Saye me na baithugi aye mere Ali asghar Ab Kaise jiye maadar aye mere Ali Asghar Haaye Maa dar mazlooma kehti thi yahi ro kar Saaye me na baithugi aye aye mere Ali Asghar Aye noor e nazar mujhko Ab chain nahi milta Umeed ke gulshan ka ek phool nahi khilta Aye laal har ek lamha Ab sakht hua mujhpar Mai jaagti rehti thi Aur tujhko sulaati thi Mai teri jawaani ke armaan sajati thi Afsos sitamgar ne khaya na taras tujpe Aakhon me tera chehra Rehta hai mere bacche Kya baat hui beta Kyu rooth gaya maa se Suni hai meri godi Aye tashna daha Asghar Mai sochti rehti thi Kya keh ke bulayega Jab bolne sikhega Maa kehke bulayega De mujhko sada beta Ek baar to maa keh kar Saya bhi nahi koi Aur tapta hui sehra Che maah ka sin bhi hai Nazuk hai badan tera Aa soja mere bacche Aakaar mere seene par Jab dekhti hoon paani Dikhta hai tera chehra Jo mujhpe guzar hai Mai kaise kahu beta Hai zakhm bht beta Is maa ke kaleje par Jhula to nahi paati Par lori sunati hu Mai nind ke aalam me Haatho ko hilati hu Ujdi hui mujh jaisi Hogi na koi madar Kyu baap ke haatho pe Palta tha mera baccha Sun sakte ho ay shiyo Kyu Kya tha sabab iska Tha teer bada lekin Chota tha mera asghar Papdaye huye wo lab Masoom gala uska Kya guzregi is maa par Zaalim ne nahi socha Jo dekha idhar maine Dekhe na koi maadar Bas bas aye shajar naqvi Mar jane ko hai kaafi Che maah ka wo Asghar Do baar hua zakhmi Haaye teer chala pehle Or baad me phir khanjar
Aj achanak yw nauha suna aur pure nauhe m roti rahi ..sab manzr dikha diya is nauhe ne ...khud bakhud ansu a gaye..allah salmat rakhe is awaz ko jo dil tak jati h seedha
(Lyrics) Aey mere Ali Asghar... Saaye me Na baithungi Aye mere Ali Asghar Ab kaise jiye maadar Aye mere Ali Asghar Ay maadar e mazlooma kahthi thi yahi Rokar Aey mere Ali Asghar (saaye me naa baithungi Aye mere Ali Asghar) 1. Aey noore nazar mujhko ab chain nahi milta Umeed ke gulshan ka Ek phool nahi khilta Ay Laal har ek lamha ab Sakht hua mujhpar (saaye me naa baithungi Aye mere Ali Asghar) 2. Mai jagti rahti thi AUR tujhko sulati thi Mai teri jawani ke Armaan sajati thi Afsos sitamgar ne khaya naa taras tujhpar (saaye me naa baithungi Aye mere Ali Asghar) 3. Aankhon me tera chehra rahta hai mere bachhe Kya baat hui beta kyon ruthh gaya maa se Suni hai meri godi ay tashna dahaan Asghar (saaye me naa baithungi Aye mere Ali Asghar) 4. Mai sochti rahti thi kya kah ke bulayega Jab bolna sikhega Maa kah ke bulayega De mujhko sada beta ek baar toh Maa kah kar (saaye me naa baithungi Aye mere Ali Asghar) 5. Saaya bhi nhi koi Aur tapta hua sehra Chhe maah ka Sindhi hai nazook hai badan tera Aa so ja mere bachhe aakar mere sine par (saaye me naa baithungi Aye mere Ali Asghar) 6. Jab dekhti hun pani Dikhta hai tera chehra Jo mujhpar guzarti hai mai kaise kahu beta Hai zakhm bahot beta is maa ke kaleje par (saaye me naa baithungi Aye mere Ali Asghar) 7. Jhula to nahi baaki Par lori