kundli kaise jane Lesson 32-विपरीत राजयोग क्या है, vipreet rajyog in kundli, vipreet rajyog ka fal,

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 26 ธ.ค. 2024

ความคิดเห็น • 29

  • @deepankerlehri8751
    @deepankerlehri8751 ปีที่แล้ว +1

    👍👍👍👍👍👍

  • @jeettalukdar3210
    @jeettalukdar3210 ปีที่แล้ว +1

    Lagnesh vakri ho toh?

    • @RahulShastriAstrologer
      @RahulShastriAstrologer  ปีที่แล้ว

      Koi dikkat nhi

    • @jeettalukdar3210
      @jeettalukdar3210 ปีที่แล้ว

      @@RahulShastriAstrologer ji mera Shani 12th house ka lord hain aur ushi Ghar mein hain. Kumbh ka Shani. Bohut struggle karna para

  • @Aruj7
    @Aruj7 2 หลายเดือนก่อน +1

    Sir, mere 12वे घर मे गुरु और शुक्र है, बताइए क्या होगा?

  • @snjgld1973
    @snjgld1973 4 ปีที่แล้ว

    Bahut badiya

  • @monikarana137
    @monikarana137 7 หลายเดือนก่อน

    Sir apse agar kundalini vishleshan or kundalini banwani hi to kaise contact kar

  • @sayak6817
    @sayak6817 ปีที่แล้ว

    Tula lagn ki kundali hai
    Sukra 6 bhav mai min rashi mai
    Aur 8 bhav mai guru Shani yuti hai vrish rashi mai 12th bhav khali hai... Vipreet rajyog nirman huya kya?????

  • @khalidkhanzada1873
    @khalidkhanzada1873 5 ปีที่แล้ว

    nice

  • @moriahmartis7345
    @moriahmartis7345 ปีที่แล้ว

    Mera ..mithun lagna hai or 8 house me shukra ,shani nd mangal ki yuti hai to kya ye raaj yog hoga ? 😮

  • @new_life-mb9fd
    @new_life-mb9fd 6 หลายเดือนก่อน

    Guruji meri mithun lagna ki kanya rashi hai aur satwe ghar me tula ke sath budh bethe hai 24° me to kya hai yaha aur satwe grah me hi surya 5° aur shani bhi 21° hai bhot pareshan hu 🙏🏼 lekin mere 6 ghar me Mangal hai jesa apane bataya aur athawe ghar me Shani. Bhot thak haar gaya hu jivan se.

  • @Purvi-rl1se
    @Purvi-rl1se 9 หลายเดือนก่อน +2

    6 house me 4 likha hai or chandar 8 house me baitha hai harsh rajyog hoga

  • @bhartitewari6284
    @bhartitewari6284 4 ปีที่แล้ว

    Your videos are very informative and easy to understand Sir.🙏🏻

  • @kingtiger8637
    @kingtiger8637 4 ปีที่แล้ว +2

    Arun soni 6july1986,
    5:55am
    Timarni (Dist. Harda)mp
    Shani mahadasha kaisi jayegi...

  • @harendrasingh6956
    @harendrasingh6956 4 ปีที่แล้ว +1

    Sir Meri kundli m h

  • @nitinpuri4893
    @nitinpuri4893 5 ปีที่แล้ว

    Rahul shastri ji sir ji yadi lagan (1) Mesh and Mangal dev Trikbhav 12th house mein baith jaye and Brahaspati dev 8th house mein baith jaye means Dono ek doosre ki rashi mein exchange karke baithe hoon means means Mangal in 12 rashi mein hi 12 th house mein Brahaspati dev 8th rashi and 8th house mein , tab kya results honge negative ya phir positive? ? ? ? ? ? ? ?

    • @rahuldhaka1207
      @rahuldhaka1207 5 ปีที่แล้ว

      Dekho waise to ye rashi parivaetan yog hota he pet koi bhi do grah kandra aur trikon me ek dushre se exchange kre to bhut ache result hote he ..isse mahayog bhi khte he pr 6,8,12 me grah ek dushre se rashi exchange krte he to ye dainya yoga ho jata he ..jyada ache fal nhi hote..

    • @nitinpuri4893
      @nitinpuri4893 5 ปีที่แล้ว

      Rahul shastri ji sir ji Aapka watsup no. Kya h ????

