Kam se kam sach tho bola hai bhai ne wrna log tho form bhi ni bhar raha humko pata hai ki hum ak job karega bus technician hua tho ntpc chhodh dega cbt-2 or dv skip kar dega kuki humko tho 1 post chahiye iti se hua tho graduation bhul jayega fad k fek dega or graduation se hua tho iti ko surrender kar dega
Plz reply. Aapki bat mujhe samajh me nhi aaya , mai ye puchna chahta hu ki iti+graduation sath me hai or alp, technician ka form bhar diya hu or ntpc v to agar mai alp ya technician iti per dv karbane jata hu or phir ntpc me v karbe jata hu dv to dikkat ho sakta hai n. Aagar sirf ak post alp technician ya graduation ntpc me ak per karbane me koi dikkat to nhi , mai alp technician me dv nhi karbahu sirf ntpc me 12th ya graduation per karbau to koi dikkat to nhi kyoki mai digi locar me avi tak koi document nhi dala hai. Mai avi group d me bina iti per posted hu, plz reply
Group d me agar app iti se posted nahi hai to iti laga sakte h ya graduation koi ek hi se form bhar sakte h Aur Ap pahle se hi rrb me hai to ap aisa nahi hi kijiyega to sahi rahega. Lastly bina date cross wale hi certificate ya degree se apply kariye
मेरा iti ka final year and graduation ka 2nd year same h (iti 1st year kiya tha tb graduation me distance de diya tha)regular se to me iti and graduation dono ke form bhar sakta hu kya
Sir mera iti August 2019- July 2021 hai but mere final exam January 2022 me tha mera result February 2022 me aaya and mera 12th August 2021- 2023 me huaa Kay hum Ntpc 12th level bhar sakate hai
2 3 mahina cross se koi dikkat nhi hai aur isme apka bhi to koi galti nahi hai . Aur ek chiz 12th se form bhariyega to iti nahi mangega ek hi sath dono degree se form bhar dijiyega to dikkat hoga
Bolne ka tarika sudharo galti huaa ya na huaa ye sab bolne ka kaya jaruri jo bolna hai lagatar bol kar last me thank you bolkar niklo❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Aisa kar bhi dijiyega to bhi rrb ko pata chal jayega kyunki ek baar DV ke baad unke pass apka sara access rhega aur jab dusri baar DV me jayega to pakda jayega
This is the very very important and helpful video for those students which have two degree in one session 🎉😊😊❤❤
Kam se kam sach tho bola hai bhai ne wrna log tho form bhi ni bhar raha humko pata hai ki hum ak job karega bus technician hua tho ntpc chhodh dega cbt-2 or dv skip kar dega kuki humko tho 1 post chahiye iti se hua tho graduation bhul jayega fad k fek dega or graduation se hua tho iti ko surrender kar dega
Thanks sir ham abhi se hi savdhan ho jate hai.
बहुत अच्छा सर
4:11 video start
Bahut achha se samjhaya Bhai... thanks
Very helpful video ❤ 🎉
Thanks for this video
Mera digilocker se railway acces delete ho gaya hai document verification me problem hoga kya ? Kaise sahi hoga batiye please
Garda sir💪💪
Accha ye batao jaise ek course regular aur distance se krne pr ye prob nahi n hota hai?
Bilkul nahi
Digi loker se koi dikkat ni hoga dikkat yaha aa rhi h ki ek hi acount se total form fill ho rha to railway ke paas total degree chala jayega
Ek account ho to pakad hi lega but yaha par log ek baar job me Jane ke baad aur dusre exam bhi deke cross date wala certificate se kar lete hai
Garda aashi
Garda sir
Thanks guru ji from your friend sujeet
Rabindra bhaiya
@@TheSCHOLASTICiTiANS abe mai sujeet hun
Bahut bariya beta
Ba aur anm ek shath kar sakte hai kya
Ji koi dikkat nahi hai
Plz reply. Aapki bat mujhe samajh me nhi aaya , mai ye puchna chahta hu ki iti+graduation sath me hai or alp, technician ka form bhar diya hu or ntpc v to agar mai alp ya technician iti per dv karbane jata hu or phir ntpc me v karbe jata hu dv to dikkat ho sakta hai n. Aagar sirf ak post alp technician ya graduation ntpc me ak per karbane me koi dikkat to nhi , mai alp technician me dv nhi karbahu sirf ntpc me 12th ya graduation per karbau to koi dikkat to nhi kyoki mai digi locar me avi tak koi document nhi dala hai.