sunati hun Mai nind ke aalam me Haatho ko hilati hun Ujdi Hui mujh jaisi Hogi na koi madar (saaye me naa baithungi Aye mere Ali Asghar) 8. Kyun baap ke haatho pe Palta tha mera baccha Sun sakte ho ay shiyo Kyu Kya tha sabab iska Tha teer bada lekin Chota tha mera asghar (saaye me naa baithungi Aye mere Ali Asghar) 9. Papdaye huye wo lab Masoom gala uska Kya guzregi is maa par Zaalim ne nahi socha Jo dekha hai haal maine Dekhe na koi maadar (saaye me naa baithungi Aye mere Ali Asghar) 10. Bas bas aye sharar naqvi Mar jane ko hai kaafi Che maah ka wo Asghar Do baar hua zakhmi Haaye teer chala pehle Or baad me phir khanjar (saaye me naa baithungi Aye mere Ali Asghar)
Mola apko salamat rakhe bahut bahut shukriya lyrics ke liye,mai bahut dhund rahi thi bahut mushkil tha apka shukriya aasan karne ke liye,wo toh Allah ka shukar hai mai ne comment section check karliya
YA ALLAH SHAHEEDO KI FAMILY AUR QUAM KO SABRE JAMEEL ATAA KR , ZAALIM KO JALDI SE NISTO NABOOD KR DE HUM SB KO TERI AUR AHLE BAIT A.S. KI MAARFAT AUR QURBATT HAASIL HO YA ALLAH PAAKPARVARDIGAAR BIBI ZEHRA S.A. KE SADQE ME SABHI AZAADAARO KO BIMARI o BALA SE NIJAAT AUR HIFAAZAT KR,TAMAAM MERHOOMEEN KO SHIFAAT E MASOOMEEN A.S. NASEEB HO . TAMAAM AHLE IMAAN KO DUNIYA AUR AKHERAT KI AAFIYAT NASEEB HO AMIN..

Aey mere Ali Asghar... Saaye me Na baithungi Aye mere Ali Asghar Ab kaise jiye maadar Aye mere Ali Asghar Ay maadar e mazlooma kahthi thi yahi Rokar Aey mere Ali Asghar (saaye me naa baithungi Aye mere Ali Asghar) 1. Aey noore nazar mujhko ab chain nahi milta Umeed ke gulshan ka Ek phool nahi khilta Ay Laal har ek lamha ab Sakht hua mujhpar (saaye me naa baithungi Aye mere Ali Asghar) 2. Mai jagti rahti thi AUR tujhko sulati thi Mai teri jawani ke Armaan sajati thi Afsos sitamgar ne khaya naa taras tujhpar (saaye me naa baithungi Aye mere Ali Asghar) 3. Aankhon me tera chehra rahta hai mere bachhe Kya baat hui beta kyon ruthh gaya maa se Suni hai meri godi ay tashna dahaan Asghar (saaye me naa baithungi Aye mere Ali Asghar) 4. Mai sochti rahti thi kya kah ke bulayega Jab bolna sikhega Maa kah ke bulayega De mujhko sada beta ek baar toh Maa kah kar (saaye me naa baithungi Aye mere Ali Asghar) 5. Saaya bhi nhi koi Aur tapta hua sehra Chhe maah ka sin bhi hai nazook hai badan tera Aa so ja mere bachhe aakar mere sine par (saaye me naa baithungi Aye mere Ali Asghar) 6. Jab dekhti hun pani Dikhta hai tera chehra Jo mujhpar guzarti hai mai kaise kahu beta Hai zakhm bahot beta is maa ke kaleje par (saaye me naa baithungi Aye mere Ali Asghar) 7. Jhula to nahi baaki Par lori sunati hun Mai nind ke aalam me Haatho ko hilati hun Ujdi Hui mujh jaisi Hogi na koi madar (saaye me naa baithungi Aye mere Ali Asghar) 8. Kyun baap ke haatho pe Palta tha mera baccha Sun sakte ho ay shiyo Kyu Kya tha sabab iska Tha teer bada lekin Chota tha mera asghar (saaye me naa baithungi Aye mere Ali Asghar) 9. Papdaye huye wo lab Masoom gala uska Kya guzregi is maa par Zaalim ne nahi socha Jo dekha hai haal maine Dekhe na koi maadar (saaye me naa baithungi Aye mere Ali Asghar) 10. Bas bas aye sharar naqvi Mar jane ko hai kaafi Che maah ka wo Asghar Do baar hua zakhmi Haaye teer chala pehle Or baad me phir khanjar (saaye me naa baithungi Aye mere Ali Asghar
