Matka food always famous and useful for health. Meray ak friend jo saudia me thay .. Pakistan me ye kam shuru kiya matka shwarma . Kam boht chla. Yahan tk k food panda ... Phir kuch riders ne b in k kam ki public city ki. Or apney apney contact diye. Unhay jesay order milta wo agey friend ko order krwatey or us me se un ko cmition b milti or friend ko b faida pohnchta. Lakin jb un k Labour ne chhora tb se unka kam aj b closed ha...
Assalamu alaikum Mahsalla buht acha guide kia apny Allah apky Karobar mein tarakki de Api yeh kitny tak Sell Hota Hai Ek Matka foodpanda se kya aap bata sakte hain price me b kam krna chahti hn
w salam, yae main last time 270 Rs main sell kiya tha. ab main foodpanda choor chuki hon aur aap se bi kahon gi sooch samaj ke join kije ga. ab foodpanda pa itni bachat nahi hoti hai.
Apki efforts bht achi hein ek tip dena chatting hun ap kosish karein chawl strain karne k liye steel ka strainer use karein plastic strainer is not good for health
@@ShaziaKhurram g mam actually mara start h na aj he form fill kia h jis waja sa mujha Kuch pta NHI h Kuch family issues ke waja SA start kia ha is Lia ap sa Puch RHI hon agar ap bta Dan to bhot bhot shukria
yae bi aik ilam hai, aur ilam ko philana bi sadka jaria hai. maybe meri es recipe sy kisi ka kuch bala ho jaye. baki mera koi competitor bi muj sy poche ga tu main ose bata don gi. mera iman hai rizak recipes sy nahi milta, mukader sy milta hai.
w salam, actually main phone ka mic hi use karti hon. abi itna budget nahi hai ke main acha mic ly sakon. koshish kar ke main jald improve karne ki koshish karon gi.
Aslamualikum..kesi hen ap...?mene b abi foodpanda as home chef join kia hai...mashAllah apki videos bohat informative hoti hen....kindly mujy agr help chahye hogi to mujy guide ker dena mai abi new hon....
Main foodpanda home chef hon. muje orders foodpanda ke users ki taraf sy milte hain aur foodpanda ke rider wo khana muj sy pick kar ke ly jate hain. muje direct orders nahi aate.
yae depend karta hai ke aap es ke ander jo material daal rehe wo kesa hai, ager tu korma aur rice garam hain tu 3 min main dam aa jata hai, ager thanda hai tu 7 se 10 min tak lage gy.
@@ShaziaKhurramthanks for your good response. Mai b ek chota sa restaurant chala raha ho or jaise ap keh rahe hai k ap k matkhi k biryani k kafi demands hai to please ap apne up-to-date price Bata d es k or tips b Bata d k hmain banate waqt konsi mistake nahe kerne chahaye.
@@waqasmuhammad6200 resturant pa 200 Rs tak sell hoti hai. aur as it matka main hi dete hain. kisi ne wehi khani ho tu saath plate dete hain, serve matka main hi ho gi. 20 Rs ka matka milta hai. baki recipe ki video bi hai wo aap deekh lain.
@@ShaziaKhurram G kl form fill kea ha dakhy agy kya hota ha, foodpanda ny apna profit 40 percent krlya ha to bachat kasy hoge, kuch b bno ayk raqam lgte ha agr hum rate brha dyn to demand b km hojay ge, please guide me k main foodpanda py koshesh may time zayan to nahe krahe?
@@easycooking2594 yae depend karta hai sell pa, ager tu sell achi ho jati hai tu bachat bi theek ho jaye gi, ager sell kam hoti hai tu phir bas guzara hi hai.
yae tu main aisy kuch nahi bata sakti, aap apna menu btaye kiya rakha hai aur rates bi. aur restaurant opening ki timing kiya hai? yae sab deekh ke hi idea ho sakta ke kaha problem hai.
Yeh mam ajkal panda chhor kr panda home chef k kaam say logon ko roke rahi hain Hum b yeh kaam kr chuky Panda profet khai ga aap zeero profet pr 2 month hi kaam kro gai aur kaam band kr do gai
MashaAllAh
Thanks 🙂
Bohat he unique recipe ha. MashaAllah
Haan jee.
Matka food always famous and useful for health.
Meray ak friend jo saudia me thay ..
Pakistan me ye kam shuru kiya matka shwarma .
Kam boht chla.
Yahan tk k food panda ...
Phir kuch riders ne b in k kam ki public city ki. Or apney apney contact diye.
Unhay jesay order milta wo agey friend ko order krwatey or us me se un ko cmition b milti or friend ko b faida pohnchta.
Lakin jb un k Labour ne chhora tb se unka kam aj b closed ha...
Oh ho, very sad, wo new labor hire kar lain.
Mashallah
Thanks,
MashaAllah achi recipe
Bohat bohat shukriya.
Masallah
Thanks, JazakAllah
Zabardst 👌🏼❤️
Thanks,
Looks very yummy😋
JazakAllah
Nice MashAllah
Thanks, Please watch full video.
