taki kuch Solution nikle is problem ka.
Specially Moallim ke bare me baat clear honi chahiye.
Moallim kabhi aate ho nhi jabki sari jimmedari unki h.
Inna lillahi wa inna ileihi rajioun
Btw very appreciable work aftab bhai for showing us ground reality.
May allah make ease for hujjaj ikram or for everyone.
Aftab bhai aap sahi reporting kar rahe ho Masha Allah me kal se sabhi channel dekh raha hu koi bhi ye reporting nahi kar raha. Halaki video viral ho chuki he usme marne walo tadaak aur apne family walo ki majboori ko dikhaya gaya he. Gov ki taraf se bhi koi halp nahi he ambulance wale bhi madad nahi kar rahe.ðŸ˜ðŸ˜ðŸ˜
Assalamualaikum bhai u r the best
Allaah ap ko ajer Azeem ata farmaya
Good job.....
Alhamdulillah, aap log pohoch sake hajiyo ki help ke liye...
itne haseen manazir, khubsurt raastey, aur Allah maaf farmaye, log kora karkat kaise phenk dete sadko pe....!
ya to khud samajhna chahiye ya to pabandi laga deni chahiye... jab koyi gair dekhega aisa majra to galat impression ho sakta hai
Very difficult journey starting from Aziziya to Aziziya.
When started from Aziziya..tab se hi taklif start ho gayi..bayan nahin kar sakte..do Ph.d saath me the..mahar bhatak rahe the... because of no proper guidance
IndiahajkamitinakaamhAi
Assalamualaikum bhai
Mera naam naziya hai or mei India lucknow sai hun mera papa hajj pr gyai thai or unhai wha pr shi sai facilities nhi mill rhi woh meena sai arfah jaa rhai thai whi pr behose ho gayai thai or unkai pss mobile bhi nhi h woh dusro sai leke call kr detai h unki tabyyat kharab h or woh jaef bhi h pls aap unki ek baar khairiyat lele (buuilding no 202 ) hi or unka naam ( Abdul hameed ) hai pls pls mei aap si guzarish kr rhi hun pls app mere father ko ek baar dekh le woh theek hai plsðŸ˜ðŸ˜ðŸ˜
Why saudi govt is not treating well with the indians
Sab se zyada mis management jamarat me hai 1 bottle pani ka nahi milta waha main kya kya batau mughe bus rona aa raha hai yaha hajiyon ki pareshani dekh k main ne jin hajiyon ko camp choda wo aisa rone lagte hain khushi se k main kya batau allah sare hajioyon ki pareshaniyon ko dur kare
Assalam walekum
Doing best job bhaiâ¤â¤
Kash meri ammi aur bhai ko bhi aap milte to un ko itni problem nhi hoti aur mere ammi ki tabiyat achi hoti aur wo bhi jamrat me jakar kankri marti
Assalam wa alaikum
InshaAllah Allah Pak insaaf karega aur in security walone jo zulm Kiya hai uska badla lega yahan ke administration ki galtiyon se jitne moute Hui hai aur pareshani Hui hai vo alfaz me kahena mushkil hai....
Ameen insha'Allah.... Allah in Wahabiyun ne Nijaat de Jald insha'Allah Aameen...
Assalamualaikum bhaiyya aap log khaime ke paas khade ke idhar Jaao udhar jaaoon karke bolne ke badle mein aap log meena jo main turning hota hai seedha jaake phir U turn leke baad mein tents ke makaam yaani roads divide hote hai aap us side se har ek 1km pe agar 1ek 1ek volunteer rehenge to koi bhi countries ke volunteers bas hajis ke liye arrange karenge to
HAAJIYON KU mushkil kabhi bhi nai hoyegi. In sha allah. Kyunki last year 2023 mein bhi same haji yan ka aisa hi haalat thi hajiyan tired hoke neeche road pe behosh hoke padhgaye Allah reham karein.
Har ek road par volunteers rahte hain.. bad me hm log ye bhi bolte hain ki wahan hamare jaise log hain.. ek bar wahan bhi confirm kr lijiyega
@@AftabFootnotes sorry to say bhaiyya in 2023 when we go for Hazz alhamdulillah the volunteers they r staying near the tents and drinking tea and soups like that when people will see them than they are coming and telling go this side that side like that and from there the tents will be only just 2 min... That place they r standing
If all the volunteers they will think 🤔 that they came for the servicing of Hazis Allah freinds than this problems will never ever happen to Hazis.
And even in muzdalifah also the same thing. After reaching of muzdalifah no one will be there to help Hazis it was really terrible who face they know that one. Allah will make easy for all Hazis and Allah will give you the azar for the helpful persons there
Sach mein humne bohot zyada jhel liya iss baar. Sab log pareshan rahey poore 5 din mina mein. Itna zyada badintezaam kyu humaare liye. Private mein logon ko vip treatment aur hum phir kya hain kuchh nahin?
Bohot ghalat hai ye. Koi bataane wala guide karne wala nahin poore mina mein aur at least boards hi lga dein guidance ke liye.
Sabse zyada humaare buzurgon ne jheli hai taqleef.
ALLAH Khair kareyðŸ™ðŸ»
â¤â¤â¤â¤â¤
Sab government ki mili bhagat hai
Aftab bhai ek bar building no 583 me bhi jaye waha mere ammi papa log h room no 402 me plz unke sath bhi milee
Mashallah, you are doing a good job. But we failed to understand why the authorities didnt allow the indian volunteers for hajis?
