मेरा ट्रैक्टर रिवर्स हाई मैं 70 क्विंटल बैक nhi krta hai aur tractor sonalika 750 hai badha dunn ya nhi aur badne ke baad tell jyada khayega ya baisa hi rahega
Sir tractor subah start krne par poora engine vibrate kyu krta hai mahindra 275 idle mein aur sath sath white smoke bhi deta hai aur jutai krne ke baad ek dum theek rhta hai idle mein lekin white smoke phir bhi deta hai. To iski kya vajah ho skti hai . Diesel line poori theek hai nozzles bhi theek hai. Kya pump retard ho skta hai kya . Ya drop setting krane ki jarurat hai. Ye white smoke apne aap aana shuru hua hai bina tractor mein kaam karaye aur back compression bilkul nhi hai.
1....Ideal par vibration ka karan... Ans......Ideal rpm kam hai thoda bda lo 2....white smoke ka karan.... Ans.... . head gasket damage hai ya piston rings
Mera mhindra arjun ultra 1 605 7feet rotavator me full liver dwon karne per band ho jata hai kya kre aur 200 300 ckakker tod kar chalta hai 17,18 rotavator ki grari hai tab bhi
1...drain kar lo diesel ..hawa ke gya hoga . 2... Diesel m kachra aa gya hoga .. diesel filter saaf kar lo. Fir bhi Nahi thik ho rha hai tho pump / nozzle service krana padega
Sir mere paas hmt 5911 tractor hai phle usme motorpal ka diesel pump tha uski starting kam thii tab mene usko change ke mico diesel pump lgaya ab voh load per black smoke dikhata hai buht or power b nhi lgata ache se kya problem ho sakti hai
1... Starting m silencer se pani jaise chinte nikalne se koi problem nahi hai ...ye normal hai 2....Agar ye pani ke chinte baad m band nhi hote hai tho fir head gasket ka problem hai 3.....thoda bahut engine oil kam hota hai chalne par , lekin limit se jyada Kam nhi hona chahiye...jyda detail ke liye ye wali video dekhe... th-cam.com/video/RdWJwOGss8Q/w-d-xo.html
Sir ji mera Mahindra 475 sp plus tractor hai 3 month cultivater par chalaya 4 litre diesel leta tha.uske baad abhi 6 litre diesel le raha hai 1 ghante me.new tractor hai kya karoon sir
Mene khudd hi set kiya he apne same 603 trector ka oil. 1 ekedd me 2 litter se kem liya oil trector ne. Jor bhi bedhiya lgaya. Lekin blue smok dikha rha he trector. Ye bat plle nhi pedd rhi
Agar pump set karne ke baad hi dhua dikhana suru kiya hai tho fir setting sahi nhi hui hai.......Agar aisa h tho diesel kam karne se baat ban jayegi...
Sir mere Mahindra marshal 2001model gadi me bar bar pump lgana pdta he tabhi start hoti he sir ek bar gadi band karte he to vaps start krte he to vaps pump lgana pdta hein sir jitni bar gadi ko band krte hein utni bar vaps pump lagana pdta hein or start hone ke bad koi problem nhi krti he
Pump se tanki tak ki pipeline ko dyan se check karo, kahi se bahut barik crack/hole hai, ya fir koi joint ki clip loose hai, jisse diesel ki pipeline Khali ho jati hai...
bahut badi Kam ki bat ki aapne sir ❤❤❤
Bahut badi jankari di bhai apne. Thanks
☺️Thank you for your support
Mne dijal badha k dekha bhai bahut achi tarike se chalta he, or pawor bhi thodi bahut badhi he uski
Good 👍
Boot badiya jankari de h aap ne
Thank you
Sir hmara Swaraj 855 full load prr black dhuaa marta hea
Normal load prr nhi
Kya reason hai
Kuch tractor hote hi aise hai bina Diesel jayda kiye sahi load nahi laite is liye jayda karna padta hai video banane ke liye dhanyewad
🙏👍
sir John Deere turbocharger 5050 d v5 modal ka pupm kitne adwance kare
tector ki awaz shi nhi aati hai
3 se 4 mm
@@Engineer_Khopdi
sir esse tector mai koi nuksan to nhi hoga na
पावरट्रैक uro 55 ki idel race kitni honi chahiye
Sir mera 2017 modal di h wo 3liter leta pump waleko dekay par sab sahi h par tractor dijal jayada le raha h
Diesel kam kra lo, ......fir diesel kam lega .......Lekin fir load pe tractor dabne lagega
Bhai ji bolero ka turbo jhon deere 5045 pr fit rhega kya?