Mashaallah. Nice
Thanks, :)
JazakAllah api mai zrr try krungi ..
Jee zaror, JazakAllah.
JAZAK ALLLAH
Thanks, JazakAllah
Allah blless you .
Nice mam 👍
Thanks
INSHAALLAH
:)
Nice
Thanks
Mashallah . Allah pk apki mehnat ka ajr de.
Ameen, Thanks.
Mashallah Bhana... Allah app ko bhoot business days or family konkhusj rakhye.. Tahzeen Londonwala..
Bohat shukriya, JazakAllah
Assalamu alaikum
Mahsalla buht acha guide kia apny Allah apky Karobar mein tarakki de
Api yeh kitny tak Sell Hota Hai Ek Matka foodpanda se kya aap bata sakte hain price me b kam krna chahti hn
w salam, yae main last time 270 Rs main sell kiya tha.
ab main foodpanda choor chuki hon aur aap se bi kahon gi sooch samaj ke join kije ga. ab foodpanda pa itni bachat nahi hoti hai.
Apki efforts bht achi hein ek tip dena chatting hun ap kosish karein chawl strain karne k liye steel ka strainer use karein plastic strainer is not good for health
Thanks ab wohi use karti hon
Agr matkey ka dhakan b miti ka ho to behter nahi ho ga???
Mera mtlb hy k foil or plastic k istimal se bach jaein to behter hy na
you are right, lakin cost bar jati hai.
Aap chawal khna sy lati hna?
humare nazdeek shop hai waha se lete hain.
Good job sister
JazakAllah
Ap knse city se hain
Faisalabad se
Assalamualaikum appi mean bhe km start krna chati hon kia AP mujha Thora guide kr sakti han plz
W salam,
Main videos main sab btaya howa hai aap wo deekh lo, phir koi question howa tu pooch lije ga. Main bata don gi.
G meun kasa set krta han vo bta Dan yea jus mean AP na menu set krna sakhaya ha vo vedio ka link bta dan
@@KanzaSadaf menu set means? Foodpanda ki device pa menu kese set karne ka pooch rehe?
@@ShaziaKhurram g mam actually mara start h na aj he form fill kia h jis waja sa mujha Kuch pta NHI h Kuch family issues ke waja SA start kia ha is Lia ap sa Puch RHI hon agar ap bta Dan to bhot bhot shukria
Biryani sardiue ziyada sale hoti ha ya garmin ma
sardio main.
@@ShaziaKhurram api ap sy bat ho sakti ha
@@umairkhalil2732 jee zaror aap muje instagram pa message kar lain.
Kalonji kiu use kia biryani me..?
Kalwanji main apne har khane main use karti hon,
JAZAKALLAH KHYR , apny na siraf apne kemate recipe share krde blky ejazat b dyde k koe b jc trhn chahy use jrly. Boht wase dill ha apka
Boht Shukrya .
yae bi aik ilam hai, aur ilam ko philana bi sadka jaria hai. maybe meri es recipe sy kisi ka kuch bala ho jaye.
baki mera koi competitor bi muj sy poche ga tu main ose bata don gi.
mera iman hai rizak recipes sy nahi milta, mukader sy milta hai.
Assalam o Alikum bohat achi recipe but aap ki awaz bohat slow ati h
w salam, actually main phone ka mic hi use karti hon. abi itna budget nahi hai ke main acha mic ly sakon.
koshish kar ke main jald improve karne ki koshish karon gi.
❤❤❤
Thanks,
Aslamualikum..kesi hen ap...?mene b abi foodpanda as home chef join kia hai...mashAllah apki videos bohat informative hoti hen....kindly mujy agr help chahye hogi to mujy guide ker dena mai abi new hon....
w salam, no problem aap ko jab bi kuch pochna ho main hazir hon. aap muje instagram pa message kar lije ga.
Ap ne food panda per kam shuru kia hi
Biryani m soya sause🤔ye t phli br dkha h ar plz btayega k ye rice ktny rupe kilo mlty hn ar mjy lgta h k gas t apk ghr m bht slow ati h
Unique taste hai, esi liye loog psand bi karte hain 😛
Baki price kis ki pochi hai?
@@ShaziaKhurram rice ki
Me ye pochna chti ho order ktni der me tayar. Krna hota hi
15 minutes main.
MashaaAllah plz es ki prize bhi batain taky hamain bhi idea ho jai plz
Ap biryani k liey sela rice use krti hain ya phir basmati rice
Ab to har chez buhat mahngi ho gai hai
Pot wo log detey he ya AAP buy karti he
Hum khud buy karte hain.
Karachi se hen
No, Faisalabad sy.
Ap share tu krti hai recipes its good but ap humain ye batayain k ap ko order kaisay milay
Main foodpanda home chef hon. muje orders foodpanda ke users ki taraf sy milte hain aur foodpanda ke rider wo khana muj sy pick kar ke ly jate hain.
muje direct orders nahi aate.
