Bhaiya, District, block, Panchayat wala column ko clear kare ki Dusare District me form bhar rhe waha ka dalna hai ya apne District, Block, Panchayat ka. dusra question kya kisi bhi district se notary banaya ja sakta hai?
Bhaiya Application qualifications Mcom tk daala but uploaded documents m graduation tk upload hua lekin PG k mark sheet nhi upload hopaya to kya mujhe Master degrees ka 20% weighted nhi milega
Aapne ekdum satik jaankari di eskeliye dhanyawaad baki youtubers ki tarah nhi jo sirf gumrah kar rahe the
Other states ke me notary banwa sakte hai???
Form Fee Kitna Hai
Maine jab portal par grih jila tha tab hi bhara tha kya eska application edit karne ka option dega bhai.
Main bhi pahle bhar diya hu
Bhaiya, District, block, Panchayat wala column ko clear kare ki Dusare District me form bhar rhe waha ka dalna hai ya apne District, Block, Panchayat ka. dusra question kya kisi bhi district se notary banaya ja sakta hai?
Sir hm phle tha girh to usi pe online kiye ab keaise update kre
Sir dusre panchayat ya district main bhar sakte hain kya
Sir mai chapra toun ka rahne wala hoo
Kya mai kisi bhi prakhand me apply kar sakta hoo
Jamin registery hone ki baad online nahi bata raha hai Bihar
4 din baad dikhata hai.
presan na ho kitne din huye
@@mantudinara 40 din
@@mantudinara 40. दिन
Are bhai registry hona aur online dikhna alag hota hai samjhe registry hone ke baad mutation karao uske baad online dikhega ok
आप तो कह रहे थे गृह पंचायत में रिक्ति है तभी भर सकते है । दूसरे जगह रिक्ति हो तो नहीं भर सकते हैं क्या
ha lekin ab portal par update kiya hai
Dusra panchayat me from kaise apply karege kiyoki from me sara details apne panchayat ko hi magta haii
ab bhare update aaya hai
Plz Sir mujhe ye bataye ki notary se kaise sapath patr banwaye ek image ke dwara aap bata sakte hai kya
Agar hum dusra jila sa form fill krta h tho ussi jila ka notary wala document banwana parga kya
EWS का update nahi आया है
Bhaiya notry wale mere anchal pe baithte hai unse notries krba skta hu kya
Mai dusre Panchayat me Mai apply karna chahta hu wo kaise kare plz bataye
Umesh bahi salery yahi milega ya badhega
wese graduation ka bhi upload kar denge to phyada hoga 🎉🎉🎉🎉🎉
Rohtas distric me kitna vacancy hai- open nahi ho raha hai,,pdf file nahi hai. "" aspx"" file hai kaise download kare,,
Help me
Please
Mera jila nhi aaya hain durse jila me form bhr skte hain
Mai nagar panchayat hai dusre gram panchayat mai from Bhar sakte hai
Parkhand se sapath patar nahi bana shakte kiya
Naya mitra ki koi jaankaari hai kab se form varaa a gaa
M.a ka document upload nhi ho raha hai kya kare
Sir ji 2024me inter kiya h to wo kr sakta h
Bhaiya Application qualifications Mcom tk daala but uploaded documents m graduation tk upload hua lekin PG k mark sheet nhi upload hopaya to kya mujhe Master degrees ka 20% weighted nhi milega
Jamin registery hone ki baad online so nahi ho raha hai Bihar
गैर आरक्षीत अन्य में
अत्यंत पिछड़ा वर्ग भर सकता हैं सर जी
Ye bataye bhaia prakhand me dushre panchayat from apply kaise kare...
wahi bataye hai
हा
Bhai application edit karne ka option dega@@UmeshTalks
कैसे पता करेंगे जी कौन सा पंचायत में सीट खाली है
भईया एक राजस्व विभाग से deo ka vacacy nikla hai uska form kaise or kaha se bharna hai ye bataye
10 th +Diploma bhar sakte hai
Notery kisi bhi district se banva sakte hai
Mera bhi same question hai
Katihar district me nhi hai
Diploma wale iss form ko fill kar sakte hain qki diploma intermediate k hi equivalent hota hai
Diploma me kya kiya h aapne
Sir शपथ पत्र पे सिग्नेचर और मुहर मरवाने के लिए कहा जाना होगा।
Gaya jila me bhi nikla hua h sir reply me
post matric wala me sir AADHAR VERIFICATION NHI HO RAHA HAI
Sm2 server issue ya website ache se kaam nhi kar rahi hogi
Sir jo pahle Form filap kar liya h usko kya karna hoga. Please Video banaiye
Ha maine toh bhar diya ab kya reject ho jaayega kya
Jamin registery hone ki baad online kaise check kar 2025
All Bihar ka h kaya
Ews ka option hi nhi h
harek vacency me ghus jao
tum 75 sal se ghus rha tha tab sahi tha ab u din gya sab ko brabar hak nhi to hta do pura general karke fight karte h
main dosre jila se notry bana sakta hu
Thanks sir
No dijie , kuch puchna tha...
Pen card nhi but pen card h
Link bhej ye
Pan card nahi hai
Yaha ke sarpach to apna hi admi ko noukri dega 😅
Sir EWS ka option kon select hoga
general me
सर रोस्टर में आर्थिक रूप से कमजोर वर्ग का जहां शीट बता रहा है वहां EWS बाला अप्लाई कर सकता की जहां गैर आरक्षित है वहां के शीट पर अप्लाई करना है