Sir Mera course 4 year ka h but maine 2nd year tk ki fee submitte kr diya h ...mujhe 3rd and 4tha year k kiy chahiy ..mil jayega sir ...plz reply me sir 😢😢😢😢😢😢
Hello sir mai mbbs me admission ho Gaya hu lekin mere father ka pan card vagairah Nahi Bana hai use banne me time lagega to agar admission liye 1month ya thoda jyada ho jata hai tab bhi kya Mai loan ke liye eligible rahunga please reply sir
🙏🙏🙏 Mera sawal he ki bank se jo loan milega uss par intrest kis din se start hoga jis din se apko mil gaya ya course complete karne ke ek saal baad se 8 se 9℅ ya jo bhi ho tab lagega agar course complete hone par lagega toh kya intrest increase hoga
Sir Bank wale loan se Double propraty mangte hai agar kisi garib ke pass propraty na ho to usko nhi millega iska matlab sab kusss amir logo ke liye he hai na ki Garib ke liye to sir garib kiya kare muje sir mera reply jarur dena g
Sir bsc nursing k liye loan chahiye upto 4 lacs ... To co applicant k bina mil skta h kya mujhe loan ??? Aur konse bank s mil skta h please btaa dijiye???? From Delhi
Sir mai Maharashtra state government me servent hu, meri per month 60 thousand salary hai, sir hame bacchi ke liya mbbs course ko education loan chahiye kiatana lone milega sir please guide kariye
Sir mujhe esic aor private ki counselling krni hai ...50 percent chances hain ki esi me ho jaega 3rd round tak..Lekin mere marks pe private 1st round me mil jaega..mujhe phle esi ke sare rounds krne hain nhi mila to private. Longi..to hum aisa Kar skte hai na ki first round me reg. To deemed aor esi dono ki kroon but choices sirf esi ki fill kroon..aor stray round me private fill kroon ...stray round me mere pass private ki choices hongi na kyunki uski fee to Maine 1st round me hi krdi??
Sir b pharmacy karna hai fee 7,50,000hai to 7 lakh ka lon mil jayega agar milega to isko 4sal bad Dena parega and loan jab lenge tab se hii interest start ho ga kya?
sir kaafi saare media reports me yeh aa raha he ki answer key aaj hi kal me release hone vali he..sir kya answer key ganganagar me reneet se pehle aa sakti he?? jese reneet 2020 hua tha 14oct ko or result aa gya tha 16oct ko unki na hi answer key aayi thi or na hi omr..sir plz answer..i'm from ganganagar
Sir bangladesh mbbs k liye milega??maine pucha tha to bank wale ne 7.5lakh lene pr v bola tha ki 9%intrest lgega.......pr aap bol rhe h ki intrest free hota h 7.5lakh tak?
Sir mera state bank of India me bank account toh toh wahan ke manager se mene puchha ki education loan is bank se milega toh unhone bola nhi ,sir plzz reply me
@@Nishabharti4225 hey nisha same here mai v bihar se hu sis.. Myself Manya..mujhe v education loan chaiye MBBS k liye... odisha me aapke college ki fees kitni h or kon sa college h kya mai usme admission le skti hu? I'm scoring 450+ this year general category...plzz reply sis 🙏🙏
@@chopraeducation1090 sir ji me chattisgarh me rehti hu or me pune ya nagpur m medical College m admission krna cahati hu to sir mujhe konse benk jana hoga vaha k ki yaha chhatisgarh ka ???
