Sir, maine South-East direction par video banai hui hai aap is link par ja kar meri video ko dekh sakte hain - th-cam.com/video/IRTOcA2heuo/w-d-xo.htmlsi=_qEUHxSZaFe0btuv
Mere flat ka room ke brahmasthan se mobile ke Magnetic current location se measure karne par main entrance 90 degree par ata hai to kya ye east facing hai. Kunki south diwar ko lagkar darwaja hai lekin facing hamara east hai. To kya ise southeast facing kaha jayega. Toda confuse hai dur kijiye sir 🙏🙏
Two plots adjacent to each other facing south , later one plot added back side extending north east ,but now north west is cut as it is L shaped , is this a vastu dosh and yes any remedy please
@@DeepakKumarSainii sir ye video dekha, lekin ek question hai ki ghar ke SW corner me bedroom hai to kya bedroom ke andar E ya SE direction me mirror laga sakte hai ya nahi. Ya bedroom se bahar hi lagana hoga.
Agar bedroom mein laga rahe hain toh dhyan rahe ki mirror mein aapka bed show nahi hona chahiye lekin agar show ho raha hai toh uss mirror ko cover kar ke rakhe or use karne par cover hata dein otherwise bedroom se bahar Uttar Disha mein lagayein.
Sir मेरे घर की entrance south west और west में है। हम south west की entrance को ज्यादा प्रयोग करते हैं। kya west ki entrance ko ज्यादा प्रयोग करने लगें तो south west की entrance का वास्तु dosh ठीक ho सकता है?
Sir ishan kon bada huva hai or ishan kon nicha hai ,or sw toilet hai but sw ko farsh ucha hai .SSE mai intree hai south ka ghar hai sir sw ka koi upay bataiye
@@DeepakKumarSainii sir but kuch log bolte hai NE ka bada hona or halka sa fash nicha hona koi vastu dosh nahi hai or SSE ki intree sahi hai but sw toilet sahi nahi farsh halka sa ucha hai or south mai ho sidi hai
@@brahmasoni1804 Hi. Agar dhallan Northeast ki taraf hai to theek hai. Agar Southwest ki taraf hai to galat hai. Agar beech mein uttha huya hai to bi galat hai.
@@DeepakKumarSainiiKoi Ghar Vastu Doshit, Shrapit Ya Ashubh Ho To Kya Uss Ghr Me Rehne Wala Koi Ek Vyakti Uss Ghar Se Kisi Dusri Jgah Rent Pe Shift Hota Jata Hai Toh Kya Uss Vastu Doshit, Shrapit Ya Ashubh Ghar Ki Negative Energies Uss Person Ko Uss Shift Huye Ghar Me Bhi Effect Karengi If Uss Shift Huye Ghar Ki Energies Har Angles Se Positive Rahi Toh?
Aap loog sierfe north erea ke bare mein betlante ho kooi vastu wale kabhi bi nahi betate hai ki jab 20 grees jab disha ghoomy hoo , to mukghe dwaar east mein kaha hoga . Sebhi vastu bekwaash kerte hai .😅😅😅😅😅
Sir bakwas tabhi tak lagta hai jab tak uske baare mein pata na ho agar aap acche se janne ki koshish karenge toh aap Vastu Shastra ke baare mein bahut kuch jaan sakte hain.
सारे प्लाट में कुछ नहीं बन सकता,
बस एक टैंट लगाकर रहना चाहिए 🎉
Sahi kaha kuch mat banao tent laga ke raho.
Sainiji sahi jankari dene ke liye aapka dhanyawad..
