Sir meri 5year old daughter hai Usko asey normally pain nahi hota and Woh Normal hi chalti hai. But jab woh Khadi hoti hai thodi der ke liye ya Running or walking karti hai toh Woh Apne Calf wale area mein pain btati hai.. She is 5 year old 99cm Height and Weight Around 17kg
Thank you sir aapki puri video dekhi bhot achi jankari mili main bahoot dar gai thi mera beta 5 year ka hai use kabhi kabhi raat mei growing pain hota hai aur subah kam jo jata hai ye sirf 1 month mein 2se3 baar hota hai
Sir, mera beta abhi 2.5 years kaa hai aur 2 din se use same growing pain ho raha hai jaisa aapne video me bataya. Lekin aapne to ye pain 4-12 years ke bachchon me bataya hai to kya mujhe apne bachche ko doctor ke paas le jaana chahiye?
सर मेरी बेटी 3 साल की हैं उसको साम होते ही घुटना में दर्द होना शुरू हो जाता हैं कोई टूट फूट नही हैं शाम में 7.30 दर्द शुरू होता है तो रात भर पैर आधा मोर के रोते रोते शो जाती हैं और सुबह 10 बजे ठीक हो जाता हैं उसके बाद खेलने कूदने लगती हैं फिर शाम से दर्द होना शुरू हो जाता है, बहुत बहुत ज्यादा दर्द होता हैं बच्ची है बोल भी नहीं पाती हैं , सर आज 4 दिन हो गया क्या करे रास्ता बताइए Please 🙏
Assalamualaikum,, sir meri beti ku 5 saal hi O Aisa pairo pain bolti hi to mi use Imol syrup dalti hu ..our uska weight 14 kg hi. O bahut dubli hi .. kya ye sahi hi...
Mera beta 3 year 8 month ka h kbhi kbhi uske 1 ghutne me night me dard hota bahot jyada hota ,bahot jyada rota h kya kre koi solution h ya ye kyu hota h hmesha night me hi hota h
Dr.Sahab mere beti 2 year k hone wle h abhi sudden wo khade hue usko pain start ho gya rone lgi h uska ek feet m zameen pe shi se ni tik rha h m worried pls help me ...
@@AyeshaKhatun-rb8gm jii Alhamdolillah she is fine bs aise h us din usne kra baad m thode der k baad wo khelne lgi t ...m dar gyi t tbhi youtube pe search krne kgi the ki kiya ho gya h usko
@@AyeshaKhatun-rb8gm preshn mat ho aap thik h jyege beti ye Dr.sahab bahot kind or humble h mje kuch puchna hota h m inse comment m puch leti h wo hme guide b kar dete h Dr.noor Alam jii
Sir mere bache ko bhi raat ke waqt hi dard hota hai kabhi kabhi hath me bhi hota hai sote huye uth kar rone lagta hai ki jaldi Malo pair bhut dard ho raha hai din me ya subh dard nahi hota
very nice sir ❤❤
Apka video bilkul mere bache problem ke liye banaya gya
Very useful topic
Thanks sir ji 👍 good information
Sir meri 5year old daughter hai Usko asey normally pain nahi hota and Woh Normal hi chalti hai. But jab woh Khadi hoti hai thodi der ke liye ya Running or walking karti hai toh Woh Apne Calf wale area mein pain btati hai..
She is 5 year old 99cm Height and Weight Around 17kg
better hoga ki baby ko ek bar check kara len
Thank you sir aapki puri video dekhi bhot achi jankari mili main bahoot dar gai thi mera beta 5 year ka hai use kabhi kabhi raat mei growing pain hota hai aur subah kam jo jata hai ye sirf 1 month mein 2se3 baar hota hai
Thank you sir ❤❤❤
Doctor apki ek ek baar shi h meri beti ko same hota h sab kuch
Thanks ..ye normal hai tab
Informative video sir 🙏🏻 keep going 😁
Very clear information.......mera bachha milk allergic hai ....mai calcium ke liye kya du
Sir, mera beta abhi 2.5 years kaa hai aur 2 din se use same growing pain ho raha hai jaisa aapne video me bataya. Lekin aapne to ye pain 4-12 years ke bachchon me bataya hai to kya mujhe apne bachche ko doctor ke paas le jaana chahiye?
