App clamp meter laga ke rakhiye aur us overload me dikhiye kitana pr setting hai ager utana amp me trip nahi ho raha hai to kharab hai aur bhi tarika hai
Us room ka ager VAV laga hoga to to VVAV K check karo ager VAV nahi laga hai to us room me jis duct se hawa us room me aa raha hai us duct ka daimper check karo ager band hoga to air nahi ayega aur coolling nahi hoga aur bhi reason hai oahale ye check karo
Bhai mere ahu auto me chalta hai phir kuch ghante ke baad apne aap ahu band ho jata hai aur mode auto me hi rahta hai. Phirr Ahu ko band kar phir se chalana padtaa hai.. Koi solution hai to bataye..
Hum aapke channel ko share karke subscribe karwa rhe h
Good information
Up's ka bay pass switch or maintenance switch video banao kaise bay pass karte hai
❤ nice video 💯
Jai shree Krishna 🙏 manoj ,bhai aap knsa site me ho bhai,
Alain
Good,,, bai, kya ye star delta starter hai ?
Yes
भाईसाहेब कभी pannel मे undersize equipment लगाता है क्या
Nahi sir kabhi kharab ho jata hai to log kabhi unrange laga dete hai
Nice video
Thanks
Sir water cooled chiller ka wiring diagram bata dijye sir please
Jaroor dalegen ji
Uska function hi jada current pe trip karna hai ,whi to Kiya phir kharab kaise ?
Jitana pr karna chahiye usase kam pr hi kr raha hai
Good Evening sir
Sir kaise malum hai ki overlod reley kharab hai
App clamp meter laga ke rakhiye aur us overload me dikhiye kitana pr setting hai ager utana amp me trip nahi ho raha hai to kharab hai aur bhi tarika hai
In new pannel undersize or range components not installed, then how to create said problem
Sir, it is also possible that if it ever got damaged then some technician might have fitted the size inside
Motor kitne kw ka hai
SIR AHU SE EK ROOM ME COOLING AARHI OR DUSRE ROOM ME COOLING NHI AARHI TO KYA KYA CHECK KRNA PDEGA ??
Us room ka ager VAV laga hoga to to VVAV K check karo ager VAV nahi laga hai to us room me jis duct se hawa us room me aa raha hai us duct ka daimper check karo ager band hoga to air nahi ayega aur coolling nahi hoga aur bhi reason hai oahale ye check karo
Bhai mere ahu auto me chalta hai phir kuch ghante ke baad apne aap ahu band ho jata hai aur mode auto me hi rahta hai.
Phirr Ahu ko band kar phir se chalana padtaa hai..
Koi solution hai to bataye..
Jab ahu band rahata hai to auto comoned check karana ki comoned hai ki nahi jo ahu ka painel hai usme ceheck karna jo bms se auto ke liye aaya hai
Aur ek ek point check करना padega
@@manojkumarrajbhar7151 bhai mai bhi UAE me hu abhi ras Al khaima me hu aap kaha ho..
Bhaiya no dijye
Bhaiya mujhe thermostat ka connection karna hai
Kaun sa thermostat hai
@@manojkumarrajbhar7151 RDF340
Please sir number dijiye zaruri baat karna hai plz sir
Bhai tumhara dubai ka calling no send kro mujhe
Abhi mai dubai nahi hoon aap kaha se hai
Jaihind sir
Sir please hame aapka number chahiye plz plz please sir
+971542067377
Thanku ji