Aap hose pipe na khole vrna hosepipe ka leak band nhi hoga heat ki vjh se pipe set ho jate h kholne pr set karni muskil hoti h 2 lt coolant bhut h pura hi coolant ho jruri nhi h
Coolent cooling nhi blki rusting hone se bchhata h radiator ko , water hi hai jo engine ko cool rkhta h kyoki paani dher se garm der se thnda hota hai (water have very high specific heat capacity)
Bhai Jaise ham log Dhori karte hain gaon ka theek hai usmein kya cooling dalna hi padta hai ki Band Karke chalta Hi Rahega uska koi Fark Nahin padane wala hai please thoda bataiyega
Ravi bhai ji! Mere paas ft60 vlmx h .but probleme yeh h ki reserve box se coolent nahi leta h cap b ok h aur box wala pipe b block nahi h .ab bataiye kya kre.help me.mujhe alag se coolent daalna padta h radiarator m.
Bhai Coolant radiator me nhi jane ke ye hi 2 karan hote h cap ke rubber vgera check kro shi hone chahiye or reserve tank ke cap ki dono(under, radiator ki trf jane wali) ya tino(reserve tank me air jane wali) pipes ko check kr lo koi leak ya blockage na ho Eske alawa agar radiator me jha pipe lgti h us hole ko check kr lo Cap me koi air leak vgera check kr Bas ye sab reson hote h esme
tubewell ke pani se engine me jung lgne ki smsya aati h agar aap lambe time tk use krte ho to jitna posible ho coolant ke sath barish ya nhr ka pani kam me le agar tubewell ka dalna hi h to pehle pani ko achhe se ubal(full grm kro) le
Collent balla mra dinda simple Pani paooo vir collent zarrrr lgn vste hundaaaa hor koi fyda ni 30 r Ali ik bathroom ala tzab paoo 6 month bad safe kr regiratorrr
puran kulenat ki do litar ki botal padi hai 2 sal purana hai badiya company ka hai siri manji kaya vo kulant kam de sakta hai bas ke kulant ki botal hai
Sir mere pass .... swaraj 717 mini Trector he.....ek bar mene garm Trector me ..rediotar ka valv kholl diya tha jisse .. thoda coolant bahar nikal gaya tha........sir kya thoda coolant nikal jane se koi nuksan ho sakta he kya....??? Sir I'm new driver...pliz answer me
Kuch fix nhi kah skte kyoki kuch ak baar 500 hours me hi bdlna pd jata hai or kuch ak baar 1000 hours bhi chal jata hai ye coolant ki quality pr bhut depend krta h Normally garmiyo ke season se pehle ak baar coolant change kr lena chahiye
Bhai hard soil ka m apko nhi bta paunga but 8 foot leser land levler me diesel thora jayada leta h aap es se idea lga le baki engine bda h to kharcha jayda to hoga or kam bhi jayda krega baki aap agr le rhe ho to 4wd me lo
😀😀apka swal thora alg h deepak ji🤔 Dekhiye radiator ko hard water pasand nhi hota kyoki us se jung lgna suru ho jati h es liye borwel ka pani nhi dalte Bislari ka pani aap daal skte ho but jab aap kharcha kr hi rhe ho to kyu na jo pani drink krte ho use ubal(boil) kr use kr lo
Achha jankai di
बहुत बहुत आभार आदरणीय सरजी 🙏🚩💐🌹🌹🌹🌹
बहुत ही बढ़िया जानकारी❤
Bhaut achi jaankari❤❤❤❤❤
Bahut acchi video banaya aapane
Bahut sundar video ❤❤
Hello
Bahut badiya jankari di aapne
Good information
Thank bro aachi cheez bataya he aapne
Bilkul informative and helpful 👍🏻🔥♥️
#namittech
बहुत बहुत धन्यवाद सर 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻 बहुत ही अच्छी जानकारी दी है 🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Dhnyawad ji
Good bhai
गुरू जी कुछ समय से मेकेनिक हू
Bahut badhiaa sir ji
Very nice sir ji
Very good knowledge
Very helpful 👍
Glad to hear that
Helpfull knowledge
क्या महेन्द्रा 575 के लिए भी यही फार्मूला रहेगा ?
