@@killerkaran5029 Bhai sab kuch Train Route par depend hota hai zara Mumbai-Delhi or Delhi-Howrah, Mumbai-Chandigarh pata karke batana, aise faaltu gyaan mat pelo, IRCTC ka system har baar jaam ho jata hai Tatkal ke naam par, jo Train route mein sabse jayda bheed hoti hai us mein aapko kabhi bhi 100% confirm ticket mil hi nahi sakta hai haan agar kismat achha huya to baat alag ahi.....
Dear, Aapka comment humri team ne note kr liya hai bahut jald is topic par video humre youtube channel par dekhne ko mil jayega. Aap humre youtube channel ko aise hi support or apna pyaar banaye rakhe. Comment krne ke liye aapka "Dhanyavaad."
Dear, SUNILKUMAR Aapka comment humri team ne note kr liya hai bahut jald is topic par video humre youtube channel par dekhne ko mil jayegi, Aap humre channel ko aise hi support or apna pyaar banaye rakhe. Aapke comment ke liye bahut bahut "Dhanyavaad".
क्यों दिमाग खराब करते हो रेलवे की साइड तत्काल के समय तो खुलती नहीं है सर्चिंग करने में 11.5am हो जाता है आप लोग बस अच्छी कोई बात बताओ समय बर्बाद न किया करो😡
Dear, Aapka comment humri team ne note kr liya hai bahut jald is topic par video humre youtube channel par dekhne ko mil jayegi, Aap humre channel ko aise hi support or apna pyaar banaye rakhe. Aapke comment ke liye bahut bahut "Dhanyavaad".
Dear, Aapka comment humri team ne note kr liya hai bahut jald is topic par video humre youtube channel par dekhne ko mil jayega. Aap aise hi humre youtube channel ko support or apna pyaar banaye rakhe.
Dear, KundanVerma Thankyou for watching my video Aagar aapke paas CSC (Common Service Center) ID nahi hai, to bhi aap ticket book kar sakte hain. Iske liye aapko IRCTC (Indian Railway Catering and Tourism Corporation) ki website ya mobile app ka use karna hoga.
Bhai sab kuch Train Route par depend hota hai zara Mumbai-Delhi or Delhi-Howrah, Mumbai-Chandigarh pata karke batana, aise faaltu gyaan mat pelo, IRCTC ka system har baar jaam ho jata hai Tatkal ke naam par, jo Train route mein sabse jayda bheed hoti hai us mein aapko kabhi bhi 100% confirm ticket mil hi nahi sakta hai haan agar kismat achha huya to baat alag ahi.....
Dear, Aapka comment humri team ne note kr liya hai bahut jald is topic par video humre youtube channel par dekhne ko mil jayegi, Aap humre channel ko aise hi support or apna pyaar banaye rakhe. Aapke comment ke liye bahut bahut "Dhanyavaad".
Sir , e shram card to ban gya but usme pention ki I'd banai to adhar holder invalid dikha rha h jabki maine apna adhar dala uspe OTP bhi aaya sab kuch hua usi se end me atak gye
hamaaree shop par koee klaint apane khaate mein paisa jama karane aata hai to ham usake khaate mein paisa kaise jama karen. koee isaka tareeka batao kese jama kare
Dear, satendersingh5551 Agar aapke paas internet banking ya mobile banking ki suvidha hai, to aap client ka account number aur IFSC code lekar fund transfer kar sakte hain. Iske liye aap NEFT, IMPS, ya RTGS ke madhyam se paisa transfer kar sakte hain. Transfer ke baad, client ko successful transaction ka screenshot ya receipt bhej sakte hain.
Dear, PAN card ko agar aapko surrender karna hai, to yeh process aam taur par 15 se 30 dino ke andar poori ho jati hai. Aapko dhyan rakhna hoga ki agar aapke paas ek se zyada PAN card hain aur aap kisi ek ko surrender nahi karte hain, to aapko 10,000 rupees tak ka jurmana lag sakta hai, jaisa ki Income Tax Act ki section 272B ke tahat nirdharit kiya gaya hai.
