@@Govtmitra "Your request has been reviewed by our backend operators and is currently being processed by our back-end systems." Bhaiya yeh aa raha hai ab kya karein?
Sir maine legal guardian bhar dia hain and self declaration me nephew dia hain relation me kyoki others ka option hat gya hain to mera ho jaega kya ?? Please reply agar grandfather ya uncle ke aadhaar se karna hain to kaunsa option select karein
Brother agar apne mother ko hof banakar apna address change Kiya hai to Aisa document dena hoga jo portal par list me mention bhi ho aur sath hi jisme hof aur apka dono ka name likha ho...second agar itna process apne sahi kiya hai to submit karne ke baad request ko hof se accept karwo srn daalkar..receipt check kro for srn no.. request hof accept karenge tab jaaker final submit hoga
@@Govtmitrathank you Bhai mera hof se address update Ho gaya per 50 rupees return nhi kiye unlog ne free of cost hai fir bhi Aur ek question tha mera dob options hai nahi to adhar kendra pe jake dob k liye birth certificate magte hai nahi hai to mark sheet nahi chalegi kya kyuki documents me to etne options hote hai jese address ME hai
Phli baat ye ke address update free nahi hai uske liye 50Rs lagte hai .. document update free hai abhi..aur dob sahi karni hai to aadhar center se hogi document kon se lagaenge ye aap uidai ke portal se download karke check kar sakte ho
@@Govtmitra sir mai -apne wife ke adhar update me Apna Name Likhege To... C/O Par mera name aayega ki W/O Par Ayga...... Agar Care Of par name Mera Aa jayega To Kuch Problem Hogi Kya...
Jisko hof select kroge usi ka name care of me khud aa jayega..isme koi bhi issue nahi hai..wife ke aadhar par care of me husband name ho sakta hai no issue
Meri wife ke uid me Mera naam mention hai ,maine abhi wife ka address update file Kiya hai usme self declaration aur electricity bill submit Kiya hai ,address update ho jayega ?
Hof based address update me relationship proof dena hai..yani aisa document jisme hof aur applicant dono ka name likha ho . electricity bill nahi de sakte..video dekhiye detail me sab bataya hai..self declaration ki video bhi channel par available hai playlist me
Brother aadhar center se hi update karwao kuch bhi karwana ho to..kisi bhi aise msg par dhyan naa den jisme apko whatsApp ya email service provide ki baat kahi gayi ho..fraud se bache
Yes use kar sakte ho..but dhyan rahe jisko bhi aap hof select kar rahe ho uska name bhi birth certificate me mention hona chahiye yani hof aur address badlane Wale dono ka name mention hona chahiye
@@Govtmitra Sir jese papa ke adhar card me unke papa ka naam h to hmare adhar card me hmare papa ka naam aayega ya papa ke papa ka naam aayega pls reply sir kyuki bo bhi address me aata h Sir please 🙏🙏🙏🥺🥺🥺 reply...
@@Govtmitra manke chalo mere mammi aur mai hai hum apne family mai papa ki death ho ghyi 3 saal ho ghye mai west Bengal ka address change karwana chahta hu raheta up mai hu kaise hoga mere pass west Bengal ka sc certificate hai bas aur birth certificate west Bengal ka kya mera hoga aur meri aur meri mammi ka address up ka hee hai?? Eska solution batao bhai kya zamil ki dalil. Sai change hoga?? Address meri mammi ka voter card hai west Bengal ka
Relationship document Dena hoga jisme hof aur apka dono ka name mention ho..aur portal par di gyi list me se ek ho.. document par detailed video channel par hai
No .. aadhar card update karne ke liye aadhar card hi doge ye kya baat hui..list me jo documents mentioned hai unme se hi ek document select karke usi ko upload karna hai
Hello Sir.. Mujhe meri mother ka aadhar mai address change krna hai .. Papa k aadhar mai address shi hai . Kaise hoga please suggest?kyuki meri mother k naam pr koi bhi updated address nhi hai ID
You mean husband ke aadhar se wife ko address change karna hai right ? Iska process simple hai hof husband (spouse) honge document me marriage certificate use kar sakte hain baki video me bataya tarika follow kro.. husband ke aadhar par jo bhi address hoga wo wife ke aadhar par aa jayega
@@Govtmitra marriage certificate nhi hai sir.. Koi document nhi which define any relation between mummy papa.. Except aadhaar bus.. Or should I go with self declaration?