Hum
मेरा ट्रैक्टर रिवर्स हाई मैं 70 क्विंटल बैक nhi krta hai aur tractor sonalika 750 hai badha dunn ya nhi aur badne ke baad tell jyada khayega ya baisa hi rahega
Uro 55 ko normal load pr kitna डीजल लेना चाहिए
Diesel bdane se kya normal loading pr diesel jyada leta hai
Or road average pr kya asar padta hai
Or padega to kitna
Sir mahindra 575 di xp plus ka ideal rpm kitna rakna chaiye
700 se 800
bhai shab mere tractor ka air filter saf hai lekin kala duaa aa raha kya kare desel kam kar du kya
Diesel kam mat karo , pahle nozzle/injector saaf kra lo achche se , fir bhi nhi hota hai tab pump ke setting change karna.
sir mere pass john Deere 5036 hai kya iska disel pump 42 hp ke hisab se
set kar sakte hai?
Humm
Kya turbo lagana tractor par sahi rahega
Agar engine ki power kam pad rhi hai tabhi turbo lagana... Chhoti turbo lagana sahi rahta hai
Sir tractor subah start krne par poora engine vibrate kyu krta hai mahindra 275 idle mein aur sath sath white smoke bhi deta hai aur jutai krne ke baad ek dum theek rhta hai idle mein lekin white smoke phir bhi deta hai. To iski kya vajah ho skti hai . Diesel line poori theek hai nozzles bhi theek hai. Kya pump retard ho skta hai kya . Ya drop setting krane ki jarurat hai. Ye white smoke apne aap aana shuru hua hai bina tractor mein kaam karaye aur back compression bilkul nhi hai.
1....Ideal par vibration ka karan...
Ans......Ideal rpm kam hai thoda bda lo
2....white smoke ka karan....
Ans.... . head gasket damage hai ya piston rings
Mera mhindra arjun ultra 1 605 7feet rotavator me full liver dwon karne per band ho jata hai kya kre aur 200 300 ckakker tod kar chalta hai 17,18 rotavator ki grari hai tab bhi
Diesel bda lo , aur air filter ko saaf rakho
Air filter roj saf karte hai
Diesel bdhane se kya jyda Diesel khayegaa
सोनालिका di 35 2019मोडल जुताई के समय ब्रेक पे घुमाता हुं तो दबता है तो इस बार डीजल बढाऊ या नहीं
अगर बहुत ज्यादा नहीं दबता है तो मत बढ़ाओ
Sir escort josh me mailegh kaysay set kre
Iss ek video bnaunga ...plz wait
Sir, mahindra tractor me ideal RPM automatic kam or jyada ho rahi he chalane me dub ker band ho rha he
1...drain kar lo diesel ..hawa ke gya hoga .
2... Diesel m kachra aa gya hoga .. diesel filter saaf kar lo.
Fir bhi Nahi thik ho rha hai tho pump / nozzle service krana padega
Sir mere paas hmt 5911 tractor hai phle usme motorpal ka diesel pump tha uski starting kam thii tab mene usko change ke mico diesel pump lgaya ab voh load per black smoke dikhata hai buht or power b nhi lgata ache se kya problem ho sakti hai
Diesel Nozzle aur air filter saaf/change kra lo , fir check karo
@@Engineer_Khopdi sab ok kiya hai fir b
@@Engineer_Khopdi aap apna whatsapp number send kro video send krta hu aapko check krna
Nice information
Thank you
Tractor 200 250 rpm tod kr chlta h kya dikt h inline pump h her implement per
Pump ka rig par test kra lo ,
Sir mere paas Mahindra 265 hai our jab load pe chalta hai to hva leta hai fir pump marna padta hai sir kya karna chahiye
1....Filter saaf kra lo
2.... Diesel tanki se pump tak ki saari pipeline check karo ki loose tho nhi hai
Sir filter new change kra diye the our pipe line bhi saff krai uske baad bhi yehi problem aa rhi
Sar. Tata magic me engine oil kam hojata hai
1 he bar esa howa
To kya problem hai sar.