Dear, Aapka comment humri team ne note kr liya hai bahut jald is topic par video humre youtube channel par dekhne ko mil jayega. Comment krne ke liye aapka "Dhanyavaad."
Dear, rehan Thankyou for watching my video Aapko agar Tatkal ticket Bhartiya Railway dwara tatkal yatra ki zaruraton ke liye uplabdh karayi gayi ek vishesh booking suvidha hai. Tatkal ticket ki booking normal booking se thodi alag hoti hai aur isme turant booking karni padti hai, kyunki seats jaldi bhar jaati hain.
@@Rmylovers-india irctc app se online booked ticket ko mobile se hi TTE ko dikha skte ya print krvana hi pdega isko, ya sirf mobile se dikha du book Kiya hua
Dear, Agar aap Niwas Praman Patra mein district badalwana chahte hain, jaise Kushinagar se Lucknow mein transfer karna, to aapko naye address ke basis par naya Niwas Praman Patra banwana hoga. Purane praman patra mein district badalne ki process nahi hoti, But naye address par aapko naya praman patra ke liye apply karna padta hai.
Thank you sir🙏 aap ka video mere bahut kam aya. 🙏👍
Thank you so much for your vide❤
Video spelling
Thanks for 41 Subscribers
Completed ❤🎉🎉
Every thing is easy
When you are busy
Nothing is easy
When you are lazy
(Target 10k subs)
Bhai tera Target to bahut bada hai or achievements bahut chhoti hai sirf 5 like
@@killerkaran5029 Bhai sab kuch Train Route par depend hota hai zara Mumbai-Delhi or Delhi-Howrah, Mumbai-Chandigarh pata karke batana, aise faaltu gyaan mat pelo, IRCTC ka system har baar jaam ho jata hai Tatkal ke naam par, jo Train route mein sabse jayda bheed hoti hai us mein aapko kabhi bhi 100% confirm ticket mil hi nahi sakta hai haan agar kismat achha huya to baat alag ahi.....
Sir, Please Visa apply pr video bnaiye n... 🙏🏻
Dear, Aapka comment humri team ne note kr liya hai bahut jald is topic par video humre youtube channel par dekhne ko mil jayega. Aap humre youtube channel ko aise hi support or apna pyaar banaye rakhe. Comment krne ke liye aapka "Dhanyavaad."
Sir 60 years ke aadmi ho to unke liye general quota ya Senior citizen Quota kya choose karenge konsa Quota choose karenge
Senior Citizen
Dear, Aap 60 saal ke hai to aapko Senior Citizen Quota (वरिष्ठ नागरिक कोटा) choose krna hoga. Aapke comment krne ke liye Aapka bahut bahut "Dhanyavaad."
Thank you sir ❤
Sar handicapped ke ticket per video banaaiye
Dear, SUNILKUMAR
Aapka comment humri team ne note kr liya hai bahut jald is topic par video humre youtube channel par dekhne ko mil jayegi, Aap humre channel ko aise hi support or apna pyaar banaye rakhe. Aapke comment ke liye bahut bahut "Dhanyavaad".
ONGC Apprenticeship 2024 k upar application vdo banaiye
is it cmplsry to book without berth for childrrn?
Sir aap mau juction ka choice Kiye hai accha laga
Kya ration card me dealer aur sahar change kar sakte hain?
Dear, Aap ration card mein dealer aur shehar dono ko badal sakte hain. Sabse pehle, apne kshetra ke Khady evam Aapoorti Vibhag (Food and Supply Department) mein jaake ya online portal par jaake application karein. Agar aapka shehar badal raha hai, to aapko naye shehar ke sambandhit office se sampark karna hoga.
