Sabsey badi dikkat hai branded company maal nahi deti kyunki sab pehle se bech rahe dushri dikkat generic product bechne waale whole seller pehle se hi per piece price flipkart aur amazon ki price ko dekhkar set karke rakhtey hain jismein sab kuch kaat peet ke 5 Rs bhi bach jaayein toh bahut hai phir jaanleva return aur sambhalo ushi mein bc
Bekar hai online sell karna meesho par amazon par rahi baat flipkart ki to ab uska bhi knowledge ke lenge in dono par to dekh liya mene chor company hai dono
Bhai yahi baat to samjha Raha Hun ki yah Flipkart online wale sab so rahe hain bus Khali apna dhandha banaa Rakha hai is bande ne training deta apna Paisa kamata hai Bus baat khatm isko training Dene se matlab paise kamane se matlab hai kuchh to kar nahin pa Raha dusra ka Paisa chura raha hai dusre ka Mal loot raha hai dusre ki salary le raha hai sharir dekh liya Marne layak hai TH-cam per per
@Debatedarbaar are bhai 1 problem ho to batu bhi 2-3 bade bade problem hai 1 Customer Return aayega to 2 charge lagega Return Courier Charge + Refund Commission charge bhi 2 charge kyu lagna chahiye jab Product bika hi nahi to seller ke kya Ghar me paiso ka ped laga hua hai. 2 Agar customer return Percel na mile to bhi ye dono charge to lag hi gaye aur product gaya so alag se aur claim bhi nahi milega matlab product aapka 500₹ ka hi kyu na ho wo gaya ab aur call Karo to bolte hai ye claim team dekhegi claim team call par nahi sirf massage se baat karti hai aur massage ka reply bhi nahi deti ab kya karoge is case me aur claim bhi 70-50% hi dete hai selling amount ka usake baad usame bhi Refund Commission fee aur Return shipping charges lag jata hai kya bakwas company hai ye mene amazon ka batya aur meesho ka bhi lagbhag yahi haal hai.
Sir i am college student i am seeing you from long time, so i am deciding to srt this work so i want to talk you i have lots of questions sir plz tell me how i can talk to you my name is Hritik
Please pin my first comment
समझाने का तरीका बहुत ही अच्छा है आपका 👍👍
Nice 👍
Bhai training ka charge bhi lete hai kya
Sir mene pahale meesho per enrollment I'd se login Kiya tha kya ab me gst add kar sakta hu please reply
Stock bhi rakhna padta hai fir chahe maal bike ya na bike
Iski baat Ko sunoge to Khade Khade be chale gaye ho tumhen yah to apna training dekar 5000 3000 per Kama lega aap logon se
Bhai ye batao mujhe cast iron tawa aur almunium chakla list krna mera khud manufacturing hai plz bataiye
thank u for your helpful information ❤
Leather Keychain Product Kaisa Rehega
😅😅
Good 👍
But come with proper knowledge and tm certificate
Sabsey badi dikkat hai branded company maal nahi deti kyunki sab pehle se bech rahe dushri dikkat generic product bechne waale whole seller pehle se hi per piece price flipkart aur amazon ki price ko dekhkar set karke rakhtey hain jismein sab kuch kaat peet ke 5 Rs bhi bach jaayein toh bahut hai phir jaanleva return aur sambhalo ushi mein bc
Sir,
Where is yours office location ,please confirm
I need training to start online business
whatsapp me on 94 1 1 5 1 0 8 4 1
Aap aur sikhna padega sir ji
Meesho me selling ke bareme kuch information dijiye
Fake customers jyada he
Bekar hai online sell karna meesho par amazon par rahi baat flipkart ki to ab uska bhi knowledge ke lenge in dono par to dekh liya mene chor company hai dono
Bhai yahi baat to samjha Raha Hun ki yah Flipkart online wale sab so rahe hain bus Khali apna dhandha banaa Rakha hai is bande ne training deta apna Paisa kamata hai Bus baat khatm isko training Dene se matlab paise kamane se matlab hai kuchh to kar nahin pa Raha dusra ka Paisa chura raha hai dusre ka Mal loot raha hai dusre ki salary le raha hai sharir dekh liya Marne layak hai TH-cam per per
Bhai kya problem aati hai?? Mai bhi online krna chahta hu...pls apna experience btaye
@Debatedarbaar are bhai 1 problem ho to batu bhi 2-3 bade bade problem hai
1 Customer Return aayega to 2 charge lagega Return Courier Charge + Refund Commission charge bhi 2 charge kyu lagna chahiye jab Product bika hi nahi to seller ke kya Ghar me paiso ka ped laga hua hai.
2 Agar customer return Percel na mile to bhi ye dono charge to lag hi gaye aur product gaya so alag se aur claim bhi nahi milega matlab product aapka 500₹ ka hi kyu na ho wo gaya ab aur call Karo to bolte hai ye claim team dekhegi claim team call par nahi sirf massage se baat karti hai aur massage ka reply bhi nahi deti ab kya karoge is case me aur claim bhi 70-50% hi dete hai selling amount ka usake baad usame bhi Refund Commission fee aur Return shipping charges lag jata hai kya bakwas company hai ye mene amazon ka batya aur meesho ka bhi lagbhag yahi haal hai.
Bhai Demotivate mat ho jo krna h khut k balbute ho varose pr karo koi nai chahta ki uska competitor aaye
Bhai koi offline training krata ho to bataye
Sir i am college student i am seeing you from long time, so i am deciding to srt this work so i want to talk you i have lots of questions sir plz tell me how i can talk to you my name is Hritik
Aur meesho per bhai kaisa hai