@@vijaysaini6707 💐💐
बहुत ही महत्वपूर्ण जानकारी देने के लिए आपका 💖 से बहुत बहुत धन्यवाद जी
😊🙏
Very informative video. Thanks for sharing. God bless you 🙏🙏
😊🙏
बहुत सरल और सटीक
Thank you so much sir
Very nicely explained thanks a lot God bless you
@@sonaldoshi219 🙏💐
Samjhane ka tareeka badhiya hai
@@motojee3069 Thanks 🙏🏻
Very simple & informative language video 🎉🎉
😊🙏
@@A2Z-u1w 💐
Respected Deepak ji, great knowledge about the wastu effect.
🙏
Thanks for sharing the videos in formation in detail
🙏
Good information sir
@@oldhitsgroup8833 🙏💐
धन्यवाद सर
@@jayshriborkar7964 💐💐
Very useful information 🌹
😊🙏
Very good, nice guidance.
@@vipulshah1186 🙏💐
Best video
@@sangitakure4801 🙏💐
सर जो आप बताय है बसातु दोष ये sirf भारत me ही है चाइना, जापान अमेरिका और बहुत देश है kya उधर v बस्तु दोष लगता है प्ल्ज़ एक वीडियो बनाय
ਸ਼੍ਰੀਮਾਨ ਜੀ ਆਪਣੇ ਦਕਸ਼ਣ ਪੂਰਵ ਦਿਸ਼ਾ ਬਾਰੇ ਦੱਸਿਆ ਨਹੀਂ।ਕਿਰਪਾ ਕਰ ਕੇ ਇਸ ਦਿਸ਼ਾ ਬਾਰੇ ਵੀ ਦਸਿਓ।
Sir, maine South-East direction par video banai hui hai aap is link par ja kar meri video ko dekh sakte hain - th-cam.com/video/IRTOcA2heuo/w-d-xo.htmlsi=_qEUHxSZaFe0btuv
, मेरे घर में दक्षिण पश्चिम बोरिंग थी चालू करने पर आर्थिक तत्काल हा नी तत्काल हुई
@@ravindrashalwar3882 Hi. SW ki bore khaternak hai. Sand filling kar k permanent band kar do.
Great information 👍👍👍
🙏
North east missing hai ..hm rhte govt.quarters me hai to upay bataye please
V nice
@@TusharShah-c7b 🙏🏻💐
Sw mein garden hai aur rain water harvesting bhi hai koi upaye
@@ajaytaneja8210 Hi. Dono hi theek nahi.
@@ajaytaneja8210 SW mein shed daal kar thoda cover kar do. RWH ko bannd karna chahiye.
South west me main door ho to kya remedy he...
In north east corner there is pooja placeand wehave used red colour clothes as spread.
Is it ok?
Kindly guide
thes
@@dalipsinghdahiya7310 Hi. There is no problem of red cloth 2-3 days. There is a major problem of red curtains in the NE room.
even SW basement which is common for houses in USA is dangerous.
Can we have a SW facing shop for windshield/ car glasses
@@RrachhnaKoddesia-en8vq Hi. Avoid SW facing for shop.
Sir hamara 30 gaz ka top floor hai usme north east me bathroom bhi hai chat pe pani ki 4 tanki bhi hai usme sir vastu dosh hai to koi upaye bataye sir
Please iske liye aapko Vastu Consultancy leni chahiye jiske liye aap hume call kar sakte hain - +91-8076019906.
हमारा SW मे मैन door 🚪 है..... हमे और ऑप्शन नही है....ये वास्तू दोष है क्या???? तो espar काय सटिक उपाय बताये
@@aabachodankar6582 Hi. SW ki entry bilkul galat hai. Entry pe brass ki patti lagaye.