@@careerdna thanks a lot
Ha ho skta.h
क्यों दिमाग खराब करते हो रेलवे की साइड तत्काल के समय तो खुलती नहीं है सर्चिंग करने में 11.5am हो जाता है आप लोग बस अच्छी कोई बात बताओ समय बर्बाद न किया करो😡
you are right
@@rajnikant3383 I am really sorry 😔
5g mobile use kare good network me rahe to aur jyada busy route nahi hai to book ho jati hai
Ekdom Shahi kaha
Bhai electrical supervisor licence k bare m bnao video 🙏🙏🙏
Dear, Aapka comment humri team ne note kr liya hai bahut jald is topic par video humre youtube channel par dekhne ko mil jayegi, Aap humre channel ko aise hi support or apna pyaar banaye rakhe. Aapke comment ke liye bahut bahut "Dhanyavaad".
very very nice sir
Sir AAP up scholarship pe video kyu nahi banate
Dear, Aapka comment humri team ne note kr liya hai bahut jald is topic par video humre youtube channel par dekhne ko mil jayega. Aap aise hi humre youtube channel ko support or apna pyaar banaye rakhe.
Sir kya hum apne village me bijali ka connection kese lag wa sakte kyu ki mere Goan me bijali aati our fir cut ho jati hai
Passenger ka adhar card ka jarurat ha kaya?
Pension ruka hua Paisa kab ayega bidhwa pension sir 🙏🙏🙏
Thankyou sir lekin ismen new kya h aapne to bewaqoof banadiya
ye new subscriber ke liye Bhai ne bnaya hoga😊😊😊
😅
फिर बनाया उसे ही जाता है जो बने
First ❤
Dear, sahamat
Thankyou
Bhai mera RLWL 1 dikh rha hi jan tak confirm hogi kya
sir mere pass CSC ID Nhi Hai Phirbhi me Ticket Book Kar Sakte Hai
Dear, KundanVerma
Thankyou for watching my video
Aagar aapke paas CSC (Common Service Center) ID nahi hai, to bhi aap ticket book kar sakte hain. Iske liye aapko IRCTC (Indian Railway Catering and Tourism Corporation) ki website ya mobile app ka use karna hoga.
@@careerdna THANKYOU SIR ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤ AND APKA VIDEO SUPER SE BHI UPAR HAI SIR
Nice video
Thankyou so much dear
Bhai sab kuch Train Route par depend hota hai zara Mumbai-Delhi or Delhi-Howrah, Mumbai-Chandigarh pata karke batana, aise faaltu gyaan mat pelo, IRCTC ka system har baar jaam ho jata hai Tatkal ke naam par, jo Train route mein sabse jayda bheed hoti hai us mein aapko kabhi bhi 100% confirm ticket mil hi nahi sakta hai haan agar kismat achha huya to baat alag ahi.....
Bhaiya Cancer patient ke liye online ticket kaise kataye
Grow se stock kaise buy or sell karna hota hai usse related ek video banaiye please.
Dear, Aapka comment humri team ne note kr liya hai bahut jald is topic par video humre youtube channel par dekhne ko mil jayegi, Aap humre channel ko aise hi support or apna pyaar banaye rakhe. Aapke comment ke liye bahut bahut "Dhanyavaad".
@@careerdna thanks
Sir , e shram card to ban gya but usme pention ki I'd banai to adhar holder invalid dikha rha h jabki maine apna adhar dala uspe OTP bhi aaya sab kuch hua usi se end me atak gye
Sir please merigge certificate new tariqa bata do 😢😢😢
Sir night me 2am se 6 am tak tiket book kr skte h
अगर ऐसे ही सब का टिकट कन्फर्म होने लगे तो एजेंटों का दुकान कैसे चलेगा
Thank you
Welcome dear
Niwas me district change' ho jayega ki nhi. Kushinagar se Lucknow karwana h
es application se tatkal ticket mt lena nhi to baad mein pta chale Paisa bhi cut jayeinga aur ticket weating mein chla jayega. baki sab sahi h.
Bro kitne din baad ticket confirm ho jati h
Sir hum Bahraich se hai aapse contact kaise kare please reply
Dear, "Privacy reasons ke karan main apna number share nahi karta hoon.Aap yahin message karen."
Super
hamaaree shop par koee klaint apane khaate mein paisa jama karane aata hai to ham usake khaate mein paisa kaise jama karen. koee isaka tareeka batao kese jama kare
Dear, satendersingh5551
Agar aapke paas internet banking ya mobile banking ki suvidha hai, to aap client ka account number aur IFSC code lekar fund transfer kar sakte hain. Iske liye aap NEFT, IMPS, ya RTGS ke madhyam se paisa transfer kar sakte hain. Transfer ke baad, client ko successful transaction ka screenshot ya receipt bhej sakte hain.
