Sir hmara selection BARC me HWB.....me ssc mts ke through work assistant post pr selection hua h ..... .... Please sir iske regarding sari information ki ek video bna dijiye....... Bhut helpful rhega....
Maine BARC Mein jitni Sare perks allowance ya fir benefits Hai salary Hai Sari chijon per Maine 2 video banaya hai aap channel per dekh Lijiye usmein sari chijen cover kiya hai maine koi bhi chij nahin Chhoda Hai
@@TechnicalJob_life yea to pata h but stape by stape promotion 4 sal bad kon sa post m promotion milegi or uske bad kon sa post m promotion milegi and last Tak labaratory ka promotion kon sa post m ruk jayeaga yea boliyea please 🥺🥺🥺
@@TechnicalJob_life MINIMUM BOLA GAYA HAI 160 CM OR YE BHI BOLA GAYA HAI KI AGAR CANDIDATE MEDICALY FIT HAI TO RELAXABLE HAI PLZ REPLY ME KYUKI AAP READY SELECTED HO
Sir Main railway me group d trackman k term hu 24 hours present rahana pdta hai every mousam 1800 grade pay hai 18000 basic job bhut hard hai Kya mujhe npcil rawatbhata operator ki tyari karni chahiye NPCIL me 3 shift hoti hai kya mujhe tino shift me jaana pdega ya ak shift me duty lagti hai Radiation kitna hai Plz answer me
Dekho npcil group d se acha hai Usme exta paisa bahut jyada banta hai aur shift lagta hai uska alag allowance milta hai facilities clean hai bilkul railway ki tarah dirty nhi
Aap ye btaeye ki agr barc join kr lete hai 4 month ke bad usse bdhiya job mil jati hai to hme bound 2 years ka bhrna prega ya 4 month sailary with interest bhrna prega
Ismein generally aapko pata kar raha hoga ki Kitne Din Ka notice period Hai Kyunki Agar notice period 3 mahine ka rahega to use hisab se aapko jo Jitna Paisa Mila Rahega vah bharna padega notice period ke time pura present Rahana padega aur aap jo bhi form bharenge training mein vah aapko Suchit karna hoga
@@TechnicalJob_life jo join krne se phle form bhre hai aur join krne ke 6 mahine bad other Government job ho jata hai to use kitna dena prega Reply sir
@@TechnicalJob_life sir mera BARC cat -1 me hua h Aap please canteen facilities ka btao ki 1 month ka approx charges kitna aayega taki hum joining k time pr itna amount money ghar se leke aa ske to idea lg jayega hume
Han is per Maine video banaya hai aap channel per jakar dekh Lijiye aur aapka promotion To Hoga Hi Hai Jab aap parmanent ho Jaenge Uske 4 Sal Mein promotion hoga
Aapko office job chahiye aur kuch nai nai chijen sikhana hai to aap BARC join Kijiye Agar aapko lagta hai ki aap shift mein duty kar sakte hain night mein mein aur aapko allowance Thode Jyada Milenge to aap npcil choose kar sakte hain lekin Jaruri yah hai jo ghar ke najdeek ho aap preference usko dijiye
Bhai uske liye maine pichhe vido me bata hu Aapka jitna baneg last me 60% mil jayega 40% ka jo intrest hi pension milega Barc me NPS chalta Npcil me EPF chalta hai Dono me thoda bahut diff hota hai baaki rule same hai pention me
Bhut mast btaye ho bhai bhut mast
Make a video on scientific officer c
Plant operator work profile in barc.......ek video bna dijiye please 🙏🏻
Ok
Sir ek video HAL operator ka bnaaiye ki usme kaam kya hoga
Sir IGCAR staff nurse ki exam 29 September ko huyi thi uska result kab tak aayega please reply me
Ek Mahina To Lagta Hai
❤
Sir meri qualification 12th pcm after BA graduate
Agar main NPCIL plant operator select hota hu to kitna permotion possible hai
Sir hmara selection BARC me HWB.....me ssc mts ke through work assistant post pr selection hua h ..... ....
Please sir iske regarding sari information ki ek video bna dijiye....... Bhut helpful rhega....
Maine BARC Mein jitni Sare perks allowance ya fir benefits Hai salary Hai Sari chijon per Maine 2 video banaya hai aap channel per dekh Lijiye usmein sari chijen cover kiya hai maine koi bhi chij nahin Chhoda Hai
Barc vs NPCIL pension kisme milta hai
Barc
80k Salary kam pad gyi kya jo pension bhi chahiye tujhe.....sale
BARC
Sir ye btaiye hmko ki agr hm training krte h to usi time bond pr sign krwa liya jta h ya do saal baad bond pr sign krwaya jta h
Bond to aapko apne pass Se Hi Kuchh Bhar Ke Le Jana Hai Aap vahan per jakar Samne turant kam Hoga 1 Sal bad Nahin
Sr mera BARC laboratory me hua hai
Kya shi post h sr
Plzz boliye 😢?