Bhaiya ji mujhe nahin pata tha ki 30 dinon se andar yah dusre Aadhar card mein kholkar accept karna hota hai main Abhi Tak yahi soch raha tha ki kab accept hoga Mera verification stage per tha Aaj 1 sal Ho Gaya to kya main iska refund mil payega ya kya hoga
Hello sir great video thanks a lot Mera ek sawal hai agar HOF brother hai to sister ko reletion ship document me kya Dena hoga passport chalega dono siblings ka jisme father mother name dono ke common honge plzz answer thank you
Bhai agar sister ko brother ke aadhar se change karna hai to Aisa document lagega jisme dono ka name mention ho samjho is baat ko.. passport me kaha hota hai brother sister ka name..
@tahleelscakery normal process yani document based address update se apply Karo..uidai standard certificate form use karke agar koi proof nahi hai..hof se mat karo
Update aadhar online, wale option me jakr ho jyega papa ka address, address proof k liye, electricity bill ya water bill, jo bhi papa k naam se ho, uss document se ho jyega unka, tum ye mAadhar application k through bhi krskte ho, easy hota h application k through. Bill, 3 months se purana nhi hona chaiye
Document Aisa Dena hai jisme hof aur apka dono ka name mention ho..and second care of hof ka name ayega..agar care of change karna hai to normal process se address change kijiye
Sir, I have attached pdf file containing marriage certificate, HUF member aadhar card and electricity bill as proof but still my request got rejected. WHat could be a rejection reason? pls help Our marriage certificate has mentioned HUF's old address will that create a problem?
i m 14 yr old.... in my adhar S/O RIYA DEVI(mother name) is present.. but i want ONLY my father name as S/O KARAN( Father name) ... Is it change from my mother to father S/Omother name TO S/O father name. Ya mujhe normal address process se krwaana pdega
Agar apke pass relationship proof hai to hof based se kar sakte ho..aur agar apka khud ka address proof available hai to normal process yani document based se apply kar sakte ho..apke pass dono hi option hai
bhai Relationship proof toh marriage certificate de duga, lekin address jo husband ke adhar mei h vo chaye toh same process follow krne se vo aa jaega Question yeah hai ki wife ke address mei C/O: likh kar aayega ya fir sirf Husband name bina C/O ke , inme se ek toh aayega he lekin, mujhe baad mei W/o add krna hai Toh ek baar update hone ke baad mai dubara kis tarah W/o likh skta hu or wife ke pass address proof kuch nhi hai (sirf OBC certificate hai same address ka par usme wife ke father ka name hai ,toh vo husband ke name ko lega nhi) plz bataye Note: Marriage certificate ka address nhi chaye, Husband ke addar ka address chaye with w/o
Bhai marriage certificate de sakte ho kyuki usme wife aur husband dono ka name mention hoga..second ajkal aadhar par care of hi aata hai w/o nahi.. video me bataye process se husband ke aadhar par jo address hai wahi wife ke aadhar par aa jayega
Ration card me agar address change ho or applicant or uske father ka name mention hai but ration card me hof me grandfather ka name hai to kya ho sakta hai 😊
@@aasif_709 bhai agar papa ke voter id par gaon ma address hain aur aadhar card par same address hain jo mera hain to kya main papa ke voter id wale address ke behalf par change karwa sakta hu
List me jo document portal par diye gaye hai unme se hi koi ek document dena hoga relationship document ke taur par.. aur hof ke aadhar par wahi address hona chahiye Jo apko apne aadhar par add karwana hai
Husband ki marksheet me apka name nahi hoga sirf husband ka hoga isliye wo valid nahi hai.. relationship document do jisme dono ka name ho jaise ki Marriage certificate
In my adhaar c/o is my father's name , when i will update address of my wife through hof based , after that c/o mein mera naam ayega yah mera father name jo pehle se tha
12:27 Bhaiya is step mein jab srn number fill karte hain uske baad accept aur decline ka option open nahin hota. Kya karein?
SRN number thik se fill Karo jarur option ayega..
@@Govtmitra "Your request has been reviewed by our backend operators and is currently being processed by our back-end systems."
