حضرت ہم نے سنا کے بینک کی تنخواہ حرام ہے کیوں کہ وہاں کا سارا نظام سود پر ہوتا ہے لہذا جناب والا سے درخواست ہے کہ اس مسئلہ کو واضح کرکے ممنون و مشکور ہوں.
Masood sahab plz kisi trha mkki Sahb se puche ki kya aurat jb ehraam baandhti h to kya fir chere p kpda tuch nhi hona chiye plz iska jwab zarur den bhot sari aurte preshan h is swal k liy
Aurat jb ehraam bandhegi to chehre par kapda touch nahi hona chahiye magar ghair mehram se parda zaroori hai. Iski assan surat ye hai ki ek cap pehen le or uske upar se naqab daal le. Is tarah se parda bhi ho jaega or kapda chehra ko touch bhi nahi karega.
Yahan gulf ki aik country kay arabi deendar shakhs say poocha tha unhon nay farmaya tha k full naqab or burqay may (jesa normaly saudi ,qatri,bahraini khawateen pehanti hain ) apni aorat ko umrah karwao or qayamat k din mujh ko pakarr layna ...yani naqab ya kaprra touch ho jay tou koi haraj nai...walla hu Aalam.. Yeh serious masala hai Kisi mustanid Aalim deen say poochain youtube pr user's say poochna ya rai lena koi pakki bat nahi.. Jazakum Allah
MShallah.
allah.tala.Aap.ky.darjat.buland.farmay
MashaAllah Jazak Allah
Allah tala aapko salamt rakhe
Bht zberdast .... choty se clip ma bht si baten clear ho gyi Allah pak Makki shb r admin ko JAZA E KHAIR ATA FARMAYE AMEEN
Masaallah
Allahpak makki sahb ki umar me khub barkat ata kare
Unhe tndurasti aur aafiyat se rakhe
Ma sha Allah
Masha Allah maki shab
ماشااللہ
حضرت ہم نے سنا کے بینک کی تنخواہ حرام ہے کیوں کہ وہاں کا سارا نظام سود پر ہوتا ہے لہذا جناب والا سے درخواست ہے کہ اس مسئلہ کو واضح کرکے ممنون و مشکور ہوں.
جی میں بھی مطمٸن نہی ہوں اس مسٸلہ سے
مسٸلہ مدلل ہوجاے تو بھتر
M aap s kaise raabta karon
Masood sahab plz kisi trha mkki Sahb se puche ki kya aurat jb ehraam baandhti h to kya fir chere p kpda tuch nhi hona chiye plz iska jwab zarur den bhot sari aurte preshan h is swal k liy
Han ji chahry pe kapra nai lagna chaiy Thora hata KR kpra dalen
Or kapra dalna b zaruri h
Aurat jb ehraam bandhegi to chehre par kapda touch nahi hona chahiye magar ghair mehram se parda zaroori hai. Iski assan surat ye hai ki ek cap pehen le or uske upar se naqab daal le. Is tarah se parda bhi ho jaega or kapda chehra ko touch bhi nahi karega.
Yahan gulf ki aik country kay arabi deendar shakhs say poocha tha unhon nay farmaya tha k full naqab or burqay may (jesa normaly saudi ,qatri,bahraini khawateen pehanti hain ) apni aorat ko umrah karwao or qayamat k din mujh ko pakarr layna ...yani naqab ya kaprra touch ho jay tou koi haraj nai...walla hu Aalam..
Yeh serious masala hai Kisi mustanid Aalim deen say poochain youtube pr user's say poochna ya rai lena koi pakki bat nahi.. Jazakum Allah
Husband Allah ni'mal wakeel