  • @sarikasingh4334
    @sarikasingh4334 3 ปีที่แล้ว

    Sir meri kundali me bipreet rajyog h ..30 june 1986 . Time 6:5 am...lekin kuch sahi nhi ho raha h

  • @diptisaha6802
    @diptisaha6802 5 ปีที่แล้ว

    Sir mera mithun lagan ka kundali hay... Aur mars 12th me batha hay... Mercury bhi strong hay.... Meri vipreet raj yog hay...Aur 2021 se mars ka mahadasha start ho rahi hay....Job me success milega?

  • @rahuldharunerahul4821
    @rahuldharunerahul4821 2 ปีที่แล้ว +2

    But sir vipareet rajyog banane wale 🌍planet ki mahadasha janm kundali me 20 se 25 ore jyada se jyada 40 year nhi to ye hamhe andhkarmay jiwan de dega na girlfriend, na peisa , na gher walo se sukh etc. But me to isse very hate yog manta hun. Bhale hi TH-cam pe sabi iss rajyog ki tarif karte hai but meri nazar me ye hate yog hai. Jine ke hai char din na jane jindagi kab mile sayad mile na mile but jisane uska sabkuch khoya hai ussase kya kisi ne puchha hai ore logo ko to ye bhut bda rajyog lagta hai but logo ne kabhi unn logo se puchh jinki kundli me ye rajyog. Logo ne apne shok pure kiye jindagi bitane ke ore moj udane but vipareet rajyog wale logo ke din kate hai apne sir se pani ka ashra pane ke liye. Log diwali pe diye jalate hai apni khusiyon ko badane ke liye . Ore vipreet rajyog walo ne diye jalaye hai apne gher ki rosani ko pane ke liye. Jamane me kisi ko yun nhi milati mazil varsho nikale jate hai apne dil ke ghav ko sambhalate huye apni manzil pane me 😥😥😥. Nice explain sir but planet ki mahadasha life me jaldi aana jaruri hota hai. Nahi 80 ki age me vipareet rajyog ka koi matlab nhi hota hai kyunki uska jiwan to andhkar me chla gya...

    • @new_life-mb9fd
      @new_life-mb9fd 6 หลายเดือนก่อน

      Bhaiya meri rashi me esa hi hai aur to aur mera Surya 5° ka hai budh k sath Tula Rashi matlab saptam bhaw me hi h 😭 bhot ganda jivan hai 34 saal ka ho gaya hu bass maa baap k saye me jee raha hu jeevan me Khushi ki koi gunjaish hi nahi h. Uper se post graduate bhi hu. Lekin jab bhi naukri lene jata hu ya karta hu tab kuch na kuch esa ho hi jata h ki naukri chorna padh jaati h. 🙏🏼 Samjh nahi ata maa baap k jaae baad mera kya hi hoga kisi chijmata pita bhi bhot chintit rehte h

  • @rupaksen9907
    @rupaksen9907 5 ปีที่แล้ว

    Guru pronam .
    Hamara vipreet raj yog ha .
    Kab hoga .boliya please guru ji
    Rupak sen 15.10.1981 time 21.46pm kankinara .👏

    • @RahulShastriAstrologer
      @RahulShastriAstrologer  5 ปีที่แล้ว

      Apki kundli me he he vipreet raj yog. 12 bhav ka swami sukar 6 bhav me he to apko ache prinam milege. sukar ki mahadasha me..sabse phle aap kaalsarp dosh ka nivaran kre

  • @mohanmeena2844
    @mohanmeena2844 3 ปีที่แล้ว

    Sigah lagan ki kudali ke 1gar my rahi chandrama sani 8bemy Suriya magal bud 12 ghar my guroo bat to baccho ke bare my janna hai

  • @rinamaity2943
    @rinamaity2943 5 ปีที่แล้ว

    Pranam guruji, mera date of birth 3/4/1991 time 8:41a.m. place- Kolkata. Mera koi biprit raj yog hay.plz kuch boliye.

  • @thunderstorms2883
    @thunderstorms2883 3 ปีที่แล้ว

    3 raaj yog hai aur 5 grah uch k bhi hai lekin shesh naag kaal sharp yog hai aur vish yog lagn mai lekin vish yog ke degree mai bhut antar hai

  • @nitinpuri4893
    @nitinpuri4893 5 ปีที่แล้ว

    Rahul shastri ji sir ji Aapka watsup no. Kya h ????