Nice information bhai, Kaise pata Kare ki kitni led Kitne volt (AH) ki battery per lagani hai? Kya Koi formula ya calculation ho sakta hai jisse ye pata chal jaye ki Kitne volt battery (AH) per kitni led lagegi? Please reply
Sir ek emergency light banana sikhaye Jo light 3 se 4 gante tej light me Jale. Jo student ke liye benefit ho sake sir. Kya sir aapke market me 5,6 volt ki battery aati hai kya. Agar aati hai to uska ek video jaroor banana sir. Sir aur to4056ke bare me bhi full information de Dena.
@@NEWtom_lite are bhai lekin bike ki battery 7ah ki hoti he seris ki lagaya to led overheating ki vajah se kharab ho jayegi 7805 amper ko bhi kam kar deta he😇
Bhai dukan se kharab 4v ki lead acid battery le aana aur usme battery wala pani dal dena battery free me aajaegi aur Battery wala pani 15₹per litre aata hai aur ek 1.5ah ki battery me max 20ml use hoga
Bhai yeh pannel mera multicolor hai lekin 2 wire hi connect hai and baki 2 wire bhi aa rhi hai kahi se 4 wire sidha plug se connect hai to usme dimmer konsa use hoga 2 wire wala ya 4 wire wala
@@TechnicalJugaadHindi wahi bhai mai khud pareshan hu multicolor led hai lekin mujhe sirf 2 wire hi connected najar aa rhi hai but actual me total 4 wire hai jo sidha plug se connect hai
राज भाई मेरा मल्टीमीटर pf ड्राइवर पर जब में बेटरी लगा कर चेक करता हु तो वह वाल्ट नही बताता है सिर्फ बेटरी के वाल्ट दिखता है और जब में उसकी एक वायर को बेटरी पर से हटाकर 20 वाल्ट dc पर चेक करता हु तो कोई वाल्ट नही दिखता है और जब में उसको 200 वाल्ट dc पर लगाकर चेक करता हु तो वह 199 -200 के करीब dc वाल्ट दिखाता है तो क्या मेरे मल्टीमीटर का dc फंक्शन खराब हो गया है या सही है।
@@TechnicalJugaadHindi 5 volt 2.4 amp adapter per chalana ka liya kitna ohm ka resistor laga aur kitna watt ka, issue me koi heat sink lagana zaruri hai kya?
Udaya👍👍✌️✌️🔦🔦
Thank you sir vary useful video 😄😄😄👍👍❤️❤️ jay hind 🇮🇳🇮🇳 Jay bharat 🇮🇳🇮🇳🇮🇳
Thank you bhai 💖🌷🌻🌹💐🥀🌼❤️👍
वेरि वेरि गुडेश!! छान
Thank you Bhai 👍
Buhut acha bhai
Thank you bhai 🌷💖🌹🥀💐❤️👍
Very nice videos
Thank you bhai 🌻🌹💖🥀💐❤️👍
Sir es light ko Hum Video Shoot ke leye bhi Use kar sakte hai keya Solar panal se laga ke
Ha bhai use kar sakte ho par aapko bich me battery bhi use karni padegi
Sir Series Me 4V ki 3 Strip Lagai To 12v Me Chala Sakte Hai Na
Ha bhai
N
Watch at 1.5x
Thanks for saving my time 😂
Thanks brother
👍😂
Thanks
3.7 v lithium battery direct lagaye ya resistor laga ye
very good
Thank you bhai 🌷💖🌹🥀💐❤️👍
Mere paas 3.7 volt naye battery hai Amrjrncy light bananei hai led kitne volt lagegi
Sir agar mai 50 led mai ek sensor module laga du to kya work karega sensor
Nice information bhai,
Kaise pata Kare ki kitni led Kitne volt (AH) ki battery per lagani hai? Kya Koi formula ya calculation ho sakta hai jisse ye pata chal jaye ki Kitne volt battery (AH) per kitni led lagegi?
Please reply
Ha bhai bohot jaldi aapko is topic par bhi video mil jayegi
OK bhai
Isme kohi register lagana parta hai ka ?