Sir from Gujarat to Meghalaya, please
Railway ticket booking cashback offer bataoo koii..
Sir pan card surrender kitne din me ho jayega penalty 10000 rs nhi lagega please video banaye
Dear, PAN card ko agar aapko surrender karna hai, to yeh process aam taur par 15 se 30 dino ke andar poori ho jati hai. Aapko dhyan rakhna hoga ki agar aapke paas ek se zyada PAN card hain aur aap kisi ek ko surrender nahi karte hain, to aapko 10,000 rupees tak ka jurmana lag sakta hai, jaisa ki Income Tax Act ki section 272B ke tahat nirdharit kiya gaya hai.
Inke channel pr bahut trust krte the hmm lkn ye bhi bewfa nikle😂
Aadhar required nhi hai kya?
No
Jab travel karoge tb compulsory h
Mera irctc ka account bana hua hai but khul nahi raha kya karu
smb credit card please video
Dear, Aapka comment humri team ne note kr liya hai bahut jald is topic par video humre youtube channel par dekhne ko mil jayega. Comment krne ke liye aapka "Dhanyavaad."
how to change gas connection name after death online
Login nahi karna he?
Thank u for
Tatkal ticket book karna sikhaye
Thankyou for your comment
Maine TRAI Kiya Hai yah Jo bata raha hai use nahin ho raha hai
Bahut acha y
Bai August ka ticket kab se katne Laga😅
Is ticket ko book karne ke liye naya chij kya hai😂😂
Mujhse nahi ata book kerte main inki video se hi dekh ker sekh rahi hun ye hi naya hai ki ye video aapke liye nahi hai hun jaison ke liye hai
Food option kyo nahi aa raha?
Thanks
Tatkala hota hai kya
Ismi kya nai baat hai bhaii
Is me khud ki hi tickets book kar sakde he ye yad rakhna other kisi ki nahi barna 5 year ki jel ho sakti he
Thankyou for your comment
Kya Apne Family member ka kar sakte hai
Ek dislike 👎🏻 to banta hai😂
Mara no train found error dikharaha hai
Tatkal ticket ke bare m btaea,mobile se bnane m comferm ticket ho
Dear, rehan
Thankyou for watching my video
Aapko agar Tatkal ticket Bhartiya Railway dwara tatkal yatra ki zaruraton ke liye uplabdh karayi gayi ek vishesh booking suvidha hai. Tatkal ticket ki booking normal booking se thodi alag hoti hai aur isme turant booking karni padti hai, kyunki seats jaldi bhar jaati hain.
1 month phley ticket book kre to kya wh conform milegi
Bilkul
@@Rmylovers-india irctc app se online booked ticket ko mobile se hi TTE ko dikha skte ya print krvana hi pdega isko, ya sirf mobile se dikha du book Kiya hua
@@radhakrishn012 Same question pls reply
WL 5 ka kya mtlb hai
Wetting
Bewakoof bnane ka kaam bnd krdo..
Sb tho purana hai....
❤
Thankyou so much dear
Hii
Kyu khrab vedio bna te ho bhai
👍👍
❤❤❤❤
Iss jhantu app ke alawa aur koi dusra app hai Kya otp se age nahi ha rha
😅
side nhi chal rahi hnn
Like❤
Thankyou so much dear
Are yah sab to sabko maloom Hai
Loha ka dimag kharab karte ho
Irctc railway
Plz reply
I AM 14 YEARS OLD KEYA MAIN SOLO TRAIN SE TRAVEL KAR SAKTA HU????
Bilkul bro i am 16 or m bohot baar akela hi travel karta hun
What is new in this video??
Thank you sir ❤❤❤❤
Niwas me district change' ho jayega ki nhi. Kushinagar se Lucknow karwana h
Thanks
Otp hi nhi a rha ..
❤❤