A ALLAH HUM SB KO TERI AUR AHLE BAIT A.S. KI MAARFAT AUR QURBATT HAASIL HO YA ALLAH PAAKPARVARDIGAAR BIBI ZEHRA S.A. KE SADQE ME SABHI AZAADAARO KO BIMARI o BALA SE NIJAAT AUR HIFAAZAT KR,TAMAAM MERHOOMEEN KO SHIFAAT E MASOOMEEN A.S. NASEEB HO . TAMAAM AHLE IMAAN KO DUNIYA AUR AKHERAT KI AAFIYAT NASEEB HO AMIN...
Mashaallah maula likhne vale padhne vale poore team membar Sab ka shkriya Aur maula sehat zindagi den ap logo ko koi gham na den maula siwaye ghame shabbir
Saye me na baithugi
aye mere Ali asghar
Ab Kaise jiye maadar
aye mere Ali Asghar
Haaye
Maa dar mazlooma
kehti thi yahi ro kar
Saaye me na baithugi
aye aye mere Ali Asghar
Aye noor e nazar mujhko
Ab chain nahi milta
Umeed ke gulshan ka
ek phool nahi khilta
Aye laal har ek lamha
Ab sakht hua mujhpar
Mai jaagti rehti thi
Aur tujhko sulaati thi
Mai teri jawaani ke
armaan sajati thi
Afsos sitamgar ne
khaya na taras tujpe
Aakhon me tera chehra
Rehta hai mere bacche
Kya baat hui beta
Kyu rooth gaya maa se
Suni hai meri godi
Aye tashna daha Asghar
Mai sochti rehti thi
Kya keh ke bulayega
Jab bolne sikhega
Maa kehke bulayega
De mujhko sada beta
Ek baar to maa keh kar
Saya bhi nahi koi
Aur tapta hui sehra
Che maah ka sin bhi hai
Nazuk hai badan tera
Aa soja mere bacche
Aakaar mere seene par
Jab dekhti hoon paani
Dikhta hai tera chehra
Jo mujhpe guzar hai
Mai kaise kahu beta
Hai zakhm bht beta
Is maa ke kaleje par
Jhula to nahi paati
Par lori sunati hu
Mai nind ke aalam me
Haatho ko hilati hu
Ujdi hui mujh jaisi
Hogi na koi madar
Kyu baap ke haatho pe
Palta tha mera baccha
Sun sakte ho ay shiyo
Kyu Kya tha sabab iska
Tha teer bada lekin
Chota tha mera asghar
Papdaye huye wo lab
Masoom gala uska
Kya guzregi is maa par
Zaalim ne nahi socha
Jo dekha idhar maine
Dekhe na koi maadar
Bas bas aye shajar naqvi
Mar jane ko hai kaafi
Che maah ka wo Asghar
Do baar hua zakhmi
Haaye teer chala pehle
Or baad me phir khanjar
Thankyou mam so much moula apko salamt rkhe or aap aisa hi sabkhi madad karta raha
Mashallah
Thank you
Thanks for lyrics
is nohe ko sunkar mere ashk jari ho jate he wakai Mola ke kalam me kuch to bat he mashaallhaaaaaaaaà jio Bhai Shabi
Aj achanak yw nauha suna aur pure nauhe m roti rahi ..sab manzr dikha diya is nauhe ne ...khud bakhud ansu a gaye..allah salmat rakhe is awaz ko jo dil tak jati h seedha
bibi zhara pursa qubol farma e allha koi gam na de😢😢❤❤
Kitni pyari awaz hai mola salamat rakhe ilahi ameen
Shabi abbas
Mashaallha
Pure alfaaz Kahan se milenge koi Bata sakta h please reply,,
Ameen🤲
Ilahi ameen
(Lyrics)
Aey mere Ali Asghar...