Hlo
Same meri beti ko v....2.5 year ki h
Mera beta ka daily hota hai
सर मेरी बेटी 3 साल की हैं उसको साम होते ही घुटना में दर्द होना शुरू हो जाता हैं कोई टूट फूट नही हैं शाम में 7.30 दर्द शुरू होता है तो रात भर पैर आधा मोर के रोते रोते शो जाती हैं और सुबह 10 बजे ठीक हो जाता हैं उसके बाद खेलने कूदने लगती हैं फिर शाम से दर्द होना शुरू हो जाता है, बहुत बहुत ज्यादा दर्द होता हैं बच्ची है बोल भी नहीं पाती हैं , सर आज 4 दिन हो गया क्या करे रास्ता बताइए Please 🙏
ye video isi pe hai poora dekhen
Assalamualaikum,, sir meri beti ku 5 saal hi O Aisa pairo pain bolti hi to mi use Imol syrup dalti hu ..our uska weight 14 kg hi. O bahut dubli hi .. kya ye sahi hi...
Uski Diet pe dhyan do sir
Thank you Doc.
You are very welcome
sir yeh sare symptoms mere andr h pr m 17 sall ki hu.....😢
Sir mere 6th year ki beti hai uske dono pairo m bht pain hota h daily
ye video poori dekhen
Mera beta 3 year 8 month ka h kbhi kbhi uske 1 ghutne me night me dard hota bahot jyada hota ,bahot jyada rota h kya kre koi solution h ya ye kyu hota h hmesha night me hi hota h
sirf ek side hota hai to ye kisi illness ki vajah se bhi ho sakta hai .baby ko nearest paediatrician ko dikha len
Sir mara beta ko kbi kbi morning mi bi hota hai pain
Sir mara beta 10 sal ka hai aur usko knee pain hota hai bo bdi jor jor sa rota hai
Din mai chalne pr bhi hota hai
Mera bacha k dono Pero me bhout pain hota hai
Din mai kabhi kabhi chalne mai dikat hoti hai
Dr.Sahab mere beti 2 year k hone wle h abhi sudden wo khade hue usko pain start ho gya rone lgi h uska ek feet m zameen pe shi se ni tik rha h m worried pls help me ...
Apki beti ka kesa h plz bataye
@@AyeshaKhatun-rb8gm jii Alhamdolillah she is fine bs aise h us din usne kra baad m thode der k baad wo khelne lgi t ...m dar gyi t tbhi youtube pe search krne kgi the ki kiya ho gya h usko
@@rehanafaridi meri beti ka b hua h par abhi tak chal nhi Rahi h thoda khadi ho Rahi h tham kar
@@AyeshaKhatun-rb8gm preshn mat ho aap thik h jyege beti ye Dr.sahab bahot kind or humble h mje kuch puchna hota h m inse comment m puch leti h wo hme guide b kar dete h Dr.noor Alam jii
Mere beta 2 sal ka hai uske pair mein Bal a rahe hain
Sar mera beta 12 Sal Ka Hai Uske ghutnon mein bahut dard rahata hai aur vah langda Kar Bhi chalta hai
Bacche ka pain normal nahi hai ..bacchon wali arthritis ho sakti hai, acche paediatrician ko dikhayen
Knee ke pichhe hota hai toh kya wo bhi growing pain hai?
nahi ..wo bursitis wagaira ho sakta hai
Sir meri beti ko Tora sa bukar hone se body pain ho jata tha
Sir mere bache ko bhi raat ke waqt hi dard hota hai kabhi kabhi hath me bhi hota hai sote huye uth kar rone lagta hai ki jaldi Malo pair bhut dard ho raha hai din me ya subh dard nahi hota
3 saal do mahine ka Mera beta hai jo dord rahta hai raat ko
ye video isi pe hai ..poori dekhen
Same problem with my daughter
Asa q hota hai sir
Thank you Sir
Thank uh sir 😊