silencer se Pani Jaise chinte nikalte Hain
Starting say
1... Starting m silencer se pani jaise chinte nikalne se koi problem nahi hai ...ye normal hai
2....Agar ye pani ke chinte baad m band nhi hote hai tho fir head gasket ka problem hai
3.....thoda bahut engine oil kam hota hai chalne par , lekin limit se jyada Kam nhi hona chahiye...jyda detail ke liye ye wali video dekhe... th-cam.com/video/RdWJwOGss8Q/w-d-xo.html
@@Engineer_Khopdi thank you
Sir maine newholland 7500 . 75 hp m turbo fit ki h ab tractor full rpm se normally rpm pr aane mai thoda jada time le rha h . Koi problem to nhi
Nhi
Konsi vjh se down late aa rha h aapne ye nhi btaya
Sr mera tekatar solwa res band ho rha kya kro
Res bda lo ...Rpm jyada kar lo
Sir ji mera Mahindra 475 sp plus tractor hai 3 month cultivater par chalaya 4 litre diesel leta tha.uske baad abhi 6 litre diesel le raha hai 1 ghante me.new tractor hai kya karoon sir
Pump ki service kra lo, aur nozzle check kra lo
Bhai mere paas John deere ka 5105 tracter hai uska pump advance kiya tha ab usme tappet ya nozzle awaj kar rahe hai please help
Pump advance karne se thodi si awaj badal jati hai ....... Pump retard kar do fir bhi awaz nhi ja rhi hai tho fir tappet m hi problem hai....
Mara mahindar 475 ha or dabta ha new track tr
Mere to trector me resh dene par resh wapes pichhe kyu hoti hai or hath ki resh dene se sahi chalta hai kya karu batao please
Resh ki play check karo / jyada play hai tho kam kar lo
Mene khudd hi set kiya he apne same 603 trector ka oil. 1 ekedd me 2 litter se kem liya oil trector ne. Jor bhi bedhiya lgaya. Lekin blue smok dikha rha he trector. Ye bat plle nhi pedd rhi
Injean nya kervaya he mene trector ka
Agar pump set karne ke baad hi dhua dikhana suru kiya hai tho fir setting sahi nhi hui hai.......Agar aisa h tho diesel kam karne se baat ban jayegi...
@@Engineer_Khopdi diseal ghtane se trector lod nhi le pa rha
@@Engineer_Khopdi trector hot jyada hota he. Ab injen ka over holing krva diyahe. Ab bhi hot jyada hota he. Bhut confues hu ye bat lo leker
Sir mere Mahindra marshal 2001model gadi me bar bar pump lgana pdta he tabhi start hoti he sir ek bar gadi band karte he to vaps start krte he to vaps pump lgana pdta hein sir jitni bar gadi ko band krte hein utni bar vaps pump lagana pdta hein or start hone ke bad koi problem nhi krti he
Pump se tanki tak ki pipeline ko dyan se check karo, kahi se bahut barik crack/hole hai, ya fir koi joint ki clip loose hai, jisse diesel ki pipeline Khali ho jati hai...
@@Engineer_Khopdi sir vo pipe bhi new dala he
Mere paas john deere 5105 750 hours chla hai lekin dabta bahut hai
Aur start krne par bhi smoke nhi deta yani smoke 0 hai kya kre
Diesel bda lo
@@Engineer_Khopdi मार्ग खर्चा कितना बढ़ेगा डीजल बढ़ाने से
Disel badane pr Rotavator me tel jyade khayega
Load ke hisaab se khayega
मेरा टेकटर241 मेसी13माडल है वह घाटी मे सड़ाई सड़ता है जब बहुत दबता है
डीजल बड़ा लो और एयर फिल्टर को साफ रखो
mere ghadhi round leke start hota hai
Pump advance kar lo, fir check karo
ट्रैक्टर का डीजल खत्म होने पर air लेने के नुकसान पर वीडियो बनाइए
Ok
मेरा जॉन डीरे 5036 2021 मॉडल है बहुत डब रहा है खाली ट्रॉली hi 4 मैं मैं कल्टीवेटर में 17 18 की रेस में चलाता हूं तब 14-15 की रेस पकड़ता है
👍
@@Engineer_Khopdi क्या प्रॉब्लम हो सकती
@@Engineer_Khopdi तेल बढ़ाने ठीक हो जाएगा क्या प्रॉब्लम बताओ प्लीज