Yes
4v 72 piece led panel price in Kolkata Chandni Market is only Rs. 40.
😮😮😮😮
Sir ek emergency light banana sikhaye Jo light 3 se 4 gante tej light me Jale. Jo student ke liye benefit ho sake sir.
Kya sir aapke market me 5,6 volt ki battery aati hai kya.
Agar aati hai to uska ek video jaroor banana sir.
Sir aur to4056ke bare me bhi full information de Dena.
Kal ki video emergency banane ke upar hi hai aap din me 12 baje video aapko mere youtube channel par mil jayegi
Mere channel ko dekho mene bhut si video banaya hoon iss per
@@guptajiexperiment tumahare channel ka name kya hai
@@allimportantquestionbyanuj3481 guptaji experiment
Ye garm bhot hoti hai to kya isme heat sink lgana jaruri hai ya bina uske bhi chl skti hai...
Make video on cob led
Ok bhai bohot jaldi aapko video mil jayegi aapko mere youtube channel par
12 V dc supply se kinte Led चलेगी...my frist comment...
12 ye led dc 12 volt par kharab ho jayegi
Ok, 5 volt mobile charge se चलेगी क्या...
Bhai muze is panal ko 12 v per chalana he to me 1k ka resistance lagau ya phir 7805 ic konsa best hoga🤔bike ki battery per?
7805 ic use karo bhai
@@TechnicalJugaadHindi thanks
3 rows ko series me laga ke chala lo
@@NEWtom_lite are bhai lekin bike ki battery 7ah ki hoti he seris ki lagaya to led overheating ki vajah se kharab ho jayegi 7805 amper ko bhi kam kar deta he😇
Bhai dukan se kharab 4v ki lead acid battery le aana aur usme battery wala pani dal dena battery free me aajaegi aur Battery wala pani 15₹per litre aata hai aur ek 1.5ah ki battery me max 20ml use hoga
Bhai yeh pannel mera multicolor hai lekin 2 wire hi connect hai and baki 2 wire bhi aa rhi hai kahi se 4 wire sidha plug se connect hai to usme dimmer konsa use hoga 2 wire wala ya 4 wire wala
Bhai abhi tak asi malticolor light to maine market me nahi dekhi kabhi
@@TechnicalJugaadHindi wahi bhai mai khud pareshan hu multicolor led hai lekin mujhe sirf 2 wire hi connected najar aa rhi hai but actual me total 4 wire hai jo sidha plug se connect hai
@@TechnicalJugaadHindi apka koi insta handle mil sakta hai kya apko photo bhej ke samjha sakta hu ache se
Sir isko dukan mein kya bole kyoki nahi mil raha hai
Yaha ki market me to 4v strip light bolte ho
Kuch mahine bad, har strip me ek-do led fuse ho jata hai, aisa kyu ? Iska koi remedy hai keya ?
Kya ye led direct 5000mah 3.7v power bank se sath kaam karega ? Fukega (fuse) wagera toh nhi hog?
Bahi ap video ka liya kon sa mobile use kartay ho.pakistan
Realme x2 bhai
राज भाई मेरा मल्टीमीटर pf ड्राइवर पर जब में बेटरी लगा कर चेक करता हु तो वह वाल्ट नही बताता है सिर्फ बेटरी के वाल्ट दिखता है और जब में उसकी एक वायर को बेटरी पर से हटाकर 20 वाल्ट dc पर चेक करता हु तो कोई वाल्ट नही दिखता है और जब में उसको 200 वाल्ट dc पर लगाकर चेक करता हु तो वह 199 -200 के करीब dc वाल्ट दिखाता है तो क्या मेरे मल्टीमीटर का dc फंक्शन खराब हो गया है या सही है।
Nahi bhai kharab nahi hai
@@TechnicalJugaadHindi धन्यवाद राज भाई.