Bahut accha
Nice important bro
Very nice information
👌👌nice sir
Nice
Aisey hi explain karke engine oil change bhi bataiyr
Good job👌👌
Thanks
Very nice information sir. 🙏🙏🙏
बहोतबणीयाजानकारी
dhnywad ji
Thank you
Chamber ki dono hosepipe kholker chamber alag se saf karna chahiye
Coolent tank mai sada pani na dale
Coolent hi dale
Aap hose pipe na khole vrna hosepipe ka leak band nhi hoga heat ki vjh se pipe set ho jate h kholne pr set karni muskil hoti h
2 lt coolant bhut h pura hi coolant ho jruri nhi h
Tractor ka radiator ka jo dhakkan hai wo coolant dalne ke bad engine chalu rehate samay lagana chahiye ya engine band rehte samay lagana chahiye sirji
Engine band rehte
thanks sir
Nice knowledge👌👌
🙏
Coolent cooling nhi blki rusting hone se bchhata h radiator ko , water hi hai jo engine ko cool rkhta h kyoki paani dher se garm der se thnda hota hai (water have very high specific heat capacity)
Very good
Swaraj tractor ka kulant kaise change Karen theek hai
Sonalika me kam karta kya
Sir radiatre ko dhone ke liye tubel ka pani le sakte hai na
Nhi bhai
Ok sir
Bhai ji 2 liter se jiyada daal sakte hi kiya coolend reply plz
@@KhanBoy-yg8iq bilkul daal skte ho koi nuksan nhi hai
Bahi pani konsa uch kri shda ya bislore pani please help me
sada pani daal skte ho
Good
Sir mere paas mini tractor hai usme kitna dalu coolant with water 🙏
1lt
Bhai Jaise ham log Dhori karte hain gaon ka theek hai usmein kya cooling dalna hi padta hai ki Band Karke chalta Hi Rahega uska koi Fark Nahin padane wala hai please thoda bataiyega
Bhai apki baat samajh nhi paya
Ravi bhai ji!
Mere paas ft60 vlmx h .but probleme yeh h ki reserve box se coolent nahi leta h cap b ok h aur box wala pipe b block nahi h .ab bataiye kya kre.help me.mujhe alag se coolent daalna padta h radiarator m.
Bhai Coolant radiator me nhi jane ke ye hi 2 karan hote h cap ke rubber vgera check kro shi hone chahiye or reserve tank ke cap ki dono(under, radiator ki trf jane wali) ya tino(reserve tank me air jane wali) pipes ko check kr lo koi leak ya blockage na ho
Eske alawa agar radiator me jha pipe lgti h us hole ko check kr lo
Cap me koi air leak vgera check kr
Bas ye sab reson hote h esme
Battery water & Distilled water ek hi hota hai kya, & radiator me battery water daal skate hai kya 🙏please reply
Distilled water battery or radiator dono me dal skte hai kyoki ye purified water hota hai
Sir coolant 1litar dal skate hai
Thora kam rhega But daal skte ho baad me or add kar dena
Bhai jo hamare tractor mai radiator ka coolent sahi toh hum Naya coolent uske extra storage tank mai daaal sakte please reply
पूरा न भरे 100 ml ke lagbhag daal de
Distiled water usage kr skte hai kya pani ki jagh
Ha jaroor
Thanks bhai
2 3 साल तक ठंडा चला हुआ ट्रेक्टर क्या बाद में बडिया जोर लगाए गा ओर अगर जोर ना लगाए तो क्या करे
नही लगाएगा
Sir mineral water daal sakte hai kya?
