Auntie aap ki tips achi hain. Aur meri ammi pichlay 20 saal se esay hi kapray dho rahi hain. Spinner mein kapray daal ker pani wala pipe lga deti hain. Sara surf nikal jaata hai.
Treeqa to acha hai kapprray wash krne ka mgr ye zehn me rakha in k agr wash karte waqt paani ziada km ho gya r machine chalti rahi to machine ka chakkar b kharab ho sakta hai jo k hamari per sakta hai...bahar haal pani ziada rakh k ehtyaat se chlaie ja sakti machine good idea..
Hi I'm muskan Main kapde pehle sirf ,5 minute paani mein hi firati hoon fir wo ganda paani phenkne ke baad fresh paani fir se dalkar jab surf Excel dalti hun usse kapde bhi acchi tarah dhulte hain aur surf ki bhi bachat hoti hai
But isme Machine ka Pani bar bar change krna parta hoga?? Surf wala pani agr same Pani me kapry dalte rahe toh surf nhi niklay ga ese toh Pani kafi waste hoga
Ye treeka bhi ho sakta h tmam kapry dho k sarf use ho jaye ga to mashin Khali kar k is tarh saaf pni m dho sakte Hain ۔jis tarh sarf use kia is tarh paani use kar sakte Hain
Washing wala idea acha ha but time consuming ha as usualy aik washing k doran aap oehly waly kpray saf pani say dho laity han jitni fair machine wash kri hoti. Second surf r pani bhi zaya hota. Baki kam kprun k lia acha acha ha
Assalamualaikum. Ap ne acha tareeqa bataya he lekin agar ap napak kapron ko iss tarah se dhoen gi to wo pak nhi honge q k napak kapron ko pani se dho kr phir nichorna zrori he phir doosri martaba pani se dho kr nichoren or phir 3sri martaba yehi step kren ge or aakhir wale step me kapre ko zor se nichoren ge. Is tarah kapre pak honge. Or iss tarah se dhule hue kapron me hi namaz hogi
Wa alaikum Salam sister Mai ne yahan Pak napak kapron ko dohney Ka Trika nahe bata rahe Mai yahan matchine Ke Bary baat ker rahe hon kaisy aap apna time and energy Save ker sakty hain cloth ko is tarha wash ker Ke aur Dhony se phly bandy ko kud pata hota Ke kon sa cloth Kitna Ganda aur napak hai JazakaAllah for your opinion
جی ناپاک کپڑے کو اتنی دیر بہتے پانی کے نیچے رکھا جاٸے کہ ظن غالب ہو جاٸے کہ پانی نجاست کو بہا کر لے گیا ہوگا تو اب کپڑا پاک ہوجاٸے گا۔۔۔یہ بھی ایک طریقہ ہے کپڑے پاک کرنے کا۔۔۔۔اور یہ بھی ہوسکتا ہے کہ ناپاک کپڑوں کو پہلے الگ سے پاک کرلیں پھر دوسرے کپڑوں کے ساتھ مشین میں ڈال دیں۔۔۔
ap ko kis ne bola hai k pak kapun k sath napak kary dho wo to alehda dhony chahey jo ap ne kapry pak karny ka tareek batya hai wo bilkul galt hai ALLAH ne Quaran pak me khud farmea hai me ne PANI ko asman me se pak otara hai. aur jis saf pani se kapry dhoen ghosal karen wo chiz pak ho jati hai ye humra wehm hai napak chiz ko 3bar dhna chahiay
السلام علیکم ناپاک کپڑوں کو 3 بار دھونے کا طریقہ انھوں نے بھی ٹھیک بتایا اور پانی اتنا بہایا جائے کہ ہمارا گمان ہو جائے کہ اب ناپاکی نہیں رہی تو بھی پاک ھو جائے گا یہ علمی مسئلہ ہے جو سب کو سیکھنا فرض ہے اور بہن ہمیں ایک آسان ٹپ دے رہی ہیں ۔مگر ہم لوگ جب تک کسی پر تنقید ناں کرلیں ہمیں مشا نہیں آتا ۔بھئ دل کشادہ کرکے حوصلہ افزائی کرنا سیکھیں ۔ہمیں تو سب ٹپس بہت لاجواب لگتیں ہیں
Assalam Alekum bah an Mashallah both achy tips gain mujhy ya bath hamhy GHA kahra pani hai kahry pani ITT na k baasss mujhy kahry Lani sy sahf or ma she in me scarf na jahg na tarka haha do
@@recipeshomen1 Nahi automatic sy b same hi ata hy balky kam ata hy wo energy saving hain main khud 3 years sy automatic use kr rahi hon hn un ko afford karna mushkil ho gaya hy bohat mehangi ho gai hain jo afford nahi kr sakty un k liye ye tarika acha hy baki bill pani sarf ka koi khas farq nahi experience sy kah rahi hon pehlay main b ye hi use karti thi aur spiner main khngalti thi
@@workofficials5519 G meri double machine thi yani spiner aur machine akethi to us main pani ka jo nob hota hy drum ki taraf sy spiner ki taraf kr deti thi pehlay aisay hi spiner chala deti thi jb sara sarf nikal jata tha to pani us main chala k 2'3 bar spiner chala deti thi aisay easily kapray khangaly jaty thy but phir pathon ny jawab dy diya to automatic lyna pari coz spiner main b to kapray nichor k hi dalay hoty thy
kapde dhone ki trick se Pani bohot waste hoga aur hame aek aek bond ka hisaab Dena hai.dusri baat ye k musalmaan ko nailpolish nahi lagani chahiye isse wazu aur ghusl nahi hota👍🏻
boht achi tips hen sister,ALLAH pak ap ko hmesha khush rkhy aameen
Thanks😘
Auntie aap ki tips achi hain. Aur meri ammi pichlay 20 saal se esay hi kapray dho rahi hain. Spinner mein kapray daal ker pani wala pipe lga deti hain. Sara surf nikal jaata hai.