Sir good knowledge thank you sir
Sir ek question hai ydi ME badha huya Ho to kya yeh accha hai please guide me sir please
Obtuse Angle mein badha hua hai toh thik hai nahi toh galat hai
@@DeepakKumarSainii sir aap ka matalab chors ho to sir chors h square hai shi hai ji
Mere flat ka room ke brahmasthan se mobile ke Magnetic current location se measure karne par main entrance 90 degree par ata hai to kya ye east facing hai. Kunki south diwar ko lagkar darwaja hai lekin facing hamara east hai. To kya ise southeast facing kaha jayega. Toda confuse hai dur kijiye sir 🙏🙏
Bina visit kiye aapko sahi guidance dena possible nahi hai isliye main aapko accurate information nahi de sakta hun
Namaste ji
Sir mera ghar utar Mukhi hai,,,
South wali deewar sidhi nahi hai,,, south west mein kuch jgh bdi hui hai,,,
Kya dosh hai ?
@@garimakumari9422 Hi. Us ko Seedha karna chahiye but expert ki salaha le
Kar.
Sir ji 🙏 north east kona m kitna space khali rak kar north m Almira banana h , please batayia ❤❤❤❤❤
@@babalusingh8053 Hi. Koshish karo jitna maximum ho sake khali rakho. Iron Almirah ki jagah wooden Almirah bana Lo.
Thanks sir
Your Always Welcome
Sir if sefty tank in ssw then what will be remedy.
@@adityacomapny4651 Hi. Septic tank is okay in SSW zone.
Hello sir, in Flats if maindoor is on west and lift is touching my south west wall? Does it have anny effects?
Iske liye aapko Vastu Consultancy leni chahiye or aap hume call kar sakte hain - +91-8076019906.
Two plots adjacent to each other facing south , later one plot added back side extending north east ,but now north west is cut as it is L shaped , is this a vastu dosh and yes any remedy please
Yes this is a Vastu Dosh and please consult with your nearby Vastu Expert for a remedies.
Sir, can I plan my 14 years old boys bedroom in North East or south east.
I have 2 options only.
Agar aapke bacchon ko anger issues nahi hai toh North-East direction mein de sakte hain otherwise South-East mein bhi de sakte hain.
Sir Ek hi video me bahut kuchh mil gaya hai ,Thank u.
Sir generally SW me bedroom hota hai, jisme mirror ko kaha lagaye.
Sir, iske liye aap Mirrors ke upar humari puri video dekh sakte hain.
th-cam.com/video/fqzu2E4Hyvk/w-d-xo.html
@@DeepakKumarSainii thank u
@@DeepakKumarSainii sir ye video dekha, lekin ek question hai ki ghar ke SW corner me bedroom hai to kya bedroom ke andar E ya SE direction me mirror laga sakte hai ya nahi. Ya bedroom se bahar hi lagana hoga.
Agar bedroom mein laga rahe hain toh dhyan rahe ki mirror mein aapka bed show nahi hona chahiye lekin agar show ho raha hai toh uss mirror ko cover kar ke rakhe or use karne par cover hata dein otherwise bedroom se bahar Uttar Disha mein lagayein.
Aur mirror k liye bedroom ki north ya east wall honi chahiye.
South West rahu ka placement h, or mirror rahu hai, laga sakte hai
@@NaranderGupta-t5k Hi. Southwest mein mirror bilkul nahi lagana chahiye.
Sir मेरे घर की entrance south west और west में है। हम south west की entrance को ज्यादा प्रयोग करते हैं। kya west ki entrance ko ज्यादा प्रयोग करने लगें तो south west की entrance का वास्तु dosh ठीक ho सकता है?
Sir kuch remedies to bataye jo setting ho chuki ha vo change karna aasan nahi hota ha
Sir vastu salahkar se salah lena hee aapke liye sahi rahega.
Common Walls with neighbours, any problem with this ? Staying in a company quarter 8 quarters having common Wall and rooftop. Please answer 🙏
No major problems, but please consult with a nearby and experienced Vastu expert.
@@DeepakKumarSainiisir thank you for your suggestion.
@@krushnachandrabehera7000 💐
How much bed or not bed entry of nairutya yani SW DARVAJA
100% Bed Entry is Nairtey Kon (South-West Direction).