Bhaiya yeh aa raha hai ab kya karein?
Accept ho Gaya ? Agar ho Gaya to wait Karo kuch tym address update ho jayega
Sir 5 saal k boys ka ho jayga kya please reply me mother k hof say
@@Govtmitra bhai nhi ho rha hai hajar baar daal ke dekh liye srn number ko fir v except ho hi nhi rha hai no request found on above srn
Is the address of the HOF member not updated? If so, will it help to change my address? If not, plse suggest
Spouse me Adhar card kis option par lagaye
Very informative vedio, I was searching for child hof option to update address in my parents adhar card. Thank you so much
Most welcome
To mene hof bhi kr diya or adres bhi change kr a kya hoga
Sir maine legal guardian bhar dia hain and self declaration me nephew dia hain relation me kyoki others ka option hat gya hain to mera ho jaega kya ?? Please reply agar grandfather ya uncle ke aadhaar se karna hain to kaunsa option select karein
Sir self declaration form ki jagah par hof ka niwas lga skte hai
Voter id ko as a proof of document use kr sakte hain ?
Thank u aapne achhe se banaya
Sir mai mere aadhar se mummy ka aadhar address change krunga to C/O papa kaa naam aayenga ya mera
Mother ko as hof use kre to kya mother ka naam aayega aadhar card me ya father ka hi rhega
Mother ka aa jayega
@@Govtmitra father ka hi rakhna ho to kaise kre
Normal process se change karwao.. document based
@@Govtmitra waha kse update hoga
Mama ka ya chacha ka adhar se
mere adhar me address change to sakta hain kya dono ke states alag hoto..
Father ka Adhar card upload karna hai us🙏ke liye kya select kare
Aadhar card nahi upload karna document upload karna hai jo list me diye hue hai
Sir इसमें Shaadi ka card उलोड kar sakte hai क्या
No
@Govtmitra thank you sir reply dene ke liye
Ration card kaise samgra I'd de sakte kya
Sir bus hof ka adhar number dalne se adress chenge ho jayega kyoki is video me kahi bhi address bharne ka option nahi aaya hai.
Hof ke aadhar par jo address hoga same apke aadhar card par automatically aa jayega
Address ko kitni bar chenge kiya ja sakta hai.
Mera aadhar Karnataka ka he Maharashtra me change karna he , karega tho local language automatic change hoyega kya ?oi rega
voter id card ka use kiya ja sakta hai kya hof ke liyee?
C/O ki Jagah pr W/O kaise sudhar hoga.
Kya a jaruri h .
Ajkal care of hi likha aata hai aadhar me..w/o nahi
@@Govtmitra update कर सकते है
@@Prakashpateerkaise hoga
@@ankitmanjhu9940 w/o likh कर हिन्दी में अर्धांगिनी लिखो फिर हो जाएगा
Hof ma sister ko choose karte hai to father name ki jaghe uska name ayga kya
Yes
SRN no. Acknowledge receipt pe hoti hai?Kese request accept Kare hof
Brother agar apne mother ko hof banakar apna address change Kiya hai to Aisa document dena hoga jo portal par list me mention bhi ho aur sath hi jisme hof aur apka dono ka name likha ho...second agar itna process apne sahi kiya hai to submit karne ke baad request ko hof se accept karwo srn daalkar..receipt check kro for srn no.. request hof accept karenge tab jaaker final submit hoga
@@Govtmitra thank you brother 🙏
Dob ka kaise kare?
Option nhi hai ab show nhi kar raha update online adhaar
@@Govtmitrathank you Bhai mera hof se address update Ho gaya per 50 rupees return nhi kiye unlog ne free of cost hai fir bhi
Aur ek question tha mera dob options hai nahi to adhar kendra pe jake dob k liye birth certificate magte hai nahi hai to mark sheet nahi chalegi kya kyuki documents me to etne options hote hai jese address ME hai
Phli baat ye ke address update free nahi hai uske liye 50Rs lagte hai .. document update free hai abhi..aur dob sahi karni hai to aadhar center se hogi document kon se lagaenge ye aap uidai ke portal se download karke check kar sakte ho
Bhaiya ji
Care of likha
Wife of karwana ha
Yahin se hoga kya HOF se ?
Ab sabhi aadhar par C/O hi likha aata hai..purane aadhar par s/o w/o d/o is tarah se likha hota tha..