Mujhe to bank ne ek baar me Dene ka mana kar diya Bank manager bola aapke college se fee structure jitne ka banega bo hi denge Or aapke hath me kuch nhi denge
Mujhe nhi di bo bole ke aapke hath me ek rupye bhi nhi milega college fee hi denge Government fee hai mere college ki 36000 hajar College se pta Kiya to bole ke aapko hum kebal fee ka structure de sakte hai or koi bhi khrche ka riten leter nhi denge Is hisab se bank kebal 36000 hajar hi de rha tha year me isse mera kuch nhi ho rha tha maine Lon nhi liya Kionki hostal charg bank nhi de rhi college hostal charg likh k nhi de sakta Travel or books other khareche bhi bank nhi degi kionki Mai likh riten pad par likba kar college se nhi de sakta
@@Dr.m.h.mbbs01 to bank direct college me fees summit krti h vo mughe pta h but ye ni pta every year krti h ki only one year Mera 5 year ka course h isliye
Sir Mera course 4 year ka h but maine 2nd year tk ki fee submitte kr diya h ...mujhe 3rd and 4tha year k kiy chahiy ..mil jayega sir ...plz reply me sir 😢😢😢😢😢😢
Sir meri behan mbbs ka 1 year complete ho gya hai or ab private quata honeke karan loan nhi ho rha sir plz help kardo
Semi govt. Ke bare me video banao
Hello sir mai mbbs me admission ho Gaya hu lekin mere father ka pan card vagairah Nahi Bana hai use banne me time lagega to agar admission liye 1month ya thoda jyada ho jata hai tab bhi kya Mai loan ke liye eligible rahunga please reply sir
Can you please guide me for MBBS admission in pravate college by
sir 90lakh private colleges ki fees h to itna amount par loan mil jayega kya???
Nhi milta h hamne try kiya
vo bank par depend karta hai
Bhai propraty bi 2 crore honi chahiye
@@mfarooquebelim1544 bhatia kitna takes milega without intrest
Yehi chenal hai bacho ko aapn bhavishry ke bare me sochne ke liye. Aapka bahut bahut dhanybad is video ko banane ke liye 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🇮🇳
thanks
🙏🙏🙏
Mera sawal he ki bank se jo loan milega uss par intrest kis din se start hoga jis din se apko mil gaya ya course complete karne ke ek saal baad se 8 se 9℅ ya jo bhi ho tab lagega agar course complete hone par lagega toh kya intrest increase hoga
MBBS ka course hona ka 10 months ka badh
Jiss din se loan degaa uss din se hie
10% ya 12% jitna v ho
सर बँक मे रसिया के लिए लोन मिलता नही है कोन से बँक मे लोन मिलेगा कृपया बताईये
sbi
Sir BTec admission k leay loan kitna aur kub mileayga
Sir ji gaon Wale log kaha jaye o log kaha se layenge sahri jamin ,ye kaun sa niyam hai
baat too sahi hai aapki
sir education loan ki installments father deposit krwaye to kya father ko tax me relief milti h kya
yes
Sir B SC nursing ke liye loan mil jayega kya sir please reply
Sir mess k aur hostel fees k paise apne account m aate h or college k m
Sir mang. Quota ki fees toh 10 lakh hai .....pr year 10 lakh ka loan mil jayega .......plzz sir btaye
Aapne loan liya kya
Sir Bank wale loan se Double propraty mangte hai agar kisi garib ke pass propraty na ho to usko nhi millega iska matlab sab kusss amir logo ke liye he hai na ki Garib ke liye to sir garib kiya kare muje sir mera reply jarur dena g
total 7.5 lakhs tak to aapko mil jayega. ye condition vidyalaxmi partal par mention hai
@@chopraeducation1090 sir vidhiya laxmi walo ka contact no koi ho to
@@draddibhandari4394 Loan Lene Ke Liye Call Karen,
Kaonse bank se loan ho tha hai
Sir private college ke lie kitani loan mil skti hai mbbs ke liye govt amp parents
hai
90% tak
Sir obc ncl certificate mae iss baar sabhi resolution no. Likhnae hai ya apni caste ka specific resolution no. likhna hai.
Bhai tumne bhi loan k liye apply Kiya hai kya
Me bhi OBC NCL me aata hu
Sir 1st 2 cases ke liye u said no interest then u said 8 to 9 %interest lagega? ???
Hypocrisy
Sir bsc nursing k liye loan chahiye upto 4 lacs ... To co applicant k bina mil skta h kya mujhe loan ??? Aur konse bank s mil skta h please btaa dijiye???? From Delhi
Kya third year me bhi mil jayega
Agar kise students ke parents nhi hai to ??? loan kaise milega sir???
Thank u sir g
Aapne bohot acche se snjhaya
Sir loan ke liye morgage dena padega
Sir bahut bhari information di hai,
thanks sir 🙏 kab se me esi vidio ka इंतजार kar raha tha
Sir 7.5 lack tak ke loan me monthly interest nahi barna hai kya . Family income 4 lack se kam hai
no
Sir private colleges ke 50% seats Jin pe gov fees lagega un seats pe admission kese hoga please uspe ek video bana dijiye....
