bahut achcha ......sir me aapka naya subscriber hoo mere oil free me 30 tak hi hawa ban raha aage nahi jaa raha hai moter chalu hi rahata kya problem hai please bataye
Hamari ak oil free air compressor model sw550a23d202512152 aa auto matick bond hoi ehapar AC likhoya haa ucka nicha chota box ha ucka undar ki volov hota hai
Bhai sahab mere paas bhi yahi wala compressor he....Par usme ak problum a rahi h motor bahut garm ho jati he or bo band ho jata h .... Fir thodi thandi hoti he fir chalu ho jati h 40 tak air tak band ho jati he....Plzzz bataiye
Aapka Motor Garm Hokar Band Ho Ja Raha Hai. Iska Matlab Aapka Pressure Cut-off Nahi Ho Raha Hai. Jyada Pressure Ki Wajah Se Aapka Motor Band Ho Ja Raha Hai. Aur Fir Chalu Ho Raha Hai. Iske Lie Pressure Switch Setting Kijie Ya Fir Pressure Switch Change Kar Dijiye. Motor Ruk-Ruk Kar Chalna Nahi Chahie. Ruk Raha Hai Iska Matlab Aapka Pressure Switch Cut-off Nahi Kar Raha Hai
Sir tanki me full air bhara h ye kyse pta chlega or auto cut ke bad jo tanki me air wo kitna der rahega matlab hum kak kitna der kar sakte h pleee btayee🙏
@@mhreezu8497 To Aap Compressor K Valve Ko Check Kijie Wo Leakage Hoga Usilie Air Nikal Ja Raha Hai. Aap Valve Ko Check Karke Dekh Lein Kahin Leakage To Nahi Hai. Leakage K Wajah Se Hi Air Bahar Nikal Raha Hai.
@@alamelectricbeastworkshop2 sir mere khayal se leakage thik h jab kam karte h to 2 mint me hi tanki khali ho jata hh pless aysa kiu ho rhaa hh ky ap call pe bat kar sakte hoo🙏🙏
Jazakallah khair.... Allah Kareem Khush rakhe or Barkat de ameen ameen ameen....
Thanks from Bangladesh ⭐⭐⭐
Masham allah 😊
Nice brother ❤❤❤❤❤❤❤.....mashallah
Best video sir
❤❤❤❤❤
Bohot acha bhai,,, 100% working
Thank
Assalam walekum compressor ke saman kahan milte Hain spare
Bhai ato curt ka spring nikal gaya kise lagaye
assalamualaikum
Janab ye compressor se tractor ke tayar mai air bhar sakte hai
mera wala senser kam.nhi raha h jaise ki hawa km ho gya to khud se chalu ho jaye mgr aisa nhi ho raha h kya krna chahiye
Sar motar chlta hai par hawa nahi banta hai
Thanku so much sir
Sir aapka shop kaha hai
Mera compressor sahi chal Raha hai lekin power bahut le raha hai chalne me
Hamara Shop UP , Kushinagar Me Hai
bahut achcha ......sir me aapka naya subscriber hoo mere oil free me 30 tak hi hawa ban raha aage nahi jaa raha hai moter chalu hi rahata kya problem hai please bataye
Compressor K Piston Ka Washer Change Kar Dijie. Aapka Problem Solve Ho Jaega.
Hii a jo compressor Larry ke well bolts remove machine chalegi
👍👍👍
Sir humara motor Ato cut honeke bad motor chalu nahi hota he or motor current Jada leti he
Sir hamara same compressor hai usme meter me psi nahi uth rahi hai pressure nahi ban raha hai
Hlo
Please help me
No power compressor no idea but I am open auto power system motor clean but no result I know capacitor replace?
Sir mera autocut kharab ho gya h
Please help me
Air gan halege
Aapne kya likha hai sahi se likhkar bhejie
Bhai compressor ruk ruk ke chal ra he
Hamari ak oil free air compressor model sw550a23d202512152 aa auto matick bond hoi ehapar AC likhoya haa ucka nicha chota box ha ucka undar ki volov hota hai
Bina pressure ka kaise band ho ja raha hai. Bina pressure ka band nahi hoga
Aur please question ko detail me likh kar bhejie. Jo likh kar bheje hain samjh nahi aa raha hai
Sir compressor band hone k baad ac coil k pass se air nikal rha hai kya kre
Compressor Ka Piston Washer Change Kijie Aapka Problem Solve Ho Jaega.