@@Govtmitra sir mai -apne wife ke adhar update me Apna Name Likhege To... C/O Par mera name aayega ki W/O Par Ayga...... Agar Care Of par name Mera Aa jayega To Kuch Problem Hogi Kya...
Jisko hof select kroge usi ka name care of me khud aa jayega..isme koi bhi issue nahi hai..wife ke aadhar par care of me husband name ho sakta hai no issue
Fathar or mother expide ho gae to
Bhai k adhar say bhan ka address change ho jayega keya bhaen k m adhar m father ka naam aata hai keya bhai ka naam aayega
Jisko hof select kroge usi ka name ayega .in your condition bhai ka name ayega care of me
Sir kis ka document upload karna hai mera ya Mera father ka hof update option mein.
Applicant
@@Govtmitra bhaiya Maine uidai helpline number par call kiya tha woh bol applicant ka nahin father ka lagega.❤️❤️❤️❤️❤️
Document aisa dena hai jisme apke father aur apka dono ka name mention ho ..for example Marksheet
Maa ke nam electric bill h delhi ke ghar pe and mujhe bhi Bihar se ab delhi ghar wala address update krana hai to ho jayega na bhai
Electricity bill se nahi hoga.. video dekho document bataye hai sab
Agar mujhe Delhi ka address karwana hai toh HOF ka bhi address Delhi hi hona chahiye?
Yes..jo address apko apne aadhar par add karwana hai wahi address hof ke aadhar par mention hona chahiye
@@Govtmitra agar pariwar pehchan patr hai to ho jayega QK us me Delhi ka address hai
Document video me bataya hai dekho.. relationship proof dena hai
Sir me apne bete ka adress update krwana chatihu.mere bete ka 10th board ka marksheet chalega jisme mera beta aur mera nam mention h?
Yes
Sir adhara card pr father ka name nahi hai hof father ko bnaunga tih unka nam or adress aa jyaga adhar card pe
Yes
Maine ek video dekhi usmein kehta hai hof vale methoda se self declaration vala form hai vo bhi bhrna pdta hai? Btao aap
Relationship document nahi ho tab self declaration form use karte hai.. otherwise relationship document hi Dena hota hai..
@@Govtmitra acha
Bhai hof se kiya mark sheet upload kiya verification stage pe hai payment Ho gai per hof ka permission lene bol rha hai kese le
Self deceleration form bharna hoga
U tube pr dekhna hof ka form kese bhrna h
@suneelkumar7557 kesa? Dob k liye
@@littlestepSKA Hof ka aadhaar no daal kr Login krna h, or hof accept pr jana h, srn no dalna h or ho jayegga
@@littlestepSKAHOF Self Decleartion ka Form Bharn h
Self declaration hof ka upload hoga ya applicant ka
Is par video channel par available hai
Bhai mana 25 july ko online update kiya tha proof laga kr aj 3 aug hogi but update ni hua kya kru?
Status check karo..nahi hua to kuch din wait karo ho jayega
Meri wife ke uid me Mera naam mention hai ,maine abhi wife ka address update file Kiya hai usme self declaration aur electricity bill submit Kiya hai ,address update ho jayega ?
Hof based address update me relationship proof dena hai..yani aisa document jisme hof aur applicant dono ka name likha ho . electricity bill nahi de sakte..video dekhiye detail me sab bataya hai..self declaration ki video bhi channel par available hai playlist me
Sir husband ka w/o kr ke aayega kya
Ab sabhi aadhar par c/o hi likha aata hai
Upload wala documents Kitana kb hona chiya
Bro HOF m father ke Aadhar card se apna address kr sakte hai ? , esa kuch option nhi dikh rha?
Aa to rahe hai sab option..video dekho bataya hai sab
hof documents he . but relation galat ho gaya.
12th ki marksheet se ho jayega usme father name hai?
Yes
Hasbhand option nhi deak ra he
Abhi papaa ka naame hai agar me mother se change krlu toh koi problem toh hi aaegi n ??
CARE OF ME MUMMY KA NAME AAEGA KYA?