Loan Lene Ke Liye Call Karen,
@@RahulSingh-hg2mk hello 👋
@@RahulSingh-hg2mknumber send karo
China ke yangjhau university se mbbs ke liye sbi se loan milega kya
Sir. Mera neet me 250 marks h aur main private mbbs krna chahata hu bank mujhe education loan dedega
Hi same here....kaha karna hai mbbs tumhe
@@Akansha_deshmukh Bihar me krunga abhi toh final ho gya h bs paper cancel na ho yaar dimag me tension aa gyi h so sad yrr
Sir maine 10th cbse Bihar se aur 12th cbse Delhi se kiya hai kya delhi se neet karne ka kuch fayda hoga kya kuch aage chal ke problem to nhi hoga
Loan Lene Ke Liye Call Karen,
सर, pvt bams के किये भी लोन मिलसकता है क्या
Sir mai Maharashtra state government me servent hu, meri per month 60 thousand salary hai, sir hame bacchi ke liya mbbs course ko education loan chahiye kiatana lone milega sir please guide kariye
total course ka 90% mil jayega but aapko isake liye kuchh mortgage rakhna hoga
Sir agar scholarship mil rahi ho mgar hostel Or mess ke liye loan lena ho to mil skta h ya nhi?
yes
Mbbs or bds kaa apply hi nahi hota hai BHU kaa bhi nahi ho rha hai
Sir gud mng,aap education loan kee bat kr rhe the.yeh loan proses MBBS k liye hai ya sabhi courses k liye hai .Pleas clear bataen ji.
sabhi ke liye
Sir mujhe esic aor private ki counselling krni hai ...50 percent chances hain ki esi me ho jaega 3rd round tak..Lekin mere marks pe private 1st round me mil jaega..mujhe phle esi ke sare rounds krne hain nhi mila to private. Longi..to hum aisa Kar skte hai na ki first round me reg. To deemed aor esi dono ki kroon but choices sirf esi ki fill kroon..aor stray round me private fill kroon ...stray round me mere pass private ki choices hongi na kyunki uski fee to Maine 1st round me hi krdi??
Thank you sir ❤ its helpful
Sir b pharmacy karna hai fee 7,50,000hai to 7 lakh ka lon mil jayega agar milega to isko 4sal bad Dena parega and loan jab lenge tab se hii interest start ho ga kya?
yes
Loan Lene Ke Liye Call Karen,
Sir bsc nursing valo ko bhi milta h kya
Sir 4 lakh ya usse Kam ke loan pr bhi interest dena padta h? Agar ha to intrest rate kya h?
Aur kitna time milega loan amount wapas krne ke liye?
agar family income 4.5 lakhs se kam hai to interst nahi dena hota agar jaydad hai to 8 to 8.50 % hota hai
Loan Lene Ke Liye Call Karen,
@@chopraeducation1090 sir ji 7.5 lakh pr b interest ni lgta ky agr income 4 lakh se km h to ??🙏🏻🙏🏻
Ye bams ya veterinary me v apply h kya
Bams ke liye bhi milega
75 lakh tk ka loan mil jaega Delhi mai mbbs k liye semi government college mai???
Parents ki income below 2.5 lakh h to income certificate lagata h.raj me jo 4 page ka offline banta h kya VO all India me valid H.
yes
sir kaafi saare media reports me yeh aa raha he ki answer key aaj hi kal me release hone vali he..sir kya answer key ganganagar me reneet se pehle aa sakti he?? jese reneet 2020 hua tha 14oct ko or result aa gya tha 16oct ko unki na hi answer key aayi thi or na hi omr..sir plz answer..i'm from ganganagar
aa sakti hai. reexam answer key ane ke baad bhi ho sakta hai
Loan Lene Ke Liye Call Karen,.
Sir interest free loan kaha se milta hai . Meri family ki income 4.5 lacs se Kam hai.
4 lakhs
Kya ye loan koi bhi bank se mil Sakta hai?
Sir plz make a video on scholarships for medical students . It would be very helpful for all of us. It's a humble request sir . Plz do it for us.