No tienes traductor en español por agragalo
Toh agar motor ka fan ghum raha hai toh auto cut ke baad toh
Kya kiya jayega eska problem kya hai
pressure gauge set Karen
Parisar Kaise set Karen
Hamara masin ka Ato kat mahi ho Raha hai
Bhai sahab mere paas bhi yahi wala compressor he....Par usme ak problum a rahi h motor bahut garm ho jati he or bo band ho jata h ....
Fir thodi thandi hoti he fir chalu ho jati h 40 tak air tak band ho jati he....Plzzz bataiye
Aapka Motor Garm Hokar Band Ho Ja Raha Hai. Iska Matlab Aapka Pressure Cut-off Nahi Ho Raha Hai. Jyada Pressure Ki Wajah Se Aapka Motor Band Ho Ja Raha Hai. Aur Fir Chalu Ho Raha Hai. Iske Lie Pressure Switch Setting Kijie Ya Fir Pressure Switch Change Kar Dijiye. Motor Ruk-Ruk Kar Chalna Nahi Chahie. Ruk Raha Hai Iska Matlab Aapka Pressure Switch Cut-off Nahi Kar Raha Hai
Aur Usilie Motor Heat Ho Raha Hai.
My requirement is between 90 and 120 pressure. Is it possible
35 Psi se upar Jana dengerous ho sakta hai. Aap upar jitna chahe kar sakte hain par isme khatre ka chance ho sakta hai.
th-cam.com/users/gireshrathore
Ctp wala kon kon hai yaha
Sir mere compressor ke aotocut me likeg ho raha hai ges
Kahan Se Lekar ho raha hai vah dekhiae
Sir 35 pe air cut ho raha hai to kya kare
aapko Agar pressure 35 se kam chahie to aap Bolt ko loose Kijiye Agar yah aapko 35 Se Jyada chahie to Bolt ko tight kijiye
35 pe ho ja raha tha pura tarike se to koi baat nahin hai
My compressor is turned off as soon as it is turned on and is not turned on. Please help 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏😢😥😥😥
Repair compressor pressure switch and loose pressure switch bold setting
th-cam.com/users/gireshrathore
560 watt ka hai
Lekin 1500 watt electricity le raha hai
मेरा कंप्रेसर चालू होते ही बंद हो जाता है और चालू नहीं होता है
pressure gauge ka bolt aur tight Karen
Moter heat ho rhi or chal nhi rhi
Pressure Gauge kam ka dijiye
Pressure 35psi kar dijiye
Pressure 35 psi kaise kare?
Ye auto cut dibbi kitne ki aati h please jankari de dijiye
Autocut Dibbi Aapko Minimum 500Rupees Tak Ka Market Me Mil Jaega.
Aap Online Check Kar Sakte Hain
Bhai apna num send kre
Sir mara Vala auto cut nhi ho rha any saltions
pressure gauge ka setting bult aap loose kijia
Sir tanki me full air bhara h ye kyse pta chlega or auto cut ke bad jo tanki me air wo kitna der rahega matlab hum kak kitna der kar sakte h pleee btayee🙏
Tanki Me Kitna Air Hai Ye Pressure Gauge Batayega Hi. Aur Air Tanki Me 7 Ghante Rahega .
@@alamelectricbeastworkshop2 sir 2 mint me hi miter down ho jata h aur gas khtam ho jata h
@@mhreezu8497 To Aap Compressor K Valve Ko Check Kijie Wo Leakage Hoga Usilie Air Nikal Ja Raha Hai. Aap Valve Ko Check Karke Dekh Lein Kahin Leakage To Nahi Hai. Leakage K Wajah Se Hi Air Bahar Nikal Raha Hai.
@@alamelectricbeastworkshop2 sir leakage kyse thik kare
@@alamelectricbeastworkshop2 sir mere khayal se leakage thik h jab kam karte h to 2 mint me hi tanki khali ho jata hh pless aysa kiu ho rhaa hh ky ap call pe bat kar sakte hoo🙏🙏
Sir aap ka contact number chahiye mil sakta hai na g
Bhai aap ka nambar miljayega
boliye kya baat hai
Assalam alaikum bhai apka what's app nambar mil sakta hai main pakistan say ho
Nahi bhai jo bhi baat ho aap comment section me puchh sakte hain
Bhai aap apna nambar dedo bhai please
Aapka jo bhi problem hai please aap comment me hi bata dein.
Video ko pura dekhe video me puri jankari di gayi hai.
Bhai number sand kro
Bhai aapka Jo bhi problem hai aap comment me puchh sakte hain.
Thanks sir g 🙏🏼
masha allha
good