Well done Allah apko kamyab kare apke goal tk pohanche me...thanks 4 sharing ...mujhe apki video ka roz wait hota hy apki voice or samjhane ka tareeka bht acha hy araam.araam se samjhana...God Bless You🌹🌹🌹 mujhe stitching me b ideas milte hyn apki video se
MashAllah MashAllah Mola Slamat RAKHIEN AUR PARWARDHGAR APNAY HIFZ O AMAAN MAIN RAKHAY AUR SHAAD O ABAAD RAKHAY AUR DEEN O Duniya ke Naymtaien Atta kary AMEEN SUM AMEEN JazakAllah Khair PARWARDHGAR app ko kamyabien Atta kary AMEEN SUM AMEEN JazakAllah Khair thanks for sharing excellent informative video JazakAllah Khair
Masha Allah zabardast design binati hain sabjati buht acha hain kabi large size ki kileyon wali shirt ki cutting b sekha dein acha ho jay ga sab ky leye
Api ek request hy me ne abhi simple shalwar kamiz ki practice ki hy sirf q k mujhy cutting stitching bilkul nhi ati thi es lye mujhy time lag raha hy abhi sirf shoulder ki cutting me abhi mujhy problem ho raha hy. Or meri Ami ki adat hy wo Plates dalti he kamiz pe jo front back pe ati he ap Wo plates bhi dalna sikha dena phir me ami ko surprise krongi inshaaAllah
Ap ne shirt k front wali ghair ko b mention kerna tha k tyar kitna bana baqi vedio bht detailed or precis hai mjy achy sy samj ai bs neechy k ghair ka b mention hota tou acha tha
Jazzak Allah sister app bohat Acha samjhati hain. Mein healthy hon iss qism ki kalyon wali shirt k liye mujhay Kitna fabric Lena chahiye. MERI normal shirt Ka daman 28 inches hai. Plz guide me fabric for this type shirt. Waiting for Ur reply
15:40 yahan py dakhen zara ghor sy side py 2 kaliyon k ilawa extra kapra add kia hoa hy iska btaya e nai. Jb kaliyan attach ki thi tb shirt ka ghera km tha ab zada kesy ho gya iska btaya nai.
Well done Allah apko kamyab kare apke goal tk pohanche me...thanks 4 sharing ...mujhe apki video ka roz wait hota hy apki voice or samjhane ka tareeka bht acha hy araam.araam se samjhana...God Bless You🌹🌹🌹 mujhe stitching me b ideas milte hyn apki video se
Thanku thanku so much dear ❤️❤️
Bhn ap meth ki clas he le lan ye km chor k kting km meth ziyda hogya
Thenk u so mach alkah pak ap ko bhhhhht kamyabi dy amin
MashaAllah bohat acchha samjhati hn ap
Zabrdst.... happy Rahe
Very nice ap bhut acha smjhti hai plz gents ke kapron ki cutting bi sekhein plzz
MashAllah MashAllah Mola Slamat RAKHIEN AUR PARWARDHGAR APNAY HIFZ O AMAAN MAIN RAKHAY AUR SHAAD O ABAAD RAKHAY AUR DEEN O Duniya ke Naymtaien Atta kary AMEEN SUM AMEEN JazakAllah Khair PARWARDHGAR app ko kamyabien Atta kary AMEEN SUM AMEEN JazakAllah Khair thanks for sharing excellent informative video JazakAllah Khair
Very good ☺️☺️ mashallah API Allah AP ko aor kamayab kare
APP KA BTANY KA TAREEQA BHUT ACHA HY SISTER جزاك اللّٰه خيرًا
Bht aala. Zaberdast mam
Ap k seekhany ka tareqa bohta acha ha and also a good math teachers ❤
ماشاءاللہ جزاك الله
Aoa bht bht acha silha Rahi hain mai silai krti thi but sari cheezen clear hui hain thank you Allah pak bht taraki dy
Mashallah appi Bahut payare design hai 🤩
Nice sis excellent explanation
Your teaching method is so good
Sister Apki vedio bhot achy hrn
Api aap nay bht acha samjaha hai well done lekin agar kalyon ke darmian main piping lgati to zaida pyara design bnta aur zaida promenant hota
Wao.. Mummy meri pakistan k tailors ki fan or mein dramo k ... 😍love from india
zabardast
Masha Allah zabardast design binati hain sabjati buht acha hain kabi large size ki kileyon wali shirt ki cutting b sekha dein acha ho jay ga sab ky leye
Please keep paper and pen to write and explain.You are masha Allah well skilled.May you be successful in stitching.
Thanks for guidance
Anum present
16:31 thank u sis bohat achy anda m batya h aur bohat pyari lag r h kurti
Mashallàh very nice design
Api good work
boht acha mam
Plz long shirts Jo ajkl chl rhin UN k cutting stitching share krdain
Bht acha smjhya apny.. Nice effort..