Si4 3.7 battery se nahi jalegi kya
Jalegi bhai
Agar 3 led series me jod kar chalaye to 12 v se chal jayegii??? Jlegi to nhi
Ha bhai par aab Kam se kam 4 led ko jod kar Jalaye
Rasiatenc lagana padega kya ? O bhi kitane ka ?@@TechnicalJugaadHindi
Sir bike ki battery se fuse ho rha kya kare reply plzz😢😢
Warm white colour is available or not
Sir how to identify wattage of this led because this type of 4v led is available in 0.5w Or 1w
Bhai is topic par mai bohot jaldi video bana duga
Sir 12v Battery Me kese Chalaye
Bhai 7805 ic ka use kar ke
Bhai, Raw power se kaise jalaye. Pls guide us..
Sorry bhai mai kuchh samjha nahi
@@TechnicalJugaadHindi 220 volt se kaise jalaye?
Ye direct line se chalega kya
Nahi bhai
DC adopter se chal jayega
Dc 3 to 4 volt par chal jayega
Sir poora panal 4 v battery se jalaya to
2 monit me battery down ho jayega
Sir ek smd kitni watt ka hai,aur isko 9watt ka kaise banun?
1 watt
Sir Kitani Watts ki Hogi 1 Led Strip
3 watt
Humare market me ye rs.30 ki ek raw milti hai jisme 36 led bulb Lage hote hai....
Ok bhai 🌷❤️🥀👍
Kha pe bhai
Sir 1 led strip Kitane Watts Ki Hoti hai
3 watt 9 volt
Badi battery se chal jayega 12v
4 volt ki ye light 200 pic se emargency light banana hai 2 lithium battery ke saath kitna time jalega
Raj sir wastbeng मे 36 4v LED light 25₹ मिलता हे
Thank you bhai price ki jankari dene ke liye ❤️👍
Bhai mujhe bhej sakte kya
Mere market me 1rs per pices milata hai
Agar apko chahiye to aap mujhase contact kar sakate hai
Ok bhai ❤️👍
6v battery se 4v led chalega?
Ha bhai
भाई इन led को led blub में use कर सकते हैं क्या
Nahi bhai
Order से mga शकता हु
ketn volt ke a led ha piz. repal sir
Bhai aap video ko dhyan se dekhte to mujhse ye sawal kabhi na karte video sab kuchh bata rakha hai bhai aap video ko dhyan se dekho
4 v Led स्ट्रीप 8 रो होणा नांदेड को भेजते क्या साबजी हा या ना बोलो
Mere local market asansol main rs 25 ka milta hai
इनकी लाइफ ज्यादा नही है, leds jaldi धीमी pad जाती hai.
Bhai muje kharid nahr online kya app bhej sakate ho
Bhai meri problem ye hai ki mai jis gav me rahta hu us gav ke aas pass koi courier service nahi hai bhai
Brightness acchi Nahin Hai 4v ka Maine kharida hai
How to buy
4 V Led पोस्ट करते क्या एक पॅनल के कितने पैसे लगते बोलीए
Sorry Bhai mere pass online service nahi hai
i want to buy this in cheap price so pl share link
Sorry bhai maine to is light ko local electronic market se hi kharida tha
My local area price only 20 rupees 😊
क्या आपण मुझे एक पॅनल भेज सकते है ? नाशिकके पतेपर.
Sorry Bhai meri problem ye hai ki mai jis gav me rahta hu us gav ke aas pass koi courier service nahi hai bhai
Raj bhai mere ko aapse sambhal lena hai to aap parcel Kara doge kya Saman
Bhai meri problem ye hai ki mai jis gav me rahta hu us gav ke aas pass koi courier service nahi hai bhai
@@TechnicalJugaadHindi bhai aap kaha rhte ho kaun se gao me rhte ho
Kaha par milega sir
Kharidenge kaha se
4 v dc Led 100 होना कब मिलेगा और किमत कितनी होगी.
Sorry Mai kuchh samjha nahi apka matlab
Aapka. Dukun. Kha pr hai
Bhai mere market me ek dukan per ye jo ek patti me lad gala he na to 5 rs per pic matlab 32 pic ka to aap samaj hi gaye honge😫😖😞☹️😭
Phir bohot lutane logo ko dukan dar
Lajpat market mai 300rs ka hai mila hai mujhe
Ye kitna apmere max support karta hai
What is phase neutral and earthing????
