How my friend’s CB150F Problem was Solved | Must Watch🔧

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 30 พ.ค. 2022
  • brand new CB15OF engine problems are solved
    #cb150f2022
    #cb150fenginefault
    #zulqarnainmotovlogs

ความคิดเห็น • 54

  • @waqasahmad3088
    @waqasahmad3088 2 ปีที่แล้ว +5

    Must read… ye awaz khatam nai hogi aise hi rahay gi, aur ye k 70, 125 ki running 1000 km hoti ha cb150 ki running 500 km hoti ha book me parh sakte hain ap, aur is me Honda ka oil na dalein SL series ka ha jo technology 2001 ki thi, us k baad SM a gai phr SN ar abhi tak chal rahi hai, API SN oils me Zic M9, Mobil, Shell advance ultra, Liqui Moly sab companies k 10w-40 grade oils atay hain. Jo dil kre ap use kro, shell ki price aur quality behtaren ha, 900 k kareb price ha ar ap 2500 km pe change kro, me b yehi use krta hn best ha, good luck

    • @muhammadsoban1933
      @muhammadsoban1933 ปีที่แล้ว

      AP KA B SAME issue aya tha?

    • @waqasahmad3088
      @waqasahmad3088 ปีที่แล้ว

      @@muhammadsoban1933 han mgr mere wali bike ki is se kafi kam ha, ye timing chain ki awaz ha uski adjustment b di hoti ha mene honda k office bat ki ar un k btany k mutabiq honda authorized antena workshop me gya seting k bawajod koi khas farak nahi para ya phr unko sahi se adjustment krni nahi i hogi

    • @zeeshanali-nv9rh
      @zeeshanali-nv9rh ปีที่แล้ว

      Zayda aqlmand na buno koi aur oil dala bike ke warranty claim nahi huati

    • @waqasahmad3088
      @waqasahmad3088 ปีที่แล้ว

      @@zeeshanali-nv9rh laker k faker to tum ho, oil agr khulay pepay me se le k dalo ge to definitely company ka aitraz banta ha mgr achi quality ka oil krnay pe aitraz krna banta nai phr b.. in case agr koi aisa issue banay b to pehle wala oil nikal kr Honda ki paching wala bekar oil (jo k Honda ka hota bhi nahi) Total company ka ha, purana contract Shell k sath tha ab new contract Honda ka Total k sath ha, to wohi dal k company chala jaye wo bonga customer jise in baton ka ilm nahi, zyada siyana inteha darjay ka aqalmand 😁

    • @waqasahmad3088
      @waqasahmad3088 ปีที่แล้ว

      @@zeeshanali-nv9rh puranay contract k time pe Honda ki packing per oil manufacturing company ka nam likha hota tha mgr ab nai likhtay kyn k jis company ka oil ye sale krtay honda walay price zyada charge krtay hain, yani oil chahe Shell ho ya Total ka ya Honda walay un se mehanga sale krnay k liye ab nam zahir nai krtay aur Honda company sirf engine bnati ha oil nai bnatay beta

  • @microRiZu
    @microRiZu 8 วันที่ผ่านมา

    I have CB150F 2022 model, it's not a problem the whine sound (when going through gears and accelerating) comes because engine uses *STRAIGHT CUT GEARS*

  • @rizwankhanrizvi8966
    @rizwankhanrizvi8966 2 ปีที่แล้ว

    good work bhai

  • @keny350
    @keny350 ปีที่แล้ว +1

    Yaar Zulqarnain bhai. Mera CB150F 2023 model abhi sirf 1200km chala hai. Aur first day sy uska 3rd gear 40 to 45 ki speed k beech mein noise karta hai (grinding noise) us say uper ja kar bilkul sound ho jata hai. 3S Dealer kehta hai waqt k sath awaz chali jaye gee, 1200 km k bad bhi koi farq nahi parha. Aap kya suggest karte ho? Aik baar mein nay apni tasali k liye 20w-50 oil bhi daal kar dekha hai per us say 19-20 ka bhi farq nahi parha, phir mein nay wo nikaal kar phir say new 10w-30 oil daal lia

