Petrol ka sense hi nahj beneta.. petrol price definitely increase hogi abh hisab lega lo... Ola full charge 8-10 rs aur 100 ki range and wahi petrol ka 1 lit ka price peta hi hoga . Running cost bare minimum hein
Mein liya s1 x 4kwh 1st day of delivery display loose. After 5 days suddenly stopped not worked any button. Bahut mehnat karke service cemtre ko le gaya. 1 dhin mein MCU replace karke diya with free if cost now running smooth
My OLA has become dead since 10 days & I hv reported to the OLA authority for getting technical assistance to check the glitch & rectify accordingly. But till no one representative attend from OLA. After contact with ola tech assistant they have uttered about non availability of Skilled technicians. OLA is first focusing on sell not in service. OLA is my most worst decesion in my life.
@@jitendraparmar4010 s1 pro 2nd generation crossed 6000 km ... Subh office Jane se phle roj reboot krta hu tb tk saf kr deta hu usko ... Overspeeding nhi ... Hyper mode disable kr rkha h aur koi chedchad nhi krta usse
Bhai same 1066 km completed aur ek chiz bro starting me accelerate krte time motor me kuch azib si sound ati hai but high speed pe smooth chalti hai aisa kuch hai apke wali me
Seedha calculation mai aapko de deta hu Agar aap bike lene ka soch rhe ho to aankh mood ke koi si bhi bike lelo But agar aap koi scooty lene jaa rhe ho to fir aapko electric me hi switch krma chahiye Kyuki Bike log rough and tought use or long drive wagairah ke liye bhi use krte hai or bike ka milage bhi thik thak hota hai But wahi pe scooty log generally city use ke liye lete hai or uska milage or build quality sach me ghatiya hoti hai jo ki 2 saal me hi logo ko rulane lagti hai.
Charging station apps ke baare me batao. Konsa acha apps hey charging station search karenaka. Konsa charging station chalu Hey konsa band hey, kaise apps me pata kar sakte hey
@@wasimmalik6131 Dekho bhai abhi ke liye mai bolunga ki aap S1x lelo... S1 pro jyada mehnga pad jayega aur jyada fancy features ka kya karoge aap ? Jitne jyada feature wagera hoga utna hang karega display. Toh mai aapko S1x suggest karunga best rahega key variant.... 3kwh wala loge toh aapko onroad 90000-95000 pad jayega... 100-110 ka range milega aur aapko agar jyada range chaiye toh 4kwh ka le lena... 110000 padjayega onroad... Range 120-135 tak miljaega. Long term mai agar kabhi aap naya battery lagaoge toh new 3kwh battery 45000 tak milega aur new 4kwh battery 60000 tak.... Leking battery ko leke koi dikkat nai hai because 80000km tak ka warranty de rhe hain ola wale... Waise bhi 80000 bohot badi baat hai... Mai toh bike use karta tha.. 8 years mai sirf 18000 km chalaya tha. Toh overall aap S1x lelo, value for money hai 👍🫂
Mere bhai you are saying ola giving 80000 kilometers ... That 80000 kilo meters you will complete within 4 years that to if you ride 50 kilometers per day ... 50*30=1800 for 1 year 18000 and 18000*7- 126000, those who ride 80 to 100 kilometres daily they will complete 80000 within 2 to 3 years ...
Sabke ke sath esa nahi hai. mera on average 10,12 km per day.. If your km are 50 per day. To calculate with petrol cost. App petrol bhi to save kar rahe ho. Petrol ke cost me or naya scooter a jayega. 80,000 Km agar chala lo Jo ke sab ke sath nahi hoga its a huge number. Tab bhi agar Activa 40 ka milega dega app ko so 80,000 km/40 (avg) = 2000x 100Rs(petrol) = 2,00,000 Rs. Itne me 2 scooter or a jayege ... Tab bhi it's rough calculation. Mera matlab ye hai ke jo jitna run karega wo save bhi utna he karega to wo dukhi nahi hoga.
Abhi approx 70 percent Scooter cost is battery cost. Ap calculate kar sakte ho and this is for any scooter and car. But 8 saal is a huge time tab to definitely cost decrease hogi or ev scooter saste hoge.