Allah apko bht kamyabide baki management India k wyse hi rahega q ki management k paysa India kha jata hai to kyse waha mngment bnega yha ki hujj committee hi puri k puri bekar hai
Bhai asp eid ke din aap kha the.aap log hi ek ummid the vo bhi nazar nahi aaye hum apni zindagi me ye din nahi bhulu gi
Ham logo ko permission nhi mili Arafat ya Mina me dakhil hone ki… Agar enter hote to 10,000 Riyal fine aur Saudi se exit kar dete…
Assalamu alaikum bhaiya
I am in hajj 2024 currently. Came here to comment hoping to provide some awareness.. hajj 2024 planning, organization and management was a total flop..i hv seen people die from mudzalfa to mina.. saudi authories cannot handle this crowd and should stop inviting more pilgrims... Its total chaos in mina, we gad short circuit and spark in our tent today..I could escaped from there because it was last day of hajj.. cant explain the situation we were in
Kal sal bhi aise howa hai hamare sat b ,bahot takleef howi thi koi madat karna wale ndhi the
assalaam o alaikum bhai
Assalamualaikum
We r thinking of coming 2025
Dua for us
Bhai mere kyun Aisa Kiya government ne hajiyon k sath aisa 😢kal 321 aziziya me 1 buzurg 5 din baad Arafat se wapas aye hain 5 din se kuch khaye piye Bina wahi the 1 safai Wale Bhai ne dekhe to mahnat kar k unhe pahunchaya hai main khud Hajj pe hun alhamdulillah main ne khud kitne logon ko khima pahunchaya hai alhamdulillah
@ Aftab Bhai Assalamualaikum Hum India Se Aaye hai
Kya aap koi local guide refer Kar sakte hai local ziyarat ke liye.Haram Sharif ke atraf ki ziyarat
ASSALAMUAILEKUM
Great job AAFTAB BHAI HATS OF TO U HAJ COMMITTEE SHOULD TAKE THE RESPONSIBILITY FOR SUCH A BAD MANAGEMENT AND SHOULD ASK FOR FORGIVENESS FROM ALLAH AND SHOULD MAKE ALL THE PROPER ARRANGEMENTS FROM NEXT YEAR
Assalamu alaikum bhai,
My mother lost her hand bag which had mobile , Quran and teeth denture at muzdalifah near Jamarat.
Can you please help me with the location of lost and found office.
It is very difficult for my mother without teeth denture.
Jazak Allah khair
inshaallah 2025 me aapsemulaqatkarenge
Aap kha rahte ho
Pliz help meri ammi se baat nahi ho pa rahi
Assalamualaikum maktab nambir 173 ka bhi batao kyo ki m bhi wahan pir hu
Plz hamari madad kare
Mein disappoint hu police walo ne bhot dodaaya h m bhut roye hu bhuki pyasi thi😢😢😢😢
Allah apko iska ajar dega InshaAllah
india haj committee se jo log jate hain wo khidmat nahi ac room me baithe rahte hain,unka maqsad free me haj ka ho jata hai na ki hajiyon ki khidmat ka...i am ready always to be there as a volunteer for khidmat, I have travel.experience in Malaysia singapore saudi uae srilanka singapore
Hum aapni se kaise contact kare plz help
Aziziya 330 building no me the
Bhai mere ye volunteer wali problem kyun hui or iska action kaise le ye bhi batao
Bhai bahut achcha karte ho aap log video dikha ke jankari dekhen Indian Gujjar hi kyon pareshani uthate Hain yah ek sawal hai aap log yah sab dikha ke bahut achcha kar rahe ho jazakallahu Khair shukriya bhai
Indian haji returns date kb ha
Aftab bhai assalm alaikum mae india u p se kaese saudi arabiya vale itni bud intezami karte hae insan itni khulus mohabbt lagav se jate hae itna zeyadapaise laga ke jate lekin bud intemi keyo
असà¥à¤¸à¤²à¤¾ अलयकà¥à¤®
अलà¥à¤²à¤¾à¤¹ आपको खैरीयत अता करे
मीना का मॅप PDF à¤à¥‡à¤œà¥‡
drive.google.com/drive/folders/1hMI64WT-iaVNxqHx2LU9xwfinO3WhAbu?usp=drive_link
Mere ammi hajj cametti ki taraf se gaye he unse koi contact nahi he plz help
Bhai hamre ammi abbu bhi gye unse contact nahi huwa 😢
@aaftabfootnotes appreciate your efforts but a few questions
on the basis of your vlog tagline can you share the ratio of volunteers to the number of Indian Hajjis?
Are these volunteers from HCOI?? I expect an answer for this as it’s very essential for deeper understanding of the apathy!!
BTW I am here as well for Hajj by HCOI.
جزاك الله٠خيراً
All the volunteers available here are serving just for the sake of Allah, Not from HCoI. We have our Job over here. Few work on good positions whereas few on different levels. Everyone wish to do Khidmat-e-Khalq and unite together from around the Saudi Arabia l. The number reaches around 1000+ or more.
The Khadimul Hujjaj comes frok HCoI are very very less as compare to the Hujjaj comes from HCoI.
@@AftabFootnotes The number of Hujjaj from India are 1,75,000 approx. and HCOI doesn’t send any volunteers. Speaks a lot about the apathy of the organisation.
@@AftabFootnotes It’s great that there are volunteers from all walks of life but as the tagline reads, many may not understand that these are not from HCOI and also these are not enough for the number of Hujjaj from India.
10:44
Can you help me , my parents from karachi /pakistan didn't contact since yesterday
Sir meri ammi kho gai hai waha, koi contact nahi hai , please help me