Saaye me Na baithungi Aye mere Ali Asghar
Ab kaise jiye maadar Aye mere Ali Asghar
Ay maadar e mazlooma kahthi thi yahi Rokar Aey mere Ali Asghar
(saaye me naa baithungi Aye mere Ali Asghar)
1. Aey noore nazar mujhko ab chain nahi milta
Umeed ke gulshan ka Ek phool nahi khilta
Ay Laal har ek lamha ab Sakht hua mujhpar
(saaye me naa baithungi Aye mere Ali Asghar)
2. Mai jagti rahti thi AUR tujhko sulati thi
Mai teri jawani ke Armaan sajati thi
Afsos sitamgar ne khaya naa taras tujhpar
(saaye me naa baithungi Aye mere Ali Asghar)
3. Aankhon me tera chehra rahta hai mere bachhe
Kya baat hui beta kyon ruthh gaya maa se
Suni hai meri godi ay tashna dahaan Asghar
(saaye me naa baithungi Aye mere Ali Asghar)
4. Mai sochti rahti thi kya kah ke bulayega
Jab bolna sikhega Maa kah ke bulayega
De mujhko sada beta ek baar toh Maa kah kar
(saaye me naa baithungi Aye mere Ali Asghar)
5. Saaya bhi nhi koi Aur tapta hua sehra
Chhe maah ka Sindhi hai nazook hai badan tera
Aa so ja mere bachhe aakar mere sine par
(saaye me naa baithungi Aye mere Ali Asghar)
6. Jab dekhti hun pani Dikhta hai tera chehra
Jo mujhpar guzarti hai mai kaise kahu beta
Hai zakhm bahot beta is maa ke kaleje par
(saaye me naa baithungi Aye mere Ali Asghar)
7. Jhula to nahi baaki Par lori sunati hun
Mai nind ke aalam me Haatho ko hilati hun
Ujdi Hui mujh jaisi Hogi na koi madar
(saaye me naa baithungi Aye mere Ali Asghar)
8. Kyun baap ke haatho pe Palta tha mera baccha
Sun sakte ho ay shiyo Kyu Kya tha sabab iska
Tha teer bada lekin Chota tha mera asghar
(saaye me naa baithungi Aye mere Ali Asghar)
9. Papdaye huye wo lab Masoom gala uska
Kya guzregi is maa par Zaalim ne nahi socha
Jo dekha hai haal maine Dekhe na koi maadar
(saaye me naa baithungi Aye mere Ali Asghar)
10. Bas bas aye sharar naqvi Mar jane ko hai kaafi
Che maah ka wo Asghar Do baar hua zakhmi
Haaye teer chala pehle Or baad me phir khanjar
(saaye me naa baithungi Aye mere Ali Asghar)
Mola apko salamat rakhe bahut bahut shukriya lyrics ke liye,mai bahut dhund rahi thi bahut mushkil tha apka shukriya aasan karne ke liye,wo toh Allah ka shukar hai mai ne comment section check karliya
Mashallah maola salamt rakhe apko
Jazakallah 🙏
Shukriya lyrics ke liye... Maula salamat rakhe aapko 🙌
Jazakallah
bhut pyari awaz hai es bache ki mashaallah nazar na lage 😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭
please ek like kar dena
Salam bar Hazrate sharban ki sabar par
Haye haye ye noha hr maa ka kaleja hila dega.....hye mola
Bahut hi pyari awaaz is bacche ki mashallah ❤❤
YA ALLAH SHAHEEDO KI FAMILY AUR QUAM KO SABRE JAMEEL ATAA KR , ZAALIM KO JALDI SE NISTO NABOOD KR DE HUM SB KO TERI AUR AHLE BAIT A.S. KI MAARFAT AUR QURBATT HAASIL HO
YA ALLAH PAAKPARVARDIGAAR BIBI ZEHRA S.A. KE SADQE ME SABHI AZAADAARO KO BIMARI o BALA SE NIJAAT AUR HIFAAZAT KR,TAMAAM MERHOOMEEN KO SHIFAAT E MASOOMEEN A.S. NASEEB HO . TAMAAM AHLE IMAAN KO DUNIYA AUR AKHERAT KI AAFIYAT NASEEB HO AMIN..