Loan Lene Ke Liye Call Karen,
Sir m Raj. state government employee hu. meri beti ko madical college me scholarship mil skegi kya. m tax payer hu.
@@kkvoice-pt9es mmmmmmmmmmmmmmm mmm mmmm will
Sir bangladesh mbbs k liye milega??maine pucha tha to bank wale ne 7.5lakh lene pr v bola tha ki 9%intrest lgega.......pr aap bol rhe h ki intrest free hota h 7.5lakh tak?
Loan Lene Ke Liye Call Karen,
Sir private colleges ke liye education loan ke vishay me video banaye
Alag alag do tin bank se 4 lakh _4lakh le skte h kya?
no
Sir ,mujhe b ed 2023 ke liye loan chahiye to parents ko sign karna padega ? Mere father nahi h to kya mujhe loan mil sakta hai ya nahi please reply .
Reply to nhi dete hai yo
@@inamulhaque6805 ji
Sir other courses jaise bams Vetnory inme bhi milta h kya
yes
sir koi bhi bank waale yeh no internet wale rule k baare m mana kr rhe hai . help me sir .i belong to that category you stated in vedio
vidyalashmi portal par sare instructions hai. ye unko bata do
@@chopraeducation1090 sir mene call kiya tha vidyalakshmi portal pe lekin unhone saaf mna kr diya ki intrest free loan govt k trf se kuch nahi hai
@@hsavlogs4976 Loan Lene Ke Liye Call Karen.
Sir abroad m v Loan se mbbs kr skte hai kya
Loan Lene Ke Liye Call Karen,
@@RahulSingh-hg2mkha bhijva do
Dear sir kya hostel lena compulsory hota he agar colleg home State me ho
college par depend karta hai
Dear sir Delhi AIIMS ladyharding vardhmaan bhimraw ambdkar hospital Delhi ka batay
Sir muje 1 year ka hi loan lena hai
Baaki ki fees me arrange kar luga
mil jayega
Sir MBBS k internship m koi loan scheme h kya ??
no. stipend milta hai
Yah interset per yr ka hota h ya mbbs ke padhai ke badh interset lagta h😊
per year
सर आप नेशनल ओवरसीज़ स्कॉलरशिप के अंतर्गत एडमिशन में सहायता कर सकते हैं क्या
no
7 lakh liya toh koi intrast toh nahi hoga naa sidh mudal hi bharna hita hain naa
yes. pahale interest lagata hai fir subsidy mil jati hai
Sir poora loan ek saath hi chukana hota hai ya phir every month ham thoda thoda kar ke chuka sakte hain ?
Nhi monthly installment de sakte ho
every month
Ser kya 4.5 year ki fee milti h kya
yes
Sir mere English mai 48 marks h but pcb=50% above h koi problem to nhi h eligibility for abroad admission!!
Noo
Sir yeh loan amount per year/semester hai YA full course ka hai ,section amount
full course
Sir course complete hone ke baad loan chokana hai kya na pehele se
@@jyotilifestyle8557 Loan Lene Ke Liye Call Karen,
Agar chalk laga Diya hai omr pe to Kya hoga
manya nahi hai
Negative hoga ya neutral
Sir 50 to 60 Lakh ka loan mil sakta ha ?
yes
Sir private college ke fee par video banaye please
Yes sir plzzz
Sir 4 lac se kam loan lene par 6.5 sal tak interest nahi lagta h या 5.5 sal tak
6.6 years
Sir Payment sheet lete h to uska 80% loan hoga
yes
80% matlab kaise
Sir ji ye 4 lakh per year ke liye bta rhe ho ??
total
@@chopraeducation1090 sir please guide agar 20 lacs ka lena ho toh kya ghar ke papers dene padenge ??
Actually sir bds college ke liye chahiye tha
Explain about semi govt medical college
ok
Sir bams couse ke liye loan milta he ky
yes
kitna mil skta hai
Thanku sir🙏
Sir aapse contact kese karein loan ke baarein me
Sir excellent and very helpful
Thanks and welcome
Agar alag alag bank se 4 lakh la mein toh ??
no
Thankuu sir
Counselling me parents ke aadhar kayo or kab chahiy
admission ke time par
Sir 2021 ki security refund ki 2nd list kb aayegi
Loan Lene Ke Liye Call Karen,
Thank you sir 🙏
Sir mera state bank of India me bank account toh toh wahan ke manager se mene puchha ki education loan is bank se milega toh unhone bola nhi ,sir plzz reply me
aap vidyalaxmi partal par apply karo. usee state bank se
@@chopraeducation1090 thankyou sir 😊.