Me too
BHT khoob api
Mushkil asaan kardi apne to Meri thanks
Thanks 😊
Bohat achi tips thi khas kar seafti pin📍
Thank you so much 😊
Zabardazt ideas fro. London
Thank u so much
Treeqa to acha hai kapprray wash krne ka mgr ye zehn me rakha in k agr wash karte waqt paani ziada km ho gya r machine chalti rahi to machine ka chakkar b kharab ho sakta hai jo k hamari per sakta hai...bahar haal pani ziada rakh k ehtyaat se chlaie ja sakti machine good idea..
100% working tips...👍🏻👍🏻👍🏻
In me ALLAH or Muhammad ke name hote hen
Aloo pr jo rakha usme (AR Rehman) likha hua tha ....
@@m.zeeshankhi3735
Wah Kitna Acha note kiye ap na
Zbrdst ❤
Boht hi best tips hn thanks sisters.boht c new baton ka pta lga
JazakAllah stay blessed
Machine sai pani dobara dalni ka tareka bi mehenga parega or patle paip mai kase jalde pani jata hai
Hi I'm muskan Main kapde pehle sirf ,5 minute paani mein hi firati hoon fir wo ganda paani phenkne ke baad fresh paani fir se dalkar jab surf Excel dalti hun usse kapde bhi acchi tarah dhulte hain aur surf ki bhi bachat hoti hai
Very nice Mai bhe aisy wash krti hon
@@faizankhaleel3529 lekin pani aur bijli fazul brbad hoti h ab tou bijli ka bill itna aata h is s achw bnda surf sahi s use krly
Lakin surf Excel too Israel ki hai 😢
Behan bijli zada mehngi ha surf se 😂😅
@@faizankhaleel3529 surf excel ka boycott karain Sufi bhi Acha hay
Informative tips...good job
Lekin baji jb wapas kpde usmein hi dalne hain to nikalne ki kya zaroorat? Tub ko drain kar lete fr usmein kpde bchte sirf to pani dal k dho lete?
Aur wash krnay thy thanks for visiting stay blessed ❤️
Kaprey dhone ka tariqa bhot acha laga zabardast
یا اللہ سب کی پریشانیوں کو حل فرما
زبردست جزاک اللہ
jazak Allah
Thanks
Zabardast sharing sister
Thank you so much, JazakaAllah ❤️
Make sure newspaper pr koi aisa word na likha ho...jis basket me potato rakhy hain us newspaper pr Al- Rehman likha hai
Mashallah Mashallah Mashallah Mashallah
Really amazing keep it up ❤
Thanks 😄
Chalti machine me kabi Pani me hath naa dalaain Khudara.. current jaandy nai dega phir Kuch b hojaye..
بہت شکریہ
آپ کا
مفید مشورے
کار آمد ویڈیو
Stunning amazing
Thank you! Cheers!
Nice tips ma'am but washing clothes is not time saving no money saving no electricity saving
No water saving
It's just for views
آلو رکھنے کا طریقہ بہترین ہے
Amazing tips
بہت اچھا طریقہ بتایا ھے آپ نے
Thank u so much
V good 👍 👍👍👍
Excellent tips❤❤❤❤❤
Glad you like them! 😊
Good effort 😊
Thanks 😊
Aap ki achi bataein Hain
Good luck
Nice tips
Nice 👍
Very nice tips
Good
جزاک اللہ خیرا کثیرا❤
Nice hy g
Thanks for amazing tips
JazakAllah stay blessed ❤️❤️
GOOD Tip for washing clothes ❤❤👌👌
Thank u so much ❤️😊
Sis plz Washing machine name PlZz bht achi lgi h apki machine 😊
Nice Tips
Zbrdast
Bht he zaberdast tips
Good idea
Thank you ❤️
ماشاءﷲ
Amazing
Thank you so much ❤️🙏
Good tips
Glad you think so!