Matka log wapis bhje dety hn ya un ky pass rehta ha ?
un ke pass hi rehta hai,
Ye aik matka kntnay ka ata ha
@@soccercorner134 20 Rs ka
Ap mara bi channel subcariber kar den many bi ap ka kiya ha
Pyaz ko fry karna lazmi h kachay pyaz nhi daltay
its depend on recipe, humari recipe yaehi hai aur loog psand karte hain.
Low flame p 2 ya 3 min mai matka garam hojaye ga??
yae depend karta hai ke aap es ke ander jo material daal rehe wo kesa hai, ager tu korma aur rice garam hain tu 3 min main dam aa jata hai, ager thanda hai tu 7 se 10 min tak lage gy.
@@ShaziaKhurramthanks for your good response. Mai b ek chota sa restaurant chala raha ho or jaise ap keh rahe hai k ap k matkhi k biryani k kafi demands hai to please ap apne up-to-date price Bata d es k or tips b Bata d k hmain banate waqt konsi mistake nahe kerne chahaye.
@@waqasmuhammad6200 resturant pa 200 Rs tak sell hoti hai. aur as it matka main hi dete hain. kisi ne wehi khani ho tu saath plate dete hain, serve matka main hi ho gi.
20 Rs ka matka milta hai.
baki recipe ki video bi hai wo aap deekh lain.
@@ShaziaKhurram thank you once again.
is main kitna kharcha atta hai or kitni bachat ati hai jawab zaror dena hai
es main 40% bachat hai. takriban 130 kharcha hai aur 200 se 250 tak sell hoti hai.
Ye biryani kitne orders kyleye hai .aur is ki cost kitni hai. Guide kr den. Thanks
1 Kg rice and 1 kg chicken main 6 matka biryani banti hain. aur 1 matka biryani 270 Rs sell hoti hai.
@@ShaziaKhurram thanks a lot
Jazakallah
Jaifal, javitri ,Chinese salt ,yeast, soya sauce, chicken powder, mozzarella cheese
Ye sb khana jaez hy ya nahi tehqeeq kr lyn plz
kiya matlab?
Price
aaj kal 450 hai.
@@ShaziaKhurram vate kitna hai
1 kilo chicken biryani ki price. Kya hai
Matka kitny ka milta hn
20 Rupees ka.
Mam matka biryani ki price ap ki menu m kia ha food panda ka 40% mila kar?
yae main 270 Rs main sell karti hon.
@@ShaziaKhurram
with foodpanda commision?
@@samiaainszz4331 haan jee.
@@ShaziaKhurram
Thanks mam
Kindly make a video about Multigrain Flour. plz
Jee behter.
@@ShaziaKhurram thnx Ma'am, Stay blessed!
Api is mutka buryani k kya price ha
270 Rs
May b jld foodpanda py home chef k tor py ana chahte hon , pr regeneration form kuch mushkl ha
os main aisa kuch mushkil tu nahi hai. bas zara dehan sy sari fields fill kar lain. last pa menu file bi attach karni hoti hai.
@@ShaziaKhurram
G kl form fill kea ha dakhy agy kya hota ha, foodpanda ny apna profit 40 percent krlya ha to bachat kasy hoge, kuch b bno ayk raqam lgte ha agr hum rate brha dyn to demand b km hojay ge, please guide me k main foodpanda py koshesh may time zayan to nahe krahe?
@@easycooking2594 yae depend karta hai sell pa, ager tu sell achi ho jati hai tu bachat bi theek ho jaye gi, ager sell kam hoti hai tu phir bas guzara hi hai.
@@ShaziaKhurram
Dua krya ga ALLAH mara hath pkrlyn ameen
@@easycooking2594 inshaAllah Allah pak behter karain gain.
Humme Food panda home chef se roz order nh ate ye kya waha ho sakhti hai
yae tu main aisy kuch nahi bata sakti, aap apna menu btaye kiya rakha hai aur rates bi. aur restaurant opening ki timing kiya hai? yae sab deekh ke hi idea ho sakta ke kaha problem hai.
Menu ma : chicken karahi . Chicken achari. Chicken jalfrezi . Chicken korma . Shami kabab. Raita . Paratha . Or time subha 12 se 3 baje tak
@@adeelsiddiqui3500 siraf 3 hour ke liye kitchen open karti hain?
G
Asslam.o.alaikum api
w salam
Chawal ki quantity kitni hai?
Matka main almost 350 se 370 gram tak chawal aye hain matka main.
Kis price mh deti ha yh ap
aaj kal 400 ki hai.
Ye sab ap order se pehle bana kar rakhti hain
haan jee, korma aur chawal read kiye hote hain, jese hi order ata hai matka main layers daal ke dam dy dete hain.
Aur agr order na aye to ka krti hn in ka
Biryani ese nhi banti
jee behter. JazakAllah
Yeh mam ajkal panda chhor kr panda home chef k kaam say logon ko roke rahi hain
Hum b yeh kaam kr chuky
Panda profet khai ga aap zeero profet pr 2 month hi kaam kro gai aur kaam band kr do gai
theek kah rehe, esi liye main bi choor chuki hon.
Very strange recipe of biryani 😮
Thanks JazakAllah
Mashallah
Thanks
Mashallah
Thanks, JazakAllah