M Bihar se hu but odisha se mbbs kar rhi hu
@@Nishabharti4225 hey nisha same here mai v bihar se hu sis.. Myself Manya..mujhe v education loan chaiye MBBS k liye... odisha me aapke college ki fees kitni h or kon sa college h kya mai usme admission le skti hu? I'm scoring 450+ this year general category...plzz reply sis 🙏🙏
This is per year loan or one time
one time
Sir interest kabse lagega 6.5 years baad yaa fir pehle se hi?
Sir intrest starting se lagega yha 6.5 saal ke baad??
agar 4.5 lakhs se family income kam hai or total 7.5 lakhs tak aap loan lete hai to interst baad me lagu hoga
@@chopraeducation1090 sir ji me chattisgarh me rehti hu or me pune ya nagpur m medical College m admission krna cahati hu to sir mujhe konse benk jana hoga vaha k ki yaha chhatisgarh ka ???
@@chopraeducation1090pls sir reply fast it's very urgent 🙏🏻🙏🏻
Sir bpt ke liye loan mil jayega
yes
Sir 7.5 lac ka loan lenge
Mbbs k liye
To every year milega ki bas ek baar
aak bar but aap course fees ka 80% loan bhi le sakte hain
Mujhe to bank ne ek baar me Dene ka mana kar diya
Bank manager bola aapke college se fee structure jitne ka banega bo hi denge
Or aapke hath me kuch nhi denge
@@Dr.m.h.mbbs01 kitni mili thi puri course ki di thi ki only ek baar hi diya tha
Mujhe nhi di bo bole ke aapke hath me ek rupye bhi nhi milega college fee hi denge
Government fee hai mere college ki 36000 hajar College se pta Kiya to bole ke aapko hum kebal fee ka structure de sakte hai or koi bhi khrche ka riten leter nhi denge
Is hisab se bank kebal 36000 hajar hi de rha tha year me isse mera kuch nhi ho rha tha maine
Lon nhi liya
Kionki hostal charg bank nhi de rhi college hostal charg likh k nhi de sakta
Travel or books other khareche bhi bank nhi degi kionki Mai likh riten pad par likba kar college se nhi de sakta
@@Dr.m.h.mbbs01 to bank direct college me fees summit krti h vo mughe pta h but ye ni pta every year krti h ki only one year
Mera 5 year ka course h isliye
bams me lon milta hai ?
yes
Sir security money bhi mil sakti hai kya
no
Sir Mujhe mbbs ke liye 40 lac ka loan chahiye kya kya documents lgenge....
Kaha admission le raha hai bhai konse college mai
@@sunnyjaybhay8882 benglore me
Clg name ?
@@williamharvey9161 kitne marks hai aapke neet mai ?
aak bar bank se mil lo
Sir 4 ya 7.5 lac har saal milenge kya?
Sir please reply
akk hi bar
@@dhirajjadhav3078 Loan Lene Ke Liye Call Karen
Chopra ji 7.5 lac interest free milta hai kya ye sach hai? Kya nationalized bank SBI, PNB ETC. ye loan dete hain
yes. Vidya Lakshmi portal par clear instructions hai
@@chopraeducation1090 no interest free 4lakh
Loan Lene Ke Liye Call Karen,
@@chopraeducation1090😅❤
Sir 4 laakh per year chahiye to milega.
mil jayega but depand your college fees
MBBS abroad ke liye bhi loan milta hai?
yes
Sir you have explained excellent 👌👌👌
Yeah 4 lac vala loan sirf ek hi sal milta h... Ya Phir hr sal milta h Kuki mbbs toh 5.5 year ki h
yes
Sir, abroad ke liye loan milega ki nhi.
Thank you sir
Sir 592 pa EWS ma WB per koi MBBS mil sakta hai?????
yes confirm