Sir agar flat m rhte ho toh NE or East m building ki water head tank h toh hmare ghar ko kuch harm hoga ya nhi
@@shivangivlogs96 Hi. Aap k bed k upper nahi hona chahiye.
Sir acchi jankari dene ke liye danyabad pani ki tanki south west me rakh sakte he kya please btaye
Koshish karein ki West mein rakhein
Kya uttar purb disha me chat k upar hanumanji ji ka jhanda laga sakte ha
Bhagwan ka jhanda nahi lagana chahiye isse unki disrespect hoti hai
Sir ishan kon bada huva hai or ishan kon nicha hai ,or sw toilet hai but sw ko farsh ucha hai .SSE mai intree hai south ka ghar hai sir sw ka koi upay bataiye
@@nainakorani1224 Hi. Aap k ghar kafi vastu dosh lug Rahe hai. Aap ko kisi expert se consultation leni chahiye.
@@DeepakKumarSainii sir but kuch log bolte hai NE ka bada hona or halka sa fash nicha hona koi vastu dosh nahi hai or SSE ki intree sahi hai but sw toilet sahi nahi farsh halka sa ucha hai or south mai ho sidi hai
@@nainakorani1224 Hi. NE area agar obtuse angle per hai to sahi hai, otherwise nahi. Eshan kon neeche hai to theek hai. SSE ki entry acchi nahi.
ek bath clear kar dena chahiye tha.
Vastu shastra Plot ka consider kiya jayega ya House ka consider Kiya jayega?
Same question
House ka bhi kiya jayega or plot ke chaaron taraf boundary walls hain toh uska bhi kiya jayega.
sir is there any remedy for northeast staircase,,, please suggest me sir,,,,
@@md.nasimali8601 Hi. U can keep one big pyramid under the staircase.
Good
@@YourluckAstro 💐💐
सर सीढियो में इनवेटर रख सकते है पुरव दक्षिण कोण में
@@harshjaat937 Hi. Agar space kafi hai to Rakh Sakte hein.
Brahmsthan me underground water tank v basement h to kya remedy ho skti h please bataiye sir
Iske liye aap neaby kisi ache or experienced Vastu expert se salah lein.
Sw me main door hai to kya kare? Ple upay bataye
Iske liye aap kisi najdiki vastu salahkar se salah lein.
सर जी आप की विडीयो अच्छी ംलगी सर मेरै घर काफफ्रस बिच मेऊलटा ढलान है कक्रैऊयायहठिकहैयाईसमेदोसहै
@@brahmasoni1804 Hi. Agar dhallan Northeast ki taraf hai to theek hai. Agar Southwest ki taraf hai to galat hai. Agar beech mein uttha huya hai to bi galat hai.
Sir res m basement bana sakte hai kya ? Ye subh hota hai kya
@@rakeshgupta-ml8sb Hi. Nahi banana chahiye.
❤
@@gdjain9193 💐💐
Saini saheb aapko namskar ji
🙏
Remedies, प्रत्येक दोष का उपाय ?
Har ek Vastu Dosh ke upaay ke liye apne nearby Vastu Expert ki salah lein
Sir..toilet ssw/sw me half half aa raha he to
Iska jawab hum aapko video ke through denge jisse aap acche se samajh paye.
North west ka main door kaisa hai
@@ajaytaneja8210 Hi. Not good.
Don't ask anything, accordingly to these experts everything's is bad, just relax and have faith on God
सर अगर बिलडिंग वाला एरया पूरा हो और आंगन का ईशान कम हो तो चलेगा ।।
Hi. Nahi chalega.
North middle main bathroom ban sakata hai
@@akshayuttarkar966 Hi. Nahi banana chahiye.
If there is entrance from west in southwest conrner
@@julierakeshshah4387 Hi. Chances hai theek hogi baki grid kar k hi pata chalega.
Sir aap visit karte ho vastu ki
@@tarachandsaini3923 Hi. Bilkul karta hu Vaastu visit.