Subsidy apply nahi karna padta. Jab book karoge automatically minus kar ke he payment hoti hai. I suggest Ola app pe try kar lo booking kar ke tum ko clear ho jayega. Ola app me electric option pe
@@adiwings Bhaiya abhi jo EMPS subsidy hai wo toh minus hokar hume scooty 99999 pad rha hai... Ex showroom price... But final payment karne ke waqt neeche FAME 2 subsidy aarha hai 19800rs ka... Jisko baad mai claim karna hota hai fame 2 website pe.... Aapko nai mila kya wo subsidy? Wo toh central govt ka hai... Sbko milta h...
Agar aapne documents jama karne mai delay kiya hai toh aapko late mai milega aur aapne agar direct insurance na lekar khudse insurance lene ka option choose kiya hai toh bhi aapko late mai milega... S1X variant ke liye unka delivery time 20 days hota hai... Agar aapne upar mentioned kiye dono mai se koi galti kiya hai toh 20 days se kyada lag jayenge...
Bilkul le sakte ho. Range is high in this price budget compared to others. App ke leye accha hai. Bas ek problem hai daily charger karna padega itna chaloge to or if koi issue aya tha ola service me time lag jata hai, app ka work impact karega. Agar ek sath me Ghar pe petrol bike hai to fer go for it.
Iski battery ka price kitna hoga aage 5 sal ke baad vo to batavo.. Kyuki 4 saal ke baad battery kharab ho gay to itna paisa kaha se layege ek sath me.. Kuch to batao bhai
8year warranty FAKE jhut hai😡 jab battery degrade ho jayegi tho Ola wale rs.70000-90k mangege battery replacement ke liye 🤡🤡🤡. Ola ne apni website pr khi pr bhi mention nhi kra ha ki battery replacement ke charges nhi lagte becoz unko pta h ki 80k km chal jayegi 4 saal mai uske baad jab battery degrade hogi tho wo log paise charge krege battery replacement ke liye😡😡😡 8year battery warranty ke naam pr sell kr rhe h ev pr logo ko ye nhi pata ki 1-2 saalo m agar bychance battery kharab hui tho uske paise dene pdege 😨😰
Esa exactly nahi hai dost. No one can run a business and get this success in high completion with this type of fake commitments. Dedicated video bana raha hu to clear the 8 year warranty mith in details with terms and conditions. Wait karo jald he ayege .
True , Max sab first generation hai .. Don't mind , hospital jaoge to patient he melege. Ab jo scooter a rahe hai 2nd gen me unme itne issues nahi hai.
Ye sab tho theek hai par jab battery degrade ho jayegi tho Ola wale 70000 mangege battery replacement ke liye 🤡🤡🤡. Ola ne apni website pr khi pr bhi mention nhi kra ha ki battery replacement ke charges nhi lagte becoz unko pta h ki 80k km chal jayegi 4 saal mai uske baad jab battery degrade hogi tho wo log paise charge krege battery replacement ke liye😡😡😡
Bhaiya mere pass ek bike he passion jo 8 year ki he gud condition 38000 value laga rahe he show room wale Ye bike rahne du ghar pe aur Aur ola electric le lu ki exchange me dal du Kya pata kabhi bijli hafte bhar na aaye jab transformer jal jata hai
मेरा सजेशन है कि आप दोनों रखो जब इलेक्ट्रिक स्कूटर चार्ज ना हो तो बाइक ले जा सको इलेक्ट्रिक व्हीकल के साथ एक पेट्रोल scooter ya bike होना चाहिए, ताकि इमरजेंसी में उसे use कर सके
Features, performance, range sabme ek number hee ola😍
mujhe ola 4kw 98000 ka mila tha onroad or ek mnth m 1900 km chla liya h no problem or range bhi eco m 150 k aaspas mill jaa raha h
Petrol ka sense hi nahj beneta.. petrol price definitely increase hogi abh hisab lega lo... Ola full charge 8-10 rs aur 100 ki range and wahi petrol ka 1 lit ka price peta hi hoga . Running cost bare minimum hein
I purchased ola s1 x 4kwh from Flipkart in 92 k in showroom price and on website the price is 102 k showroom and overall i get in 109 k on road price
Mujhe showroom se 1,10,000 badi thi.
Mein liya s1 x 4kwh 1st day of delivery display loose. After 5 days suddenly stopped not worked any button. Bahut mehnat karke service cemtre ko le gaya. 1 dhin mein MCU replace karke diya with free if cost now running smooth
Maine Feb 24 me ola X+ 3kw with out key li hai daily 24 km running Hoti hai 2000 km hogai Hai I am happy.