@@dhruvsharma5775 ha bhai
Rent House ka address kese update kar skte hai
@@sohanyadav4992ok please share make it video
Brother aadhar center se hi update karwao kuch bhi karwana ho to..kisi bhi aise msg par dhyan naa den jisme apko whatsApp ya email service provide ki baat kahi gayi ho..fraud se bache
Self declaration wala document kaise download hoga ya print krege
Uidai portal se
Bhai Ye 2nd stage ka approve karne ke bad kab tak update hota he because Mera almost 10 days hogy
Bro agar mai mummy ka address papa ke aadhar card se change karau. self declaration form k through toh vha pr w/o likha ayga ya c/o plz btao
Aajkal aadhar par care of yani c/o hi likha aata hai
Sar agar others state se sadi hokar aye hi to kon sa document upload karna hai
Relationship document
Bhai mere Papa ke adress mein dadaji Ka naam hai phir village House no ward no pin no district ese hai to kya sab likhna hai
Video puri dekho detail me sab bataya hai.. address likhne ki jarurat nahi hoti hof based address update me
Sir isme me married certificate laga skta hu plz reply
Supporting documents me aadhar card deneme kon sa option choose karenge
mujhe bhi btana yaar tumko malum hai to
Bhai shetu wale bol rahe hai mobile se ni hota site band hai
Hota hai bhai..khud check krke dekhlo my aadhar portal se hoga address update..portal chal raha hai
Spouse me adhar card upload ka option nhi aa raha hai
Aadhar card upload nahi karna hai..video dekho Sara process bataya hai detail me
@@Govtmitra ok
Srn no. Not found dikha raha hai
Can i give my birth certificate as relationship proof document
Yes use kar sakte ho..but dhyan rahe jisko bhi aap hof select kar rahe ho uska name bhi birth certificate me mention hona chahiye yani hof aur address badlane Wale dono ka name mention hona chahiye
Kya 5 saal ke bache ke lie birth certificate laga skte hai. Plz reply
Yes
Mai hof hu mera apna wala adress apni wife ka bhi krna chahta hu konsa option lu sibling wala aur proof me apna aadhar scan krke upload krdu kya
Address update hone ke baad W/O likh kar ayega ?
Hof ka name C/o me likha ayega..
@@Govtmitra Sir jese papa ke adhar card me unke papa ka naam h to hmare adhar card me hmare papa ka naam aayega ya papa ke papa ka naam aayega pls reply sir kyuki bo bhi address me aata h
Sir please 🙏🙏🙏🥺🥺🥺 reply...
@@Govtmitra manke chalo mere mammi aur mai hai hum apne family mai papa ki death ho ghyi 3 saal ho ghye mai west Bengal ka address change karwana chahta hu raheta up mai hu kaise hoga mere pass west Bengal ka sc certificate hai bas aur birth certificate west Bengal ka kya mera hoga aur meri aur meri mammi ka address up ka hee hai?? Eska solution batao bhai kya zamil ki dalil. Sai change hoga?? Address meri mammi ka voter card hai west Bengal ka
Relationship document Dena hoga jisme hof aur apka dono ka name mention ho..aur portal par di gyi list me se ek ho.. document par detailed video channel par hai
@@Govtmitra hof mean??
Papa ka address kaise update hoga , hof agr mmy ho to , relationship spouse select karenge?
Aadhar card m address update hone k baad new card address pr deliver ho jayega naa ?
Yes
Mere ko Delhi ka address karwana hai aur mere pass parivar pehchan patr hai Delhi ka toh us ke through ho sakta hai
Kitne den me address update ho jata h
Aisa kon sa document hai jis me mention ho . Nahi ho to
Sir.. humne abhi new ration card banvaya h..
Aur usme HoF meri mother h..
Aur grandfather ka update karte waqt "HoF's relation with applicant" mein kyaa dalna hoga?
Hi bro Meri marksheet Mein Mere father ka naam hai sirf Unka ful name nahin hai isase koi problem To Nahin Hogi Kya Mera address change ho jaega
Mera update nahi hua
Legal guardian se kya matlab hai
Kitne din me update ho jaata adresss by HOF
Very nice info
Can I upload my father's Aadhar card as a document of relationship? In my Aadhar card my father's name is clearly mentioned
No .. aadhar card update karne ke liye aadhar card hi doge ye kya baat hui..list me jo documents mentioned hai unme se hi ek document select karke usi ko upload karna hai
@@Govtmitra thanks bhai
Bhai agar Adhaar link hi na ho mobile number se to log in kaise karenge ??