Bhai main neutral earthing kahan se a gaya bhai ismein to plus minus Hota Hai
Aur phase kya hota hai
Mere channel ko dekho usme mene bataya hai ye kya hota h
@@rizwan1794 phase & neutral Ac power supply meuse hota hain, dc me posetive(+), negative(-)
Phase means positive terminal of 250,220 v ac and neutral means negative and earthing I cannot explain you in this chat go watch a video on TH-cam
Pura pannel chahiye 64 go wala raw chahiye
Bhai Lucknow nakka market se bhai
I want led this type of led
Bhai mujhe lena hai led bulb
Mara market ma 5 led price 90 ka bahut mahanga
Yeh kitna watt ki hai pura ek strip
1 watt
Bhai app ki dukan ka address do
My Address. Praiya Namaksar Gandhinagar Rod. Kutiya Sandaha ,Raebareli ( Uttar Pradesh )
Bhai aapko ye led ma bohot jyada saste me mila hai😎
Ok bhai ❤️👍
Mere local market pe 15 ruppes only
Thank you bhai price batane ke liye ❤️👍
Price Kay hai
30
Some light
राज भाई कैसे बोल का नाम है बोल के दाम मुझे बताओ
4 v cob light 2 pic
Me Anand
Ok bhai ❤️👍
8 led mai power bank se chala rahu but nahi jal raha but direct battery se jalraha .
Aap kaha se laya wo dukan ka number to dijiye
Yeh ktne watt ki hai ek smd
Hamare local market me 20 rupees per chain wholesale me milta hey
Thank you bhai price batane ke liye ❤️👍
@@TechnicalJugaadHindi
5 volt 2.4 amp adapter per chalana ka liya kitna ohm ka resistor laga aur kitna watt ka, issue me koi heat sink lagana zaruri hai kya?
Jo Jo comment main bol rahe hai unme se led ka patti bhej sakta kya
🙏 sorry Bhai meri problem ye hai ki mai jis gav me rahta hu us gav ke aas pass koi courier service nahi hai bhai
@@TechnicalJugaadHindi post office to chota sa gaaw main rehta hai
@@TechnicalJugaadHindi ye sab paisa kamane ka matalab tact hai
Onlin bhot mahga hia sir g
Dada hamari market me ye 30 rupey me 1 led panel melte he
Thank you bhai price batane ke liye
64 bala bada bala row mere paas 50 rupay ka he
Kitne volt se chalegi🤔 = yah meri battery hai na isase chalegi😅
Sir yeh kha mile ge plz address do
Bhai mai to apni local electronic market se is light ko laya tha aap bhi apni local electronic market me is light ko pata karo
Hame nhi mil rahi hai koi online link bhej du bhai
What is Price
And fist comments
Thank you bhai ❤️👍
Mujhe chahiye but nahin mil Raha hai
Bhai yahi problem kai logo ke sath me bhi hai
10 rs ka 32 or soldering kiya hua 14 ka
Sorry bhai mai kuchh samjha nahi
36 light 30rs
Thank you Bhai price batane ke liye
Thank you
1 big row Price 10 Rs
Thank you bhai price batane ke liye
Pure penal 4 v se jalaane dima jalega
Nahi bhai full light me jalega bas battery jaldi utar jayegi
@@TechnicalJugaadHindi 5 ya 6 ki battry chala sakte ha kya
5 ya 6 volt ki battry laga sakte hai kya
*5 Led 10 से 15 rs की मिलती है*
Thank you bhai price batane liye 💖🌷🌻🌹💐🥀🌼❤️👍
Led code?
5 led pis 10rs
Thank you bhai price batane ke liye ❤️👍
1 lit Rs 1rupice
Thank you bhai price batane ke liye
Ek led panel hamare ya ha 32 ₹
Thank you bhai price batane ke liye 💖🌷🌻🌹💐🥀🌼❤️👍