Thanks for feedback
Haa bhai sahi kaha ye price mai bht hi badhiya scooter h aur petrol ka bhi kafi kharcha bach jata h.
Ap ki video best' hoti hai Full video me achha lagata hai sab achhe se samjhate ho ap
Thanks Dear.
@@adiwings love you bhaiya ji
Bro meri s1pro ke 10000 kms pure ho gaye pr abhi tk koi dikkat nhi aya ekdum mast chalta hai.
My OLA has become dead since 10 days & I hv reported to the OLA authority for getting technical assistance to check the glitch & rectify accordingly. But till no one representative attend from OLA. After contact with ola tech assistant they have uttered about non availability of Skilled technicians. OLA is first focusing on sell not in service. OLA is my most worst decesion in my life.
Worst decision to nhi hoga
Konsa varient he
@@jitendraparmar4010 s1 pro 2nd generation crossed 6000 km ... Subh office Jane se phle roj reboot krta hu tb tk saf kr deta hu usko ... Overspeeding nhi ... Hyper mode disable kr rkha h aur koi chedchad nhi krta usse
Kabhi bhi battery dead hone dena
VERY GOOD REVIEW. THANKS
Thsnks for information
1st generation 2nd generation se acchi he usme software ka issue tha move os 3 ke baad mostly issue solve ho gaya he
Thanks for comment
Brake issues tha break apply after vehicle not moving sensor problem
Completed 5600 km within 8 months found no problem except some minor problems. Overall satisfied.
Main daily 80 km up and down karta hai
Kya bhai iske leg guard kitne rupaye ke lage
Mere paas bhi s1pro best decision liya purchase krke👍
completed 1k km. I found no problems..
Bhai same 1066 km completed aur ek chiz bro starting me accelerate krte time motor me kuch azib si sound ati hai but high speed pe smooth chalti hai aisa kuch hai apke wali me
Same bro
Me also
Thanks. Hope sab accha rahe. Stay connected
Completed 0 km. I also found no problems..
From where did you got all those accessories and that number plate accessories ?
From a local shop. There is a dedicated video you can see on the channel thanks.
@@adiwings drop the link of that video please
Bs hiya n ek to 1.10 me chabi ke sath 160-170 ki real range mil gyi upar se connected features bhi aa jaaenge
Haan Range itni to nahi per connect feature melega from next month update.
@@adiwings mujhe to de rhi h 160km sport mode me 50kmph ki speed me
Seedha calculation mai aapko de deta hu
Agar aap bike lene ka soch rhe ho to aankh mood ke koi si bhi bike lelo
But agar aap koi scooty lene jaa rhe ho to fir aapko electric me hi switch krma chahiye
Kyuki
Bike log rough and tought use or long drive wagairah ke liye bhi use krte hai or bike ka milage bhi thik thak hota hai
But wahi pe scooty log generally city use ke liye lete hai or uska milage or build quality sach me ghatiya hoti hai jo ki 2 saal me hi logo ko rulane lagti hai.
Agreed with you. Just one point update built quality can be take care by user. Acche se rakho to can be long last. Yo sab user pe hai.
30-40 km chalne ke baad motor bahut garam hoti he isse koi dikkat he ya yr normal he...
Charging station apps ke baare me batao. Konsa acha apps hey charging station search karenaka. Konsa charging station chalu Hey konsa band hey, kaise apps me pata kar sakte hey
Go mechanic wale roadside charging facility provide karte hain... Superfast charging
sir Mera v same model hai 3 June me delivery Mila, ab scooter dead hogaya hai 😢 system issue agaya hai bass 300 km chale the. No help from ola
Abhi bhi same hai
Thy wil update software and issue fixed. Take to centre
Onr time charz me kitna km. Chalt hai.. or konse mode me chalni hoti hai..
Plz advice
120-125 km chal jayega aaram se SMART ECO mode mai
@@Surajkar-p8i muje Leni hai...plz suggest konsi lu ola me konsa modle lu
@@wasimmalik6131 Dekho bhai abhi ke liye mai bolunga ki aap S1x lelo... S1 pro jyada mehnga pad jayega aur jyada fancy features ka kya karoge aap ? Jitne jyada feature wagera hoga utna hang karega display. Toh mai aapko S1x suggest karunga best rahega key variant.... 3kwh wala loge toh aapko onroad 90000-95000 pad jayega... 100-110 ka range milega aur aapko agar jyada range chaiye toh 4kwh ka le lena... 110000 padjayega onroad... Range 120-135 tak miljaega.