Ha bilkul
❤️❤️
Sar formertrack tracter mein colon sirf radiator se nikalna padta hai iske alava aur kahin engine se nahin nikalta hai kya
Diesel Pump ke piche diya hota h but use aap mt hilaye
Sir pani kon sa use kare
नहर का पानी काम में lo
साहेब
Maine apne tractor me 2/3 bar tubwell ka pani daal diya hai kuch dikkat to nhi hogi?
tubewell ke pani se engine me jung lgne ki smsya aati h agar aap lambe time tk use krte ho to
jitna posible ho coolant ke sath barish ya nhr ka pani kam me le agar tubewell ka dalna hi h to pehle pani ko achhe se ubal(full grm kro) le
Minimum or maximum se uper kr de to koi nuksan to nhi h kya Bhai pura full krdiaa bhai mene
Nhi koi nuksan nhi hota but thora coolant bahar nikln skta h tank se
Very nice.
Collent balla mra dinda simple Pani paooo vir collent zarrrr lgn vste hundaaaa hor koi fyda ni 30 r Ali ik bathroom ala tzab paoo 6 month bad safe kr regiratorrr
Sir farmtrack servising ka video banaiye detail se plse 🙏🙏
Ye lijiye th-cam.com/video/Wk7TdA9XoKE/w-d-xo.html
Old model tractor me bhi colent milaya jata hai ki nahi.
ha ge mela sakde aa
Mere pas 575 di hai... But muje dusra lena hai. To farmatrac 45 kaisa rahega.
Bhai bhut hi bdiya rhega bas ak baat dhyan rakhna lena sirf Power steering
Engine ka bolt kaha pe diya hai bhaiji
Bhai mere pas Farmtrac champion plus hai usme hum kitna coolant aur. Kitna pani dale
2 lt coolant sufficient h baki pani dalo
Tank se rivers nhi jar rha hai coolant kiya kare
@@bittudey79 radiator cap check kro or reserve tank ki pipes ko clean kr lo
mere paas farmtrac42 hp 19 model hea to Head ka drain pluge kidhar Aata Hea 🙏🙏
Diesel pump ki side me engine block pr dekhiye
Kuch tractor me ye diya nhi hota
Agar diya hoga to vhi par hoga
Thank🌹❤
puran kulenat ki do litar ki botal padi hai 2 sal purana hai badiya company ka hai siri manji kaya vo kulant kam de sakta hai bas ke kulant ki botal hai
ha ji bilkul kam de skta h
Mere pass farmtrac 50 powarmax hai usme mujhe har 25 ghante Par Coolent dalna padta hai dabbe khali ho jaate hai
Hamne to kabi ni dala ek sal Bad badlte hai
Mere pas aahe mene nahi dala 4 mahina hu aahe
एसिड वाटर से साफ कर सकते है क्या जी
Nhi ji nuksan krta h
Bhaipani ki sarvos karwai thi farmtarc 60 T20 ke miter me ek bati aa gai jankari ho to btao
Aap ye video dekh lo th-cam.com/users/shortsnTeLXZRM8SA?feature=share
Ro ka paani daal skte h sir
Bilkul ji
Distil water mila sakte hai kya
Best rhega..
Rediotor me Pani kam rahta he or speyr tank me se Pani nahi utha Raha he or pipe bhi sahi he or dhakan bhi sahi he fir bhi nahi utha Raha he ???
Bhai farmtrac 50 powermax pr 16.9.28 k tyre lga skte h kya koi problem toh neahi aayigi
Ye tyres bhut bde ho jayenge diesel jayada lega, engine load lega
Kulmila kar ye tyre shi nhi h
@@pooniakrishifarm bhai fir 15.9.28 k kaise rhenge
@@pooniakrishifarm or hm uska rim frame bda krwa skte h kya
@@ritiktomar1602 14.9 ke hi bdiya rhege 16 ke liye rim ko change krvana pdta h 15.9 me nhi krvana pdta
एअर फिल्टर कैसे साफ करे
Ram ram bhai ji
Sir mere pass .... swaraj 717 mini Trector he.....ek bar mene garm Trector me ..rediotar ka valv kholl diya tha jisse .. thoda coolant bahar nikal gaya tha........sir kya thoda coolant nikal jane se koi nuksan ho sakta he kya....???
