Achha bhaiya aap hme ye bataiye ki agr account deactivate kr de to Bina dobara login ke hm apne account ko dekh sakte hai , mera matlab hai ki deactivate account ko hm check kr skte hai bs kisi aur ko na dikhe
@@RahulTechnical6M Thank you bhaiya ji bs hme hi apni profile so hogi na bhaiya ji ya humko bhi dikhegi Bina login ke Aur aap kaha se ho bhaiya,,kaun si city se
Agr deactivate pe koi msg kiya hoga to vo dikhaga reactive krne pr ??jisse pehle bat hui hui ho unke liye baki ase to msg ka option nhi ata but jisse lehle chats hue ho v kr skten ???
Temporary deactivate karne ke bad kine time mai deactivate hota hai? Maine 4 din keliye Kara tha lekin jab maine vapase tabhi login Kiya to login ho gaya tabhi
Bhai mera insta ka ek account tha uspe maine two factor authentication lagaya tha but uska cod glti se delete ho to ab log in krne pr code mang Raha aur account open nhi ho rha to iska koi solution kya please bataye request hai aapse
Bangladesh se bolrahi huu,,..🙂"Instagram account jisdin se deactivate karungi,usdin se koiyi message send kar sakta hai kiya?i means,message transfer hogi?
@@RahulTechnical6M mtlb jis person k sath Collab ki hoti h us person ki I'd mein bo post dikhegi na fir... collaboration rhegi na I'd reactivate krne k baad b
Informative Video 👌 Keep Sharing 👍
Thanks for sharing this interesting video
Very nice sharing
Thanks for sharing this information
Really very interesting and helpful information 💯
Nice information..
Thanks for sharing this video
Nice sharing and me the first one today
Deactivate karna hi accha hai😊😊😊.
Ha tho fir vo kitna saal ke baad open krege tho bhi hoga kya please batao
Harm toh nhi hogi na I'd I mean delete toh nhi hogi na
Nice information sir
very important information
Thanks Bhai ❤ keep shining
Very nice video 😊
Thank full video 📸
Good and helpful information sharing thanks 👍
Thanks for sharing
Thanks bahut hi helpful jankari
Really very nice explain
Great information
Very helpful information thanks for sharing this video
thanks for sharing 👍
Nice information ❤😍😍😍
Nice information
Thank you sir for sharing this video
Very nice video
Phele ke chats vo bhi delete ho jayega kya??jo deactivate ke pehle the sb
Nahi
Nice video😊😊😊❤❤❤.
Deactivate se draft reels delete hoti hai ?
Nahi
Thanks for this informative video 🎉
Good information
Thank you bro ❤ love you 3000
Bhaiya mene wahi id wahi Posword sahi lagaya phir bhi username glt bta raha
Thanks for sharing this video 👍
Nicevideo
Sir vese account bilkul sahi hai koi bhi nahi worning nahi but fir bhi achaank se view down ho gya hai
Agar maine deactivate Kiya baad kisika msg aaya to Mai jab ig reactivate karunga to msg dikhayega?
Yes
Kya aacount deactivate krne ke baad rkhi huyi story delet ho jayegi kya
Nahi
Inbox messge delete hote hai ky
Or bhai deavtivate krke active krne ke feed bhi change hoti ha...???
Bhai deactivate account profile search me ayenga ya nhi
Nahi aayega
Aap khud ki account temporary deactivate krke dikhao n 1 week tk aur next as proof video bnao n plz
Banayi hai already... reactivate ki video dekh ljiye mere channel par
@RahulTechnical6M 1 week se jyada timing pr bnaye ho ap??🤔
Bhaiya Chats To nahi delelet Hongi na ??
Nahi
Bhaiya jo reels aur audio save karte h wo rahega ya wo delete ho jayega.
Sabkuch rahega
Yadi m kisi group chat ki admin hu or m account deactivate kr deti hu to gc ka kya hoga kya m usse leave ho jaugi ya koi or admin bn jaega?
Nice sharing....