Hello Sir.. Mujhe meri mother ka aadhar mai address change krna hai .. Papa k aadhar mai address shi hai . Kaise hoga please suggest?kyuki meri mother k naam pr koi bhi updated address nhi hai ID
You mean husband ke aadhar se wife ko address change karna hai right ? Iska process simple hai hof husband (spouse) honge document me marriage certificate use kar sakte hain baki video me bataya tarika follow kro.. husband ke aadhar par jo bhi address hoga wo wife ke aadhar par aa jayega
@@Govtmitra marriage certificate nhi hai sir.. Koi document nhi which define any relation between mummy papa.. Except aadhaar bus.. Or should I go with self declaration?
You can try self declaration form..video available on playlist for self declaration based address change in aadhar
@@Govtmitra thanks sir hogya self declaration form se.. But sir W/O ki jagah C/O likha aarha hai aadhaar mai.. Is this correct? Please help 🙏
Aajkal sab aadhar par c/o hi likha aata hai don't worry
Bro, relationship document me jisko apna address change krna hogaa wo apna doc's degaa ya fr HOF ka
Jisko address change karna hai
@@Govtmitra sir abhi to free me bola gya hai .aap bol rahe ho payment karna hai
Reply plz sir
Address free me update nahi hota.. document update free hai abhi 14 June Tak..dono me fark hai samjho
Aadhar me address update krne pr aadhar me address update ho gya lekin address me father k name se phale F/O lga huva nhi aaya Q
Ab c/o hi likha aata hai aadhar me
kitna time lga update hone me
Bhaiya online update Kiya ya centre p Jake adress bataye
@@KS20087 mobile se online keya tha 3days m sai ho gya or 10days me Aadhaar address pr aa gya
@@ajaygora6698 agar hof ki ID pr purana address h tb kaise update hoga
Bhaiya ji mujhe nahin pata tha ki 30 dinon se andar yah dusre Aadhar card mein kholkar accept karna hota hai main Abhi Tak yahi soch raha tha ki kab accept hoga Mera verification stage per tha Aaj 1 sal Ho Gaya to kya main iska refund mil payega ya kya hoga
Nhi refund kaise bhi nhi milta hai isme
Address update krne ke bad ab completed dikha rha hai but wo red color me likha hai aur address bhi change nhi huaa hai...... Ye kaise ??
Is par video hai channel par
Hello sir great video thanks a lot Mera ek sawal hai agar HOF brother hai to sister ko reletion ship document me kya Dena hoga passport chalega dono siblings ka jisme father mother name dono ke common honge plzz answer thank you
Relationship document means jisme hof aur address badlane Wale ka name mention ho..aur isse care of bhi change hoga dhyan rahe
@@Govtmitra passport chalega dono siblings ka?
Bhai agar sister ko brother ke aadhar se change karna hai to Aisa document lagega jisme dono ka name mention ho samjho is baat ko.. passport me kaha hota hai brother sister ka name..
@@Govtmitra to iske liye kaunsa document Dena hoga plzz suggest self declaration ya kuchh aur ratio Card nahi hai mere pass
@tahleelscakery normal process yani document based address update se apply Karo..uidai standard certificate form use karke agar koi proof nahi hai..hof se mat karo
Relationship document applicant ka hona chahiye ya phir HOF ka???
Applicant
@@HK-uc8nq hof ka hona chahiye bhai tabhi to unke adrees se apna adress change kr sakte hai
Relationship doc. Me Votercard chal jayega kya
Super sir I like you video ❤❤❤😂
Bhai mujhe apne papa ka address change karna hai to kon sa option select kru
Update aadhar online, wale option me jakr ho jyega papa ka address, address proof k liye, electricity bill ya water bill, jo bhi papa k naam se ho, uss document se ho jyega unka, tum ye mAadhar application k through bhi krskte ho, easy hota h application k through. Bill, 3 months se purana nhi hona chaiye
1. Relationship document me apna document dalna hai ya HOF ka?
2. C/O me HOF ka naam atha hai.
How to change only C/O me naam after address change?
Document Aisa Dena hai jisme hof aur apka dono ka name mention ho..and second care of hof ka name ayega..agar care of change karna hai to normal process se address change kijiye
Sir, document me HOF ki jagah mein NAME OF FATHER likha rahega to hoga sir?
