Sir maine apne school me jo adhar card ka photocopy diya hai wo pehle ka hai maine adhar card update krwaya hai kuchh change nhi hua details whi hai bs photo ab adhar card pr change ho gya hai To koi problem nhi na hai?
Aapka Vidyalay jitne class Tak Hai sare class ke bacchon Ka Karna Hai, To Aisa Jaruri nahin hai ki aap ek class ka pura kar lenge Uske bad hi dusre class ka Hoga aap Kisi bhi class ke kisi bhi Samay entry kar sakte hain
Isme teacher student ki sankhya 0 bata raha hai Pahle se padh rahe bachho ka name udise me dikhta hai par e shiksha par nahi Eshiksha par phir se sabhi bacho ka name add karna hoga
शिक्षा विभाग के अपर मुख्य सचिव का निदेश है इसको करने के लिये इससे छात्रों को सरकार की ओर से मिलने वाली कई तरह के योजना है जिसका लाभ मिलेगा जैसे सरकारी स्कूल के बच्चों को मिलता है वैसे ही
निजी विद्यालयों को भी बैंक डिटेल देना अनिवार्य है
जी बैंक डिटेल्स अनिवार्य है।
नहीं
Sir maine apne school me jo adhar card ka photocopy diya hai wo pehle ka hai maine adhar card update krwaya hai kuchh change nhi hua details whi hai bs photo ab adhar card pr change ho gya hai
To koi problem nhi na hai?
Nahi koi Problem nahi hogi usase
Sir ,kaise check kare ki kis bachche ka update hua hai.
Sir iska last date kab Tak hai
Add kiye gaye chhat ko delete kaise kiya jay
Sir add student krene pr pahale aadhar authication nhi hota hai
Sir ji bank ke sath aadhar link nahi he prablam to nahi hoga
Problem hoga lekin Bank ko adhar se link bad me bhi karaya ja sakta h
Sir admission no or dete or class adite ho sakta hai please sir Ripley
Yes
Abhi nahi
Sir sirf ( class - 1 ) rte 25% free Wale students ka karna h ya total students class 1 se class 8 Tak ka private school me...
Total Student ka
Sir yha se sabhi students submit krr denge to gyandeep portal ppe koi krne ka smasya. Nhi hoga n
नही
सर आप कृपया नोटिस भेजे
Private school me jo student nursary Lkg ukg ka hai entry kaise kare
Class 1 से entury start ki gai hai usse Pichhle ka to Abhi Tak is per Nahin update kiya Gaya Hai Jaise koi update aati hai aapko Jankari mil Jayegi
Sir ek baacha 2 class Mai hai uska toh bank account personal nhi nah lagega uske guardian ka v de sakta hai nhh sir
माता,या पिता या उसके जो भी गार्जियन होंगे उनका दे सकते है।
निजी विद्यालय को बैंक खाता नही देना होगा तो वह क्या करना होगा
बैंक खाता तो सभी को देना है चाहे निजी विद्यालय हो या सरकारी
Sir class by class karna hai na
Jaise ,class 1 ka ,ye pura hone ke bad ..,class 2
Aise karke class 8 tk
Please reply kare sir
Aapka Vidyalay jitne class Tak Hai sare class ke bacchon Ka Karna Hai, To Aisa Jaruri nahin hai ki aap ek class ka pura kar lenge Uske bad hi dusre class ka Hoga aap Kisi bhi class ke kisi bhi Samay entry kar sakte hain
सर आप guardian details नहीं भरे हैं (जो सबसे last में हैं)
क्या उसको नहीं भरना हैं?
तो क्या submit हो जाएगा?
उसको नही भरना है जिसका माता पिता नही होंगे उसमे सिर्फ भरना है।
Sir jiska sarkari school 10 class me phale see form fill hai e Shikhakosh par..... Or private me vv form mill rha hai kya kreee😢😢
कही भी एक ही जगह स्टूडेंट्स को रख सकते है अब तो देख लीजिये जिससे स्टूडेंट्स को भी दिक्कत नही हो
Kya isme 1.5 lakh se kamm income pr scholarship bhi milega ??
Han milega
Isme teacher student ki sankhya 0 bata raha hai
Pahle se padh rahe bachho ka name udise me dikhta hai par e shiksha par nahi
Eshiksha par phir se sabhi bacho ka name add karna hoga
Han pahli bar to add hi karna Hota Hai
Sir 20 student ko add kr chuke fir bhi 0 show kr raha hai total student me
थोड़ा समय लेता है update होने में
डाटा एंट्री करने का रेट क्या लेना चाहिए
₹5/ प्रति बच्चे के हिसाब से होना चाहिए
Hello sir
Isase student ko kya labh milega
Please reply 🙏
Yah abhi to Bihar government Ne clear nahin kiya hai lekin jo bhi Labh Hoga vah aap Logon Ko Milega iske liye jaruri hai entry karvana
Udic code for password Kaise Jaane Sar bataiye aapka password Kam Nahin kar raha submit Nahin ho raha hai
Forget password ka use Kijiye usmein HM ka jo mobile number Hoga use per password bhej diya jata hai
Sir invalid user ID and password batata hai kya karen
पासवर्ड फॉरगेट करके पुनः लॉगिन करे
Student outbox kya hai
Parents ka adharcard dena jaruri hai
Nahi
Sir 2023 wala scorlarship ka labh kaise uthaye ❤
Khata ke bina bhi entry ho jati hai
Bina bank account ke aapka entry Nahin Ho payegi
Young Lisa White Kevin Walker Richard
Kisi bacche ki entry kis school me hui h ye kause pta kre.
Website ka link digiye sir
eshikshakosh.bihar.gov.in/login
Sir mera school ka user ID kaise pata chalega
User id- Usise Code
Password-esks@4321
Please bataye❤
Sir Teacher kise add kare us pe bhi video de
Ok
Aadhar did not match student name
Date of admission 2024-25 session ka dena hai
Jis class mein aapke Vidyalay Mein uska admission Hua Hai Vahi date dalna है
Issse hoga kya
शिक्षा विभाग के अपर मुख्य सचिव का निदेश है इसको करने के लिये इससे छात्रों को सरकार की ओर से मिलने वाली कई तरह के योजना है जिसका लाभ मिलेगा जैसे सरकारी स्कूल के बच्चों को मिलता है वैसे ही
आप शिक्षा विभाग वाला Notice Description में डाल दे या भेजिए
Aadhaar erro (777) the connection to the CIDR wass not established or the request timed out on the CIDR
Ey kya h sir
Sir boliy
Website Jab Bhi e Shikshakosh ka Kam Nahin Karega To Aisa dikhega
Website problem
Yah kya hai sar
Sir 2023 wala scorlarship ka labh kaise uthaye ❤
2023 Wala ke liye to link abhi open Nahin hua hai agar link open hota hai to use per video ke Madhyam se Ham Jankari De Denge
@@technicalsujeetsagar ❤️🩹🙏