Dil Mera Chura Kar Woh - Sher Ali Meher Ali

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 20 พ.ย. 2021
  • 64 Waan Salana Urs Mubarak Hazrat Qibla Sahibzada Babu Muhammad Bashir Chishty Nizami Qadri Sarwari 25-Sep-2021 || Darbar-e-Chishtya Sambrial sharif
    دربار چشتیہ سمبڑیال شرہف #دربار_چشتیہ_سمبڑیال_شرہف
    Title Dil Mera Chura Kar Woh - Sher Ali Meher Ali
    -----------------------------------------------------------------
    Mehfil-e- Sama & 25 September 2021
    Venue Darbar-e-Chishtiya Sambrial Sharif
    Reciter Sher Ali & Mehar Ali Khan Qawwal
    Kalam Dil Mera Chura Kar Wo Kiyon Aankh Chura Beithe
    =================================
    Original uploaded by (Ali Ahmed Chishty)
    =================================
    Video Link
    Sarwar e Konain Ki Kya Baat Hai - Mehr Ali Sher Ali khan Qawwal
    ► • Sarwar e Konain Ki Kya...
    Ali Da Nara Maar Sajna || Ustad Sher Ali Mehar Khan (Qawwal)
    ► • Ali Da Nara Maar Sajna...
    Wohi Aable Hain Wohi Jalan | Ghazal | Zahid Kashif Mattay Khan Qawal
    ► • Wohi Aable Hain Wohi J...
    -----------------------------------------------------------------
    Dil Mera Chura Kar Wo
    Kyon aankh chura beithe
    Ab hosh Hamen aaya
    Jab hosh gawa beithe
    Soda bohat acha
    Kimat hai bohat sasti
    Ik but kafir ieman lota beithe
    Malum na tha wo bhi
    Nikle ga raqib apna
    Nasir ko teri ik din
    Tasveer dikha baithe
    Us shokh ki mahfil mein
    Tab ja ke jaga pai
    Jab bazm e do alam se
    Hum hath utha bethay
    Kya puch ne aye ho
    Markad ke farishto tum
    Kal sajda kiya ham ko
    Or aaj phola bethay
    Ham asay khuda ke to
    Kaial nahi a waiz
    Bandon se alag ho kar
    Jo arsh pay ja bethay
    Is aalme fani mein
    Ye apna guzar kesa
    Basi thay khan ke ham
    Kis daish mein aa bethey
    Mein hijar isay samjon
    Ya wsal kahon sajid
    Nazron se jo bachte thay
    Wo dil mein sama bethey
    Dil Mera Chura Kar Woh Kyun Aankh Chura Bethey
    ------------------------------------------------------------------------
    دِل میرا چُرا کر وہ
    کیوں آنکھ چُرا بیٹھے
    اَب ہوش ہمیں آیا
    جب ہوش گاوا بیٹھے
    سودا ہے بہت اچھا
    قیمت ہے بہت سستی
    اِک بُت کافِر پر ایمان لوٹا بیٹھے
    معلوم نہ تھا وہ بھی
    نکلے گا رقیب اپنا
    ناصِر کو تیری اِک دِن
    تصویر دیکھا بیٹھے
    اُس شوخ کی محفِل میں
    تب جا کے جگہ پائی
    جب بزمِ دو عالم سے
    ہم ہاتھ اٹھا بیٹھے
    کیا پوچھ نے اۓ ہو
    مرکد کے فرشتوں تم
    کل سجدہ کیا ہم کو
    اور آج بھولا بیٹھے
    ہم ایسے خُدا کے تو
    کائل نہیں اے واعظ
    بندوں سے الگ ہو کر
    جو عرش پہ جا بیٹھے
    اِس عالمے فانی میں
    یہ اپنا گُزر کیسا
    باسی تھے کہاں کے ہم
    کس دیش میں آ بیٹھے
    میں ہِجر اِسے سمجھوں
    یا وصال کہوں ساجد
    نظروں سے جو بچتے تھے
    وہ دِل میں سماء بیٹھے
    دِل میرا چورا کر وہ کیوں آنکھ چورا بیٹھے
    -----------------------------------------------------------------
    ►Click to Subscribe 🔔👈
    / @aliahmedchishty
    / @alisaabofficial
    ►Like Facebook Page
    / chishtyz
    profile.php?...
    -----------------------------------------------------------------
    #aliahmedchishty #qawwali #DilMeraChuraKarWohSherAliMeherAli #sheralimehrali #sheralimeharali #ghazal #dilmerachura #دربار_چشتیہ_سمبڑیال_شرہف
  • เพลง

ความคิดเห็น • 7