Ma sha allah bhai bhot acha 😢😢 noha hai aap ka bhot acha laga
Haye jab jab yeh nauha suno lagta hai dil phat jaega ..... Can't control my tears 😭😭 maula salamat rkhen yeh nauha parhne aur likhne walon ko...
Salamt rahao bhai
Boht hi dardila nauha hai
...hye ali asghar..😭😭😭😭😭😭
Allah salamt rakhe bhot masaebi nauha h hae ali asgar 😭😭😭😭😭😭
Mashallah allah salamt rakhe har shia ko 😣😣😣😣😣😣😣😣😣😣😣😣😣😣😣😣😣😣😣😣😣😣😣😣
Aameen
YA ALLAH SHAHEEDO KI FAMILY AUR QUAM KO SABRE JAMEEL ATAA KR , ZAALIM KO JALDI SE NISTO NABOOD KR DE HUM SB KO TERI AUR AHLE BAIT A.S. KI MAARFAT AUR QURBATT HAASIL HO
YA ALLAH PAAKPARVARDIGAAR BIBI ZEHRA S.A. KE SADQE ME SABHI AZAADAARO KO BIMARI o BALA SE NIJAAT AUR HIFAAZAT KR,TAMAAM MERHOOMEEN KO SHIFAAT E MASOOMEEN A.S. NASEEB HO . TAMAAM AHLE IMAAN KO DUNIYA AUR AKHERAT KI AAFIYAT NASEEB HO AMIN..
My fvrt anjuman ..mashallah moula slamt rkhe..❣
Mashallah kitni pyari aawaz h 🙏🤲maula is bachche ko or taraqqi de🤲😢😢😢haye Ali. asgar 😭
Aey mere Ali Asghar...
Saaye me Na baithungi Aye mere Ali Asghar
Ab kaise jiye maadar Aye mere Ali Asghar
Ay maadar e mazlooma kahthi thi yahi Rokar Aey mere Ali Asghar
(saaye me naa baithungi Aye mere Ali Asghar)
1. Aey noore nazar mujhko ab chain nahi milta
Umeed ke gulshan ka Ek phool nahi khilta
Ay Laal har ek lamha ab Sakht hua mujhpar
(saaye me naa baithungi Aye mere Ali Asghar)
2. Mai jagti rahti thi AUR tujhko sulati thi
Mai teri jawani ke Armaan sajati thi
Afsos sitamgar ne khaya naa taras tujhpar
(saaye me naa baithungi Aye mere Ali Asghar)
3. Aankhon me tera chehra rahta hai mere bachhe
Kya baat hui beta kyon ruthh gaya maa se
Suni hai meri godi ay tashna dahaan Asghar
(saaye me naa baithungi Aye mere Ali Asghar)
4. Mai sochti rahti thi kya kah ke bulayega
Jab bolna sikhega Maa kah ke bulayega
De mujhko sada beta ek baar toh Maa kah kar
(saaye me naa baithungi Aye mere Ali Asghar)
5. Saaya bhi nhi koi Aur tapta hua sehra
Chhe maah ka sin bhi hai nazook hai badan tera
Aa so ja mere bachhe aakar mere sine par
(saaye me naa baithungi Aye mere Ali Asghar)
6. Jab dekhti hun pani Dikhta hai tera chehra
Jo mujhpar guzarti hai mai kaise kahu beta
Hai zakhm bahot beta is maa ke kaleje par
(saaye me naa baithungi Aye mere Ali Asghar)
7. Jhula to nahi baaki Par lori sunati hun
Mai nind ke aalam me Haatho ko hilati hun