Sir I'm new driver...pliz answer me
Nhi ji koi nuksan nhi hota radiator me jitna kam h pani daal lijiye
Bhai coolent kitne ghante ke bad change krana chahiye
Kuch fix nhi kah skte kyoki kuch ak baar 500 hours me hi bdlna pd jata hai or kuch ak baar 1000 hours bhi chal jata hai ye coolant ki quality pr bhut depend krta h
Normally garmiyo ke season se pehle ak baar coolant change kr lena chahiye
Distilled water daal sakte kya
Distilled water Best rhega
Sir, hamara powertrac 425 n tractor hain, usko kitna litre coolant lagega?
2lt Dalo to bdiya h baki Aap chahe to 1lt coolant bhi dal skte h
@@pooniakrishifarm thank you sir apke reply k liye , kal maine video dekha aur aaj hi 1ltr coolant aur 4 ltr flter ke paani se change kr diya .🙏🙏
Humne hamare 60 me se thermostat walve nikal diya koi dikkat to nhi
Grmi me koi problem nhi h but thand ke time pr vaps lgva le warna engine thanda hoker chalega jo shi nhi rhta
Dry air cleaner video bnao
Bilkul bnayege ji
Nhar kay Pani may ( Rayt ) hota hay yani ki dasat hoti hay
Nahar ka saaf Pani kam me le kyoki uska pH level shi hota h
Escort ka coolent aata hai wo kesa hai
bdiya hai ji
R o ka pani dal sakte h Kay
Daal skte ho koi dikt nhi h
अगर कूलंट पहेलेसेही डाला हुआ था तो उसमे जंग कैसे लग गया ? ? कूलंट या डिसटील वॉटर इसीलिए होता हैं की जंग ना लगे और circulation ब्लॉक ना हो
Coolant ki life over hone pr coolant ka colour change ho jata h
👍👍
Ro ka paani dalna sabse accha. hai
Aap distil water dal skte ho
ro ka bhi thik rhge
Bhaiya 5405 2wd ke test report kse h hard soil me
Bhai hard soil ka m apko nhi bta paunga but 8 foot leser land levler me diesel thora jayada leta h aap es se idea lga le baki engine bda h to kharcha jayda to hoga or kam bhi jayda krega baki aap agr le rhe ho to 4wd me lo
Thermostat walve .. itni jaldi open nhi hotaa.. jab tractor 60. Percnt heat hota hai tab khulta h..
Shi bola apne
@@sahilrathee5700 को
Coolen kitna rupaye litre milta hai
Mini tractor me kitna colant lagega
बीसलेरी का पानी नही चलेगा क्या
😀😀apka swal thora alg h deepak ji🤔
Dekhiye radiator ko hard water pasand nhi hota kyoki us se jung lgna suru ho jati h es liye borwel ka pani nhi dalte
Bislari ka pani aap daal skte ho but jab aap kharcha kr hi rhe ho to kyu na jo pani drink krte ho use ubal(boil) kr use kr lo
Kitne din me change karna chahiye coolant
Mineral water dal sakte h
@@roshanchauhan306 Har garmi ke season me change krna chahiye baki agar coolant ka colour jayada khrab lge to jaldi change bhi kr skte ho
@@roshanchauhan306 ha mineral water use kr skte ho
पानी के साथ कोई कामिकल आता हा क्या सफाई करने के लिए
Desal
Bhai swaraj 963 kyasa tractor ha
Bhai Bdiya tractor h 60 hp category me aata h
like
Bina kolland wali me kya kare
Pani nikal kr coolant daal dijiye
नमस्कार सर जी 🙏
Namste ji