Long term mai agar kabhi aap naya battery lagaoge toh new 3kwh battery 45000 tak milega aur new 4kwh battery 60000 tak....
Leking battery ko leke koi dikkat nai hai because 80000km tak ka warranty de rhe hain ola wale... Waise bhi 80000 bohot badi baat hai... Mai toh bike use karta tha.. 8 years mai sirf 18000 km chalaya tha.
Toh overall aap S1x lelo, value for money hai 👍🫂
Bhai chadhaie me stop kar ke phir iska brake laga do to exelerater kam nahi karta hai is par ek video bnao
Mere bhai you are saying ola giving 80000 kilometers ... That 80000 kilo meters you will complete within 4 years that to if you ride 50 kilometers per day ... 50*30=1800 for 1 year 18000 and 18000*7- 126000, those who ride 80 to 100 kilometres daily they will complete 80000 within 2 to 3 years ...
Sabke ke sath esa nahi hai. mera on average 10,12 km per day.. If your km are 50 per day. To calculate with petrol cost. App petrol bhi to save kar rahe ho. Petrol ke cost me or naya scooter a jayega.
80,000 Km agar chala lo Jo ke sab ke sath nahi hoga its a huge number. Tab bhi agar Activa 40 ka milega dega app ko so 80,000 km/40 (avg) = 2000x 100Rs(petrol) = 2,00,000 Rs. Itne me 2 scooter or a jayege ... Tab bhi it's rough calculation. Mera matlab ye hai ke jo jitna run karega wo save bhi utna he karega to wo dukhi nahi hoga.
After 8 year battery replacement me kya price hai tino varrient me
Abhi approx 70 percent Scooter cost is battery cost. Ap calculate kar sakte ho and this is for any scooter and car.
But 8 saal is a huge time tab to definitely cost decrease hogi or ev scooter saste hoge.
One week Ho Gaya no problem
Aapko 1 charge me kitna range mil raha hai
Hi, Detailed range test video is on the channel. Please have a look.
Bhai panel gap ka kya
Apka ola kya apne ap switch off huwa hai kya ❤
Hill hold hai kya?
Hi, Nahi hai.
On road price kitna pada tha apko ye ??
Subsidy ka 10000 amount deduct karke 110000
Bhaiya please reply karna....
Aapko fame 2 subsidy mila kya... Aapne apply Kiya hai kya uss subsidy ke liye?
Subsidy apply nahi karna padta. Jab book karoge automatically minus kar ke he payment hoti hai. I suggest Ola app pe try kar lo booking kar ke tum ko clear ho jayega. Ola app me electric option pe
@@adiwings Bhaiya abhi jo EMPS subsidy hai wo toh minus hokar hume scooty 99999 pad rha hai... Ex showroom price... But final payment karne ke waqt neeche FAME 2 subsidy aarha hai 19800rs ka... Jisko baad mai claim karna hota hai fame 2 website pe.... Aapko nai mila kya wo subsidy?
Wo toh central govt ka hai... Sbko milta h...
@@Surajkar-p8i Jab mene Kiya tha tab nahi tha option. Only ek he subsidy thi jo minus ho gayi thi
1000km ke bar motor se ajib sa kich kich sound aarhi h...aur kbhi kbhi power cut ho rhi chlte chalte hi
Booking 26may but not delivered please help me
RTO ka call kb aaya tha?
Believe me jab ana hoga tab he ayege. Kitna bhi ola ko call kar lo ya mail daal lo koi fayeda nahi. I suggest just have patience..
Mene 23 ko book ki thi abhi tak nahi mili h
😅@@adiwings
Agar aapne documents jama karne mai delay kiya hai toh aapko late mai milega aur aapne agar direct insurance na lekar khudse insurance lene ka option choose kiya hai toh bhi aapko late mai milega... S1X variant ke liye unka delivery time 20 days hota hai... Agar aapne upar mentioned kiye dono mai se koi galti kiya hai toh 20 days se kyada lag jayenge...
ओला 15दिन में तिन बार सिस्टम ईसु आया है बार बार टो करके ले के जाना पड़ता है
Bhai me delivery ka kam karta hoon to kya me le sakta hoon m par day 120 km run h mera
Bilkul le sakte ho. Range is high in this price budget compared to others. App ke leye accha hai. Bas ek problem hai daily charger karna padega itna chaloge to or if koi issue aya tha ola service me time lag jata hai, app ka work impact karega. Agar ek sath me Ghar pe petrol bike hai to fer go for it.