Such ap bohat acha samjha Rahi hen❤❤
Zabrdast sharing thanks
Masha Allah..... Thank you so much dear sister, Allah aap ko sahet wali lambi zindegi aata kare aur duniya wa aakhirat me kamiyab Kare..... Ameen🤩
medium size k measurements be bataye.aur velvet k kapro k bary me easy tips bataye please.
ذبردست
Good effort and work 👍👍👍👍
Jazak Allah khair
Nice sistar
Bohat Acha sey samjaya hai apne jazakallah kher ❤❤❤❤❤
Thank you 💕 sister ❤🎉 salmt raiye
Very good method
Aoa Kase hn ap mashallah AP buth acha sekha rhi hn mujy sittching ati ha too Kya plz AP mujy fashion degining sekha skti hn
Beautiful. Jitni tareef kro km hy. Ap bht acha smjhati ho
Zabardast 👍👍👍
Asalam walekum.
Jo ap ne ye kurti ki cutting aur stitching batai hai.aise hi Kaliyun wali umbrella kurti bhi bataiye.
Pls mam
You are awesome teacher stay bless you ever
Assalamualaikum API plz kmeez k picha zip lgna ka asan tariqa bta dain
Mashaallah aapi Aap bahot accha samjhati hai Allah ap ko khush rakhe our plz chudidaar sleeves ki cutting bhi bataye
Great job ma sha Allah
Salam sis bht acha explain kia bus febric bta dain k kitna lia ap ne 2 ya 3 metrya 2 1/2
Bhot acha treeqa hy ap ka agr is ko chalk k bagair banana ho to kya mzeed Kali add Karni ho gu
Nice sharing sister mari velvet ki ak kameez taught ha osa isa tarika sa kola kar sakti hu ya nai
Batane ka andaz bht acha h
Maashaalla ur method of teaching is so good and easy
Mashallah supprb
Api ek request hy me ne abhi simple shalwar kamiz ki practice ki hy sirf q k mujhy cutting stitching bilkul nhi ati thi es lye mujhy time lag raha hy abhi sirf shoulder ki cutting me abhi mujhy problem ho raha hy.
Or meri Ami ki adat hy wo Plates dalti he kamiz pe jo front back pe ati he ap Wo plates bhi dalna sikha dena phir me ami ko surprise krongi inshaaAllah
Api plzzzzzz is tarha ki kaliyn wali frock jo banti he readymade is ki cutting or stitching bhi btaye plzzzzzzzzz😊😊
Very Nice 👍
Excellent method.I like this style of shirts v much.thank u sister.
Masha Allah nice explanation
Nice sharing MashAllah ❤
Good job.
MashaAllah. nice
JazakAllah khair dear sister for showing us an easy way to cut Penal shirt InshaaAllah i will make this for my daughter stay blessed xx
Mam belt wali shalwar me belt ki length to 5,6,7 li ja skti hy lekin uski waste kitni rakhi jaey?
Baby dresses ko design kerna sikhain
Very wel done
Very nice
JazakAllah Khair,
Bhut beautiful shirt I like this
sister ap kis city mn rehti hen?
Masha Allah
Laying wala suite sikhayee
Aap ne is shirt k bottom ki width kitni rakhi hai
Febric kitna hai ye to btaya nhi
Ap ne shirt k front wali ghair ko b mention kerna tha k tyar kitna bana baqi vedio bht detailed or precis hai mjy achy sy samj ai bs neechy k ghair ka b mention hota tou acha tha
Mashalla
Please neck design orrr trouser design pleaseeeeee
Masha allah ❤
Jazzak Allah sister app bohat Acha samjhati hain. Mein healthy hon iss qism ki kalyon wali shirt k liye mujhay Kitna fabric Lena chahiye. MERI normal shirt Ka daman 28 inches hai. Plz guide me fabric for this type shirt. Waiting for Ur reply
well done 👍 keep it up , Allah bless you 💓
Great
❤️❤️❤️
Nice very nice
Zabardest
Mam
👍👍👍
Jo kpry AP slai krti hn to UN k design share krr diya krin
❤ wow i will try and send pic
Plz aap xl saiz par banana sikhaye ... Q kay maray saiz par kali 1.5 arahi hay .. to muchay ye to bohat kam lag raha hay saiz..
Mera b yehi aarha h kia krain
Lawn stuff py kesi lagy ge
I am waiting for this😊
I submitted
Good
Very good work ❤
😍👌
Wow beautiful
Chest ki measurement se kalyan kis trhan nkalenge.?plz guide.
Kali wale kurte ko kapda kitna lena ho ga
15:40 yahan py dakhen zara ghor sy side py 2 kaliyon k ilawa extra kapra add kia hoa hy iska btaya e nai. Jb kaliyan attach ki thi tb shirt ka ghera km tha ab zada kesy ho gya iska btaya nai.
Kapra kitna lgy ga