Ha bhai jo ho gya hi sajhho barc ka sara post best hai
@@TechnicalJob_life oo
Thnqq sr
Bs sblog bolte h
Salary or aage study ka chance km deta hai
Sir labaratory ka further promotions ka process boliyea please 🥺🥺
BARC Mein Bhai Sab Ka promotion 4 Sal bad hi hoga Jab aap parmanent ho Jaenge tab
@@TechnicalJob_life yea to pata h but stape by stape promotion 4 sal bad kon sa post m promotion milegi or uske bad kon sa post m promotion milegi and last Tak labaratory ka promotion kon sa post m ruk jayeaga yea boliyea please 🥺🥺🥺
Bhai mobile allow h kya barc ya uske others unit mai?
Nhi
LABOARTORY ME HEIGHT 160 CM SE KAM HAI TO BAHAR NHI NA KAREGA MEDICAL ME
Hight agar isase jyada manga gya hoga to dikkat ho saktna nhi nhi to koi dikkat nhi
@@TechnicalJob_life MINIMUM BOLA GAYA HAI 160 CM OR YE BHI BOLA GAYA HAI KI AGAR CANDIDATE MEDICALY FIT HAI TO RELAXABLE HAI PLZ REPLY ME KYUKI AAP READY SELECTED HO
Barc main rahekar qualification add on kar sakte hain?
After 5 year
Sir
Main railway me group d trackman k term hu 24 hours present rahana pdta hai every mousam 1800 grade pay hai 18000 basic job bhut hard hai
Kya mujhe npcil rawatbhata operator ki tyari karni chahiye
NPCIL me 3 shift hoti hai kya mujhe tino shift me jaana pdega ya ak shift me duty lagti hai
Radiation kitna hai
Plz answer me
Dekho npcil group d se acha hai
Usme exta paisa bahut jyada banta hai aur shift lagta hai uska alag allowance milta hai facilities clean hai bilkul railway ki tarah dirty nhi
Aap ye btaeye ki agr barc join kr lete hai 4 month ke bad usse bdhiya job mil jati hai to hme bound 2 years ka bhrna prega ya 4 month sailary with interest bhrna prega
Ismein generally aapko pata kar raha hoga ki Kitne Din Ka notice period Hai Kyunki Agar notice period 3 mahine ka rahega to use hisab se aapko jo Jitna Paisa Mila Rahega vah bharna padega notice period ke time pura present Rahana padega aur aap jo bhi form bharenge training mein vah aapko Suchit karna hoga
@@TechnicalJob_life jo join krne se phle form bhre hai aur join krne ke 6 mahine bad other Government job ho jata hai to use kitna dena prega Reply sir
@@TechnicalJob_life sir mera BARC cat -1 me hua h
Aap please canteen facilities ka btao ki 1 month ka approx charges kitna aayega taki hum joining k time pr itna amount money ghar se leke aa ske to idea lg jayega hume
Transfer ho jata h kya barc me
Sir mera technician cat 2 me hua par mere pas polytechnic bhi hai to kya mujhe promotion me extra benifit milega..
Han is per Maine video banaya hai aap channel per jakar dekh Lijiye aur aapka promotion To Hoga Hi Hai Jab aap parmanent ho Jaenge Uske 4 Sal Mein promotion hoga
Aapke pass diploma Hai tab to Shayad 1 sal pahle Hi Ho Jaaye 3 Sal Mein Nahin to 4 Sal Mein To Hoga hi
Cat 2 fitter ka kam kya rhta hai dono me ?
Aap log ka maintenance work, routine work, fitting, management vagaira plant vagaira yah sab sambhalna hoga
Work profile welder technician
Pension chayiye to barc me jao, OT kerni he to npcil
Mera BARC or NPCIL dono me ho gya hai kisme join kare?
Aapko office job chahiye aur kuch nai nai chijen sikhana hai to aap BARC join Kijiye
Agar aapko lagta hai ki aap shift mein duty kar sakte hain night mein mein aur aapko allowance Thode Jyada Milenge to aap npcil choose kar sakte hain lekin Jaruri yah hai jo ghar ke najdeek ho aap preference usko dijiye
Same here bro
Aap kya join krege
Mera bhi bhai dono me ho gya narora
Barc me retirement ke time kitna % passa ek baar mee de deta hai aour ketna % pension ke liye hold karta hai
Bhai uske liye maine pichhe vido me bata hu
Aapka jitna baneg last me 60% mil jayega 40% ka jo intrest hi pension milega
Barc me NPS chalta
Npcil me EPF chalta hai
Dono me thoda bahut diff hota hai baaki rule same hai pention me