Nice bht acha lga
Lkin m ayk last pani tab m b kungal lyati hun
😊
Assalam o alikum moti seftey pin me theak rahy ga nail paint bad me utar jata ha
Jazak ALLAH
Zabrdas
Shukriya
Jazak Allah
Thankyou so much
Good morning my firsSEK 4900t
jazakallah
Bajji mai bachpan de aisay he wash krti hoon Meri Ammi esa krti Meri sari khala bhi ye naya kuch nahi hum to shuru se aisay he kpray wash krte hain
But isme Machine ka Pani bar bar change krna parta hoga?? Surf wala pani agr same Pani me kapry dalte rahe toh surf nhi niklay ga ese toh Pani kafi waste hoga
Ye treeka bhi ho sakta h tmam kapry dho k sarf use ho jaye ga to mashin Khali kar k is tarh saaf pni m dho sakte Hain ۔jis tarh sarf use kia is tarh paani use kar sakte Hain
او بیٹا جی زندہ باد زندہ باد
❤️❤️❤️
bhot acha laga h
Bhttttt hi achi tips ha Allah bless u sister ❤
Thank you so much 😊
ہمارا تو ٹینکر والا پانی ہوتا جسکو ہم اس کھلے طریقے سے استعمال نہیں کرسکتے
Good 👍
Thanks
❤❤❤❤❤
Nice sister
Thank you
Hamary itna Pani nahi hota her chez ki saving ho gi lakin Pani ki nahi
Wow yeh tu boht acha tarika kapry dhony ka
Thank u so much for liking
Zaberdst trick
Baqi thank you sharing the tips buhat kuch new sekha b hai 🎉
Agr machine khrb na ho tu ni perta crrunt hum b kerty hn its really works
Washing wala idea acha ha but time consuming ha as usualy aik washing k doran aap oehly waly kpray saf pani say dho laity han jitni fair machine wash kri hoti.
Second surf r pani bhi zaya hota. Baki kam kprun k lia acha acha ha
Nice tips specifically kapre dhony wali😍😍
Excellent tips
Bht zabardast
Pin wali tip achi the
Thank you so much 😀
Good 😊
Wao
Assalamualaikum. Ap ne acha tareeqa bataya he lekin agar ap napak kapron ko iss tarah se dhoen gi to wo pak nhi honge q k napak kapron ko pani se dho kr phir nichorna zrori he phir doosri martaba pani se dho kr nichoren or phir 3sri martaba yehi step kren ge or aakhir wale step me kapre ko zor se nichoren ge. Is tarah kapre pak honge. Or iss tarah se dhule hue kapron me hi namaz hogi
Wa alaikum Salam sister Mai ne yahan Pak napak kapron ko dohney Ka Trika nahe bata rahe Mai yahan matchine Ke Bary baat ker rahe hon kaisy aap apna time and energy Save ker sakty hain cloth ko is tarha wash ker Ke aur Dhony se phly bandy ko kud pata hota Ke kon sa cloth Kitna Ganda aur napak hai JazakaAllah for your opinion
Agar Pani mustaqil 10 min tak baha Rahe hian to napak kaprey BHI Paak hojaye hian jab surf Nikal gaya to napaki BHI Nikal jaye gi
جی ناپاک کپڑے کو اتنی دیر بہتے پانی کے نیچے رکھا جاٸے کہ ظن غالب ہو جاٸے کہ پانی نجاست کو بہا کر لے گیا ہوگا تو اب کپڑا پاک ہوجاٸے گا۔۔۔یہ بھی ایک طریقہ ہے کپڑے پاک کرنے کا۔۔۔۔اور یہ بھی ہوسکتا ہے کہ ناپاک کپڑوں کو پہلے الگ سے پاک کرلیں پھر دوسرے کپڑوں کے ساتھ مشین میں ڈال دیں۔۔۔
ap ko kis ne bola hai k pak kapun k sath napak kary dho wo to alehda dhony chahey jo ap ne kapry pak karny ka tareek batya hai wo bilkul galt hai ALLAH ne Quaran pak me khud farmea hai me ne PANI ko asman me se pak otara hai. aur jis saf pani se kapry dhoen ghosal karen wo chiz pak ho jati hai ye humra wehm hai napak chiz ko 3bar dhna chahiay
السلام علیکم ناپاک کپڑوں کو 3 بار دھونے کا طریقہ انھوں نے بھی ٹھیک بتایا اور پانی اتنا بہایا جائے کہ ہمارا گمان ہو جائے کہ اب ناپاکی نہیں رہی تو بھی پاک ھو جائے گا یہ علمی مسئلہ ہے جو سب کو سیکھنا فرض ہے اور بہن ہمیں ایک آسان ٹپ دے رہی ہیں ۔مگر ہم لوگ جب تک کسی پر تنقید ناں کرلیں ہمیں مشا نہیں آتا ۔بھئ دل کشادہ کرکے حوصلہ افزائی کرنا سیکھیں ۔ہمیں تو سب ٹپس بہت لاجواب لگتیں ہیں
Very nice tips❤
Thanks a lot❤️
Assalam Alekum bah an Mashallah both achy tips gain mujhy ya bath hamhy GHA kahra pani hai kahry pani ITT na k baasss mujhy kahry Lani sy sahf or ma she in me scarf na jahg na tarka haha do
Ok
Jin ki simple machine ha dusara chakar laganay say pani to nikal jay but bill bhat ahy ga .