Good
DRL hai kya isme
DRL hai per chalta nahi hai. Dummy type hai. Maybe a software update ke baad chale.
Iski battery ka price kitna hoga aage 5 sal ke baad vo to batavo.. Kyuki 4 saal ke baad battery kharab ho gay to itna paisa kaha se layege ek sath me.. Kuch to batao bhai
Battery cost may around 70 percent of total vehicle.
Does battery range degrade covers in 8 year warranty?
There are some parameters where degradation is less than the company said is under warranty... It is around 70%. Less than this is under warranty..
8year warranty FAKE jhut hai😡
jab battery degrade ho jayegi tho Ola wale rs.70000-90k mangege battery replacement ke liye 🤡🤡🤡.
Ola ne apni website pr khi pr bhi mention nhi kra ha ki battery replacement ke charges nhi lagte becoz unko pta h ki 80k km chal jayegi 4 saal mai uske baad jab battery degrade hogi tho wo log paise charge krege battery replacement ke liye😡😡😡
8year battery warranty ke naam pr sell kr rhe h ev pr logo ko ye nhi pata ki 1-2 saalo m agar bychance battery kharab hui tho uske paise dene pdege 😨😰
Esa exactly nahi hai dost. No one can run a business and get this success in high completion with this type of fake commitments.
Dedicated video bana raha hu to clear the 8 year warranty mith in details with terms and conditions. Wait karo jald he ayege .
Suspension week mere ko back pain start ho gayaa
Ek baar ola chalao to dusri koi gadi achhi lagti hi nhi.
True.
Bhai abhi to 8 year or 80000km rule hai koi bhi ola Jake pta kr lo
Aapne Agra me service achhi nhi hai nunihai service centre pr bahut gadi padi thi kharab pta nhi kya hoga ola ka
True , Max sab first generation hai .. Don't mind , hospital jaoge to patient he melege. Ab jo scooter a rahe hai 2nd gen me unme itne issues nahi hai.
Bhai mein Mathura mein rahata Hun mujhe Agra aana ho to mujhe le sakte hain
Bhaiya break sencer thoka thik nahi h bol rhe h
Batao bhaiya
Build quality pe bnao vdo
Hi , Thanks for your interest. Please check the channel videos already available.
Hamen 3 kilowatt lena hai
Bhai charger sath me aaya tha ya nahi
Nai
Ye sab tho theek hai par jab battery degrade ho jayegi tho Ola wale 70000 mangege battery replacement ke liye 🤡🤡🤡.
Ola ne apni website pr khi pr bhi mention nhi kra ha ki battery replacement ke charges nhi lagte becoz unko pta h ki 80k km chal jayegi 4 saal mai uske baad jab battery degrade hogi tho wo log paise charge krege battery replacement ke liye😡😡😡
Wrong discussion sell u r petrol bike
Thanks for comment dear. Wrong to nahi actual petrol scooter ka replacement he hai ye mere leye. Baki I have bike also in case of emergency.
Ola bilkul bekar hai TVS iqube isse bahut aage nikal hai
आफ लाइन नहीं मिलेगी भाई
Bhaiya mere pass ek bike he passion jo 8 year ki he gud condition 38000 value laga rahe he show room wale
Ye bike rahne du ghar pe aur
Aur ola electric le lu ki exchange me dal du
Kya pata kabhi bijli hafte bhar na aaye jab transformer jal jata hai
bhai jyada nahi hai 38000 rehne do bike bhi oor ola le lo
मेरा सजेशन है कि आप दोनों रखो जब इलेक्ट्रिक स्कूटर चार्ज ना हो तो बाइक ले जा सको इलेक्ट्रिक व्हीकल के साथ एक पेट्रोल scooter ya bike होना चाहिए, ताकि इमरजेंसी में उसे use कर सके
Bakwas bahot karte ho matlab ki baat kam faltu ki ziyada hai💯✔️
Sab bol rahe hain kharab ho ja raha hai
Nahi Leni chahiye
Tum pagal he kiya
Thoda sa😅.
Vese samaj nahi aya "कहना क्या चाहते हो"
@@adiwings matlab me pagal hu . 😁😁😁😁
Ya duniya pagal he. Hum sab pagal
Salo ak pagal duniya banaya tum or me . Or ye duniya
Haa 😄😄😄 haa me pagal hu world 🌎🌎🌎🌎
normal mode me kitni chalti h