Mai avi group d me bina iti per posted hu, plz reply
Group d me agar app iti se posted nahi hai to iti laga sakte h ya graduation koi ek hi se form bhar sakte h
Aur Ap pahle se hi rrb me hai to ap aisa nahi hi kijiyega to sahi rahega.
Lastly bina date cross wale hi certificate ya degree se apply kariye
@@TheSCHOLASTICiTiANS bina date cross wala line nahi samjhe
Useful video
Dur yar agar iti par job ho jayega to galag se graduation kar lega fir or kya agar graduation par ho jayega to iti ke dega hi nhi digitlocr me
मेरा iti ka final year and graduation ka 2nd year same h (iti 1st year kiya tha tb graduation me distance de diya tha)regular se to me iti and graduation dono ke form bhar sakta hu kya
Distance ka use kariye agar regular wale me cross hai to
🤘🤘
Thnks
Digi locker compulsory nhi kiya h abhi
Digilocor se documents bahar v kar sakte hai hai ye to nhi bataya apne ....
Sir mera iti August 2019- July 2021 hai but mere final exam January 2022 me tha mera
result February 2022 me aaya and mera 12th August 2021- 2023 me huaa Kay hum Ntpc 12th level bhar sakate hai
Ha bhariye koi dikkat nahi hai
2 3 mahina cross se koi dikkat nhi hai aur isme apka bhi to koi galti nahi hai . Aur ek chiz 12th se form bhariyega to iti nahi mangega ek hi sath dono degree se form bhar dijiyega to dikkat hoga
Matlab iti se alp aur 12th se ntpc . Aur agar dal diye hai to koi dikkat nahi hai exam Dene nahi jayega
Jo bhi ho badhiya hai
Graduation evening college से aur iti sath तो फॉर्म apply कर sakte hai
Apply kar sakte hai but agee jake koi ek hi job lijiyega
Graduation ko distance se bhi kar sakte hai.
@@TheSCHOLASTICiTiANS Bhaiyaa agr Mai ITI private se ki hu to koi problem nhi h n or graduation regulr ki hu plzz reply bhaiya
Kull Mila ke aap ek hi job mai dv kra skte hai
Agar ntpc nikal jayega to iti dv me digit loker me update kar me jaynge hi nhi
Koi ek job ke dv me hi Jana hai to kuch nahi hoga
Kisi ek me dv krwye to problem hoga
If iti and private graduate sath me kiya ho to
Iti private se nahi hota hai wo sabhi gov se hi kam karwate hai aur certificate gov hi generate karte hai
@@TheSCHOLASTICiTiANS nhi bhai gov iti and private graduate ho
❤❤❤❤😊😮
Bolne ka tarika sudharo galti huaa ya na huaa ye sab bolne ka kaya jaruri jo bolna hai lagatar bol kar last me thank you bolkar niklo❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Bhai yaha tak to koi soch bhi nahi pata tumhare dimag me kaha se aaaya
Abe kuchh vitamin kha nikhattu
Are dost document delete ho jata hi
Pahlai dikha do aur phir usai delete kar do
Jab tum dusra exam qualify kartai ho to
Aisa kar bhi dijiyega to bhi rrb ko pata chal jayega kyunki ek baar DV ke baad unke pass apka sara access rhega aur jab dusri baar DV me jayega to pakda jayega
@@TheSCHOLASTICiTiANS Bhaiya agr me ITI wale documents ka DV na krwau to or graduation ka krwa lu to koi dikkat nhi h n
Pagal