Please didi mujhe ek baat bata dijiye aur Hindi mein comment kijiega Mera Chhota baccha 5 sal ki hai usi se comment karvati hun use theek se likhane nahin aati hai isliye aap log se ham mafi mangte Hain is baat Ko lekar Swami amavas mein bola jata hai Rui ka upyog nahin karne ke liye per yahan to thandi hai aur thandi mein Jaise gaon mein Rui bhara hi utha jata hai aur ham log ke pass kambal nahin hai to aur thandi mein chhote chhote bacche Hain sweater sweater pahne hue to ham kaise karenge mere Ghar mein koi nahin hai dekhbhal karne wala ek 5 sal ki beta hai aur ek dedh sal ki to ham kaise karenge kya didi mujhe please aap bata dijiyega ek bar aap per Mera bahut Vishwas rahata hai
Radhe radhe ji
Aur aaj hi Bata dijiyega didi mujhe aap bahut acche Hain
First comment di
Didi अमावस्या ke दिन सुहागिन महिला बाल धो सकती हु
Nhi baal kbhi bhi nhi dhona chahiye. Amavasya pr to kbhi nhi
Nhi dhona chahiye
Amavsya k din milk wale chhuti rkhte h to kya hum ek din phle le skte h milk amavsya k liy?????
Ji rakh sakte hai
Please didi mujhe ek baat bata dijiye aur Hindi mein comment kijiega Mera Chhota baccha 5 sal ki hai usi se comment karvati hun use theek se likhane nahin aati hai isliye aap log se ham mafi mangte Hain is baat Ko lekar Swami amavas mein bola jata hai Rui ka upyog nahin karne ke liye per yahan to thandi hai aur thandi mein Jaise gaon mein Rui bhara hi utha jata hai aur ham log ke pass kambal nahin hai to aur thandi mein chhote chhote bacche Hain sweater sweater pahne hue to ham kaise karenge mere Ghar mein koi nahin hai dekhbhal karne wala ek 5 sal ki beta hai aur ek dedh sal ki to ham kaise karenge kya didi mujhe please aap bata dijiyega ek bar aap per Mera bahut Vishwas rahata hai
जी आप रूई का प्रयोग कर सकते हैं ऐसी कोई बात नहीं होती है जितने लोगों की बात सुनेंगी उतना भ्रमित होगी मन से की गई पूजा पूर्ण होती हैं