    • @zulqarnainmotovlog
      @zulqarnainmotovlog  ปีที่แล้ว +2

      Brother oske lye ap havoline 20w50 oil use kre continuously th kuch chalne k bad khatam to ni but kam hojaegi qk ye clutch gharari ka sound hota ha

    • @keny350
      @keny350 ปีที่แล้ว +1

      @@zulqarnainmotovlog thanks bro. Mujhe thora shak tha k clutch grari ki awaz ho sakti hai. Mein waisay soch rha hoo claim center visit kar k unko force karta hoo k mujhe new clutch box daal kar dein

  • @ibrahimkhanvlogs4750
    @ibrahimkhanvlogs4750 2 ปีที่แล้ว

    Zulqarnain bhai ub to kafi farq agya hai awaz , kam hgye hai , aur grm honay kay bd khtm hojati

  • @commonman1309
    @commonman1309 2 ปีที่แล้ว

    Good 👍 job

  • @idreeskhan8875
    @idreeskhan8875 9 หลายเดือนก่อน

    Bhai mne 2023 me bike li aor 3000 km k bad engine se awaz ane lag gai iska koi hal hy to batao plz

    • @zulqarnainmotovlog
      @zulqarnainmotovlog  9 หลายเดือนก่อน +2

      Claim center le jae wo chek krenge awaz kis cheez ki ha

    • @idreeskhan8875
      @idreeskhan8875 9 หลายเดือนก่อน

      @@zulqarnainmotovlog bro udhr inho ne salinder change kia 20hzar rupe lie aor baki kuch part change kia r set ni huwa khta hy 2bara le ao ab dil v ni kr RHA le jane ko q k koi fark ni phra phle bhee aor ab kia fark pharna hy usme

    • @zulqarnainmotovlog
      @zulqarnainmotovlog  9 หลายเดือนก่อน +1

      @@idreeskhan8875 ap havoline 20w50 engine oil use kre mje umeed ha awaz khatam hojaegi

    • @idreeskhan8875
      @idreeskhan8875 9 หลายเดือนก่อน

      @@zulqarnainmotovlog Chalo aj hi yhi dalta hou is me aor bro iska koi nuksan to ni hoga engine ko ya koi air bath agher hy to bata do iske bare me

    • @zulqarnainmotovlog
      @zulqarnainmotovlog  9 หลายเดือนก่อน

      @@idreeskhan8875 ni dekhna apka engine silent hojaega r mje btana ha apne

  • @javedchangwani9561
    @javedchangwani9561 2 ปีที่แล้ว

    Lol

  • @K.4.k
    @K.4.k ปีที่แล้ว +1

    meri bike ka 2020 model hai
    abhi issues aye Kuch khtam nai ho ra
    garari set ki changing k bad
    chain awaz krti rehti
    ab mna cover utara hua
    pr Kuch dinno bad
    ab bike chalana ma
    kaffi zor leiti engine pr 5 gear easy hota jesa 2 yan 3 gear hai

    • @zulqarnainmotovlog
      @zulqarnainmotovlog  ปีที่แล้ว

      Ye AP Honda mechanic ko dekhae r Sahi check up krae piston ka issue lag rha ha qk bike zor Mang rhe hana

    • @K.4.k
      @K.4.k ปีที่แล้ว +1

      @@zulqarnainmotovlog j krwa chuka hon not that issue
      wo kehta kuch or krta kuch or
      baqi issue same hi zayada hota ja raha chain boht zayada wobbly hai jab sa set Change krwaya
      baqi thanks for the reply
      appreciate your work u doing on TH-cam

    • @zulqarnainmotovlog
      @zulqarnainmotovlog  ปีที่แล้ว

      @@K.4.k always welcome brother AP ye btae Apne bike zero meter li the r engine oil konsa use kr rhe ha r running period me speed to ni lgae bhttt