Ujdi Hui mujh jaisi Hogi na koi madar
(saaye me naa baithungi Aye mere Ali Asghar)
8. Kyun baap ke haatho pe Palta tha mera baccha
Sun sakte ho ay shiyo Kyu Kya tha sabab iska
Tha teer bada lekin Chota tha mera asghar
(saaye me naa baithungi Aye mere Ali Asghar)
9. Papdaye huye wo lab Masoom gala uska
Kya guzregi is maa par Zaalim ne nahi socha
Jo dekha hai haal maine Dekhe na koi maadar
(saaye me naa baithungi Aye mere Ali Asghar)
10. Bas bas aye sharar naqvi Mar jane ko hai kaafi
Che maah ka wo Asghar Do baar hua zakhmi
Haaye teer chala pehle Or baad me phir khanjar
(saaye me naa baithungi Aye mere Ali Asghar
Ye copy nhi ho rhe I want this lyrics..where did u find
5th stanza 2nd line#( sin bhi)
@@tasleemfatima9861please share your email ID, we will share the lyrics
Done, thanks @@jaushanmehdi822
💔💔😢 my fav noha of hazrt ali asghar
Bbahut riqqatdaar noha 😭
Waqayi bhai bhut zyda
It make me cry 😭😭😭 Allah now everything I am 12 years old girl
A ALLAH HUM SB KO TERI AUR AHLE BAIT A.S. KI MAARFAT AUR QURBATT HAASIL HO
YA ALLAH PAAKPARVARDIGAAR BIBI ZEHRA S.A. KE SADQE ME SABHI AZAADAARO KO BIMARI o BALA SE NIJAAT AUR HIFAAZAT KR,TAMAAM MERHOOMEEN KO SHIFAAT E MASOOMEEN A.S. NASEEB HO . TAMAAM AHLE IMAAN KO DUNIYA AUR AKHERAT KI AAFIYAT NASEEB HO AMIN...
Ma shall ah bhai
haye shahzada Ali Asghar
haye janabe Rabab
Hi
Yes
Mashallah shabi bahi And Aezan bahi
Mashaallah bht hi dard bhara nauha hai. Labbaik Ya Hussain
Aa jati thi raste pe ye soch ke bs sughra........ Same dhunn... My fev mashallah
Mashallah mola Salamat Rakkhe...
s/w
Mashaallah maula likhne vale padhne vale poore team membar
Sab ka shkriya
Aur maula sehat zindagi den ap logo ko koi gham na den maula siwaye ghame shabbir
Mashaallah bahut gamgeen klam h mola aapko slam rahe mola ke saye me rhe
Mashaallah bahut pyari nuha hai aur apki voice bhi bahut achchi hai....
Maula salamat rakhe....🤲🤲🤲
My favourite Nauha ....maula salamat rakhein shabi Bhai ko 😥😥😥
Same💔😭
Hay Ali asgar Nana sa shaheedana karbala 😰😰😰😰😭😭😭😭 hay bibi rabbab ki Goda bhi ujari aur mang bhi
Zindabad salamat raho khuda tarqqi de
mashallah mola slamet rakhe apko
Mashallah mola slamet rekhe apko
Masha Allah bht pyari awaaz ha baita bht soz ha. 💖
Bhot achcha noha Abbas bhai bhot khoob
Jazakallah, Allah salamat rakhe
Mashaallah maula salamt rakhe apko.
