Pradeep cocopeat ka ek nuksaan ye hai ki cocopeat cutting ko achhi tarah hold nahi kar pata aur kalam ka medium mein jamav dheela rahta hai, hilne ke chances zyada hote hain. Yahi situation plain sand ki bhi hai. Ye baat cent oercent sahi hai ki cocopeat monsoon season ke liye kaamyaab medium nahi hai. Mujhe sabse achha medium plain soil hi lagta hai chahen cutting ho ya pahli baar repotting ho nursery se laye plant ki. Ek baar plant ya cutting chal jaye, phir usme nutrition ke liye compost add karni chahiye. Mera maximum experience raha hai ki plain soil, dhoop aur paani sabse best hain. Patti ki khaad ko chhodkar gobar aur vermicompost kaafi garam hoti hain, kai baar plant ya patte jal jaate hain. Great resilts. Thanks for sharing.
Sir lgayi thi maine cutting... Chli nhi sirf do chhoti pttiyaan nikli fir Vnhi sookh gyi cutting fale😐 ! Or routine Harmon bhi lgaaya tha homemade but bni ni baat, OR Aapki cutting 👌🏻....😐
First view and like
Bhot hi behtreen jankari bhaiya ji
Thank you 🙏❤️
Wow amazing🎉
Thanks 🤗
Very nice video plant and advice
Very nice video 😍🥰🙏👍👍👍
Thank you sir 🙏❤️
Woo nice I am try it
bahut badhiya bhai saab
Thank you sir 🙏❤️
Nice good information
Thank you mam 🙏❤️
Fantastic information bro
Thank you sir 🙏❤️
Very informative video.thank u sir 🙏
Thank you sir 🙏❤️
Nice video🌹🌹👌👌
Thank you 🙏❤️
Good sar mane to paani may lagaayi hain aur wo chal rahi achhe SA
so best ideya
Thank you 🙏❤️
Informative video sir 🙏
Happy Gardening 🏵️🌼🌾🌿
Happy gardening sir ji 🙏❤️
Good idea 🙏
Thank you sir 🙏❤️
Very nice 👍🏽🙂🙂
Cool bro 👍
Thank you sir 🙏❤️
Your all videos r very informative short & sweet
I wanted to know how to make flowering in sonchafa/suvarna champak &
Very nice 👍👍👍
Thank you mam 🙏❤️
Good friend
Thank you sir 🙏❤️
Wow amazing
Thank you 🙏❤️
Very nice
Thank you 🙏❤️
👍
Pradeep cocopeat ka ek nuksaan ye hai ki cocopeat cutting ko achhi tarah hold nahi kar pata aur kalam ka medium mein jamav dheela rahta hai, hilne ke chances zyada hote hain. Yahi situation plain sand ki bhi hai.
Ye baat cent oercent sahi hai ki cocopeat monsoon season ke liye kaamyaab medium nahi hai.
Mujhe sabse achha medium plain soil hi lagta hai chahen cutting ho ya pahli baar repotting ho nursery se laye plant ki. Ek baar plant ya cutting chal jaye, phir usme nutrition ke liye compost add karni chahiye. Mera maximum experience raha hai ki plain soil, dhoop aur paani sabse best hain. Patti ki khaad ko chhodkar gobar aur vermicompost kaafi garam hoti hain, kai baar plant ya patte jal jaate hain.
Great resilts.
Thanks for sharing.
Thank you sir 🙏❤️
Sahi kaha apne💯
Normal soil jismei kuchh bhi na milaya gya ho.
Super👌
Thank you sir 🙏❤️
Nice sharing
Thanks for visiting
Nice video
Thank you sir 🙏❤️
Plzzz sir rose plant par bhi jld hi koi video bna dijiye 🙏
Full informative plzzzzz
Rose plant ki video winter mei aayegi.
Abhi toh mai rose pr koi work nhi kr rha hoon
@@GardeningUpdate ji sukhriya 🙏
Best
thank you 🙏♥️
Nice 👌👌
Thank you mam 🙏❤️
🙏⚘
👌👌
❤
Sir kis season me cutting lagate h
Nice inspiration sir...👌👌
Apni kripa drishti hamare channel pr bhi banaye....🙏🙏
Nice👍
Thank you sir 🙏❤️
Kis month me soft cutting grow kar sakta hu accha result ke liye
Sar kaner ki cutting lagane ke bad paudha bada Ho jata hai phool kitne din bad aata hai
Cutting lagane ke 2 months mei
Sir drumstick ke cutting ke upar ek video please🙏🙏🙏
Ye bada tree ki cutting he ya dwarf plant ki cutting ? Please tell me
Dwarf plant ki
Kis month me kare
Abhi bhi kya cutting laga sakte h
Hn winter aane mei toh 1 mahine bache hain tab tak cutting grow kr jayegi
Ok thanks sir
Cocopit hota kya hy
Sir mera hebicicus k plant growth nhi kr rha .....me jb bhi plastic k pot main plant lgati hu bo grow nhi krta
Hibiscus ko ik bar kyari ya fhir mitti ke gamle me ya jameen par lagao lag jayega same problem mere sath thi
Same problem maine b mitti k gamle se pladtic me shift kiya wo tbse grow hi kr rha
Mere gulaab ki kating lagaee hai uske baad roti me chitti lag gaye to kya kare 😞😔😟🤨🧐
Cinnamon powder daliye sari chitiyan bhaag jayengi
Jade kitne dino me aayengi
Rainy season mei 20 to 30 days
Spring season mei 1.5 month to 2 months
@@GardeningUpdate or octubar me
Iss mein apki root kitne dino m ayi sir?
Video mei toh maine btaya hai sir ji🙏
Sir lgayi thi maine cutting... Chli nhi sirf do chhoti pttiyaan nikli fir Vnhi sookh gyi cutting fale😐 ! Or routine Harmon bhi lgaaya tha homemade but bni ni baat, OR Aapki cutting 👌🏻....😐
Meri tarah try kijiye🙏
Sir mere oliyendar ke plant me jyada Ful nhi aarhe mai kya kru
Potash daliye
Sir hamari ek bhi cutting nhi lagati h
Meri tarah lagayiye
Kaner ki cutting maine bhi lagai thi lekin usme root nhi nikle aur wo mr gya
Meri tarah try kijiye 🙏
My rose plant never bloom with flowers
Bought from nursery 😢😢😢
winter mei karegi