Trimkeshwer to harihar fort texi charges 700 rs. Jiska hum 3 member me divid ho gaya.puri information ke liye aap mera previous vlog dekhe how to reach harihar fort
Yess trek start hone se just pehle parking area hai and safe bhi hai, if fir bhi apko tention ho gadi ko le ke to trek start hone se pehle village end hota hai udhar aap kisi se bhi baat kr ke aram se gadi vaha rakh dijiye
Ohky so railway station main nashik city se outer hai jise nashik road bolte hai.... So vaha se apko Cng city buses mil jayegi city me jane ke liye vo safar 8 km ka hai aap bus me conductor se baat jr lijiyega ki Apko trimbkeshwer jana hai CBS old bus stop utre jaha se. Then aap video me dekh hi skte hai kese travel kra Mene
Amazzing blogs Bhai aapne to dil jeet lia aapne to adventure bhi kar lia bhut hard rehta h
Bahut achcha hai bhai
Amazing ...... Adventurous...... Marvelous....... Mesmerizing.........Near to Nature💚💚💚💚
Thanks🙏🌹
Itna sunder schme
Bahot hi badhiya vlog
Great job Bhai
Bhai baraigarh ka bhi banao kafi acche view's aa jayenge
October k month m greenery rehti h ya nhi ?
Bhai bus stand se fort ke uper treking or utarke bus stand tak vapas aane ki ka tym kitna lagta h
Bhaii amazing view great work keep it up 🔥👍
Thank you so much ❤😊
Bhai kitna time lgta he harshewadi se upar top tak janeme
बहुत badiya
Harshavadi apki auto khadi thi wahase track kitna hour hota he
agar apni car se aaye to safe parking hai? aur guide mil jayega?
Fully joshile boys 🥰🥰💐💐🙏
Best hai bhai
Nashik railway station se kaise jana hai fort ?
Woww😊
Bhai budget kitna Lgta hai or kitna din lgta hai
Amazing yr 😍 abtoh apun ki bhi icha hogyi hai ek trip nashik
Which Month is better to go.. Plz tell me anyone
Amazingggggg......
August me ja sakte h kya bhai
Amazing.. Bhai tum log kon see date ko gye the? fog and rain ka time kon sa hai ?
July me bruhh
Kontya month madhe ja ch
It was a fun 😁🙌🏼🙌🏼🙌🏼
Yess buddy🙌
Amazing.
Hats off to you brother 💞 🙇🏼♂️🙇🏼♂️
Bhai awesome vlog. Kya hi adventure kar raha yrr 🤩 keep it up 🤩
Keshav upr nhi gaya
Nice 😌👍😌👍👍
Bhai..how much does it cost overall?
Trimkeshwer to harihar fort texi charges 700 rs. Jiska hum 3 member me divid ho gaya.puri information ke liye aap mera previous vlog dekhe how to reach harihar fort
Bro trimbakeshwar se Harihar fort me Jane ke liye kitna bhada lagta hai
Best public transport taxi hi hai brother because waha se return ke time koi direct transport nahi hai.....
To aap texi hi prefere kre uska bhada 700 -800 rs. Liya gaya tha mujhse
Daily open rehta h na bhaeya??
Time kitna laga aapko start to end
From starting to top jane tak 2-3 hour invest ho gaye the, starting point janne ke liye mere previous video dekhe jo is trek ka part 1 video hai
Adventure vibe❤️
Wow man🔥🔥 Pankaj keep going 🔥🎉🥳
Bro aap kab gaye the harihar fort....ab jane ke liye ristriction nahi hai na...plz answer hume bhi jana hai...
No restriction but please avoid weekend for rush ishu.
Bro kitna time lagta h trekking m up or down m
Almost 3-4hr.
Car park ke liye safe place hogi ?
Yess trek start hone se just pehle parking area hai and safe bhi hai, if fir bhi apko tention ho gadi ko le ke to trek start hone se pehle village end hota hai udhar aap kisi se bhi baat kr ke aram se gadi vaha rakh dijiye
Bhai nasik station kaise pahuche ge?
Station konsa brother bus yaa train
@@theoutsideworld7219 railway station se... Full details please reply
Ohky so railway station main nashik city se outer hai jise nashik road bolte hai.... So vaha se apko Cng city buses mil jayegi city me jane ke liye vo safar 8 km ka hai aap bus me conductor se baat jr lijiyega ki Apko trimbkeshwer jana hai CBS old bus stop utre jaha se. Then aap video me dekh hi skte hai kese travel kra Mene
Next video me apko nashik se nashik road jane ka idia mil jayega
@@theoutsideworld7219 ok brother
which month you have gone there? what will b d weather on first week of december ?
I went there last month and in December this place gets a bit cold so might be a bit difficult for you to track.
@@theoutsideworld7219 asked just to conform whether there will be fog.. thanks bro
Super
Bhai kis month me jana better h ??
After monsoon kabhi bhi jao hot nahi hota climate and greenery view bhi dekhne ko milta hai😊
@@theoutsideworld7219 summer ke alava kbhi bhi
@@purebohemian4209 right 👍
Nice vlog
Good job. Hope this video breaks out the internet
Bhai.. That taxi charges 700/- for one side or it will take you again to Trimbakeshwar?
Yess including return.
❤️❤️❤️
ભાઈ ઉપર ચઢતા કેટલો સમય થાય...?
2 kalak vadhare ma vadhare... P6i apra pr depend
2-3 hr. ....
🥰🥰
is this trek open on weekdays also ? should we take any permissions from the forest department ?
No, no permission is required to do this track. You can directly trek this.
@@theoutsideworld7219 THANKS for the update, appreciate that