Thalia sir
👍🏻
ईशान्य कोन में सिढीया का उपाय बताईये
@@kiranmsuryawanshi8090 Hi. Stairs ki neeche ek bada pyramid Rakh do.
NE kon kat hai koi remedies
@@sanjayrozer Hi. Plz consult with expert.
मकान के बाहर मुख्य द्वार के बाहर पानी का टैंक या गड्ढा कितना हानिकारक है पूर्व मुखी मकान है
Iska jawab hum aapko video ke through denge jisse aap acche se samajh paye.
Bhramsthan mein shaft hai toh kya karna chahiye?
Iske liye aapko apne najdiki experienced Vastu Expert se salah leni chahiye.
सर ब्रहमसथान मे बोरवैल हो तो कैसा है।।
@@nishanbhullar5533 Hi. Bilkul nahi hona chahiye. Khatarnak hai.
@@DeepakKumarSainii ok Sir , doosre Q ka bhi ans de dijye please ..
Agar aangan ka NE thorha km ho lekin bilding poora ho to kesa hai.
Sir , toilet attach bathroom north east mae aa rha h . Toilet seat west ki wall se attach h aur open east ki traf h toh kya kre?
@@Softqueen144 Hi. Plz consult with nearby expert.
क्या आप अपॉइंटमेंट दे सकते हैं मिलने के लिए
जी इसके लिए आप संपर्क कर सकते हैं - +91-8076019906
Ap kha sai ho saini ji
@@mohitsaini6956 Punjab se.
Sir NE toilet ki remiedi.
Kisi experienced Vastu Expert se salah lein.
Gar ke bahar kis diwsa me toilet banana chahiye sir pli riply
@@sailendraprajapati28 Hi. NW or WNW mein bana Sakte hein.
😄😃😀😄😄😄😃😀
🙏🏻
अरे aap log itana batate ho हलान Falana kam se kam उसके उपर उपाय बताने मे नहीं आता क्या
Sir upaay bataye ja sakte hain lekin bina Map or physical visit ke Upaay ya Solutions dena negative ho sakta hai.
@@DeepakKumarSainiiKoi Ghar Vastu Doshit, Shrapit Ya Ashubh Ho To Kya Uss Ghr Me Rehne Wala Koi Ek Vyakti Uss Ghar Se Kisi Dusri Jgah Rent Pe Shift Hota Jata Hai Toh Kya Uss Vastu Doshit, Shrapit Ya Ashubh Ghar Ki Negative Energies Uss Person Ko Uss Shift Huye Ghar Me Bhi Effect Karengi If Uss Shift Huye Ghar Ki Energies Har Angles Se Positive Rahi Toh?
बिना घर को देखे अगर कोई उपाय बता भी दे तो समस्या का निवारण कठिन है इसलिए वास्तु विशेषज्ञ को बुलाकर दिखाना ही उचित होगा
Pahle to Direction niklaa battoooo
Take Our Membership Plan.
tilted ya videsha vastu ki bara mai batia please
Aap apne question sahi se repeat karein please.
@@DeepakKumarSainii YA TOO SQUARE PLOT HAI SUB JAN TA HAI LAKIN SIR , RECTANGULAR PLOT WO BHI TILTED ANGEL MAI 32 POD KESA NIKALA KRUPAYA BATAIA
Aap loog sierfe north erea ke bare mein betlante ho kooi vastu wale kabhi bi nahi betate hai ki jab 20 grees jab disha ghoomy hoo , to mukghe dwaar east mein kaha hoga .
Sebhi vastu bekwaash kerte hai .😅😅😅😅😅
Sir bakwas tabhi tak lagta hai jab tak uske baare mein pata na ho agar aap acche se janne ki koshish karenge toh aap Vastu Shastra ke baare mein bahut kuch jaan sakte hain.
❤
@@Lakshay-King-Gamer 💐💐