Automatic matchine se kam aye ga
@@IslamkaNoor123 Jo surf or bijli dono .hm to 1e surf or sabun ma dhairon dho laty hn kchy rngon waly hathon p dhoty hn
@@recipeshomen1 Nahi automatic sy b same hi ata hy balky kam ata hy wo energy saving hain main khud 3 years sy automatic use kr rahi hon hn un ko afford karna mushkil ho gaya hy bohat mehangi ho gai hain jo afford nahi kr sakty un k liye ye tarika acha hy baki bill pani sarf ka koi khas farq nahi experience sy kah rahi hon pehlay main b ye hi use karti thi aur spiner main khngalti thi
Spinner me kese khangalti thi kapry
@@workofficials5519 G meri double machine thi yani spiner aur machine akethi to us main pani ka jo nob hota hy drum ki taraf sy spiner ki taraf kr deti thi pehlay aisay hi spiner chala deti thi jb sara sarf nikal jata tha to pani us main chala k 2'3 bar spiner chala deti thi aisay easily kapray khangaly jaty thy but phir pathon ny jawab dy diya to automatic lyna pari coz spiner main b to kapray nichor k hi dalay hoty thy
Apki ki kesi washing machine he Jo nonstop chlti he or 1 hi rukh mn chlti he ruk k direction nhi change krti😮
Is tra to dryer ma b kapry daal k pani ka pipe lga dain to kapron ma s sarf b nikl jaye ga aur dry b ho jayen gy.itny he time ma
Dryer aur automatic matchine sub ke pass nahe hoti jub ke ye sub ke pas hoti hai
Hamari dryer ki plastic body ha but phr bh usme jab pani wala pipe lagao toh current aa jata
@@recipeshomen1
Ye machine bhi sab ka paas ni hoti gareeb log to hathon sa kapray dhotay hn.
Don't use Israeli products plz like surf exl...be Pakistani buy Pakistani
Safty pin hack is very good
Thanks bhena BHT hi mazy ki tip's h
Thank you sooooo much 😊
Nice
Jo jerms hongy jabiyon me wo bhi chhan Lena 😂
Dry cheez KO nahe lagaty aap Saaf use kr lena
@recipeshomen1 lagty hn COVID Bhool Gai aap
Wah
Nice sharing
Thank you! Cheers!
Nail paint ko remove krne ka hack bataye agr emergency ho. Aur apke pass thiner n ho to kya kre
Ok next inshAllah ❤️
Kapry dhony ka treka buth acha tha
Thank you sooooo much❤️😊
Nice tricks and can be utilized.jazak Allah
Thanks for liking
kapde dhone ki trick se Pani bohot waste hoga aur hame aek aek bond ka hisaab Dena hai.dusri baat ye k musalmaan ko nailpolish nahi lagani chahiye isse wazu aur ghusl nahi hota👍🏻
Waaao
I think hath se Pani pherna easy ha
Jasy easy lagy wasy Ker lain .
Wastege of water 😮
Aap water Ke bagair wash Kerti hain kya ?
@recipeshomen1 g use krti hun ..lkn Ap na jase btya bht zyda ha
Zaberdast
Masha Allah so beautiful video bohat hi ahla 👌👌👌💖💖💖💖💖💖🫱🔑😇😇😘😘😘
Thank you so much 😊
Very nice motivations
Thanks a lot
Chaku ya knife par dhaar kaise lagayein
Meri perivious videos dakh lain sb mai bataia hua hai
Chy pine vala cup Ulta kr k us pr churi ragren do tin bar. Churi it I tez hojygi k kya btau
😘
machine tu phr b ap n chlayi he hai bijli saving kase ho gyi
Autmatic matchine zaida bijli karch krti hai aur is tarha se cloth dhona asaan hai video mai sb detail se bataia gia hai
Kapra dhoni ka. Track both acha hai
Thanks stay blessed ❤️