Shri Pitambara Peeth Datia M.P

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 15 มิ.ย. 2022
  • Hello Friends,
    sabhi bhaiyon ko Ram ram, aaj main aapko datiya ka ek Mandir ka darshan karane ja raha hun. Shri pitambara peeth mandir.
    vaise pitambara peeth mandir ko introduction ki jarurat nahin hai.par sabhi log Desh ho ya videsh log Mata Ko Mai ke Naam se jante Hain.
    pitambara Mai ki sthapna babaji dwara ki gai thi. yah ek Sadhna Sthal hai. yahan log Shanti se Bhagwan se connect hone ki koshish karte Hain.
    Jahan per pitambara Mai ki sthapna hai vahi ke aaspaas shamshan bhi hua Karta tha. shamshan ki jagah Baba Ji ne dhumapati Mai ki sthapna ki thi.
    dhumawati Mata ke darshan suhagan stri nahin kar sakti. kyunki dhumawati Mai ka Swaroop vidhva roop mein hai
    jaisa ki aap video mein dekh rahe Hain pujari Hari Govind Goswami ji dwara bataya ja raha hai.
    lok Dharm ke naam per bhi dhandha karne lage Hain. logon ne ab Dharm ko business banaa liya hai. pujari ji ka kahana hai yahan per pakhandi logon ka tata Laga rahata hai.
    mere anusar main Jahan bhi Gaya Hun vahan per Dharm ko dhandha banaa Lena ek aam baat ho chuki hai. logon ne Apne andar se bhakti bhavnaon ko khatm kar diya hai. log Aaj kal dikhave ki jindagi jite Hain.
    ham Hindu samaj ke log Hain aur ek kadva sach yah bhi hai ki ham hi Apne Patan ki jimmedaar bhi hai.
    yahan Mata ke mandir mein khidki se pitambara Mai se ardas lagai jaati hai
    Mata sabhi per apna Aashirwad banae rakhen aur sabhi ko Sahi margdarshan den
    Jay pitambara Mai
    main dhanyvad karna chahunga Abhinav ji ka aur hargovind gosai bade pujari ji ka jinhone apna mulyvan samay dekar mujhe apna interview Diya.
    Abhinav Upadhyay pandit Ji
    +91 90395 73100

ความคิดเห็น • 13