Achha bhaiya aap hme ye bataiye ki agr account deactivate kr de to Bina dobara login ke hm apne account ko dekh sakte hai , mera matlab hai ki deactivate account ko hm check kr skte hai bs kisi aur ko na dikhe
Wo account kisi dusre account se search karne par nahi dikhega and jisse aapne chat ki hogi us account me jakar chat me aapki profile dikh sakti hai
@@RahulTechnical6M Thank you bhaiya ji
bs hme hi apni profile so hogi na bhaiya ji ya humko bhi dikhegi Bina login ke
Aur aap kaha se ho bhaiya,,kaun si city se
@@RahulTechnical6Mbro Jo colab ki reels hen .woh delete hongi k nahen .aur hum NY Jin ko follow kia he woh rahen gy k nahen
Deactivate karne pe archive Post delete to nahi hoga na..
Nahi
Deactivate karke login karoge toh
reactive ho jayega kya
Aur active show karega kya
Ha ji
Thanks Bhai ❤1 year
Highlight video delete ho jaegi kya
Nahi
Deactivate account par copyright claim lag sakte hain kya? Someone said that they got the claim of copyrights even after deactivating. Please reply.
Content aapne deactivate se pahle dala hoga koi to kisi content par hi copyright aayega..ye possible hai
@@RahulTechnical6M ok thanks 🙏
To bhaiya deactivate krne se dusre ki post pe kiye hue like bhi permanent hat jate h kya
Nahi
Deactivate k bad agar kisi ne msg kiya to reactivate ke bad dikhayega kya?
Ha
Chat ka ky hoga
Deactivate krne k bad msg delete ho jayege ya nhi
Btao
Nahi
Deactivate karne se Draft ka vdo delete ho jayega kya
Nahi
Activate krne ke baad dusre logo ko abhi bhi deactivate hi dhik rhi h meri id
Login hone ke baad sabhi ko id activate hi dikhegi
Agr deactivate pe koi msg kiya hoga to vo dikhaga reactive krne pr ??jisse pehle bat hui hui ho unke liye baki ase to msg ka option nhi ata but jisse lehle chats hue ho v kr skten ???
Yes
After reactivating,whoever messaged you, will show you.
Instagram account permanently delete krny k foran baad bnn jata hai kya
30 din baad delete hota hai
Account temporarily delete krne ke baad recently insta story bhi delete ho jati h kya 24 hrs se pehle jo hmne lagai hoti h
Ha ji account kisi ko show nahi hoga to story kaise show hogi
जब तो अभी अकाउंट डिएक्टिव करता हू
Lekin sir mene suna hai agar account 1 month ke andar reactive nahi kiya to permanent delete ho jata hai
Nahi hoga
Tq
Mein aapka TH-cam video kaa thumbnail banaunga❤
Sorry but mujhe need nahi hai
Sir please reply agar account pe dollar rahega to uska kya hoga ❓❓❓❓❓
Account jaisa hai wahi rahega kuch change nahi hoga
@@RahulTechnical6M dollar minus to nhi hogi
Or draft video mil jyegi ya nhi
App info me data clear and Instagram uninstall mat kijiyega bas
Bhai meri id insta ki deactivate kab hogi mene 19 November kiya tha kb tk activate hogi wo
Deactivate ke baad aap jab chaho activate kar sakte ho
Temporary deactivate karne ke bad kine time mai deactivate hota hai? Maine 4 din keliye Kara tha lekin jab maine vapase tabhi login Kiya to login ho gaya tabhi
Deactivate karne ke baad login karenge to activate to hoga hi...login nahi karenge tab tak deactivate rahta hai
@@RahulTechnical6M Accha. Thank you
@@RahulTechnical6M time period khatm hone ke bad me automatically login ho ke active hota hai kya?
Mai apna kl insta deactivated kyia tha
3:49
Vapis activate ho gya aasani se
Collaboration rakhega ya delete ho jaayga??
Kuch bhi delete nahi hoga
Chat wagera sab kuch delete ho jayega kya??
