Sir mai bhi gorakhpur se hu.. Apki video bahut achi lagi.. Kafi informative tha... Aur bilkul real experience jesa lag rha.. Wish u all the best for future projects.. Ap jaldi growth karenge sir😊
School picnic ke liye achhi place hai Fulwari Or manimukundsen park, siddha baba mandir, siddha baba mandir se aage jhula hai, aur ropwe hai siddha baba mandir ke pass Lunch ke liye fulwari park sabase achha hai
Hello sir, BHANSAR KA KYA RATE HAI? BIKE K LIYE? Gorakhpur me scooty ya bike rent me milega?????? Yaa fer NAUTANWA me scooty ya rent bike milega? Pleaseeeee reply
ye bike par nirbhar hai kitani cc ki hai aap kitane din ruk rahe ye aap par nirbhar hai hai kyuki jitana jyada samay utana hai kharch nepal me har chij mahangi hai apana ek plan banaye uske mutabit kharch ka stemate banaye
bike se 2 din ka nepali Rs.400 aur Indian Rs.300 four wheeler 1 din ka nepali Rs.600 aur Indian Rs.350 lekin Rupee Nepali me change kara le indian nahi le rahe hai
DL aur car ki RC original aur uski ek-ek prati photo copy bhi, sonauli border subah 7:30 tak pahuch jay, aur pahale indian Rupee ko Nepali me convert karale aur nepal bhansar office subah 8:00 baje khul jayega, four wheeler car ka Nepali Rs. 700 Rupee ek din ka lagega uske bad kahi koi paisa nahi lekin age badhane se pahale apne kharch ke hisab se indian rupee ko nepali me convert karale ab andar Indian Rupee nahi le rahe hai (bhansar office ke pass hi cheng ho jayega)
Amazing travelling from gorakhpur to butwal
Supper 👍👍👍👍👍
Bahut badhiya
Thank you Sir. Beautiful video.
Thanks for watching
Bhaiya kolhui ek bada kasba hai
Informative video ❤🙏
Thanks a lot
Bhutal bus stand nahi dekhai apne.....
Ur video is good
Good video
Thanks
I am from Kathmandu
Good travelling from Gorakhpur to Butwal
❤❤❤
Bhai where is you helmet. Sefty first. Enjoy ride with rules
Nice
Agli video Kab upload karenge bhiya
06/11/2024 , 12:00 BAJE BHARAT MATA MANDIR HARIDWAR
❤❤😊
😊😊😊
Sir mai bhi gorakhpur se hu.. Apki video bahut achi lagi.. Kafi informative tha... Aur bilkul real experience jesa lag rha.. Wish u all the best for future projects.. Ap jaldi growth karenge sir😊
Thanks❤
Bike ka bhansar ke liye kya kya kagaj lagta h
License bhi lagta hai kya?
RC aur DL original lagata hai dono
Aur dono ka photo copy bhi aur kuchh nahi
Good 🎉
Thank you so much sir..
School picnic k liye kaisi jagah h
School picnic ke liye achhi place hai
Fulwari Or manimukundsen park, siddha baba mandir, siddha baba mandir se aage jhula hai, aur ropwe hai siddha baba mandir ke pass
Lunch ke liye fulwari park sabase achha hai
😊😊
Hello sir, BHANSAR KA KYA RATE HAI? BIKE K LIYE?
Gorakhpur me scooty ya bike rent me milega?????? Yaa fer NAUTANWA me scooty ya rent bike milega?
Pleaseeeee reply
Bike ka bhansar Rs. 150/- IC, and Rs. 200/- NC hai
Bike or scooty rent par sonauli border se milega
@@scomputertravels bike ya fer scooty kitnaa ka pdh skta hai???? Pleaseee btaa do or 2-3 din k liye rent le skte hai nh????
Sir jaise car mere bhaiya ke naam hai to kya mai usse ja sakta hu nepal
Ha aap jasakte hai car ka RC aur apna DL original sath me rakhe aur photo copy bhi dona ka
Bhutwal se kathmandu kaise jai
Sonauli border se Ramnagar road se jaye
Bhaiya Gorakhpur se bike se Kathmandu Pashupatinath aane jaane ka Kitna kharcha lag jaega
ye bike par nirbhar hai kitani cc ki hai
aap kitane din ruk rahe ye aap par nirbhar hai hai kyuki jitana jyada samay utana hai kharch
nepal me har chij mahangi hai
apana ek plan banaye uske mutabit kharch ka stemate banaye
@@scomputertravels 3 din
Bhaiya licence bhi check hota kya border pr
Bike or car hai to border par nahi bhansar office me photo copy lagati hai licence ka aur original pass me ho
Aur border par id proof chek hota hai
Bhaai sona la sakate hai kya nepal se
Kathmandu kaun root liya jai
JANE KE 3 ROOT, THODE SAHI ROOT SONAULI SE RAMNAGAR-BARDGHAT- AUR SIDHA ROOT KATHMANDU
बुटवल चाैराहा से पुरव
Siddha baba mandir hote huye
Isko sath le jao aur doctor se dekhwado please 🙏
Sir pokhara tak road kaise h
abhi mai pokhara nahi gaya hu lekin ye malum hai ki pokhara ka road achchchhi aur ofroad donao hai achha khasa dhul bhi hai
Bahut pahad hai
Ct 100 lekar ja sakta hu kya
SIRF BUTWAL TAK AGE NAHI
सर, दो दिनों के लिए भंसार कितना लगता है
bike se 2 din ka nepali Rs.400 aur Indian Rs.300
four wheeler 1 din ka nepali Rs.600 aur Indian Rs.350
lekin Rupee Nepali me change kara le indian nahi le rahe hai
Kitna time laga ye to bataya hi nahi.
gorakhpur se sonauli 2h aur sonauli se butwal 45m smanya speed
सर भंसार के लिए क्या क्या पेपर ले जाना है?
DL aur RC only original and dono ka photo copy
Vehicle ki paper aur Dl
woow babaal best video raamro😘♥️
love from my channel😘
Thanks
Sir border par rok letey h kya
border par kabi kabi check karne ke liye roke lete hai wah bhi 1 se 2 minute id proof jarur rakhe
@@scomputertravels currency kaha exchange karwaye?
Mai 4 wheeler sey butwal jana cahta hu
Kitna lageyga bhansaal ka aur documents kya kya rakhu?
DL aur car ki RC original aur uski ek-ek prati photo copy bhi,
sonauli border subah 7:30 tak pahuch jay, aur pahale indian Rupee ko Nepali me convert karale aur nepal bhansar office subah 8:00 baje khul jayega, four wheeler car ka Nepali Rs. 700 Rupee ek din ka lagega uske bad kahi koi paisa nahi
lekin age badhane se pahale apne kharch ke hisab se indian rupee ko nepali me convert karale ab andar Indian Rupee nahi le rahe hai (bhansar office ke pass hi cheng ho jayega)
@@scomputertravels thank you so much 🙏