ขนาดวิดีโอ: 1280 X 720853 X 480640 X 360
แสดงแผงควบคุมโปรแกรมเล่น
เล่นอัตโนมัติ
เล่นใหม่
Nice information
Holiday close rahta hai kya
Nice informative vdo.
Hariyali dekh ke achha laga tha ka ❤
Kon se month operation kara a chahiye motiyabind ka
waise log thand me jyada opretion krate hai pasina nahi chale is liye ❣️
Saturday ke din band rahta hai ya khula
Aakh bnwa lene par waha kitna din rukna padta h sir
Opretion ke next day Discharge
First time dikhana ho to kitna time leke chalna pdega... Mtlb phla din jach hoga ya operation ka ek hi din me ho jayega.... Plz reply
2-3 din
Sagarmatha eye hospital lahan me Ear (कान) का ऑपरेशन होता है
nahi
Bhai indian simcard work krtha hai kiya...
nhi roaming pack dalwana padega
Hello bhai kaha se ho
bihar
Sunday khula rahta hai kya
Ye currency exchange kha se hota h nepal border pe ya hospital ke bahar ho jayega ?
Bhai mai vlogger hu lahan jane walaa Mujhe kuchh Queries Haii Kya aap meri madat kar skte haii
bilkul brother id: amshubhamking insta id
Hello bhai
Bhai march me jaa sakte hai hai kya
haa bilkul
Jaynagar se kitna dur hai bhai
2 ghanta lagega
55 km
Bhai 2din bad jana hai batao na
2 ghanta ka duri hai bhai
Ear ka doctor yhi hospital m h ???
Jane ke liye best route kon sa hai
via jaynagar
Jaynagar se kitne baje rat tak bus milta hai lahan ke liye Aur subah me kitne baje se bus milta hai lahan ka
Tirxapan aakha ka ilaj hoga sir ye hospital me
confirmed nhi hoon
Paisa kitna lagta hai ऑपरेशन karane me
1200 nepali se 60000 tak lagta hai apka man 1200 bala karbana hai 1200 bala karbye motya bindu ka operation only
Jogbani station se kitna distance h lahan hospital plz bataya sir?
lagbhag 120 km Sir
Chhote mote holidays par band bhi hota hai?
nepal ka holiday alag hota hai
Sunday ko hospital open rahta hai kya
Avi eye peration hota hai bhai
ha
UPI se payment hota hai bhai
nhi
Please Bhai
Hospital ka contect number milega bhai
500 ka note chlegen bhai
sirf 100 ka chalega 200,500 nhi chalega bahar exchange karaoge hospital se to charge lega thora bahut
Icl surgery hota hai
no
Hota hai @@lifeintraveling
Hota hai
Nice information
Nice information
Holiday close rahta hai kya
Nice informative vdo.
Hariyali dekh ke achha laga tha ka ❤
Kon se month operation kara a chahiye motiyabind ka
waise log thand me jyada opretion krate hai pasina nahi chale is liye ❣️
Saturday ke din band rahta hai ya khula
Aakh bnwa lene par waha kitna din rukna padta h sir
Opretion ke next day Discharge
First time dikhana ho to kitna time leke chalna pdega... Mtlb phla din jach hoga ya operation ka ek hi din me ho jayega.... Plz reply
2-3 din
Sagarmatha eye hospital lahan me Ear (कान) का ऑपरेशन होता है
nahi
Bhai indian simcard work krtha hai kiya...
nhi roaming pack dalwana padega
Hello bhai kaha se ho
bihar
Sunday khula rahta hai kya
nahi
Ye currency exchange kha se hota h nepal border pe ya hospital ke bahar ho jayega ?
Bhai mai vlogger hu lahan jane walaa
Mujhe kuchh Queries Haii
Kya aap meri madat kar skte haii
bilkul brother id: amshubhamking insta id
Hello bhai
Bhai march me jaa sakte hai hai kya
haa bilkul
Jaynagar se kitna dur hai bhai
2 ghanta lagega
55 km
Bhai 2din bad jana hai batao na
2 ghanta ka duri hai bhai
Ear ka doctor yhi hospital m h ???
Jane ke liye best route kon sa hai
via jaynagar
Jaynagar se kitne baje rat tak bus milta hai lahan ke liye
Aur subah me kitne baje se bus milta hai lahan ka
Tirxapan aakha ka ilaj hoga sir ye hospital me
confirmed nhi hoon
Paisa kitna lagta hai ऑपरेशन karane me
1200 nepali se 60000 tak lagta hai apka man 1200 bala karbana hai 1200 bala karbye motya bindu ka operation only
Jogbani station se kitna distance h lahan hospital plz bataya sir?
lagbhag 120 km Sir
Chhote mote holidays par band bhi hota hai?
nepal ka holiday alag hota hai
Sunday ko hospital open rahta hai kya
nahi
Avi eye peration hota hai bhai
ha
UPI se payment hota hai bhai
nhi
Please Bhai
Hospital ka contect number milega bhai
500 ka note chlegen bhai
sirf 100 ka chalega
200,500 nhi chalega bahar exchange karaoge hospital se to charge lega thora bahut
Icl surgery hota hai
no
Hota hai @@lifeintraveling
Hota hai