Bht pyari awaaz h mashallah
Mashallah...heart touching voice😢😢😢😢😢
Yup😭😭
Masha allah
Bht pyari awaz ha, noha bhi bht dardbhara ha. 😭😭😭
Haye Maula Ali Asghar a.s😢😢😢😢😢😢😢
My favourite noha
O really sabka fvt hai ye noha
Mara bhi favourati h
masha allha jiyo
Mashaallah 👍 very nice voice 👌 dil ko lagta hai ye noha 😢😢 moula salamat rakhe aap sabko elahi aameen
Waqi bohot dard bhara noha qaleja pharne wala noha hai😭😭😭
Mashaallah Bhai
Is nohey ki trz bhut pyari h.....Mola salaamat rkhe...
Mashaall kitni pyaari aawaz hai mola salamat rakhe🤲
mashaallah bhai salamat raka bhai tuma
Masahallah salamat rakhe ameen
Mashaallah khuda salamat rakhe
Bhut achi awaaz h mashallah...... mola apko salamat rakhe
u can't listen whole noha without tears in your eyes
😢😢😢
Ji 🥺🥺🥺ha
Mashallah khuda salamat rakhe azaadaro ko
Shahnaz Fatma inshallah
😢😢😢😢😢 mola salamat rakhye Bhai
جزاک اللہ صوتك جميل الله يحفظك يا محب الحسين
اللہ یحفظک ایضا
Mashallah mola salaamat rkhe
Mola qubool kren aameen.jazakallah
Khuda tamam bay olad ko Hazrat Ali Asghar a.s k sadqay olad ataa farmaay ameen❤️
Khuda salamat rkhe
Beshak maula salamat rakhe apko
Mashallah maula Salaamat rkhe aisa lag rha hai padhne wale ke samne sb masaib hue 😭
Masha Allah mola salamat rakhe bhai aap ko
Mashallah mola app ko salamat rakhe
Mashaalah mola salaamat rkhe
Masha Allah bhai
Moula salamat rakhe aapko ....bibi Qubool kare ye pursa apka 😭🤲🏻
Haye ALLHA Haye Ali As ghar
Nice 👌
haye shahzade Ali Asgar
AllahuAkbar. 💔
Mashallah jiyo bhai
mashaallah
Haye Ali asghar😭😭😭😭
Masha Allah voice
Bht. hi purdard nouha kalam o aawaz...
Hey... Ali Asghar as.😭
Masha allha kai awaz ata ki h allha ne ap ko
Mashallah Mola salamt rakhe sb azadaro ko
Subhanallah Allah slamt rakhe sb azadaroo ko
Mashallah khuda salamat rakh ali walo ko
Masha Allah Mola Salamat rahke ap ko mere bahi buhat masaibe noha he 😭😭😭😭
Moula thume salamat rakhe
Masaallha bhout khubsurat kalam & awaz
Bohoot accha hai mola salamt rkhi yay
Mashallah ❤️ mola a.s salamat rkhain
Masha.allah bhot accha noha h or avaz bhe bhot ache h mola salamt rkhe apko 👐👐👍
Bhaut aachi awaaz h mashallah se
mashalha mola salamat rakhe
Mashallah kya aawaaz hai bhai ki ❤
Mashallah itna pyara noha hai magar ye unlike kon jahil kiye hai
Jo jalte Hai jinke Dil Mareve Hai wo log krte h
Mashallha mola slmt rakkhy aapko 🥰🥰🥰🥰🥰❤❤❤🤲🤲🤲🤲
😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭
Heart Touching Voice
mashallah mera favorite noha hsi
Masha Allha
Haye mere Maula (as) !! 😔❤
Is nohe ko sunksr ankh bhar ati ha
Mashallah bahut achcha noha hai,,