    • @K.4.k
      @K.4.k ปีที่แล้ว

      @@zulqarnainmotovlog no actually bhai g
      mna use ma li thi 15 months pehla
      12000 chali hoi kaffi new condition thi
      mujha is ki us waqt everage 20 to 25 milti thi
      but after that jab mera pas aai
      mna kam wgeira krwaya to Kaffi best condition ma aa gai thi
      smoke ka issue tha us waqt
      but not that much
      bearable tha
      everage bad ma 40 to 45 ho gai
      ab mazeed achi ho chuki hai a sirf Honda walon ka hi oil use krta hon
      time sa pehla half ho jata or condition b black ho jati
      mujha in oil wgeira ka zayada pata nai to ma risk nai laita
      but always esa feel hota k oil kuch or trah ka mangti yeh bike honda walay sirf 10 w 30 hi provid krta wo b ab unho na
      pata nai fazool 1200 kr Diya
      please is ma koi suggestion i will look forward to do that

    • @zulqarnainmotovlog
      @zulqarnainmotovlog  ปีที่แล้ว

      Yara ab jis Tarah bike ki condition hana AP havoline 20w50 use kre os s problem mje lag rha ha Hal hojaegi inshAllah asal me Apne jis s bike lia tha na wo os bande n running Sahi ni ki Hogi r piston me fault agaya hoga dekhe agr APka piston running me chuck mar le wo phr bht msla krta ha

  • @usamanaveed1026
    @usamanaveed1026 2 ปีที่แล้ว

    Bhai jan mainy hafta pehly honda cb 150f li hai or same issue mery sath aya hai. Jab bike thandi hoti hai to aesy hi awaz ati hai or kch minutes bad khtm hojati hain. Aghr apko koi solution mila hai to please mujhy btayn. Ku k jab mainy honda Centre me dekhaya to unho ny kaha k cylinder ka maslah hai or unho ny cylinder tabdeeli k lie honda company me bjhwa dia hi...
    Aghr apko koi or solution mila hai to please bta dyn

    • @zulqarnainmotovlog
      @zulqarnainmotovlog  2 ปีที่แล้ว

      G bhai eska solution ha ap isme havoline ka 20w50 grade ka engine oil use kre ye foran set hojaega msla aoka cylinder change na krae bike open hogaya oski ride bekar hojaegi

    • @khawaryamin7298
      @khawaryamin7298 ปีที่แล้ว

      Ap k bike 150f k masla hal howa ya ni

    • @zulqarnainmotovlog
      @zulqarnainmotovlog  ปีที่แล้ว

      Konsa issues mera to issues ni tha koe brother

    • @khawaryamin7298
      @khawaryamin7298 ปีที่แล้ว

      @@zulqarnainmotovlog oh sorry brot asha brot ap k kendall oil k kuch experience ha kasa oil ha kitny km pr change hota ha

    • @zulqarnainmotovlog
      @zulqarnainmotovlog  ปีที่แล้ว

      @@khawaryamin7298 maximum 2000 km

  • @riazali3717
    @riazali3717 ปีที่แล้ว +3

    Sab se bakwaas Engine hai 150f ka parseshan kar rakha hai mujhy

    • @zulqarnainmotovlog
      @zulqarnainmotovlog  ปีที่แล้ว

      Brother wja kia ha

    • @riazali3717
      @riazali3717 ปีที่แล้ว

      Used bike li hai aik maheena ho gaya
      Awaaz a rahi thi mechanic ne btaya k timing aur timing chain ki awaz hai gear phas rahay thay to bolay clutch set Pura dalwao ye sub cheezain dhalwa li phir bhi awaz a rahi hai to ab bol rahay hein engine ke main bearing ki awaz hai jis k liye engine khulaiga aur 40000 mazeed kharcha aye ga

    • @zulqarnainmotovlog
      @zulqarnainmotovlog  ปีที่แล้ว

      @@riazali3717 oho sir you are right brother ase piece mere dost ka b nikla tha ap theek kah rhe ha fault hain

    • @idreeskhan8875
      @idreeskhan8875 9 หลายเดือนก่อน +1

      Bilkul bro mera bike bhee aesa hi msla kr RHA hu same engine se awaz ati hy

    • @zeeshanali-nv9rh
      @zeeshanali-nv9rh 6 หลายเดือนก่อน

      Mairay bike say bhi aisi he awaz ati hy