Dono ka name mention hona chahiye..hof ka bhi aur jisko address change karna hai uska bhi
Sir maze payment zalay pan acknowledge download hot nahi
Good information
Sir, I have attached pdf file containing marriage certificate, HUF member aadhar card and electricity bill as proof but still my request got rejected. WHat could be a rejection reason? pls help Our marriage certificate has mentioned HUF's old address will that create a problem?
C/O name adhar card mai likhkr kya
Bhai Mera family hi other state me ho or m kisi or State me hu to m kaise current state City ka address kaise aayega
HOF me relationship me husband ka otion nhi aa raha hai kya kare .
Spouse select karo
@@Govtmitra bhaiya ration card me address change kaise kare online se ?
i m 14 yr old.... in my adhar S/O RIYA DEVI(mother name) is present.. but i want ONLY my father name as S/O KARAN( Father name) ... Is it change from my mother to father S/Omother name TO S/O father name. Ya mujhe normal address process se krwaana pdega
Agar apke pass relationship proof hai to hof based se kar sakte ho..aur agar apka khud ka address proof available hai to normal process yani document based se apply kar sakte ho..apke pass dono hi option hai
bhai Relationship proof toh marriage certificate de duga, lekin address jo husband ke adhar mei h vo chaye toh same process follow krne se vo aa jaega
Question yeah hai ki wife ke address mei C/O: likh kar aayega ya fir sirf Husband name bina C/O ke , inme se ek toh aayega he lekin, mujhe baad mei W/o add krna hai
Toh ek baar update hone ke baad mai dubara kis tarah W/o likh skta hu or wife ke pass address proof kuch nhi hai (sirf OBC certificate hai same address ka par usme wife ke father ka name hai ,toh vo husband ke name ko lega nhi)
plz bataye
Note: Marriage certificate ka address nhi chaye, Husband ke addar ka address chaye with w/o
Bhai marriage certificate de sakte ho kyuki usme wife aur husband dono ka name mention hoga..second ajkal aadhar par care of hi aata hai w/o nahi.. video me bataye process se husband ke aadhar par jo address hai wahi wife ke aadhar par aa jayega
Sir isme adhar card kitne din mai mil jata hai ??
Approx 30 days
Spouse select karna h kya
Yes
ok
Aap apna number doge sir
Ration card me agar address change ho or applicant or uske father ka name mention hai but ration card me hof me grandfather ka name hai to kya ho sakta hai 😊
Bhai jaise Sibling k addhar se agr change karwana hai to kon sa Documents lagega
Relationship document
How much time it takes to update after the Hof accept the request?
Mera to 1 din me hi hogyaa
@@aasif_709 bhai agar papa ke voter id par gaon ma address hain aur aadhar card par same address hain jo mera hain to kya main papa ke voter id wale address ke behalf par change karwa sakta hu
@@ashishh._.710 bhai iske bare me me sure nhi hu pr or agar unke Adhaar card pe same adress hai to usee se krwa lo
List me jo document portal par diye gaye hai unme se hi koi ek document dena hoga relationship document ke taur par.. aur hof ke aadhar par wahi address hona chahiye Jo apko apne aadhar par add karwana hai
For valid supporting document type. Can i submit my husband marksheet?
Husband ki marksheet me apka name nahi hoga sirf husband ka hoga isliye wo valid nahi hai.. relationship document do jisme dono ka name ho jaise ki Marriage certificate
Thank
How to download self declaration from ??
Uidai portal se karlo
Kitna din lgata hai address update hone me
Meri mother in law Saath Mein rehti hain to unka address kaise change Karun…meine do baar apply kiya but reject ho gaya
Bhai reject hi hoga na..mother in law ka update nahi hoga only family members ke liye hai ye facility
Normal process se apply karo
MLA se likhwA lo ho jayega aaram se,MLA v likh dega easily bus electricity bill leke Jana kisi k naam ka v wHi k address ka
In my adhaar c/o is my father's name , when i will update address of my wife through hof based , after that c/o mein mera naam ayega yah mera father name jo pehle se tha
Jo bhi hof hoga uska hi name care of me ayega..
sir wife ka karna h to kya select kre
Spouse