Ha ji
Bhaiya meri I'd open nhi ho rhi h somthing went wrong bta rha h bar bar forget password krne ke bad
Password bhool gye h ab forget kar rhe h fir bhi nhi khul rha h
Kesa nahi khula ge khul jiye ge
Hello pls mujhe kuch puchna h reply me
Sir maine kuchh reel delete kar di thi uske baad view nahi aa rahe hai plz batao kya karu 😭😭
Regular work kijiye
@@RahulTechnical6M fir thik ho jayega sir plz 😭😭
@@RahulTechnical6M kya main kuchh week ke liye kaam karna band karu to thik hoga kya 😭😭
@@RahulTechnical6M plz plz sir thik kara do
@@TH-camsky2 kaam band mat kijiye jitna jyada Instagram Par active rahenge utna hi fayda hai
Bhai chats wagera toh nhi udengi na
Nahi
Bhai maina mera account temporary deactive kia tha ab pw yaad nhi arha date nikalta he show ho jayega kya account
Password reset kar lijiye
Bhai mera insta ka ek account tha uspe maine two factor authentication lagaya tha but uska cod glti se delete ho to ab log in krne pr code mang Raha aur account open nhi ho rha to iska koi solution kya please bataye request hai aapse
Thanks Bhai bt mera account reactivate nhi ho rha kafi process kar chuki hu bt fir bhi reactivate nhi ho rha please help me 😓😥
Mobile number and email se login kijiye
Hmare gmail to msg hi nhi aa rhi 15 day ho gye 😢😢
Pls koi solution btaiye
Same bro
Deactivate karne ka paad se ky
Mobile ko pani me dalkr nikalo 👍
भाई मेने अपना अकाउंट prmanently delate kr di hu to isse hmara lowers pr msg sb delate ho jayega na
Nahi bas aapka name nahi dikhega
Mera account reactivate nhi ho pa Raha?
Bangladesh se bolrahi huu,,..🙂"Instagram account jisdin se deactivate karungi,usdin se koiyi message send kar sakta hai kiya?i means,message transfer hogi?
Nahi ...kyonki kisi ko bhi aapka account show nahi hoga...or jiski chat me aapka account dikhega wo bhi msg nahi bhej payega
Hi bhaiya
Bhaiya mera account temporarily deactivate Kiya tha per me password bhul gai hu ab kese recover kru usse ?
Password kaise pata kare iski video bhi hai mere channel par and Reactivate Kaise Kare iski video bhi hai mere channel par dekh lijiye
@@RahulTechnical6M link mil skta he kya bhaiya ?
Mera personal msg delete to nhi ho
Bhaiya
Kuch delete nahi hoga
What about archives?
Bhai kya chat delete hojata hai???
Nahi
Deactivate krne se
Thx
Agr Kisi ne dm kia he during deactivation to jb hm reactivate krte Hain to wo msg milte Hain Jo during deactivation kia gae the??
Us time koi msg nahi kar sakta
User dead kyu show hota hai kisi ki insta id
Hum to bs chat krne ke liye bnye h 2016
Msg delete hote hai kya
Nahi
Jin ko follow kia he woh rahen gy k nahen
Sab kuch rahega
7din deactivate kar sakte hai kiya
Ha ji
@@RahulTechnical6M ok ji
❤❤
Deactivate karne se dusre ko nhi dikhegi id na
Ha ji
Humne jo collaborations ki hoti h bo b remove hojati h kya??
Jab tak aapka account deactivate rahega koi aapke account ki reel post nahi dekh sakta to Collab bhi work nahi karega
@@RahulTechnical6M mtlb jis person k sath Collab ki hoti h us person ki I'd mein bo post dikhegi na fir... collaboration rhegi na I'd reactivate krne k baad b
Collaboration Delete to Nahi hoga
Aapka content show nahi hoga collaborator ke account par jab tak account deactivate rahega
@@RahulTechnical6M post Delete To Nahi Hoga Na Bhaiya Acept kiya hu Wo Sab
Ky post dilit ho jyegi bro
Nahi
Mene mera anct to temporarily dleet kiya tha lkn 30 din ke baad mene opan kiya but ho nahi Raha btao kese hoyega
Ni hoga aapka account permanent delete ho gya hai
@@yuvrajyadav4233😂
😂@@yuvrajyadav4233
@@yuvrajyadav4233yes
@@yuvrajyadav4233temporary delete karne me account delete kese ho sakta he😮
Agar dono phone se login ho par ek phn se desable kiya jaye fir baad me login kiya ....toh kya dusre phone se bhi hat jayega ya rahega
Dono phone se hi hat jayega